12th Commerce Ke Baad Kya Kare – Career option In Hindi

12th ke baad best career courses, best courses after 12th commerce pass in hindi. 12 th exam के बाद ज्यादातर student Career option select करने में लग जाते है. 12th Arts, Commerce और Science के साथ Pass करने के बाद best Career option आपकी life में काफी important साबित होता है. क्योंकि आपकी life Succes की शुरुआत वहां से होती है. ज्यादातर Student science और Arts stream ( Group – A and B ) पसंद करते है. अगर कोई स्टूडेंट 12th क्लास में commerce stream सेलेक्ट करता है तो इसे carrer option सेलेक्टकरने में काफी परेशानी होती है. इस Article में आपको 12th commerce के बाद क्या करे ? कौन सा courses पसंद करे. ये बताया गया है.

Commerce एक ऐसा विषय है, जो Career के लिहाज से कई बेहतरीन रास्ते खोलता है. 12वीं के बाद काॅमर्स से graduation कर MBA Course करने का चलन आम है, लेकिन Commerce के Student इसके अलावा न सिर्फ कई तरह के Professional course कर सकते हैं, बल्कि उनके लिए Government Job से लेकर Private sector में जाने के मौके भी भरपूर हैं. जानें Commerce के Students के लिए 12th Commerce के बाद Course एवं Career के बारे में.

12th Commerce Pass karne Ke Bad Kya Kare ?

12th commerce ke bad

1. Bachelor of Commerce (B.Com):

12वीं के बाद Commerce में 3 Year का graduation करना चाहते हैं तो B.com एक अच्छा Option है. इस Degree की मदद से आप Accounting Finance, Operations, Taxation और दूसरे कई फील्ड्स में अपना career बना सकते हैं. B.com में Students को Goods Accounting, Accounts, Profit and Loss और कंपनी कानून की जानकारी दी जाती है. B.com एक तरह से आपके best career का पहला Step है.

2. Bachelor of Commerce (ऑनर्स):

अकसर Students Bachelor of Commerce (ऑनर्स) और Bachelor of Commerce में अंतर नहीं कर पाते. दरअसल, B.com ऑनर्स 12th Commerce के बाद तीन साल का Degree Program है जिसमें कुल मिलाकर 40 Subject होते हैं. Students को इन विषयों के अलावा एक विषय में Specialization भी कराया जाता है. Specialization के लिए Students Marketing Management, Accounting and Financial Management, International Trade and Finance, e- Commerce, Banking या Human and Resource Management में से किसी एक विषय चुन सकते हैं. Bachelor of Commerce में सब्‍जेक्‍ट्स ऑनर्स की तुलना में कम डिटेल में पढ़ाए जाते हैं.

3. B.com – Accts and Finance)  :

Bachelor of Commerce इन Accounting and finance 12th Commerce के बाद  किया जाने वाला तीन साल का Degree Program है. इस Course के बाद अकाउंट्स और फाइनांस में career के मौके काफी होते हैं. शुरुआती दिनों में बतौर ट्रेनी अकाउंटेंट काम किया जा सकता है. इस Program में Accounts, finance, taxation के करीब 39 विषय पढ़ाए जाते हैं. इस Degree Program में Financial Knowledge पर ज्‍यादा फोकस किया जाता है.

4. B.com- Banking and Insurance :

Bachelor of Commerce (बैंकिंग एंड इंश्योरेंस) Academic and professional Degree दोनों है. इस Program में Accounting, Banking, Insurance Law, Banking Law and Insurance Risk Cover की जानकारी दी जाती है. इस Degree में बैंकिंग और इंश्योरेंस इंडस्ट्री में कवर होने वाले टॉपिक्स और विषयों की सिस्टमेटिक Study कराई जाती है.

  • 12th Commerce के बाद  इस Course में 38 विषय होते हैं.
  • इसके अलावा Banking and Insurance से जुड़े 2 project भी हैं.
  • इस Course को करने के बाद Students M.com, MBA, CFA जैसे Higher education वाले Courses कर सकते हैं.
  • यही नहीं गवर्मेंट और Private sector में ऑडिटिंग, अकाउंटेंसी, बैंकिंग, फाइनांस की फील्ड में नौकरी के लिए भी एप्‍लाई किया जा सकता है.

5. Cost and Work Accountant (CWA):

कॉस्ट अकाउंटेंसी C.A से मिलता-जुलता Course है. The Institute of Cost and Works Accountant of India Cost Accountancy का Course कराता है. 12th Commerce के बाद भी Students ICWA का Course कर सकते हैं. इसके लिए 12वीं पास Students को पहले फाउंडेशन Course करना होता है. Course पूरा करने के बाद Students को कॉस्ट अकाउंटेंट और इससे जुडे़ पदों पर काम करने का मौका मिलता है. इसके लिए The Institute of Cost and Work Accountants of india में आवेदन करना होता है. Admission के लिए जून और दिसम्बर में entrance exam होता है. फाउंडेशन Course के बाद Intermediate Course करना होता है और फिर सीए की तरह ही फाइनल एग्जाम देकर Course पूरा होता है.

Exam Tips :

6. B.com – Financial Markets:

Bachelor of Commerce इन Financial Markets में Finance, Investments, Stock Market, Capital, Mutual Funds के बारे में जानकारी दी जाती है. इस Program में 6 Semester होते हैं और कुल 41 विषयों की पढ़ाई की जाती है. इस Degree को हासिल करने के बाद Trainee Associate, Finance Officer, Finance Controller, Finance Planner, Risk Management, Money Market Dealer Insurance Manager की नौकरी मिल सकती है.

7. chartered accountant:

The Institute of Chartered Accountant of India (ICAI) Chartered accountant का Course कराता है. सीए में career बनाने के लिए इसकी शुरुआत Common Proficiency Test (CPT) से होती है, जिसे पास करने के बाद ही Student अपने लक्ष्य के पहले पड़ाव को पार कर दूसरे पड़ाव पर पहुंच सकता है. इसमें चार विषयों जैसे Accounting, Mercantile Law, General Economics and Quantitative Aptitude को शामिल किया जाता है. मान्यता प्राप्त बोर्ड से 12th Commerce में 12वीं पास करने के बाद कोई भी स्‍टूडेंट्स CA में career बना सकते हैं. कई बार 12th Commerce के बाद स्‍टूडेंट्स C.A की दौड़ में भाग लेने के लिए अपनी शुरुआत graduation के बाद भी करते हैं.

लेकिन सीए Course की लंबी अवधि के कारण सीए की शुरुआत का सही समय 12th Commerce पास करने के बाद का ही होता है. C.A की तैयारी के लिए Students को पहले अकाउंटिग में मजबूत पकड़ बनानी चाहिए. स्‍टूडेंट्स में Management and Financial Sector में एक्सपर्ट नॉलेज के साथ एक्सपर्ट व्यू का होना बहुत जरूरी है.

8. Company secretary (CS):

इंस्टीट्यूट ऑफ Company secretarys of India (ICSI) देश में Company secretary Program चलाता है. साइंस, Commerce और Arts, जिसमें Fine Arts शामिल न हो, में 12th commerce के बाद Company secretary Courses के लिए आवेदन कर सकते हैं. इसके तीन चरण हैं- फाउंडेशन (आठ महीने), Executive और प्रोफेशनल. फाइन आर्ट्स को छोड़कर किसी भी स्‍ट्रीम में ग्रेजुएट उम्‍मीदवार CS का Course कर सकते हैं.

Graduate Candidates को आठ महीने के फाउंडेशन Course से छूट होती है और उन्‍हें सीधे दूसरे चरण में Admission मिल जाता है. Executive और Professional course करने के बाद एक कंपनी या किसी अनुभवी या प्रैक्टिस कर रहे Company secretary के साथ 16 महीने की ट्रेनिंग करना अनिवार्य होता है. Professional course और ट्रेनिंग के बाद आईसीएसआई के एसोसिएट सदस्य बन जाते हैं.

9. BBA : Bachelor of Business Administration :

हालांकि किसी भी स्‍ट्रीम से 12वीं करने वाले स्‍टूडेंट BBA कर सकते हैं, लेकिन 12th Commerce स्‍टूडेंट्स के बीच यह Course खासा लोकिप्रिय है. यह तीन साल का Course है, जिसमें स्‍टूडेंट्स कोBusiness Administration के गुर सिखाए जाते हैं. इस Course को पूरा करने के बाद Student विभिन्‍न कंपनियों के HR, Finance, Ad-Sales & Marketing Departments में जॉब के लिए एप्‍लाई कर सकते हैं.

ITI Course after 12th Commerce

  • Tool & Die Maker
  • Draftsman (Civil) Engineering
  • Draftsman (Mechanical) Engineering
  • Fitter engineering
  • Turner engineering
  • Mechanist engineering
  • Refrigeration engineering
  • Electrician engineering

Diploma Course after 12th Commerce

  • Diploma in education
  • Air Hostess and Flight Steward
  • HOTEL MANAGEMENT
  • RETAIL MANAGEMENT
  • ACCOUNTING AND FINANCE
  • INFORMATION TECHNOLOGY
  • banking
  • INFRASTRUCTURE AND CONSTRUCTION
  • marketing
  • company secretary

Extra Inning :

12th Commerce Pass Ho Jane ke Baad Ye Sabhi Latest Aur Government – Private Job Dene wale Best Career Option Hai. aap Apane interest, College Fees, aur aapki Family ke sath milkar career Ka faisala Kare. vaise to 12th commerce ke bad bahot sare courses, aur Colleges Hai. aap All information pata Karke Select Kare. yahan Aapko Best Career option Diye Gaye Hai,

Aapko Ye Article Kaisa laga Jarur Bataye.

Social Site Pe Friends Ke Sath Share Kare.

HindiHelpGuru FB Page Like Kare.

email Se Subscribe Kare.

202 Comments

    • Qualifying 10+2 or equivalent examination with 45% marks and above in any relevant stream with English as a subject of study from a recognized university.

  1. anas Mansuri

    sir 12th commerce k bad mujhe computer skills me jana h ab ky karu me degree me

  2. kapil gupta

    Sir, 12th commerce k pass krne k baad a/c ka work krna chahta ho to aage kya option h

  3. Aahana

    Sir 12th science ke baad hum commerce ma switch ho sakte h ? Agar ho sakte h to hotelmangemat kesa h ? Scope h usme ?

  4. Monu kumar

    Sir 12th commerce k baad… Air force k liye tayari kr skte h kya??? Agr ha to phle kon kon sa cource krna hoga..??

  5. Shreya

    Sir 12 ke baad Kya kare hamko kuch samjh nai AA RHA bohot confusion Mai hai ham

  6. Prakash Prajapati

    Sir you reply (mujhe batye ki 12th ke bad bankig me jane ki liye b.com me kitne subject aate hai.)

  7. Himanshi

    Sir 12th commerce lene ke baad kaun se general competition ka taiyari kar sakte hain details me bataye

  8. Mohit

    Hello sir mene abhi 11th pass ki h….commerce se… sir me janna chahunga ek acche clg k liye kinni % banni chaiye 12th me…

  9. Ram Meena

    Sir mere 12th commerce se 83% bne hai
    Mujhe bank ki padai karni hai to me iski taiyari keise kr sakta hu

  10. Vinay shukla

    Hello sir.
    Mera naam vinay shukla hai.
    Maine 12th class commerce group se pass kiya hai .
    Mere 87.4% aaye hai.
    Sir.
    Mai ab aage kya karu kuch suggestions deejiye sir mere best future ke liye……

  11. Paras

    Sir mena 12 exam diya ha result aagya ha 12th ka jisme meri 55% bani ha .. Aur me commerce se hu mujhe railway me jaana ha kya karu ab jise jaa saku

  12. Abhi Chindalya

    sir maine abhi 12th ke exam diye hai
    result aaana baaki hai

    mai 12th ke baad kya course kar sakta hu.

    please reply me…..

  13. Hi,sir hum 12th ke baad bachelor of commerce or bca-bachelor in computer application ka study ek saat kar sakte hai mera main force bancking line ka hai

  14. Ajay

    Sir mai bank me job krna chata hu or maine 12th ke exam diye hai kya mai tally sikh skta hu

  15. Anurag Singh

    Helki sir maine abhi 12th commerce pass kiya hua.sir Ab meko shmj ni aa RHA ki 12th ke baad kya kru?

  16. Rahul roy

    Me 12com. k bad computer releted koi bhi education kerna chahta hu to aap suggest kare plz

    • b.com banking ka course kare. isame computer aata hai. agar aap special computer ka course karna chahte hai to kisi diploma ka course kare. ya fir 12th arts ke baad ke computer course kare.

  17. mudit agrawal

    SIR, mene abhi 12th di h .. mera result 50% ke aash pass aaega tho .. app batae ab llb..law karna suitable h kya …..

  18. Binay sah

    Sir me ITI kr Raha hu trade fitter hai me job karna chahata hi me Kya karu

  19. Tushar varshney

    Hello Sir me 12 kara ha or me choose bhi kar paa raha hu ki me konsa course karu mane commerce se kiya ha..

  20. Khushi

    Mene abhi 12th ke exam diye hai kya me b.com honors ke sath BBA kr skti hu kya koi problem to nhi hogi exams me

  21. arun agrahari

    Hallo sir mera bcom final year hai
    mera bcom me 45 % ke ass pass ho sakta hai
    mai samaj nahi pa raha hu ki kya karu
    sir koei achaa option dijiy

  22. Vaishnai

    Sir main 12 commerce banking se exam de rhi hun me kaise 12 ke baad law ki degree lun
    Ho ske to up ke lakhimpur kheri ke hi college btayen please

    • RaMesH NatH Yogi DauLatGarH

      M bhi banking se sambndhit work krna chahta hu

      12 th commerce m mere 46.80% bne h bhai m kya kru jladi reply krna bhai
      Waiting…

      RBSE 2018

  23. Rahul singh

    Hiii sir mai 12 mai hu mujhe bank manager bana hai toh mai kya course karu…….?

  24. Komal Arun Mind

    Hii sir me BBA kar rahi hu mai CA ki exam in cpt de sakti hu kya

  25. tejaswini prakash adkhale

    Hello …Sir mera nam tejaswini he mene 2015 me, 12 complete kiya he or mi chahti hu ki mulje nursing corss krna he to ky me kr sakti hu ky ..

  26. priynka mirjolkar

    Sir
    Mene 2014 ko 12th commerce pura kiya or an me clinic PR job PR hu PR ab tak disaid nhi kar payi ki aage konsa course kru ? Jo aage fayda rahga pleeeee sir help mi

  27. maya rajput

    SIR ,
    MY NAME IS MAYA
    MERA 12TH COMMERCE SE 83% RHA OR M ABHI B.COM 3YEAR M HU BUT CAREER KE BARE M DECISION NHI LE PA RHI HU KI MUJHE AAGE KYA KRNA CHAIYE .
    INTERESTING SUBJECT MANAGEMNET ACCOUNT, BANKING WITH COMPUTER.
    M CS KRNA CHAHTI HU BUT MY CITY CS FACILITY NOT AVAILABLE.
    SIR PLS GIVE ME CS INFORMATION AND CITY AERA NAME FOR CS COMPLETED

  28. Sumit salviya

    Sir mera sumit h me B.com computer 3rd year chal raha h. or mujhe tax krna h. To me Kya karu sir

  29. Vikram Sambad

    Sir mai abhi B.COM 2nd Year mai hu.
    Aur Mera knowledge 55- 60% tak hi hai
    Aur muje accounting jyada aata nahi hai To mai Apne carrier Ke liye kya karu…?
    Sir PLZ HELP ME….!

    • yahan aapko sabhi course diye hai. ye bhi kar sakte hai. isake alava private sector me bi account job ke liye apply kar sakte hai.

  30. Vishal kumar

    Hello sir
    Mera Name Vishal Kumar Hai Mera es bar B.com 3rd year hai or m bank m ek achhi post par job karna chahta hu
    Sir main 2 years se computer ki teaching bhi kar raha hu jisme ki main Tally ERP. 9, EXCEL(Advance) or BUSY Accounting Software padata hu

    But sir ab m Bank m Ek achhi post par Job Karna Chahta Hu Plz Sir Guide Me main kis trha se bank ki preparation kru…….?

  31. Hemant verma

    Sir abi m 12 kr rha hu commerce se mujhe bank ya teachers ki job chaiye Kya krna h ab mujhe

  32. Gulnar Qureshi

    Hello!sir I am gulnar sir ye UPSC and GPSC exam kaise aur kaha Deni hoti hain collector banne ke Lia???

  33. Me cricketer bnaa chahta hu or abi 12th Commerce se kr rha hu kya muje cricket ke sath koi course b krna chahiye or mera intrest account me h to me aage kya kru

  34. Arshey sheikh

    Sir maine 12 pass kar liya hai mujhe software engineer banna hai maine science liya hai main kya karun plss bataiye

  35. shubham Kumar

    Sir mera naam shubham h Maine 12th commerce Sai deya h kya mera bca krna tk rhega Ya bba sahi rahega ap btaye kya kre hm

  36. Sarvesh Kumar

    Hello mera Naam sarvesh kumar Mai b. Com second year me hu bank me job Karna chahta hu Computer knowledge ccc and dca bhi kiya hu Kya karu

  37. Vishal singh

    Sir Mera 10th main 63.5 marks aye hai 11th me khon sa subject le

  38. faizan

    sir mera naam.faizan h me inter ke baad kaya karu esa kuch jisse mera carier sudhar jaye

  39. Manish yadav

    Sir mai ne 12th commerce se kiya h
    Sir kya mai software engineer ki taiyari kr sakta hu

  40. ABU TALHA

    Sir me b.com 3rd year ka student hu our much ho sirf acconting me interest he kiya
    mera liya c a me apply karna abhi sahi hoga
    ye b.com complaint hone ke bad c a me apply karna cahiye pless help me

  41. Hi Sir,
    Maine 12th ke baad b.com kri thi bt mujhe use beach mein hi chodna pda to sir ab mein dubara study krna chahta hu to sir plz help me ki m ab kya kru

  42. Dinanath sharma

    Sir main 12th pass huaa hu mujhe computer corse karna koun sa karu samjh me nhi aa rha please. .helps

    • koi Diploma Computer Courses Karo. ya Fir Ye Sab Courses Hai. 1.Web Designing/Graphic Designing/UI UX Designing.
      HTML5, CSS3, Jquery, Java Scriptg.
      Bootstraps, Responsive, Photoshop.
      Illustrative, CorelDraw, HTML Slicing.

  43. Krishnakant kushwaha

    Good morning
    Sir
    I am Krishnakant kushwaha commerce subject 12th pass student and final year B. Com student hu me college krne ke sath Sath m part time job bhi krna chahta hu so m kya kya kr skta hu

  44. raju saker

    Hello sir mai raju from raigarh
    Mai avi 12 th me hu commerce
    Aage kya karu kuch samgh nhi aa raha
    Mughe army me jaana hai…….

  45. pushkar chanadrakra

    sir main abhi bcom first year me hu mujhe samjhe me nai aa raha ki main kaise ca kar sakta hu plzzz kuch tips bataye

  46. Sonu

    Hello sir,
    Good evening sir
    mai forigne country me
    Computer officle job karna chata hu sir 2 year me basic computer knowlage complite ho gya hai.
    Ab koin sa course karu sir jisme mai success hu.
    Your answer sir
    Please…
    think you

  47. Richa Sharma

    hello! sir 12th m mere 57 %h commerce+maths se ….so ab mujhe kya krna chahiye study m

  48. mir Nasat

    Hi sir,
    Mein 12sc me 44.5% hai mujhe IPS Banna hai
    Uske liye kounsi study karuin.Plz sr details dijiye.
    Aur sir mera ek dost hai uska 12sc mein 44% hai oh ek business man Banna chahata hai uske liye oh kounsi study kare chahe.plz sir details dijiye.

        • IPS ke Liye hight – chest – Eyesight ye honi chahiye.
          Height 165 cm[For ST (except SC/ OBC) – 160 cm]
          Chest Minimum 84 cm. Expansion 5 cm
          Eyesight 6/6 or 6/9 distant vision for good eye

  49. solanki Ravirajsinh

    Hello Sir ,
    my name is solanki Ravirajsinh .
    sir im after 12th Commerce bacause i Become a chief exucutive officer . please sugggetion me ,,,sir ?n

  50. Nitesh mewada

    Hello sir my name is nitesh sir me gov dairy manager banna chata hu too mujhe iske liya kya karna padega sir plz help me

  51. Hello sir main 12th class me hu our me 12th commerce (with mathematics ) se kar raha hu our me apna career CBI officer. me banana chahata hu to me aage chalkar kya karu

    • CBI officer बनने के लिए आपको CGPE (एसएससी) (Staff Selection Collection) Exam पास करनी अनिवार्य है और CGPE SSC Exam के लिए Candidate को 55% अंको के साथ graduation exam पास होनी चाहिए तभी Candidate SSC Exam के लिए Apply कर सकते हैं.

  52. Sonu

    Hello sir,
    Mai inter pass kar chuka hu sir mai
    Computer course karna chata hu.
    But sir pise ke problem ki vajh se mai b.com
    Me addmission le liya hu.
    Sir iske baad kya karu compter se related course .
    Relpy your anawer sir.
    Thaink you for sonu allahabad.

    • aap B.com Ke Sath private me Computer Courses kar sakte hai.
      B.COM ke Bad Bhi kai Computer courses Aap Kar sakte hai. B.Com ke Bad aap kis Type ki job karna chahte hai Isake aadhar par Courses Select kare. Jo aapko Kam Lage.

  53. md Riyaz Ansari

    My 10th ke baad commarce without math ka liya hu 12th krne ke baad my kis kis sector ma ja sakta hu

  54. gopal

    halo sir me 11th me pad raha hu mu ja aga kya karana he muju samaj nhi aa raha

  55. Neha

    Hello sir me b.com kar rhi hu aur mujhe icwa ka course bhi karna hee too kya me b.com bich me hi chod du

    • Aap B.Com Ko Bich Me Na chhode. Ise pura Karle, Bad Me icwa Courses Kare. ho skata hai aapko b.com ke bad Koi Best Job Mil Jaye to ICWA Karne ki jarurat nahi rahegi.

  56. Haren Thakur

    Sir mene 12th commerce se clear kar lo h
    Or m ab apse puchna chahta hu ki m esa
    Konsa course karu taki mujhe future m piche
    Mudkar na dekhna pade .

    Please Gide me.

  57. bt sir, b.com clear karne me toh year lgega.. or KUK ka toh itna bura haal h 2 year bhi kam padte h.. or ye 2 years ne tution karke,ree clear karne ki koshish jarur karugi.. bt sir ye 2 years maine cover bhi karne h free ni baith sakti. is liye sir pls koi aisa cource bta do jo mere liye fayede mand ho or mera saal bhi cover hoje pls sir koi acha cource bta do

  58. hlo sir, maine 12th commerce se ki h.. or maine 12th k baad b.com ki h ab… sir meri b.com clear nai h is liye mujhe samjh ni aa raha k me karu kya na karu mera dream bank me lagne ka h.. bt b.com clear nai h meri sir aap pls bta do k mujhe kya karna chahiye jo mere liye ab fayede mand ho pls sir help me… sab alag alga suggtions dete h bt mere kuch samjh ni aa raha pls help me …sirr pls… i m wating ur msg sir… pls ans me

    • Sabse Pahle Aap B.Com Clear Karo. Kyuki Bank Ke Liye Graduation jaruri Hota hai. Aap Chahe to Private – Open University Se clear kar Sakate Hai.

  59. amar jaiswal

    sir huma B.COM krrna ka bad kya fayda hoga na b.com ka bad kya krruga uska bad kya padna chiya n job’s kaise millti h plz puri information dijiya mar bahut confuze hu

  60. Chandan

    Hello sir mai abhi 12th se commerce se study kar raha hoo mujhe Bank me job karni hai iske liya kya kya krna hoga taaki hm Bank me job kar sake.. ..steps by stap samjhaiye plzzz sir

  61. Kuldeep singh

    Hellosir My name I kuldeep singh sir mene 12 commorce computer science s kiya h or mughe software arcitec ka cource karna h to mughe kya karna padega or es k collages kha h or mughe kya karna padega

    • bro, Aapne 12th Commerce kiya hai. ye Business line hai. Isame software architect ka Courses Nahi Hota Hai. but aap Chahte to Diploma aur ITI ka Software Related Koi Courses Kar sakte hai.

  62. Gulnar qureshi

    Hello! Sir I am gulnar and I am studing in 10th std.sir mai future me collector banna chahti houn tu mai kya karoun please sir reply me.I am waiting your message Thank you

    • Aapki Soch Ko HindiHelpGuru Ki or se Dhanyawad..!! Agar Aapko collector banna hai to aaj se general knowledge – match aur English me Dhyan De. collector jaisi Post pane ke liye Aapko 12th ke Bad UPSC aur GPSC jaisi Exam Deni Padegi.

  63. Mitali arora

    Hllo . M mitali mera abhi b.com running h 1yr complete hua n mjhe banking ki field m carrer bnana h soo what i do suggest me ..mjhe in 2 years m hi kch krna h jisse m bank m job kar sku in best position

  64. Aakash kumar

    Hello sir, I m a student of 12class. My stream is commers(with mathematics).
    Sir me Delhi me rhta hu .lekin meri iccha h ki me west banhgol me jaker ITI me admission le lu. Sir kya aisa ho sakta h.?Agar ha to mere liye ITI ka konsa course accha rahegaa .Plz tell me..

    • ITI Ke Sabhi Courses Sabhi State Me Hote Hai. Aapko Jo bhi Best lage wo Courses Kar sakte hai. But Dusare State Ko ITM me admission Dena Ya nahi wo Local Government Policy Par depend karta hai.

  65. manish hada

    Sir… Mere papa railway me he and mujhe bhi railway me Jana he isliye me 12th pass hone Ke bad kya sub. Lu ki railway me achi post mil sake… Mera subject commerce he and mujhe pgdca bhi krna he and iti bhi krna he ab me kya kru sir mujhe samjh ni aa rha graduation kru ya iti kyoki pgdca krne Ke liye graduation jaruri he or iti. Krne ki icha h meri I am confused sir… Plz. Help me…

  66. Kuldeep singh

    Hello sir my name is kuldeep singh mene 12the open s kiya h or mughe gov advocate banna h to mughe kya karna cahiye

  67. Hello sir m sayuf hu Maine abhi 10th pass Kiya h Hai or Meri since bilogy ki classes chal rhi h pr mere ko Thora phisics hard lag rha h pta nhi nyi school me or Nye friends h isliye ya ajib si tension ke Karn please help me

    • Ye Aapke Upar depend Karta Hai Ki Aap Kis Subject Me Pass Ho Sakate Hai. Jyada % la Sakate hai. mai ye Suggest karunga Ki aap Commerce me Aa Jaye. ya fir Koi aapki Pasandida Subject Select Kare. Isame tension Ki Koi bat Nahi hai. aap chahe to Kisi Bhi Subject Me best Perfomance Kar sakte hai. ye Bat Sahi Hai ki Bio me Career option Best Rahte Hai. Arts Aur Commerce Me Bhi Kai best Option hai.

  68. mohd aamir

    Sir maine commerce se 12th kiya hai lekin me is filled me aage nhi jana chata hu to me kya kya kar sakta hu plz sir aap kuch btaiye

  69. Baby

    Sir kya may I.com ke bad law ki padhai kar skti hu.maine I.com kar liya hai.plz suggest me.

  70. Rishabh

    Hii sir, m rishabh i have done 10 in cbse board….and i have 68% so wat should i do….and my maths subjest is not good …..sir plz suggest me……wat to do….

  71. Sourabh kumar

    Hi sir mera nam saurabh kumar main bihar state se hoo is bar maine 10th ka xam diya tha jisme mera marks 77% aaya tha aur math m 98 aaya to main engineering krna chahta tha to ghar bale bole ki arts se math lelo r mai v arts se math lena chahta hoo kya aisa ho skta h ek bat aur agar hm ye subject chunte h to hm aage ky ky bn skte h ….Pliz help me sir mujhe aapse bahut kch puchhna h

    • Ye Aapke state Ki Government Education Policy par depend hai ki aap Fir Se 12th me Admission le sakate hai ya Nahi. aap Aapki School ka Contact karo. tb sahi pata Lag Payega.

  72. Gehlotchandar

    Dear sir main 12th pass Hu ab s.y.b.com main Hu C.A karna chahata Hu kaya karu

  73. Your Name...juned siddiqui

    kya B.C.A. ke baad robotics mai carrer bana sakte hai. please tell me

  74. Roshandeep singh

    Mujhe bahar yani videash ja ke kamana ha aur wo bhi acha pasa …to bataaiya ki ham kya kara

  75. Prashant

    Sir me 12th pass kiya commerce se,,, private industrial banking government secter job k liye short term courses keya koru samojh me nahi arahahe, , plz help

Leave a Reply