12th Biology ke Baad ke Bad kya Karna chahiye? Biology ke Bad best Courses Ki Jankari. Best Career option After 12th Biology in india. 12th ke bad kya kare? 12th science biology se kya padhai kar sakate hai? पढाई तो सभी student करते है पर job कुछ ही student पा सकते है, ये आपने देखा होगा. study करने के बाद क्या colleges करे, कौन से Filed में admission ले ये सबसे बड़ा सवाल हो जाता है. अब ज्यादातर student 12th Science में admission लेते है पर जब exam के बाद result आता है तो सबसे बड़ा सवाल पैदा हो जाता है की 12th Science के बाद क्या करे? इस लिंक में हमने पहले भी बता दिया है पर आज हम 12th 12th Biology ke Baad क्या करे इसके बारे में विस्तार से बताने जा रहे है.
अगर किसी को Doctor बनना है तो इसे 12th Science में admission लेना पड़ेगा. साथ में PCB Subject की जरुरत होगी. Medical Line के लिए Biology Subject जरुरी है. हर Biology के Student का सपना होता हैं की वो Doctor बने और सभी Students काफी मेहनत भी करते है। आप सभी तो जानते ही है India में M.B.B.S. के कितने कम College हैं और Students कितने ज्यादा हैं। ऐसे में एक Students कुछ साल मेहनत करता है और अगर उसका M.B.B.S. के लिए Selection नहीं होता तो वह अंदर से टूट जाता है। तब आप सोचने लग जाते है की अब क्या करे ? लेकिन चिंता की कोई जरुरत नहीं है hindihelpguru आपको 12th Biology ke Baad best career option बता रहा है.
अगर आप बारहवी कक्षा से है और आप Biology के student है तो आपके पास काफी Career Option हैं जो Medical field से Related हैं। अगर आप M.B.B.S. के Exam में Select नहीं हुए हैं तो इसका ये मतलब नहीं हैं की अब आपका कोई भविष्य नहीं हैं। और कई Popular Courses है जो आपको Doctor की जॉब दिला सकते है.
12th Biology ke Baad kya kare
यहाँ आपको कुछ Courses बताये हैं जो सभी Biology के Students कर सकते हैं और अपना सुनहरा भविष्य – Life Career बना सकते हैं।
Best Courses After 12th Biology
- M.B.B.S. ( Bachelor of Medicine & Bachelor of Surgery )
- B.D.S. ( Bachelor of Dental Surgery )
- B.H.M.S. (Bachelor of Homeopathic Medicine & surgery )
- B.A.M.S. ( Bachelor of Ayurvedic medicine & surgery )
- B.VSc AH ( Bachelor of Veterinary Science & Animal Husbandry )
- B. Pharma ( Bachelor of Pharma )
- D. Pharma ( Diploma in Pharma )
- B.P.T. (Bachelor of Physiotherapy)
- B.O.T. ( Bachelor of Occupational Therapy )
- B.U.M.S. (Bachelor of Union Medicine )
- B.M.L.T. (Bachelor of Medical Lab Technicians )
- D.M.L.T. (Diploma In Medical Lab Technicians )
- B.Sc. (Nursing)
- B.Sc. (Biotechnology)
- B.Sc. ( Biochemistry )
- B.Sc. ( Biomedical )
- B.Sc. ( Agriculture )
- B.Sc. ( Genetics )
- B.Sc. ( Forensic Science )
- B.Sc. (Dialysis Technology)
- B.Sc. ( Horticulture Science )
- M.B.B.S. ( Bachelor of Medicine & Bachelor of Surgery )
Popular Courses After 12th Biology
अब हम आपको ज्यादा से ज्यादा popular – traditional courses के बारे में Details में बता रहे है. जो आप 12th Biology ke Baad कर सकते है.
- HindiHelpGuru website के ये popular आर्टिकल पढ़ना मत भूले ‘
– How to Prepare Exam in Hindi – 10 Study Tips
-पढाई में मन नहीं लग रहा है क्या करे? Study Tips in hindi
– 51 SBI Bank Job Interview Question and Answer In Hindi
-Career Guidance after 12th Passed – question & AnsAnswer
M.B.B.S Courses ki Jankari
Biology के सभी Students का सबसे पहला सपना M.B.B.S. करना होता है। लेकिन हमारे देश में M.B.B.S. के बहुत ही कम College है। इसके लिए 12th Exam में ज्यादा नंबर लेन की जरुरत होती है. क्युकी Merit High रहता है. अगर आप भारत देश में M.B.B.S. करना चाहते हैं तो आपको NEET Exam देना होगा। Exam में आने वाले Ranks के अनुसार ही M.B.B.S. के College में Admission मिलता है। इसके अलवा AIIMS जो भारत देश का काफी उच्च संस्थान हैं वह भी M.B.B.S. करवाता हैं अगर आप AIIMS से M.B.B.S. करना चाहते हैं तो उसके लिए AIIMS हर साल Exam लेता हैं।
आप भारत के अलवा भी दूसरे देशो – foreign country से M.B.B.S. कर सकते हैं किन्तु यदि आप देश के बाहर से कोई Medical Degree लेते है तो आपको Medical Council of India द्वारा आयोजित screening tests Pass करना अनिवार्य है।
Top 3 Medical Colleges in India
- All India Institute of Medical Sciences – (AIIMS), Delhi
- Christian Medical College -(CMC), Vellore
- Christian Medical College -(CMC), Vellore
B.D.S. ( Bachelor of Dental Surgery ) ki Jankari
अगर 12th Biology ke Baad आपको MBBS colleges में admission नहीं मिल पता है तो दूसरा सबसे बढ़िया option है. ” BDS.” यानि dental. B.D.S. Courses एक बेहतर Option हैं। यह एक Bachelor Course हैं, इस Courses को करने के दौरान आप College में Teeth से जुडी हर तरह की बीमारी एवं उसका इलाज करना सीखते हैं। यदि आप B.D.S. Courses में प्रवेश लेना चाहते हैं तो आपको NEET Exam Clear करना होगा। NEET Exam में आने वाले Ranks के अनुसार ही B.D.S. Courses में Admission मिलता हैं। आप dental Doctor बन कर भी अच्छा पैसा और नाम कमा सकते हैं।
सभी State में इसकी Colleges होती है. आपको कही और colleges के लिए जाने की शायद जरुरत नहीं होती है. Government ने पिछले कई वर्षो में इस Filed में Sit बधाई है. दन्त के ज्यादा रोग और कम Hospital की वजह से आजकल student 12th Biology ke Baad dental में जाना पसंद करते है. MBBS की तुलना में courses Frees भी कम होती है.
B.H.M.S. (Bachelor of Homeopathic Medicine & surgery ) courses Details
Homeopathy कई जटिल रोगो को स्थाई तौर पर ठीक कर के अपना कमाल दिखा चुकी हैं। B.H.M.S. की पढ़ाई कर के आप Homeopathy Doctor बन सकते हैं। बिना किसी Side Effect वाली चिकित्सा के रूप में विश्वसनीय माने जाने वाली Homeopathy में Career बनाना एक 12th Biology ke Baad Student के लिए बेहतर Option हैं।
B.H.M.S. Top 5 College in India
- Nehru Homeopathy Medical College & Hospital, Delhi
- National Institute of Homeopathy, Kolkata
- Bakson Homeopathy Medical College & Hospital, Noida
- Bharatesh Homeopathy Medical College, Karnatka
- Shri Sairam Homeopathy Medical College & Research Center, Chennai
B.A.M.S. ( Bachelor of Ayurvedic medicine & surgery ) information
B.A.M.S. India में चिकित्सा की एक Degree हैं। यह साढ़े पाँच वर्ष का Courses हैं जिसमे 1 year का Internships भी सम्मिलित हैं। B.A.M.S. का Degree धारी व्यक्ति भारत में कही भी Practice कर सकता हैं। इस Courses में Pharmacology , Toxicology , Forensic medicine के साथ साथ आयुर्वेद की शिक्षा मुख्य रूप से दी जाती है।
अगर आप 12th Biology ke Baad कम अंक आये है और फिर भी Medical में career बनाना चाहते है तो ये best आप्शन है. आपको आयुर्वेद में इंट्रेस्ट है तो आप B.A.M.S. ( Bachelor of Ayurvedic medicine & surgery ) करके अपना एक अच्छा और सफल Career बना सकते हैं।
B.A.M.S. Top 3 College in India
- Shri Dhanwantri Ayurvedic College, Chandigarh
- Rajiv Gandhi University of Health Sciences, Bangalore
- Gujarat Ayurved University, Jamnagarenter, Chennai
B.VSc & AH ( Bachelor of Veterinary Science & Animal Husbandry )
B.VSc & AH Courses कर के आप पशुओं के Doctor भी बन सकते है | यह एक अच्छा Option है सभी Biology Students के लिए। भारत देश में B.VSc & AH Courses के बहुत से Government और Private College उपलब्ध है। जहाँ से पढ़ कर आप पशुओ के Doctor बन सकते हैं। B.VSc & AH Courses कर के आप काफी अच्छा पैसा कमा सकते हैं। B.VSc & AH यह Courses अभी काफी डिमांड में है। B.VSc & AH यह Courses करने के बाद आप Government Doctor भी बन सकते हैं।
B.VSc & AH Courses कर के आप काफी अच्छा पैसा कमा सकते हैं। B.VSc & AH यह Courses अभी काफी डिमांड में है। B.VSc & AH यह Courses करने के बाद आप Government Doctor भी बन सकते हैं।
Pharmacy
- ये भी पढ़े : पायलट बनने के लिए क्या करे?
Pharmacy courses की जानकारी hindi में
Pharmacy Medical Student के लिए बहुत ही अच्छा Courses हैं। Pharmacy में आप चाहें तो Bachelor Course, Master Courses और Diploma Courses कर सकते हैं।
- M. Pharma ( Master of Pharmacy )
- B. Pharma ( Bachelor of Pharmacy )
- D. Pharma ( Diploma in Pharmacy )
B. Pharma Courses 4 साल का हैं। इस Courses को करने के बाद आप के पास काफी अच्छे जॉब के ऑप्शन होंगे। B. Pharma Courses करने के बाद आप चाहे तो M. Pharma भी कर सकते हैं ,
M. Pharma एक post graduation Courses हैं।
वही D. Pharma मात्र दो साल का डिप्लोमा Courses हैं। D. Pharma के बाद आप चाहे तो Medical License के लिए apply कर सकते हैं और स्वयं का Medical Store भी खोल सकते हैं।
फार्मेसी का सीधा संबन्ध Medicine से हैं, इस Courses में Pharmacy से जुडी सारी Information जैसे Medicine बनाना – Test करना आदि. इस तरह की जानकारी प्रदान की जाती हैं। यह Courses उन सभी Students लिए हैं जो Medicine में रूचि रखते है या Bio-Chemic Field में Career बनाना चाहते हैं।
Pharmacy Top 5 College in India
- National Institute of Pharmaceutical Education and Research – (NIPER) Mohali
- Institute of Chemical Technology – (ICT) Mumbai
- Indian Institute of Technology, (IIT BHU) Varanasi
- University of Pharmaceutical Sciences, Chandigarh
- College of Pharmaceutical Sciences, Visakhapatnam
इसके आलावा भी 12th Biology ke Baad कई courses है जो आप कर सकते है. Biology के Students के पास बहुत सारे option हैं नीचे दिए हुए कुछ important courses हैं जो Medical field से Related Courses है। आप इनमे से किसी भी Courses को कर के अपना Career Secure सकते है। ये courses ऐसे है जिन्हे करने के बाद आप अच्छा खासा पैसा कमा सकते हैं।
12th Biology ke Baad ये courses Short Tearm के medical courses है. इसमे पैसे भी कम लगते है.
Other Courses After 12th Science – Biology
- B.P.T. (Bachelor of Physiotherapy)
- B.O.T. ( Bachelor of Occupational Therapy )
- B.U.M.S. (Bachelor of Union Medicine )
- B.M.L.T. (Bachelor of Medical Lab Technicians )
- D.M.L.T. (Diploma In Medical Lab Technicians )
- B.Sc. (Nursing)
- B.Sc. (Biotechnology)
- B.Sc. ( Biochemistry )
- B.Sc. ( Biomedical )
- B.Sc. ( Agriculture )
- B.Sc. ( Genetics )
- B.Sc. ( Forensic Science )
- B.Sc. (Dialysis Technology)
- B.Sc. ( Horticulture Science )
- B.Sc. ( Forensic Science )
- B.Sc. (Dialysis Technology)
- B.Sc. ( Horticulture Science )
Extra Inning:
Students आपको 12th Biology ke Baad सबसे बढ़िया courses की Information यहाँ hindi में Provide की गयी है. अब आपको अपने 12th Exam के बाद आनेवाले result के आधार से कोई भी courses select करना है. अगर आप Confused होते है की आपके लिए इनमे से कौन सा courses best rahega तो आप ये आर्टिकल जरुर पढ़े : best courses and colleges कैसे select करे?
अगर आपका कोई सवाल है तो हमें comment में जरुर बताये.
धन्यवाद्… !!!
Hello, my name is Sagar negi I have done my graduation B.com (hons) from Quantum university Roorkee Uttarakhand. i want to share my experience Quantum university admission process is quite clear and simple.Every program aces is based on merit. Every student must go through the eligibility criteria throughly to understand if he/she meet the criteria or not.all those who have scored above 70% in 12th board exam have access to get direct admission by applying online or offline.in case if you don”t meet this criteria you have chance to appear in Q-care entrance cum scholarship Exam.
Quantum University has exceeded my expectations. provided me with high quality lectures and amazing facilities and I have a great social life here. The university is great at integrating every student into university life.
Hii sir, mai 12th Bio sub 73% se pass hu.but hme janna ye h ki medical line se alag koi course krna h plz sir request sirrr hm wait krege apke reply ka….
Medical Line me kai Course Available hai.
Sir kuch or khas bataye ki jese arts me kya kya kar kaskte ttha arst best rhe gi ya science bio.
sir 12th bio 70% se pass h girls ke liye konsa course best rahega.sir jaldi hi reply krna.
yahan comment padhe. kai javab diye hai.
Sir AIIMS me MBBS ki completely kitni fess h. Define me please..
ye aapko official website par check karna padega.
Hello sir.sir 12 th k b frma & m frma karke hame research me jana ho to kya kare.& ham medical research kartehe to hamari degree scientist ki hogi?
Sir mujhe medicine banane ki course batao
is article me sabhi course diye hai.
Sir hm 12th me PCB liye hai aur extra me math liye hai but hm BSC mathematics se karna chahate hai.
सर मैंने 12वींं कक्षा साइंस वर्ग से पास की है और हम बैंक की तैयारी करना चाहते हैं
कुछ मार्ग दर्शन करा दीजिए
ab 12th science se baad aapko bank sector me Jana hai to aapko pahle Graduation karna padega. sabse pahle aap ye kam kare.
Sir hm agr mbbs krte hai ya d pharma krte hai to kitna paisa kama skte hai
Aise Medical Course me jyada paise lagate hai. Per Semester Approx 2 lakh tak.
Private d pharma kr skte h kyaa?
yes, Kuchh colleges aur institution hai, jahan se aap private colleges kar sakte hai.
Sir please help me sir mujhe kuchh ab samajh me nhi aa rha hai ki mai ab kya kru maine bsc bio group se complete kiya hai aur hamara sapna hai ki mai doctor banu
Aapko ab Medical Line ke Kuchh Short term course karna chahiye.
Sir mughe medicine company matlab jaha medicine made hota hai waha job karna hai too may kya karo. …
Sir abhi may 11th biology se hu. ..
12th ke baad medicine ka short tearm ka course kar lena.
Sir .meri is saal 12 h or me 12 k baad mbbs karna chhata hu lekin russia se kyu ki government college mujhe milne se rha or aap jante h ki private college ki fees bhut jyada h to me russia se karu to kitni fees padgi meri mbbs ke liye …ya fir me bams kar lu .india se …
india me best hai. mbbs ke liye try kare, na mile to BAMS me bhi kuchh galat nahi hai. BDS bhi badhiya hai.
Sir , main janana Chahta hoon ki orthopaedic banane ke liye biology se bsc ke baad kya Karna Chahiye I mean BUMS BAMS Kya Karna Chahiye?
BAMS Se Ban Sakte hai.
Sir muje kam fee me koi course ho to btaye please me jayada fee afford nhi kr pa rha hu esliye plzz replay sir
BSC aur Nursing hai, ya fir koi short turm course karo.
Sir mai 12th bio leke pdha tha to mujhe koun koun se job me apply kr skta hun
yahan sabhi course ki jankari di gayi hai. ise padhe.
sir mai enter me 81 percent se biology se pas hu mera spna jivo ka micro experiment krna hai
Ok, Good , Kar sakte hai.
Me abi 12th me ho mujeh samj nhi aa raha aage kya karna hai tu please give me advice
pahle jyada anko se 12th pass kare. baad me kai option mil jayenge.
Sir mujhe medical filed me jana he mene b.sc bio se complete kr liya he ab mujhe medical line me job mil skti he kya
yes, mil sakti hai but bsc ke baad ke aur koi medical course karo.
Sir mein bio se inter kar raha hu muche medical line me kon sa corse karna sahi rahega jo kam se kam kharch me ho sake
jab aapka result a jaye tab koi option select karna sahi rahega.
Sir mujhe B.Pharma krna h.aur m ek Poor student hun aur mujhe medical m career bnana h.
To ap mujhe koi suggetion dijiye.
agar aapke % jyada hai to government colleges me admission mil jayega to jyada fees nahi lagega. isake alava aap apane state ke student scholarship aur loan ke bare me bhi pata kar sakte hai.
Sir I graduation B. A. Private kar raha hu aur IAge IAS banna chahta hu
Kya
private graduation manya hoga
mnanya hoga, agar aapke colleges / University ko NCERT – MHRD se manyata mili hai to.
Maine humainties se 12 th paas kiya h main ab pcb se 12 th krna chahata hoon sir yeh bataye yeh manya hoga ya nhi agar videsh se mbbs kren toh bhi manya hoga ya nhi
yes, agar apko education board group change karne ki permission deta hai to valid hai.
Bsc v b pharma best course konsa hai please
Mere Hisab se BSC best hai, kyuki BSC ke Baad Job ke Jyada Option Mil jate hai.
Hello sir meine 12th me 49 % hai bio. Se To main kya karu . Please sir help me
BSC kare, Nursing me bhi admission mil sakata hai.
Sir main teth me 71.58 se pass kiya hoon ab main inter koun ka subject leoo jabki mujhe docter banna hai aur kharcha kitna legega sir mbbs doctor banne ke liye goverment collage se. plese sir rashta dhikhiye
ab aapko 12th me Medical line yani PCB se pass Karna Hai.
MBBS ke liye Government colleges me 10 – 15 lakh + kharcha ho jata hai.
Sir maine 12th 67%marks se complete ki hai aur m ab D pharmacy karna chahta hu sir kya m D pharmacy krke… Medical store khol skta hu
D pharmacy kar sakte hai aur Medical store bhi khol sakte hai.
Sir mene 12th bio me 54% prapt kiye h plis btao ki me aage kya kru
BSC kare, ya Fir BSC Nursing kare, isake alava Aap medical ka Koi short course bhi kar sakte hai.
Sir maine 12th bio say pass Ki hai mere 12th 70 present h ab me Kya kru plees sir replay
BDS ke liye try kare. bsc bhi career ke hisab se badhiya rahega.
Sir …maine 12th science bio se complete kiya hai ..or mere 12th percentage 52.20% hai.
Or mje B.vsc course krna hai…to me ye course krne ke liye eligible hu kya mere percentage base pe..
Or is course ka charge /fess kitni lagegi..
Plz tell me sir
yes, The basic eligibility for this course is 10+2 with subjects Physics, Chemistry, Biology and English with a minimum of 50% in aggregate from CBSE/ICSE/State Board or equivalent. Students who have appeared in 10+2 or any other intermediate level examination and are awaiting results, can also apply for the program and can be admitted on a provisional basis.
Sir Mai D pharma krke khud ki pharma khol skta hon Mujeh licences MIL jyegi please sir informed me
Yes, Khol sakte hai. kuchh time lagega lekin Licence bhi mil jayegi.
Sri I’m kuldeep malakar for m.p . Khandwa sir mujha medical line ma bhot intrest hai but study ma week hu mujha bhot see chize ka practically knowledge hai alophatic ayurvedic medical ka but smj nhi aa Raha Kya kru so plz guide my srib
study me aapko improve karna padega.
Sir mai 12 me bio lena chahta ho to kya me bank,difains and railve me ja sakta ho
Yes, Ja Sakate hai.
Sir mane 12th bio m 56% banaya ab m Kiya Kru please help me
BSC Kare.
sir biology wale student police ya kuch aur ban sakte hai
yes, ban sakate hai.
Sir me bsc 2nd year me hu par ab me bsc nursing karna chahata hu to kya sir ji me kar lu or private college me kitna kharcha hoga plz tell me sir
pahle BSC kare. isame jyada career Option milenge.
सर मैंने इंटर बायोलॉजी से किया है जिसमें मैंने 72 परसेंट किया है तो मैं क्या करूं मेरा मतलब कौन सा कोर्स करूं
BHMS aur BDS ke liye try kare.
Sir main ager mbbs karna chahu to kharch aayega privet college mai
bahut kharcha aayega.. minimum 20 lakh +.
Sir me 12 th me konsa sub lena chahiye
ye to aap par depend karta hai. khud tay kare.
Sir muze 12sci me 46 % marks mile hai to mai konsa course kar sakta hu
aap BSC kare.
Sir i m rishiraj choudhary sir maine neet ki prepation ki thi but selection nhi hua bsc me 67% marks aaye h ab me msc chemistry previous year me hu. Sir muje kis competition ki prepation krni chahiye
agar aap graduation pura kar lete hai to sabhi exam de sakte hai. jo aapko job dila sakti hai.
Sir mera bio se bsc complete ho gaya hai mujhe aage kya karna chahiye
master degree kare, aur kahin job ke liye bhi try kare.
Sir maine 12th bio se kiya hai 58% , kuch prblm ki wajah se mene b.a kar liya, but ab main commerse mai interested hu, kya b.com kar sakunga me ab, plz help me sir
kar sakte hai. no Problem.
Parnam sir??.mera bhai science (biology)se kiya hai .aur 12th me 50% parapt kiya ,sir ushe D-Pharma karana chahte hai kitna kharch parega sir please tell me??
per semester 50000+ ka kharch aayega. fir bhi wo colleges par depends hai.
Sir
Mai vandana gupta b.sc. (bio) se ki hu or mere 61% aaye h mujhe aage kya krna chahiye plz tell me
master digree asil karo.
Sir mene 12 class PCB se kiya hai or mere marks 56 % hai to kya mai neet ka exam de Sakta hon or kya mujhe govt. College me MBBS me admission mil sakta hai
NEET Ka Exam De sakte hai. Gov MBBS me shayad Possible nahi hai.
Sir Mai science ka student hu. mera 12th me 57% hai mai neet exam me pass nhi hua hu Mai b pharmacy Karna chahta hu Kya mera private college me admison ho sakta h.please sir tell me mujhe Kya Karna chahiye.
Private me admission mil sakata hai. isake liye aap direct private colleges ka contact kare.
Sir main maths ka student hu , aur mere 12th m 80.2% aaye hai , to sir main aage graduation k liye Kya karu sir
maths ke sath graduation kare.
hello sar my name manoj kumar upadhyay u.p. borad se exam diya hu biology se mera number kam aya h to main age kon sa course karu kya sir BSC main admision ho skta h 47.8 % parsantage h
ho jayega, try kare.
12th me sir mere 72 % he muje kiya karna chahiye
BHMS aur BDS ke liye try kare. bsc bhi best hai.
Sir meri problem thodi badi hai sir mera 10th abhi khatam hua per main confuse hoon ki 11th 12th karne ke baad kya mujhe neet padhne ke liye kitna time milega or 11th mein he ache coaching classes ki jaroorat hai kya
yes, 11th aur 12th dono year mahatvpuran hai.
Sir mara question ya Hai ki kiya 12 biology sa krna ka baad scientist banne ki study kar sakte hai or agr ker skta Hai to kon sa line Mai study krna chaiya
yes, kar sakte hai. scientist ke liye koi special course nahi hota hai par aapko bsc line me master digree ke sath aage badhana chahiye.
Sir I’m Narendra
Mai Biology Ka student hu Aur is year
mere 72.4% Hain
so please tell me my career actions
Try To MBBS.
BHMS and BDS best Option.
Sir mere inter me 60/ parsantege ahyi hai jeecup ka entrance exam deya Thai mere rank hai 16678 ka muje dpharma me government college me admission me jayai gai
admission merit par depends hai, try kare.
Sir mene neet exam diya tha to me pss nhi hui or mere 12th me achi percentage nhi bne to me kya course kro
aapka subject kaun se hai ye aapane bataya nahi.
sir, i’m medical student, mere 12th me 68% h.. sir aage me kya kru..
BDS and BHMS ke liye try are. baad me BSC bhi best hai.
sir mai ayushi mai 12 th bio se ki hu or mera neet bhi nhii hua 66 %marks 12 th me raha sir maii kya kru koi college chahti hu pharma ya agricultur ke lia bt maine koi form nhiii dala sir private college kitne fee pe milegi
private colleges me fees to jyada lagegi. per year 1.5 lalh se jyada bhi ho sakti hai.
Mera 12th me 81% aaya h pharmacy me mera 428 rank aaya kya mereko gov. College me addmition mil sakta h kya
yes, mil jayega.
sir mera 12th biology ma 85 prsant mark ha muja kya karna ha sir
aapko MBBS ya BDS karna chahiye.
Sir, mene 12th bio 57% se pass ki he mujhe aage kya krna chahiye?
aap BSC ka Course kare, ya fir koi short term medical course kare.
sir mai science biology ki student hu mere 12th me 52% he sir plz tell me muje kya krna chayea
aap bsc ya fir nursing jaisa koi short tram ka course karna chahiye.
jet ka exam nahi diya he tois saal agricolture college me admission k liye kya karu .plz tell me .
jet exam ke bina to possible nahi hai but private colleges me admission mil sakata hai.
Sir mein biology ki student hu Meri 12th me 62%Hain ab mjhe Kya krna chayia Kya mein neet ka exam de skti hu plz reply??
Yes, Aap NEET exam de sakti hai. baad me koi medical course ke liye apply kar sakti hai.
Hi. .im biology students…. N mere 84.8% h. Bt I’m confused kya kru …so plz ….btao m kya kru
mere hisab se aapko MBBS karna chahiye.
hello sir… I am vikash vishwaarma …. sir maine 12th biology se is bar pass kiya with 80% marks … sir mujhe microbiologist banana h … so mujhe ab kya krna chahiye ,,aur kaise study krna chahiye????
yaar, isame karna kya hai. admission ke liye apply karna hai. exam ki taiyari karni hai.
Sir mai science ka student hu mere 12 mai 59% hai par mari science mi ruchi nai hai to mujha kay karan chaiya please
aapke pasand ke kisi subject ke sath bsc karo.
Sir mai science biology ki student hu mere 12th me 64 % he sir plzzz tell me mujha Kya karna chaiya
BHMS aur BDS Ke liye try kare.
Sir may Ansal Guraniya many 12th bio say 65% number say pass kiya he plese Sir Muje madical Cours ke Govt.School ke Addres batye .
Sir Maine 12bio se 70 per se pass kiya hai mere medical line me koi ruche nahi hai medical ke alawa Mai Kya Kar sakta hu
BSC ka Koi Course Kar lena chahiye.
Sir main 12 biology se passed out hu. Nd I m not interested in Doctor. To kya main ab polytechnic main diploma kr skta hu kya??
yes, kar sakti hai.
Good evening sir mera naam shally hai aur maine iss year hi boilogy se 12th 70per.se complete kiya hai aur mujhe aage kya kerna chahiye and mujhe chemistry me bilkul bhi intrest nhi sir plzz i need your help ki mujhe kya kerna chahiye
yahan bahut course diye hai. aap khud select karenge ko achchha rahega. mai to aapko medicle me mbbs ya BDS ki advice dunga.
sir mai abhi 12th paas karne ja rha hu. mai bio ka student hu. mujhe doctery me koi interest nhi hai. mai research field me jana chahta hu. mujhe kya karna chahiye?
medicaal ke sabhi course research type ke hote hai. isake alava aap BSC me aage badh Sakte hai.
sir maine 12th pcb se kya hai sir ab main kis field main ja sakta hun
ab aap medical line me ja sakate hai.
Sir Maine 12 PCB se kiya hai mughe government teacher banna hai mughe kya karna chaiye please explain in detail please replay me kya main government teacher ban sakti hu kya iske liy bsc karni hogi kya agar haa to bsc me kitne sub lene hote hai mere liy kon sa sahi hoga please mere sabhi sawalo Ke jawab detail me de please I need your help please replay me
aap government teachers banana chahti hai to pahle bsc , bed kar, baad me tat exam pass kare. baad me teacher ke liye apply kar payegi.
Sir Maine bsc chemistry or zoology se kiya hai mujhe teaching m nii jana mujhe ab kon sa course krna chahiye jisse ek acchi job mil sake
ab aapko job ke liye try karna chahiye.
sir only mai Bsc kar raha hu but meri bsc me ruchi nahi h me neet exm dena chahta hu 12th parsentage 70 h ya koi diloma karna chahta hu plze some tell me khya karo sir or meri age 16 sal h sir bato sir khya karo
matlab aap career option select nahi kar pa rahe hai. yahan padhe : best career option kaise select kare.
Sir mai bsc narsing karna chahta hoo mujhe ye batai ki medicine ki bhi jankari deee jaty hi.
yes, yahan aapko sabhi jankari di jati hai jo bsc nursing ke liye jaruri hai.
Sir agar koi MBBS. krna chahe or wo garib pariwar se ho to MBBS. kaise kare
use study main intrust ho to kam fees main kaise MBBS. kare
koi idea ho to plzz jarur bataye
kuchh Student ko MBBS jaise Course ke liye Education loan Milta hai. aap Government Website par pata kare.
sir maine 12th ka exam diya hai Bams kaisa rahega tough nahi n hoga mai padhai me average hun pcb se hun ya fir koi or course
BAMS bhi badhiya hai. koi problem Nahi Hai par Ek Bar Result Aa jane ke Baad Tay kare.
Sir main science se hoon aap se Meri Ye pata karna hai ki 12 ke baad konsa course karna hai mujhe aap ka number chahiye Aaj ya Kal ke andar sir please Mara name shard Gupta hai
yahan sabhi jankari di hai. jyada jankari ke liye padhe: 12th science ke baad kya kare.
Sir main back biotech se karne ke yaad research ke field main ya lab techanic ke field main Jaise Jaise paugi
yes,
Sir Mene 12th mein 55% kya mujhe bacha.pharma krne ke bad job mil skti h…agr b.pharma ke bad m.pharma Kru tu job kha milegi or kese plzzzzz btao ???
kisi Bhi course se Job to Mil hi jata hai pae Aapko colleges me % jyada lane padenge.
sir mai 2018 me 12th ka exam diya hu or biology se hu.mujhe medical line me jana h to mai kon sa corse kru. 12th me mere lagbhag 70-75% bnege.
pahle to MBBS ke liye try karna. isake alava bds aur BHMS bhi badhiya hai.
Rita
Sir mane is year 10th ka exam diya hai. Mujhe konsa subject choose karna chahiye
aap aisa subject select kare jisame aapko jyada interest ho aur aap isame top kar paye.
mene bi 10th ka exam diya h me ye puchna chahta hu ki me best carrior kis me bna skta hu pcm ya pcb
agar aap padhai me top kar pate hai hai PCB best option hai.
sir maine 12 pas kiya 68% se aur mai engineering krna chahta hu to kya ap mujhe bata sakte hai ki mai engineering ke liye kya kr sakta hu mai biology ka student hu plz tell me sir plz
12th biology ke student engineering nahi kar sakte hai.
Sir 12th ke bad mai inginear ki padhai karna chahata hoon iske bare me Kuch bataiye
yahan padhe : engineering course details
Sir maine biology se 12th 93% main pass. Kiya hai. Sir MBBS ke alaw aur kisme achcha rahega please reply me sir
MBBS ke alava BDS badhiya rahega.
hlo sir maine 12th ke exam pcb se diye hai mujhe chemistry ka teacher banana hai mujhe kya karna chahiye sir please reply me
chemistry ke sath bsc bed karna chahiye.
Sir muje BPT k bare me detail me bataye
yahan padhe : BTP Course Details in Hindi
me abhi 12th Bio ki exam di hai mujhe Bsc agriculture me intrest hai to me kaise karu
I mean mujhe konsi field me jana chahiye
isake liye special BSC agriculture hai. isake alava Biotechnology bhi hai.
Sir Maine 12 ki board exam PCB se ki hai mujhe teacher banna hai mujhe kya karna chaiye please reply me
ab aapko BSC karna hai. baad me TET Ka exam Dena hai.
Sir mene abhi 12th biology board ki exam di he but m medikal and doctor ki field me nahi jana chahti hu to mujhe kya karna chahiye plz tell me
BSC karna chahiye.
sir mughe pharmacy karni h age acha scop h kya isme
pharmacy me bhi badhiya career Option mil sakate hai.
Comment Text*sar me 2018 ka board paper abi diya hu muche doctor banana h kya kare
Result aane do. baad me aapko kis course me admission mil sakata hai ye tay ho payega.
Me 12th ke bad bsc geography se kr rha hu me b farma kr sakta hu kya
sure, kar sakte hai.
SIR
MAINE 12TH BIO SE KIYA HU
MUJHE MEDICAL LINE M KON SA COURSE KARNA CHAHIYE
12th me aapke kitane % aate hai is par depend karta hai.
Maine 12 class ka board exam diya hai
mujhe Biotechnology mein intrest hai per is field mee kaon sa course karo Please mujhe guidence kare r
MBBS aur Dental me se koi kare.
Sir,
Maine abhi 2018 m hi bord ka paper diya hai.. M doctorty line m nhi Jana chahti hu..aap mujhe dusre courses ke options btaye..ki mujhe entrance exam ke baad ab kya krna chahiye??
to fie aap bsc kare. baad me career ke kai option aapko mil jayenge.
Sir Bams ka course karne ke liye kisme form dalna chahiye.
means , aapka sawal meri samaj me nahi aaya.
Me 12th bio se hu mujhe koi eisi job talling me jisme doctory na ho
to aapko msc kar lena chahiye.
Sir Maine 12th bio se 76 % se ki hai mai kon sa cours karu jo acha ho or sasta bhi
medical me hi jana hai to dental kare.
Sir mujhe gnm ki tayari krni h to uski starting kaise kre sabse pahle mujhe kya krna hoga maine bio se 12th kr liya h
Sir.
Mene 12th krr li h
Muje samj n AAA rhaa me kya kru….
Dmlt…ya ..y kuch or option…?
aapane ye nahi bataya ki kaun se stream se kar rahe hai.
Sir me 11th science biology me hu 10th me 85% h muje 12th ke liye kis trh se teyari krni chaiye.
aapaka sawal samaj me nahi aaya. aap exam ki taiyari ki baat kar rahe hai ?
Mujhe mobile,tv, aadi me ruchi he me bio bsc 1st me hu mujhe kya karna chahiye
biology me ye sab nahi aata hai. ye medical ka stream hai. fir bhi aap isame isake related koi course kar sakte hai.
Sir me bsc kr rhi hu .me Psychologist bnna chahti hu toh me ab kya kru.
isaki jankari aapko yahan se milegi : click here
sir mai 12th ke baad bsc kar rha hu to kya mai ab mbbs kar sakta hu mera 12th %68.2% hai aur mai st cast se hu
kar sakte hai. isake liye neet exam dena padega.
Mera name mohd sadab hai mai b a m s karna chahta hu?
yahan padhe yahan sabkuchh diya hai.
Biology 12th ke bad vaigyanik ban dakta hu keya sir plz bataye
Yes, aapko isake liye aapko course karna padega. ( kai course hai – google me search karo .)
Hello sir kya 10 class ke baad mbbs ka exam nahi de sakte hai aur kya 10 class ke baad pmt ka exam nahi de sakte hai.
Sorry, 10th ke baad mbbs ka exam nahi de sakte .
Sir 12ke bad hum MBBS kar sakte ha
Yes. 12th bio ke baad mbbs Kar sakte hai
Hlo sir . My name is Krishna .
Sir mai pichlay year mai 12th ka exam pass kiya hu jomera main sub bio hai wo v compartment sai hai mera 50% parsentej Sao pass kiya hu to ham neet ka tayari kar rahaihai to hamko mbbs mai addmision milaga ya nahi
Apke % bahut kam hai fir bhi try karo. government colleges me chances kam hai, private me mil sakata hai.
Me bhi 12th biology se keya h or me astronomer banna chata hu to kya kru
How to become an Astronomer
To become an Astronomer, a Ph.D degree is compulsory.
First, you have to complete your 10+2 examination under the science stream, especially in Mathematics & Physics.
After that, you can join an undergraduate course in Astronomy. You can join for an honors/major in Physics with Mathematics as a secondary subject.
Thereafter, you can join postgraduate degree in Physics or Astronomy.
After competing master degree, you can do specialization in astronomy leading to Ph. D
Hello sir mene 12 pass ki hai biology se or ek sall gape ho gaya hai fir mene B.com (CA)me addmision liya ue sahi kiya ya galat mujhe please bataiye me aage kya kar sakta hu jisse ke Achee job mil sake please please sir help kariye Meri
Aapko BSC me Jana tha. to best option mil sakte the. ya fir BA karna chahiye tha.
fir bhi aapne b.com liya hai to achhe se padhai kare.
B.AM.S ke liye bhi Neet qualify krna hoga?
yes, karna hoga. ( government colleges )
Sir me bsc ka student hu part 2 me bsc karne ke bad kua me mbbs ka intrens exam de sakta hu jab isme concling hoga to docoments kya kya lagta he sir plz mujhe bataiye
Yes, BSC ke Baad mbbs ka intrens de payenge. jyada jankari kisi colleges ki website se milegi.
Sir 12th biology ke bad BCA ka course kar sakte hain
Sure, Kar sakate hai.
scientist banne ke liye kya krna hoga sir
Ye Padhe : Click Here
Sir mi 12th bio se pas kiya hu kaya mi sena me barti ho sakta hu to batayie
Yes, ho skate hai. isake liye 12th ya graduation ke baad exam dena hota hai.
dear sir mene 12th biology se di thi jisme mere % 58% the fir mene BA Kia jisme me abhi 1st year me hu aap mujhe kuch esa btaye jisse mera future bne plz sir
biology ke student arts me jaye to kya option rahega.? bed kar lo, tet exam paas kar do. teachers ki job mil jayegi.
ya fir Medicle line me jaye.
Hi sir mene 12th Biology pass ki hai me doctar nahi banna chahta me or kuchh kya kar sakta hu
vaise to sabhi student doctor banane ke liye hi 12th science ( biology ) karte hai. agar aapka Interest nahi ahi to aur option bhi is article me diye hai.
Mera 12th me 49.2%hai aage hum kya Karen jissay mere liye kuch accha hoga aur hum obc me aate hai
do Option mere Hisab se best hai. BSC kare. ya fir BSC nursing kare.
Main bhi 12th science ka student hu, thanks.
Sir kya mai 12th biology ke bad direct mbbs kar sakta hu ki mbbs ke pahle koi exam Dena padega
Entress Exam Hota Hai, Bad me MBBS me Admission milta hai.
halo sir main 10th class me hun sir meri apse request hai pls app mere liye ek post likh dijia mujhe bohat problum hoti hai yad karne main
sir main jab bhi questions yad karne jata hun to yad to karne ki kosis karta hun main aur yad bhi kar leta hun but yad karne ke 15-20 min bad bhul jata hun suru ka thoda sa yad rahta hai bus baki bhul jata hun sir main bohar pareshan hun pls koi upay batao aur ya app ek post likhdo padha hua kaise yad rakhen
Already Likh Di Hai. Ye Padhe : Yaad Kaise kare, Yaad Rakhne ke Tarike.
hii sir maine pichle year hi bio se 12th ki hai jisme meri 78% hai to sir mujhe age kya karna chahiye main mbbs docter banna chahta hun kya main ban sakta hun aur mujhe govt college me admistion lena chahiye ya private college me kisme batter rahega
Yes, Aap MBBS Ban Sakte Hai. Agar Isame admission Na Mile to BDS Kare.
Sir meneh 12th agriculture seh kiya he.ab meh future meh kya kru jo mereh liy best ho.
kisi Job – vacancy ka wait kare.
agar aage padhai karni hai to
Courses list after agriculture
agri botany, agri chemistry, agri economics, agri zoology, agronomy, extension education, forestry, micro biology, soil science, sericulture, agricultural biotechnology, agriculture sciences, applied aquaculture, animal husbandry, cropsiology, bio sciences, cooperative management, agricultural statistics, agri entomology, social forestry, farming system management, horticulture micology, microbiology, plant physiology, nematology, plant ecology, plant pathology, etc..