kya kisi ko send kar diya mail vapas aa sakta hai ? javab hai ” YES ” possible undo send mail. aapko ye option Google Mail Me Diya gaya hai.
Gmail aur google search engine sabse popular google product hai. 90% internet user ke pas apana ek Gmail account hoga. halaki Gmail account ka sabse jyada use online website asses kane ke liye login account banane ke liye kiya jata hai.
Other countries ( US, UK, Canada ) Gmail ka Use communication ke liye kar rahe hai. text, images, videos Data online transfer ke liye gmail ka use kiya jata hai.
whats resonance to undo send Gmail ?
Gmail se ham dusare person ko mail send kar sakte hai. kai bar galati se kisi or ka mail kisi or ko sand ho jata hai. tab mushkil ho jati hai. koi
- Also read : 11 Tips For Personality Development Hindi me
koi mail friends ko send karna tha aur teacher, ya boss ko sand ho jaye to ? girlfriend ko MSG mail Send karna Tha aur kisi family member ko send ho jaye to ? kya ham gmail se sand kiya mail vapis kar sakte hai. sand mail back ho sakta hai ?
yes, Use Follow this Tips and possible undo send mail.
Is article me Hindihelpguru ne gmail send mail ko undo karne ka Tarika nbataya Hai.
hindi tricks to come back sent mail :
kisi ko galati se sand kiya mail vapas lane ke liye ( Undo Send ) google gmail me ek option hota hai. aap ise enable kar sakte hai. is Step ko Follow kare :
how to possibly undo send mail ?
- log in kare : your Gmail account ( open Gmail in Your PC )
Right Side me Settings Ke option Pe Click Kare. - Option se ‘ Settings ” pe Click kare.
- ab aapke samne bahot Option Honge. isme ” Undo Send ” Dekhe.
- Enable Undo Send me tick kare.
- Send cancellation period me aapko seconds select karna hai.
- yahan aapko 5, 10, 20, 30 seconds mil rahi hai.
- isaka Matlab hai ki aap 5, 10, 20, 30 seconds me kisi bhi send kar diye mail ko Undo Send kar sakte hai.
- ye screenshot dekhe.
Extra Inning :
- google gmail me aise kai future hai jo aapko pata nahi honge.
- aap is website ki visit karte rahe – daily new updates Milegi.
- Undo Send Gmail Ki Tips kaisi lagi jarur bataye .
- apane Friends Se Bhi Share kare.
- Hindihelpguru FB Page Like Kare.
- Also read : Net Banking Kya Hai ? Isse kya kar Sakte hai ?
Comment Text*gmail kasei banaye
yahan padhe : gmail account kaise banaye ?