Net Banking Kya Hai ? Isse kya kar Sakte hai ?

-

Bank Ka Koi Bhi work ho hame Kuchh Din pahle hame  bank Me Jana padta tha. bank me jake Ganto line Me Khada Hona padta tha. lekin jabse Online banking Yani Net banking Start hua hai. hamare Kai Bank work Aasan Ho gaye hai.

Basic Information For Online Banking

Net Banking madhyam se bank customer apne computer par apni bank ke network or uski website ka istemal kar sakte hai. Internet banking ka sabse bada fayda hai ki customer apne ghar, office ya kahi par se mobile ya computer ki help se bank ki services ka fayda utha sakta hai.

Internet Banking Ek Esa System Hai, Jiske Use Se Ham Bina ATM/Debit/Credit Card Ke Online Payment Karte hain . Ek Account Se Dusre Bank Ac Me Paise – balance Transfer Kar Sakte Hain . Ye Subidha Hame Direct Banking Se Milti Hai Jo Ki Atm Card Se Nahi .bank ka Sab Kuchh Work ham ghar baithe kar Sakte hai.

Net Banking Kya Hai?

Net Banking Kya Hai how to work

Kisi bhi bank dwara pradan ki gayi services ko kisi bhi location se computer, mobile ya kisi other Online opereting instrument – Devise ke dwara internet ke madhyam se use karna internet banking kahlata hai. Iske liye banks apni websites or mobile apps bana kar customer ko services offer karte hai.

Internet banking ko online banking, net banking, mobile banking, E-banking jaise bahut se name se jana jata hai. but in sabhi ka matlab ek hi hai. Mobile banking me hum mobile par apni bank ki service istemal kar apne kaam pure kar sakte hai.

Net Banking Se kya Kya Kar Sakte hai ? Future List

  • account Internet Check Kar Sakte hai.
  • recent transactions history Dekh Sakte hai.
  • bank statements ko Pdf Format me Download kar Sakte hai.
  • paid cheques ki images Dekh Sakte hai.
  • New cheque books ke Liye Apply – Order Kar sakte hai.
  • periodic account statements Download kar Sakte hai.
  • applications for M-banking, E-banking Download, Apply , Use kar Sakte hai.
  • New ATM Card – Credit card Ke Liye Apply Kar Sakte hai.
  • Sabhi Bank Me Funds transfers kar Sakte hai.
  • Paying third parties, Online bill payments kar Sakte hai.
  • net Banking se Kisi Bhi Loan ke Liye applications Submit Kar Sakte hai.

How to Use Internet Banking?

  1. Internet banking use karne ke liye aapko apni bank se contact karna hoga.
  2. Wo aapko iske bare me sabkuch details me btayenge.
  3. Iske liye aapko bank branch me ek form bharna hota hai.
  4. Uske bad aapko bank username or password btayega.
  5. Jisse aapko bank ki site par ja kar log in karna hai.
  6. Agar aapke pas ATM card hai to aapko bank brach jane or form bharne ki bhi jarurat nahi hai. Iske liye aap bank customer care me call kare wo aapko iske bare me sabkuch details me bta denge. is Tarah aap online Net banking Use kar Sakte hai.

Most Use Indian Online Banking Services

Extra Inning :

Friends, internet Ki Duniya Ne Kya kya Badl Diya hai. Day per Day kuchh na kuchh New Services hame internet Se mil rahi hai. Sabhi ke Liye  Net banking Sabse useful Services hai, But Ise Kai Fayde Ho rahe hai Sath me Nukshan bhi Ho jata hai. Online Bankink Account Ko Safe – Secure  rakhna Padta hai.

Daily Interesting News , internet updates ke Liye Website ki Visit Karte rahe. hame facebook Pe Bhi mil sakte hai.

Recommended for You
You may also like
Share Your Thoughts

23 comments

  • Nimesh

    hello sir mere 12th science Mai 50% aye hai or gusset mai sirf 5 Mark hai to mai konsi field mai ja sakta hu?

    • HindiHelp Guru

      BSC karo. ya fir Nursing karo.

  • jay

    Hi,
    Very Superb Article.
    Thanks a lot for sharing this information..

  • Space Interior

    SBI Net banking is very hard to opening the first time user for his login id passward bank ppl wil not support much

  • Prakash Kumar

    To
    The branch manager SBI bank men branch office Patna
    Subject
    SBI ATM card aplai her
    Account name:- Prakash Kumar
    Account no :- 337078375**
    Account IFSC code :- SBIN00171**
    Account address :- Kabir chouk sonar darbhanga pin code 847106

  • sadananda mallik

    Sir mera a/c me adhar link karnahe kaise.

  • Rohit Kumar

    Sir mera bnk acc sbi me h or mrere pass atm or debit and credit card nhi h to kya me net banking use kar paunga agr haa to kse bataiye

  • uttamchandra

    sar sbi brach 00019 blaramp
    or sar nibedn ki muhhe mere atm ka pin nmbr mere gmai pr bhejde.

    • HindiHelp Guru

      ATM Pin Email se nahi Bheja Jata Aapko ATM password Bank se Milta Hai ya Fir PIN Generate Karna Padta Hai.

  • Poonaram

    Sir net banking ke lite konsa app lod karna padata hai SBI bank ke liye

  • NAUSAD KHAN

    Sir
    Mujhe net banking chahiye is ke liye mujhe kya karna chahiye please batao
    MOB 9690396838

    • HindiHelp Guru

      Net Banking Ke Liye Aap Bank Website Pe Jaye Aur Account Banaye. aapko User name Password Diya Jayega.

  • sarbeswar sahoo

    net banking mujhe kya kya karana hoga details bataya please

  • to Amit kumar

    Sir kya mai apna sbi net banking ko deactivated kar sakta hu

    • HindiHelp Guru

      ha kar sakte hai. appko bank branch me jana padega.

  • ashees kumar

    Mera SBI ka atm hai mai mobile no.change karna chahta hu Kaiser kare air registered karna chahta hu

    • admin

      aap bank me jaye. vaha se aapko sahi details mil jayegi. aapka number change kar denge.

  • karan kr. sonkar

    Seva me
    Sriman sbi bank manager
    Mqhoday mera pmsp atm kharab ho gaya hai.isliye me new pmsp atm ke liye apply kar rahe hai.
    Sri

Leave a Reply