पढाई में मन नहीं लग रहा है क्या करे ? Study Tips in hindi

पढ़ाई में मन नहीं लगता ?? Padhai Me Man Kaise Lagaye, Padhai Me Man Kyu Nahi Lag raha Hai. jab Padhai Me Man Na Lage to Kya Kare. Padhai Me Man Lagane Ka Mantra, Dua, Tarika, Upay Toake Sab kuchh yahan hai.     सबसे पहले तो आपको धन्यवाद्..!! क्युकी आप यहाँ तक आये , यानी पढ़ने में आपका मन है लेकिन पढ़ाई में मन नहीं लग रहा है. आप जरूर successful life बना पाएंगे. क्युकी आप अपनी गलती को स्वीकार करते हुए उसका Solution ढूंढते हुए यहाँ तक आये है. यहाँ आपको पढाई में मन लगाने के सबसे Best Tarike बताये है. इससे आप अच्छी Padhai करके सफल बन जायेंगे. ( Mera Ppadhai Me man Nahi lagta Kya karu ? )

मेरा पढ़ाई में मन नहीं लगता क्या करूं ?

10th – 12th का exam खत्म हो चूका है. सभी student एक step आगे के Standard में आ गए है. सभी पढ़ाई में लग गए है. कोई student ने Best colleges – Coureses joined कर लिया है. तो कोई school में पढ़ रहे है. इन सब में कई student का सवाल है की ” पढाई में मन नहीं लग रहा है, क्या करे ? मैं School Teacher होने के नाते आपकी समस्या को समझ सकता हु. इस लेख में मैं आपका आधा घंटा ले रहा हु , लेकिन आपका मन पढ़ाई में लगाके रहूंगा. अगर आपका सवाल ” मेरा पढ़ाई में मन नहीं लगता क्या करूं ” है तो ये जरूर पढ़े.

ज्यादातर Student के पढ़ाई को लेकर ये सवाल होते है,

  • पढ़ाई में मन नहीं लग रहा है. kya kare.
  • पढ़ने बैठते है पर पढ़ाई नहीं कर पाते है.
  • अच्छी तरह पढ़ते है लेकिन कुछ याद नहीं रहता है.
  • Top नहीं कर पाते है और Faill होते है.
  • Mother – Father torchar करते रहते है.
  • Claasroom में मन नहीं लग रहा है.
  • Teacher पढ़ते है लेकिन ध्यान नहीं लगता है क्या करे ?
  • पढाई में मन लगाने के मंत्र है क्या ?
  • मन को padhai में लगाने के लिए करना चाहिए ?

ये सभी सवाल या Problem का काऱण पढ़ाई में मन का न लगना है. पढ़ाई में मन न लगना कोई बड़ी समस्या नहीं है. इसे आप खुद कुछ ही कुछ समय में solve कर सकते है. तो चले, हम पढ़ाई में मन लगाने के तरीको के बारे में समझते है. आपके पास Internet DATA होना चाहिए. Mobile की battery full होना चाहिए. क्युकी आपको इस लेख को पूरा पढ़ना है.

सबसे पहले हम समझ लेते है की आखिर पढ़ाई में मन क्यों नहीं लगता है.

  • आपका मन कही ओर भटक रहा है.
  • TV – Internet – Games आपको पसंद है.
  • दोस्तों के साथ Online chatting करते है.
  • आपके दोस्त ऐसे है जो पढ़ना नहीं चाहते है.
  • पढ़ाई के साथ आप जॉब कर रहे है.
  • एक साथ एक से ज्यादा courses कर रहे है.
  • शुरू से आपने पढ़ाई में ध्यान नहीं दिया है.
  • Family और Teacher डाँटते रहते है.
  • आपके पास और कोई Hobby है.
  • आपने class में गलत friends बनाये है.
  • आपकी शारीरिक – मानसिक स्थिति अच्छी नहीं है.

इस तरह के 40 से ज्यादा कारण होते है, पढ़ाई में मन न लगने के. जिसकी वजह से Student का मन padhai में नहीं लगता है. Study में मन न लगने के कारन कोई भी हो, Solution हिन्दीहेल्पगुरु के पास है. आगे पढ़ते जाये…. आ[पके सभी सवाल के जवाब मिल जायेंगे.

padhai me man kaise lagaye

Padhai Me Man Kaise Lagaye – Tips In Hindi

यहाँ दिया है आपके प्रश्न का जवाब : ” मेरा पढ़ाई में मन नहीं लगता क्या करूं “

  1.  लक्ष निर्धारण करे

जहाँ जाना है वो सोचे बिना आप घर से निकल जाये तो आपको मंजिल नहीं मिलती. ये आपका व्यर्थ परिश्रम होता है. क्या आपने कभी सोचा है मुझे क्या बनाना है ? नहीं सोचा है तो सोच लीजिये। अब सोचिये की आपके सपने क्या है? और आप अभी क्या कर रहे है ? मैं पढ़ाई क्यों कर रहा हु ? ये सब सोच लीजिये, निर्धारित कर लीजिये या फिर Notebook में लिख लीजिये. मेरे जीवन में पढ़ाई का क्या महत्त्व है ? मैं बड़ा होकर क्या बनाना चाहता हु ? मेरे लिए मेरे Mother -Father क्या सोच रहे है ?

आपका लक्ष सोच लीजिये, मन पढाई में लगेगा , आपको मंजिल मिल जाएगी.

  2.   मन को divert करे

पढ़ाई में मन नहीं लग रहा है मतलब आपका मन कही तो लग रहा है. ( कही भी मन ना लगे ऐसा तो हो ही नहीं सकता ) जहाँ मन लग रहा है वहां से मन को padhai की और लाना है. ये मुश्किल काम है, पर आप जैसे होशियार Student मन पर लगाम लगा सकते है. धीरे धीरे पढ़ाई में लेन का हररोज प्रयास करते रहे.

Example :

अगर आपका मन पढाई की जगह Internet पर लग रहा है तो internet में Educational Study materials को खोजे और इसका अभ्यास करे. अगर मन दोस्तों के साथ खेलने में लगता तो खेलने जरूर जाये पर Time कम कर दे. दोस्तो को भी समजाये.

  3.  मन को काबू में करे

मुख्य समस्या आपके मन की है. आपका मन आपकी ही नहीं सुनता है. लेकिन आप मन को काबू में कर सकते है.

इसके लिए अपनाये ये टिप्स :

  • मन में ज्यादा से ज्यादा पढाई के विचार करे.
  • जहाँ भी आपका मन ललचा रहे , इस समय मन को सन्देश दे की मैं गलत कर रहा हु.
  • Daily मन से सवाल करे की मेरा मन पढ़ाई में क्यों नहीं लग रहा है. खुद इसके जवाब ढूंढे.
  • सोचे की मेरा मन जिस चीज में लगता है वहां से मुझे क्या हासिल होगा ?
  • इस समय मे मेरे लिए क्या काम सबसे Importent है.
  • सोचे की दूसरे काम तो हम padhai के बाद भी कर सकते है, तो अभी क्यों समय बर्बाद करे.

Friends, आपके लिए Student life का समय बहोत मूल्यवान है. अगर एक बार चला गया तो वापस नहीं आनेवाला है. इस  समय में आप अपना Career बना सकते है. अगर आपका १ घंटा भी व्यर्थ गया तो life में बहोत कठिनाईया का सामना करना पड़ेगा. आपको अपने परिवार के सपनो को साकार करना है. ये आपका सबसे महत्वपूर्ण काम और कर्तव्य भी है. और आप कह रहे है की पढ़ाई में मन नहीं लग रहा है ? ये सिर्फ सोच है इसे मन से निकाल दो और अभी से शुरू हो जाओ.

  4.  कुछ दोस्तो से दूर रहे

life में Friendship जरुरी है. परन्तु दोस्त ऐसे होने चाहिए जो आपको आगे बढ़ने में help करे. सभी  दोस्त ऐसे नहीं हो सकते. सबसे पहले आपके कुछ दोस्तों को बदल दीजिये. padhai में ऐसे फ्रेंड्स की जरुरत होती है जो आपको इसे देखकर प्रेरणा मिले. पढ़ाई में मन लगे. आपके friends भी Study में successful होने चाहिए.

  • पढाई के आलावा और प्रवृत्ति करनेवाले दोस्तों की सन्गत न करे.
  • अच्छे – संस्कारी और निपुण student को friends बनाये.
  • दोस्तों के साथ ज्यादा से ज्यादा पढ़ाई की बाते करे.
  • अपने दोस्तों को भी समजने का प्रयास करे.

  5.  Online Internet – Games से दूर रहे

Facebook – whatsapp पर दोस्तों से chatting करना, mobile में games खेलना। TV movise देखना ये सभी आपके काम के नहीं आपके दुश्मन है. आनेवाले समय में इंडिया में सबसे ज्यादा बच्चे इसी की वजह से पागल हो जाने वाले है. कई बीमारिया इससे आने भी लगी है. अगर आप भी ये सब कर रहे है तो आज से Stop कर दे. अगर मन नहीं रहा है और बार बार ये सब मन में आ जाते है तो कुछ समय के लिए इस्तेमाल करे , लेकिन सही इस्तेमाल करे. जो आपको पढाई में Help कर सके.

  6.   Time Mangement करे

समय का आयोजन ना होने की वजह से कुछ हद तक आपका मन पढ़ाई से भटक जाता है. एक सटीक Time Table बनाये. इसमें जिस time में आपका मन padhai में नहीं लगता है और कोई और काम में लग जाता है इस time में आपका पसंदीदा Subject को रखे. पढाई की शुरुआत में जो विषय आपको ज्यादा पसंद है इसका Study – Reading करे. जो भी पढ़े इसका Short Note लिखे.

  7.  Study Room में chages करे

आप जहाँ पढाई करते है ये जगह भी मन को विचलित करने का कारन होती है. studyroom में TV – Games न रखे. अगर और किसी रूम में आपकी family टीवी देखती है तो आपका stud yroom इससे दूर रखे. या फिर सभी को समजाये की वो आपको disturbed ना करे. study room decoration में कुछ बदलाव करे. पढाई की जरुरी सभी चीजे रूम ही रखे. कुछ Motivational Photos और stories wall पर चिपकाये. study room में God – भगवान की Photos अवश्य रखे.

  8.  Motivational reading करे

कहानिया – successful people के Things – जीवनी आपको सबसे ज्यादा प्रभावित करती है. अगर आप स्वामी विवेकानंद – महात्मा गाँधी, सचिन तेंदुलकर जैसे महान लोगो के जीवन के बारे में पढ़ोंगे तो शायद आपको खुद पर शर्म आ जाएगी. इन सभी लोगो ने अपने जीवन को कैसे संवारा है ये पढके आपको प्रेरणा मिलेगी.

  • motivational stories, Poems – कहानिया को पढ़े.
  • कुछ Books आपके रूम में ही रखे. जब मन पढाई में ना लगे तो इसे reading करे.

  9.  Yoga को अपनाए

चंचल मन को स्थिर करने का , मन को काबू में करने का सही उअपय योग है. योग मन की एकाग्रता को बढ़ता है. शारीरिक स्फूर्ति के लिए – अन्यी ताजगी के लिए daily Yoga – प्राणायाम करे. इससे आपको अंदरूनी शक्ति मिलेगी. आपका मन Padhai में लगेगा. जब भी आप कुछ गलत करेंगे आपना मन सन्देश सड़ेगा की ये मत करो, बहोत लगत है.

  1. पढाई की शुरुआत में Yoga – प्राणायाम करे.
  2. जब लगे की आपका मन पढाई में से कई और जा रहा है.
  3. 100 से 1 तक की ( उलटा ) गिनती करे. फेफड़ो में स्वास भरकर ओमकार करे.

 10.  HindiHelpGuru की सलाह ले

हम भी महान बन सकते है. क्युकी विश्व में जितने भी लोग महान बने है सभी हम जैसे इंसान ही थे. वो कोई आसमान से नहीं टपके थे. लेकिन उन्होंने अपने परिश्रम – लगन से अपनी लाइफ को sucsses बनाया है. और हम है की बहाना बना रहे है की padhai मन नहीं लग रहा है. कितनी अजीब बात है ना. हम स्टूडेंट है, हमें पता है की ये समय हमारे लिए कितना Importent है. हमें पता है की Life में पढाई का कितना महत्व है. तो फिर ये कैसे चलेगा की पढाई मन नहीं लग रहा है.?

भगवान का नाम लेकर आज से ही शुरू हो जाओ. हमें आदर्शवान – प्रज्ञावान विधार्थी बनाना है. मेरे देश के student, हमें सबसे आगे Top करना है. हमें अपने माँ – बाप के सपनो को पूरा करना है. हमें अपने जीवन में कुछ करके दिखाना है. मन क्या चीज होती है हमें विचलित करनेवाली. हमें इसे काबू में करना है. मुश्किलो का मुकाबला करना है. हमें अपना, अपने परिवार का, अपने देश का नाम रोशन करना है तो इसकी शुरुआत पढाई से होती है. padhai ही हमारा लक्ष है, हमारी मंजिल है.

मुझे लगत है आपके सवाल ” मेरा पढ़ाई में मन नहीं लगता क्या करूं ” का जवाब आपको मिल गया होगा.

Extra Inning ;

HindiHelpGuru आपके साथ है. आपको कभी भी कोई भी सवाल है तो मुझे बताये। मैं आपकी १००% हेल्प करूँगा। जीवन के किसी स्टेप में कोई भी Question लग जाये तब हमें याद कर लेना। आपकी सहायता के लिए हम तैयार है.

कैसा लगा ये हमारा लेख ” पढाई में मन कैसे लगाये ” जरुर बताये.

इस लेख को Social media में दोस्तों के साथ share करे.

आभार , धन्यवाद्। ..
आपका ऑनलाइन दोस्त हिन्दीहेल्पगुरु। Best Of Luck .

आपके सवाल Comment में पूछ सकते है. 

262 Comments

  1. Niranjan Nisi

    Sir mera ek dost hai girl hai usse baat nahi ho pa Raha hai jiske karan kuch aisi baat hai jo mere maan ko vichlit kar raha hai aur uske Karan padhai me bhi maan nahi lagta mere maan me ek tension ho gaya jab tak usse baat nahi karenge tab tak tension khatm nahi hoga aur padhai me bhi maan nahi lag raha aur ek mahine baad mera board hai please reply me sir

  2. Narender Mangal

    नमस्कार श्रीमान समय हो तो मेरे इस कॉमेंट का उत्तर जरूर देना!! सर मेरा मन पढ़ाई मै तो लगता है पर मोबाइल जैसी चीज मुझे आकर्षित कर रही हैं और सर सबसे बड़ी समस्या जो मुझे एक साल से सता रही है वह है स्त्री आकर्षण नकरात्मक विचार , सर ये गंदे विचार मुझे बार बार पढ़ने से रोक रहे हैं, मै पिछले 1 साल से मानसिक दुख सह रहा हूं। मै क्या करू? मुझे कुछ उपाय सूझ नही रहा है? मै कैसे निक्लू इन गंदी आदतों से ? सर रिप्लाई जरूर देना आपकी महान कृपा होगी।

    • Ye sab Hone ki Vajah Aapka Mobilr Hai. Man Bada karke Kuchh samay ke liye Mobile se Dur Rahe. Mobile Ko bech de. 15 se 20 Din pareshani Ho sakti hai. baad me aapko lagega ki Ye mera sahi Nirnay Tha.

  3. Sir maine 30 minutes pura padh liya
    Sir mera exam abhi 2 months baad hai aur muze kuch samaj me nahi aa raha ki mai kya kru
    Mai game ke piche din bhar laga rahata hu kya kru

  4. Pritee Sharma

    Dear sir …

    Mai ek bahut achhi student thi bt mere sath kuchh eaisa hua hai ki mai bhool hi nhi pa rhi hu mujhe padhna h ye sochti fir padhne baithti bt wo sb yad aane lgti jinse pta nhi kb time khatm ho jati kaise in sb problem se bahr aaau?? mere pas time v bahut km hai or itne me hi mujhe apna goal pura krna hai..!

  5. Kumar Abhishek

    Dear sir
    Such a wonderful art of writing..Very informative & helpful
    Tremendously written by yuh..!
    Keep writing..Keep inspiring
    Regards
    Kumar Abhishek

  6. anu

    sir mujhe bhi study me man nhi lagta but mai bahot study karna chahti hun|

  7. Meshlal Sahu

    Hello sir Mera interest Smartphone Mai bahut Lagta hai aur mujhe Maja Mai smartphone ka expert banana Chahta hu lekin Maine commerce liya hai Aur mujhe bissness Karne ka ka bhi Sauk hai aur Mera tecnikal me jyada Lagta hai Mai hab bhi bhi Mai commerce ka book padhata hu mujhe padne ka man nahi karta hai aur ak bat Mai Ghar me rivijan nahi karta kyoki Mera man hi nahi Lagta Mai Kya karu sir bataye

  8. Nancy

    Sir me bba ki student hu sir me apne liye bhut jada pareshan hu mujhe dar lagta he ki me nhi kr paungi me kyoki mera back lagta he ,me kya kru esa jisse mujhe sahi lage . Aur me aage ki tayyaari kr sakun.

  9. Syed sami

    Sir mai 11th ka student hu mai ek mahine se padhai nahi karraha hu ab me padhai karna chahta hu lekin kaha se start karu samajhraha hi nahi

  10. Gaurav

    Sir
    Aap hame akele me rahate hai to rona aata hai kya kare ham please sir

  11. Puneet Chaurasiya

    Sir kabhi kabhi padhaai Mai Mera man nhi lagta Mera man khi aur bhagne lagta h kya Kare

  12. Akankasha

    Sir please Meri problem ka solution jaldi bataye mere is bartaw ke Karan mere pariwarwale bahut pareshan h or isi Karan se Mera padhai me bhi man nhi lagta hai ..

  13. Akankasha

    Mujhe mere Ghar ke log pasand nhi hai mujhe unse baat Karne ki ichaa nhi hoti me kya karu ?

    • Akankasha ji, Ghar ke log pasand nahi Hai? kyo? aise Kaise Ho sakata hai ? ye shayad aapki galti hai. koi apano se bair nahi rakhta hai. pahle ise Thik karo. baad me padhai ke bare me sochna. aur koi Problem hai To muje Personal Mail Kare : [email protected]

    • isaka matlab ye hua ki aap khud apane perfomance se naraj hai. shayad aapko padhai ka mahatva malum nahi hai. ya fir aapne koi manjil tay nahi ki hai. is lekh ko fir se padhe aur soche. aapki galti khud mil jayegi.

  14. Ashu kumar

    sir kuchh bhi padhte hai. To yaad nahi rahta hai.Kya kare?Plesae help kijiye

  15. Atul

    Sir, m iit ka student hoon..Meri classes week me 3 days lgti h. 4hrs a day…..Mujhe minimum kitne time self study karni chahiye…..Or koi time table….Jis se man bna rhe… Ek din ko do baar parts me divide karke padhna chaiye ya fir bas din me ek baar hi padhna chahiye….Pls help me sir….
    Thank you.

      • Ishika

        Dear sir
        Ma 8th class me pdti hun mane 5,6,7 class me hr bar top kiya hai mane other activities me bhi participate kiya tha us me bhi results ache hi aate the lekin jb ma 7th class me thi tb se corona lga hai fir bhi mane top kiya tha 8 class me hui to September tk to ma thik hi pd rhi thi October se pdai me mn hi nhi lg rha hai mane bhut koshish ki lekin pdne to bath jate fir mn hi ni lgta kbhi copy pe drawing krne lgti to abhi mind aane lgte fir ma other activities krne lgti tb bhi kuch samjh ni aata kya kru fir ma rone lg jate ki ma pdna to chati hu pr mn ni lgta sirf 15 din bache ha ab final exams ke liya or ma kya kru mujhe kuch samjh ni aa rha ma is bar bhi top Krna chati hu lekin shayad is bar mushkil ha koshish kr rhi hun pdaya hua to yad raheta ha pr us ko dobara pdne lgte hu to mn ni lgta please help me .. 😞

  16. tanuja

    My name is tanuja I am from Lucknow….sir mene abhi B.A complete krke B.ED ka entrance exam Diya h actually mera padhai m bilkul mn Ni lgta h…uski wajah se mujhe life m ky krna h ye bhi Ni soch pati

  17. sandhya rani

    sir mai arts stream ki student hu log mera subject ka nam sun kar kahate h ki ab mai kuch bhi nhi kar sakti

  18. Tilak ram

    Sir Mai tilak ram class 11th (maths) me padhta hoon
    Sir mai farmer (kisaan) ka betaa hoon mujhe padhane ka samay nhi milta hai or na hi khelne ka samay milta hai mere ma Papa chaahte hai ki Mai police banoon but Mai cricketer banna Mera sapna hai sir please solution de sir Mai Kya kru

    • Cricketer Banana Koi Samanya Bat Nahi Hai. Isake liye Jyada Time Lagata Hai. Agar aapake Papa Chahate hai ki police bano. Aapke Liye ye Option Sahi hai.

  19. sam rathore

    hello sir
    I am m.a poltical science first year sir m bhot confuse hu m ugc net ki tyyari karna chati hu bt sir mere pass itne lambe processor ka tym nhi h so m government job ki tyyari b krna chahti hu lekin is confusion ki vjah se kuch nhi kr pa rhi hu na padh pa rhi hu so sir please help me ma kya kru

    • Aapko sabse pahle confusion Dur karna Padega. Aapko career me kya karna hai. aap Kis Job ke Liye Like Hai. khud soche aur Nirnay kare.

  20. Pawan kumar

    मैं अपना लक्ष्य तय नही कर पा रहा हु ।

  21. Neha

    Sir Maine AJ apka artical PDA main kuchh share krna chahti hu Maine m.com Kia h phle main government job ki taiyari jar Rahi thi for meri sister ki death ho gai main depression me Chali gai or taiyari karna chhod Dia job karne lagi Abhi kuchh din pahle hi mujhe meri galti na hone k bad bhi job se Nikal Dia gay bhot bejjat bhi Kia gya jbki Maine pure man se har Kam Kia Maine socha tha ab main Apne ma bap k lie kuchh kar paungi pr sb khrab ho gya mujhe akela lgta h main mere maa bap ka eklouta Sahara hu main unke lie kuchh karna chahti hu mere ma pa ka spna h k meri sarkari naukri lge pr mera MN pdai me nai lgta sb purani bate or wo bejjati yad a jati h jo mujhe meri achhe k bdle Mili please guide kre kya kru

    • Jivan Aapka Apana Nahi, Jindagi aap Apano ke liye jiti hai, na ki dusaro ke liye. pahle ye sochana chhod do ki dusare aapke lye kya sochate hai. is duniya me beijjat karne walo ki koi kami nahi hai. aise anubhav aapko baad me bhi bahut sahan karne hai. isliye himmat se kaam le. ab bhi samay hai. sab kuchh naye sire se shuru kare. aapko kamyabi milegi.

    • Atul Kumar

      thoda mind ko control me karke kisi aur ke baare me na socke sirf apne baare me socho aur competition ki tayyari karo din raat ek kardo jab tum kuchh hogi tabhi to kisi ke liye kuchh kar sakti ho. Padhogi likhogi banogi nawab.

  22. Fariha

    Here I’m fariha i’m a student of class ten hum class k preboard exams de chuke h filhal jo ki kuch Accha nhi gaya pr koi nyi boards k liye Acchi tarah se tayaari karenge inshallah… Thank you so much for this ❤️ u did a great job looking forward to see more 🤘🙂

  23. abhishek patidar

    sir me 30minute padta hu jayda samay padai me kese lagao pleas tell me

  24. Shrivatsa mishra

    Strain 11th English medium case board ke exam 10 days ke baad dene wala hun aur maine pura 11th kuch padhai na kr ke barbaad kiya hai par ab mujhe realise hua hai mera target jee main 2020 hai meri help karein

  25. navi nidhi thaukr

    sir ,
    my name navi thakur form uk (bageshwar) se belong karti hu sir mera abhi b.a first year me apne bhavishay me ips bnnna chahti hu par meri sabse bdi dikkat h ki me mobile se dur ni rah pati or hamesha facebook , whatsapp par jada dhayn jata h man me hamesha yah vichar aata h ki ips bnna h fir sochti hu kya me ips ban paungi sir kuchh samjh me ni aata ki me kya kru or man krta h padai kru fir pta ni apne aap dimag kam ni krta h fir mobile internet aadi par dhayn chla jata h sir mere mammi papa ki bas manna ki me apne jeewan me kuchh na kuchh kru par sir kabhi to man krta h ki aaj se roj study krungi fir pta ni sir kya hota me kuchh ni kar pati sidhe internet me lag jati hu sir meri meri email id diya sir meri email id par mujhe kuchh scution btaye aapki hamesha aabhari rahungi
    sir plzz help me

    • Aapki problem Mai samjta hu. aap Mobile me jyada Time Deti hai. iska Ek solution hai ki aap Internet se Padhai – General Knowledge ko padhe. Aapko IPS banana hai to bahut kam aayega.

      Facebook Aur Whatsapp ko dhire dhire kam Kar sakte hai.

  26. Jeetesh narvariya

    Sir me class 12th science ka student hu mera padai me bilkul bhi man nahi lagta kya karu

  27. Okesh Prajapat

    Sir mera man toh bilku padahai s divert ho gya h or bhaut saare exam h jald hi kya krh bilkul nhi padha pata hu man control m nhi nhi h

  28. Kamal

    Apna mail dena muje kuch kahna hai meri engagement toot gyi hai iskiye mera man nhi lagta kya karoo

  29. Shubham

    Hello sir ,
    sir now i am Bsc 2nd year pcm student
    sir baat he ki me decide nhi kr pa rha hu ki mujhe actually me krna kya h.Kabhi mn krta h ki competition ki taiyari kr lu fir bad me lgta h ki mere se nhi hoga.sir me abhi soch rha hu ki stenography (jo ki ITI ka ek course h) wo kr loo.Kya sir yha mere liye sahi hoga because sir padai ki wajah se mene Bhopal se Indore sift huaa hu or wapas Bhopal jane ka mn kr rha h. sir kuchh solution dijiye pls 🙏🙏 ab me bahut pareshan ho chuka hu.Pls help me, sir aap se baat krna chahta hu plss
    sorry sir mene itna likha

    • Aap BSC Kar Rahe hai, career ke Liye ye Badhiya Option hai. isliye Koi pareshani wali Baat Nahi hai. sabse Pahle aapka lakxy Pura kare. BSC ko Best Ank ke sath Pass kare. jyada yahan – tahan Shift Hone ki Koi Jarurat Nahi hai. BSC Ke Baad mere Hisab se Aap Khud paise Kamane Lagenge. sath me competition exam ki taiyari Shuru kar dena.

    • Ab aapko Jyada Try nahi Karna hai. daily 2 – 5 – 10 Minutes Badhate jana Hai. jab bich me Padhai Me man naa lage to Subject change Kar dena.

    • KRISHNA KHATEDA YADAV

      Sir meko pdne ka sochne me hi aals aane lgta hai ese me kya krna chahiye

  30. Deepak

    Hello sir g Mera nam Deepak h achha lga apka ye advice padhkar or achha Kya bahut hi achha lga or samjha v ki Hume apne kimti samy best nhi karni chahiye .
    Sir g bus ek or sawal h ki Mai Jo kuchh v padhta hu vah mujhe samjh kyun nahi ATA
    H bahuto koshish karta hu lekin pata nhi kyun nahi samjh ata h mujhe help chahiye bas app see mujhe btaiye Kya kare

    • mai isake bare me jyada nahi kahunga. aapko padhai me jyada dhyan dene ki jarurat hai. shayad ye problem pahle se hai. ham maharashtra me rahte nahi hai to marathi language ki movie ko samajh nahi pate hai. isake liye marathi language shikhni padegi. !!!!

  31. Ankit Rai

    Sir Mai 12th class me hoo or math se hoo . Mai iske Baad kis field me jaau ,har field me bahut bheed hai

  32. Md Abdullah Khan

    Wawoo
    Very wonderful line

    Sir jis insan ko pdhte wkt sir m drd ya sir bhari ya ajib type ka lge to use kya krna chahy?

      • सुमन

        सर हम एकदम परेशान हो गए खुद से या किसी चीज में मन नहीं लगता पढ़ाई में तुम बिल्कुल मन नहीं लगता मैं पहले बहुत ज्यादा पड़ती थी लेकिन जब मैं पढ़ने बैठती हूं तो बाबा मुझे मोबाइल की याद आती है तो कहीं इधर है याद आती है कहीं उधर याद आती है इधर-उधर की बातें सारी मुझे उसी समय याद आती है मैं क्या करूं मैं एकदम परेशान हो गई मैं पहले इतना पढ़ती थी लेकिन इस समय मेरा पढ़ाई भी मन ही नहीं लगता कुछ भी पढ़ती हूं समझ में नहीं आता है भूल जाते हो सर में जितनी बार उसको भी भूल जाते हो दो दिन बाद भूल जाते हो क्या करूं मैं इसलिए मैं पढ़ने का मन नहीं लगता

      • सचिन सोनी

        नमस्ते सर्
        मेर मैन भी पढ़ाई में नही लगता है में पड़ने का सोच ता हु तो मोबाइल में मन लगता है और दिन भर मोबाइल में ही लगता है कुछ तरीका बता दो सर् प्लीस मेरे पेपर है

  33. Resham Kumar patail

    Sir Mai 10 class ka hu mujhe padai me man lagata hai but Mai apna target decide nahi Kar pa Raha hu I think kabhi mathematics Lenna hai kabhi lagata hai ki biology Lena hai aur kabhi lagata hai ki art Lena haimai apne target decide nahi Kar pane ke Karan padai me bhatak ja Raha hu I wait to your reply sir my mobile number- 6268319696

    • abhi se aap is uljhan me na aaye. aap abhi 10+ class me hai. isaki taiyari kare. apane % aur family se bat chit karke koi bhi stream deside krna.

  34. रविंद्र कुमार

    सर मै जब भी पड़ने बैठता हूँ तो मेरा मन कही और रहता है मैं क्या करूँ जो मेरा मन पढाई में केवल पढाई में लगे कुछ ऐसा उपाय बताए सर जो मेरा मन सिर्फ पढाई में लगे अगले महीने मेरे पेपर है और याद कुछ भी नही है सर प्लीज मुझे कोई उपाय बताये प्लीज सर

  35. Aman

    Sir mai jab bhi padhne ke liye jata hun tab man nahi karta padhne ka. Pls sir kuchh kijiye pls pls sir…..

  36. Samanata Y

    Sir mera pdhai krne ka mood Ni bnta jab padhne jati hu to mind dusre chijo ki or jata h aaj bhi pdhai Ni Kr pa rhi hu aur kal mera exam h…kya Kru kuch samajh Ni aa rha h…sir plzzz kuch solution dijiye… I’m so confused.

    • Aapko dusare vichar kaun se aate hai? kyu aate hai ? is baat par khud gaur kare. isase bachen ke kuchh upay khud soche. is prakriya ko daily karne se aapka man padhai me lagane lagega.

      • Samanata Y

        Sir…kai upay kr chuki but koi fark ni pada isi liye aap se solution mangi hu aap hi koi upay btaiye jisse mai in bure vichar ko mind se nikaal sakun… Aur pdhai pe focus kr sakun…plz sir…

  37. Anupam upadhyay

    Meri Abhi haal hi me tet ka exam h,but padne me mn nhi lgta,?
    Books bhi leke aya Hun , complete h sare material but unke pass tk nhi pahunch pata ,ek chhoti si job karta ek school me ….,
    Ab aise me kaise kya krun kuch gaidline den,
    Mahan kripa hogi,

    • kya aap Apni Job Se khush hai? mere Hisab se to ye lagata hai ki aapne abhi tak study ko seriously nahi liya hai. aap is article ko padhe. kuchh na kuchh madad milegi.

  38. rehan alam

    bhaut achha laga sir aise hi aur bhi lekh likhyega taki hamare padai me man lage bahaut sukarya aap ko yah batane ki thankyou

  39. सर जी आपका यह लेख बहुत अच्छा था इसको पढ़कर मन में कुछ उत्साह जगी है पढ़ने जब बैठते हैं हम तो 1 घंटे बाद मन ऊब जाता है बताइए कैसे पढ़े

  40. Sagar yaduwanshi

    Sir meri bahot sari problam hai jo yaha nahi likh sakta agar aap mujhe call …

  41. shivanah

    isko padhne ke bad sochta hoon ki main ab bahut padai karunga par jaise ki padhne baithna hoon vaise hi man tv mabile ki taraf chala jata hai aur main tv mobile mein busy ho jata aur bad mein sochta hoon ki maine apna time waste kyun kiya is tarah main nahi padh pata aur mere paper mein bahut bad result aaya please help me

    • aap is article ko bar bar padhe . ho sakte to isaka print nikal ke wall par chipka de. jab man padhai se dur bhage ise pathe.
      isake alava aap tv . mobile se dur rahne ka prayas kare. dono me time set kar de.
      aap abhi sahi disha me prayas kar rahe hai. apane prayas ko jari rakhe.

  42. Hayat md

    Thank you sir for this things..
    Sir plz give me advie what i do?
    Sir is prblm ke liye kya kare que solve krte waqt jo que thoda tough hota h usko dekhne ke baad mind me hi itni jald se aa jata hai ki chalo chhodo yr.
    2nd Sir meri problm ye h ki mere man me hamesha yahi chalta hai ki exam ke abhi bahot time hai.pr jab exam kareeb aa jata hai to mai sare topic achhe se prepare nhi kar pata.mtlb ki
    Mere mind me exam se related sari pic nhi ban pati ki mera ye topic ho gaya h aur ye baaki h.sir mai ssc cgl prep kr raha hu iske liye kuchh tips ho plz share kren.thank you very much sir for reading this.
    I am so confuse sir plz help me.

    • koi Question tough nahi hota hai, but is topic me aapka man nahi lagata hai. aise question ko fir se a to z samajne ki koshis kare.

      Sabhi Student study time me exam ko dhyan me nahi rakhte hai. but aap daily old exam papers ko padhe. question ke bare me soche.

      bar bar apane lakshya ko yaad kare.
      khud se sawal kare ki mai kyu padhraha hu.

  43. saurabh roy

    सर मेरा प्रॉब्लम कुछ और है , मुझे पड़ने का बहुत शौक है , मैं बहुत पड़ना भी चाहता हूं पर जब पड़ने बैठता हुन तो उतना ललक पैदा नही होता पढ़ने का , मैंने सीविल इंजिनीरिंग की है आगे सरकारी जॉब करना चाहता हूं जिसके लिए तैयारी पिछले कई सालों से कर रहा हूँ पर ऐसा फील होता है मुझे तो कुछ याद ही नही रहता है , कई बार सारे सब्जेक्ट्स पैड लिया पर फिर जब खोलो तभी नया लगता है , परेसान हो गया हूँ , इतने कम्पटीशन मे मेरा कैसे होगा समझ नही आता , मैन किसी चीज़ में स्थिर नही रहता , आज कुछ अच्छा लगा तो वो सही कल कुछ अच्छा लगा तो वो सही कुछ समझ नही आता , योग प्राणायाम सब कर के देख लिया कुछ लाभ नही , मेरी हेल्प कीजिये प्लीज मेरा नंबर है :- 8602720684

  44. Thaks you for advise me sir apne hame bataya ki time student life ke liye kitna jaruri hai thak you so much I am very happy with advise. Zulekha bano :-

  45. raju kumar

    एक दम मस्त लगा पढ़ने मे मेरे -शिक्षक जी
    लेकिन,एक बात मे पूछना चाहते है की हम ज़ब पढाई करते बक्त समझ जाते है लेकिन ज़ब खुद उसी चीज को प्रयास करते है तो नहीं होता है
    कियो सर मेरे Whatsapp 7766988276 cell krke bhi bataye mere sir

    • jab class me padhaya jata hai tab ham ye samaj lete hai ki ham sabkuchh samaj gaye hai lekin ye confusion bhi ho sakata hai.
      class me teachers jo bhi padhane wale hai in chijo ko ghar se review karke jaye, sabkuchh yaad rahega.

  46. Deepak Trivedi

    Thank you so much sir is lekh Ko padhne ke bad realise hua time bahot important hai don’t waist jitna ho sake knowledge badhani chahiye jo bat present me achhi lag Rahi ho Usme hi kuchh padhana ya sikhna chahiye keval Kalpana se kuchh bhi nhi hota Kalpana Ko wastvikta banana hi kamyaabi hai ons again thank you so much to this advice AJ khud Ko pehchana maine

    Deepak Trivedi
    :-+917753921092

  47. Bhanu Maitry

    Nice sir,isi trick ki zaroorat thi, artical pasand aaya. Thank you hindi help guru??

  48. Rocky vaz

    Sir Mai job karate hu aur mera 12th ke baad 1 saal ka gap Ho Gaye kya hai na Maine 12th ke baad commers le liya tha jo mujhe jama nahi uske baad mera 1 saal ka gap hua hai to Maine 2017 me bA Me addmissione liya hai but usme me bhi mare 2 subject back rah gaye dusre baar diya Tab bhi Rah Gaye mai kya karu….aur IN sab ka ek kaaran hai aur wo mobile….please help me sir

  49. LavkushChaursiya

    Sir, main padhane me bahut Accha nhi hoo.
    But mere dream big hai . mere dream pure ho ya na ho isaka mujhe koyi farak nhi padhata hai. But main Life me koshish jaroor karunga.

  50. Aman

    mera mn bilkul nhi lgta h padai me jab mai padne baidta hu to padne me mn nhi lgta h plz bataiye ki main kya kru jisse mera padne me mn lga rhe plz help me mai aapka bahut abhari rhunga.
    koi hint ya koi upay bataiye
    phone = 9870109683
    Aman verma

  51. Rakesh ranjan singh

    thanks sir for supporting me
    because i was failing in bad relationship but when you tell this i am now very well and i have started my study thnkoooooooooooooooo
    a lot of thanks sir G
    kya baat likhi h aapne

  52. pankaj dhameja

    mai jab bhi padayi karta hu to kuch samaj me nahi aata to padne ka mann nahi karta kya karu

  53. Nandan kumar

    Padhe hai yad karte hai fir bhi bhul jate hai aakhir kyo iske liye koye upay hai

  54. Keshav jangid

    Sir.. Mene 10th RBSC Board se diya h usme mene sirf 54. 83% marks he accive kiye h.. Or 12th main science biology se 60% accive kiye h.. Ab main decide nhi Kar Pa rha hu aage kya kru.. Plz help me

  55. rizwan khan 9th

    sir me mp ke shajapur se hu sir mene apna time table banaya he but me time table ko follo nahi kar paraha hu

  56. Arvind nishad

    Sir ye bataiye ki.study ka tension bahut rahati h but jab padhane baithu to ghar se tension aa jati h ghat ka tension Kaise dur Kare plaza batziye sir

  57. karan kumar

    padai.mai.mn hi nhi lgta hai jb study krne baithe hai to mn thora se bhi nhi lgta h ky kare jo hm apni life ko age bade ske pls help.

  58. Nandan kumar purnea bihar

    Ye padhkar mujhe bhaut accha laga but jab hum padhna start karte hai to man me kucch se kucch aane lagta hai or lagta hai padhi chhor de lekin iske liye mujhe accha karne ka tipes de…. Thanks

  59. Tushar Yadav

    mere exam paas aa rhe h aur mai kya karu mera man bilkul bhi padhai m nhi lagta h
    mai sochta hu ki padhu but padhne baithta hu to mere man padhai se hat jata h
    plz bataye ki mai kya karu

    • sabse badi problem Ye hai ki aapko Padhai Ki Yaad Exam ke time aayi hai.
      shayad aapane pahle se yahan padha liya hota to koi problem na Hoti.
      is Article me kuchh tips batayi hai Ise folllow Kare.

  60. mai deepak obra aurangabad (Bihar) se belong karta hu
    mughe life mai success hone ka desire h lekin padne mai maan
    he nahi lagta but padne ka baut icha h so, koi idea degye jis se padne mai maan lage

  61. Brijesh Chauhan

    padh kar acchha laga sir ,
    Aapke is solution ko padhkar ab lagta hai ki mera mann padhai ke mahatwa ko samajh raha hai
    Thanks sir…….
    Aap apna whats up number de dijiye.

  62. Chandra bhushan gupta

    Bar bar dhyan bhatak jata hi ….Sochne lagta hu kabhi ye kare kabhi wo kare…

    • dhyan koakagra karna shikhe,
      man ke bhatak jane ke kai karan ho sakate hai.
      hamane is article me details se batay hai. ise do baar padh le.

  63. suraj kumar mobile no 9162287028 please call me sir

    Mera padhne ka man bahut karta hai sir but padh nahi pate hai mind destrbed ho jata hai kya kare sir ki accha se padhe

    • sirf padhane me man lagane se padhai nahi hoti, aapko isake liye time management karna padega. aur isake aadhar par kaam bhi karna hoga.
      aur is gatividhio daily follow karna bhi hoga.

  64. suraj kumar mobile no 9162287028 please call me sir

    Mera man me study ka bichar har samai chalte raheta hai but padhai nahi kar pate hai onlte hai iska kya upai hai kabhi kabhi padhte hai to fully samajh m nahi aata hai kya kare hamko iit nikelna hai sir

  65. aisha

    Padai karna aacha lagta h but pura constant nahi kar pati hu ph may or frnds se hi baate hoti reti h ab iss ke liye kya karu???

    • shyad aapne is article ko pura padha nahi hai.
      aapake dimag me padhai ke sivay bhi aur baten chal rahi hai. sabse pahle to ise nikal dijiye.
      sochiye ki aapko ye jo time mila hai ye kis kam ke liye hai.
      agar ye time chala gaya to life me kabhi wapas nahi aayega.

  66. Anupam kumar

    Sir mujhe lagta h mere ander safe gun h fir bhi may apne laksh tak nahi pahuch pata hu please help me sir I am fadeup

  67. rajat

    sir mai padai mai dyhn kyu nhi de pa raha hun …mera dhyn khi or btak jata hai padte samy..kya karun..km se km one day mai 8 hour padna chata hun kya karun iske liye sir?

  68. raj pandey

    sir pahle ham 10 ghante tak padte the aiur class me no. 1 par rahte the 12th tak aisa tha fir kuchh badi padi ka sapna dekha bsc ag ka parvesh pariksha bhi pass kiya 20 rank aayi gnral ki mony problum ke vajah se bsc ag nahi ho paya tab se man toot sa gaya ,aur padai me se man khinn sa ho gya ,ghar waalo ne saadi kar di, 2011 me .aaj mere beta 4 saal ka ho gaya ,up polic me from dala ganral rank me 4 numbar se ruk gaya jiska karan padai me man ka na lagna hi tha 2015 ki up police me,fir uppolice ki vaicancy aayi hai .isme bhi padne me man nahi lagta baithate hai to kuchh hi samay me bahut jyada uban lagne lagti hai plz hamra uchit marg darshan kare….????

    • aapko ek baat bata du ki regular padhai ke bichh me ham 4-5 sal ke liye padhai chhod dete hai to baad me padh pana mushkil hai. aur aapki to shadi bhi ho gayi hai. mushkil jarur hai lekin impossible nahi hai.
      aapne yahn diya article aapki jyada se jyada help kar sakata hai. 2-3 baar padh lijiye.
      aapke liye time management karna jaruri hai.
      ho sake to ghar se kuchh din dur hokar padhai karo.

  69. Vishwajeet Kumar Tiwari

    Sir mera coaching 6:30 to 8:30 hai aur school 10:00 to 3:30 tak hai mai apna daily routine nahi bana pata please meri daily routine bana dijiye please sir

  70. Devendra maurya

    Sir mai 11th me hu aur polytechnic me form dala h
    Abki bar mai pass hona chata hu
    Mai keval sham ko pdhta hu vh bhi keval math.
    Sir koi best plan btaiye jisse mai pass ho jau.
    Thank u sir.

  71. Ritik Rajbhar

    Sir, main padhana chahata hu.
    Lekin mera man sthayi nahi rahata hai.
    Kahi na kahi padhane ki time ko loss kar deta hu.
    Plz help me.

    • Sandeep kumar pathak

      Sir mai 2 month pahle 10-12 ghanta padhta tha lekin ek din jab mere sath bike aqcident huaa mujhe kuchh v nhi huaa lekin us din se mera sara routine khrab ho gya pdhane ka ander se iksha jaise mar gya ho kitna v koshis krta hu kuchh control nhi hota h
      Please help me sir

      • aqcident ya fir koi samasya ke baad aisi pareshani sabhi ke sath hoti hai.
        aap khud try kare. step by step aage badhe. kuchh hi din me sabhi problem solve ho jayenge.

  72. Giridhar kumar

    सर हमें पढ़ने में बिल्कुल भी मन नहीं लगता है लेकिन पढ़ाई करना हम बहुत चाहते हैं दिन रात हम अपना सफलता का सपना देखते रहो मींस ओवर थिंकिंग हम बहुत करते हैं इसमें हमें बहुत इंटरेस्ट लगता है जब पढ़ाई करने के लिए बैठते हैं तो ओवर थिंकिंग करना चालू कर देते हैं लेकिन हम पढ़ाई नहीं कर पाते सर प्लीज हमें बताएंगे हम पढ़ाई किस तरह से करें ताकि एक दिन हम सक्सेसफुल व्यक्ति हो गए हम बहुत बड़े-बड़े सपना देखते हैं लेकिन हम कर नहीं पाते

    • sirf sapane dekhne se kuchh nahi hpta hai. but sapana dekhna bhi badi baat hai.
      pahle management karo ki aapake sapane kya hai aur ise pura karne ke liye kya kya karna padega? kaise karna padega ? kitana time dena padega ?
      aur is hisab se hard – smart work karo.

  73. Sunny Athwal

    Sir Me 90% 10th Me bnana chahta hu but me jab kuch padta hu bhul jata hu
    Sir aap bataeye kya kru

  74. Vipin savita

    Sir main ssc ki preparation kar raha hu . Kuch time pehle mujhe head injury ho gyi thi is wajah se bich m preparation drop krni padi main ab jab coaching jata hu. To kuch din ti bhut man lagta h padhne m phir bilkul man nhi krta h padhne m smjh m bhi nhi aa rha kya kru kis trah se starting kru..Plz sir guide me

    • aapne bich me padhai chhod di thi. isi vajah se aisa ho raha hai.
      aapko ab kuchh din jis subject – topic ki padhai nahi ki hai ise coaching se kar le. baad me aap rooting study me aa jaoge. aur aapki problem solve ho jayegi.

  75. Abhijeet singh

    Sir Mai 10th se he phadhai start keya ho to abhe 11th me ho but jb phadne jaate hai to nya kuch hota hai tb thik but phele wala aate he mn nhe lgta hai

    • to koi problem nahi hai. jaise bhi ho aap kuchh na kuchh naya hi padhe.
      agar aapane padh liya hai aur ise fir se padhne me man nahi lag raha hai to aap isake related aur koi books padhe, jisame kuchh naya ho.

  76. greeshkumar

    sir meri umra 22 saal hai bsc final kar chuka hoon but koi job nahi
    karan

    sir jab vacancy aati hai tab padaai 7 se 8 ghante kar leta hoon lekin 4-5 dino baad bas vahi baat 2 ghnate me sar me dard hone lagta hai man hi nahi lagta kya karu jo ki kam se kam 8- 10 ghante padu

  77. सर जीवन का प्रथम कर्तव्य क्या है? माता पिता की सेवा या पढ़ाई करना?
    मैं पढ़ने के लिए केवल अकेला ही रहना चाहता हूं।
    लेकिन पढ़ने के तुरंत बाद घर वालों के साथ।
    अर्थात छुपकर पड़ना चाहता हूं। लेकिन घर वाले पता लगा लेंगे कि कहां है और फ़िर आपस में बात करते हैं मेरे बारे में ।
    यदि कोई भी मेरे बारे में बात करे मुझे पसंद नहीं है। आप कृपया ध्यान दें और मुझे पढ़ने का उपाय बताएं।

    • Vinay.. ajib ho yaar.
      Sabhi bachhe chahte hai ki jyada se jyada time family ke sath rahe. ( aap dur bhagana chahte hai ? )
      Aur parents ka bhi sapana hota hai ki Bachho ke sath jivan gujare. use Aage badhate huye dekhe.
      aur Apane bare me baat kare to Problem kya hai? koi bhi parents apane bachho ki galat baten to nahi karte.
      Agar Aapko koi Problem hai to khud koi Decision na le. apane parents se aapka Problem bataye.

      • VINAY KUMAR

        यदि मैं अपने घर वालों से कुछ पूछता हूं तो वो मुझे ताने मारते हैं और केवल कुछ समय के लिए नहीं बल्कि अधिक समय तक। और कहते हैं कि तेरे से ये नहीं आता…
        हम क्यों बताएं…
        और ऐसी बातें करते है जिन बातों से मुझे गुस्सा आता है।
        कृपया कुछ तो बताओ सर…

        PLEASE SOLVE MY PROBLEM.

    • What ? yahan to sab kam padhai wale log aate hai. aap tp bahut padhai kar rahe hai. Achchha hai.
      ( apani sehat ka khayal rakha na. )

  78. sir im totally distrace in my life so i do not what im doing… and my final exam is coming soon but …..plzzzz help me sir really need your help

  79. Jhalak Saxena

    This time m 23 years old..
    I cant imagine my life without a gov job i wanna study 12-15 hours / day. ….
    Kuch din study hui itni …but now i dont know why dar lagne laga hai bahut ki agr kahi selection nhi hua to yhi dar mere 12hours k study ko 2 hours per lw aaya ab to man bhi nhi lgta study m but tentiom bahut rehti hai ki ye mere saath ho kya raha hai….
    Kya karu mai .???
    Plz help me

    • Aapke dimag me 12 ghante study karne ka vichar kab aur kaise aaya ise yaad karo. isake baad kya hua tha ye sab bhul jao.
      bhagvan ne bhi kaha hai ki karm ka fal jarur milta hai.
      aap bahut umada soch rakhte hai. aapke vicharo se lagata hai aap ek din jarur kamyaab ho jayenge.
      lekin isake liye aatma visvas chahiye. Aaj se nahi abhi se full time study karne lag jao.
      kamyaabi aapke pair chhu lengi. ( ye mere wada hai ) best of luck…!!

  80. kishan sahu ji

    sir mujhe padhaai karne me bilkul man nahi lagta kya karu

    padhne baythta hu toa dhiyan dushri tarfh jata hai

  81. Virendra ware

    Bord exam me likhne ka tarika bord exam me kya kare / na kare , kya padhe / na padhe ?

  82. Sujata sekhawat

    hi sir mai apne school me best atudent thi now i am pharmacy student in GGU .yha colege me apni achhi emage nhi bna pa rhi hu aur pdhai bhi nhi kr pa rhi hu mujhe phle jaisa best student bnna h ami kya kru sir kuch btaiye

    • 1. pahle best student thi to ab kya ho gaya ? ( khud Isaka answer soche. )
      2. Aapka dhyan kahi aur to nahi batak gaya hai ? ( ye bhi soche )
      3. agar padhai me man nahi lag raha hai to is article ko pure man se do bar padhe.
      4. Kuchh Apane career aur Life ke bare me soche.
      5. time management karke padhai kare.

  83. Vishal

    Padhne ka man karta he but nahi kar pata and only one month are remaining for my 12th bord exam plz help me…

    • Matlab Aapne Pure Sal Padhai Nahi ki hai aur Ab Exam Najdik Hai to chinta ho raha hai. but No Problem Abhi bhi aapake pas Time Hai.
      1 Month me Board Exam ki Taiyari Kaise Kare : click Here

  84. narendra

    Hello Sir man per control nahi kar pa raha hu
    Hamesa kuch hi ho jata hai
    Please. Bataiye mai kya karu

    • Shayad Aapka Laxya Kya hai wo aapne kabhi nahi socha hai. islie Aap sirf Disha se bhatke hai. Aap Is Article ko Padh Lijiye : kuchh solution jarur Milega.

    • padhai ke liye sochana bhi koi buri bat nahi hai…
      problem ye hai ki aapka Time management sahi nahi hai. ek timetable bana le… aur ise follow karne ka prayas kare.

    • kyuki aapke dimag me koi aur vichar aa gaya hai. ise Nikal digiye. kisi 1 subject ya topic me jyada interest hone ki vajah se aisa rahata hai.
      Aap apane study par focus karne ka prayas kare.

  85. Manisha

    Padhi karna start kar ke baad 5 se 10 minute padhti ho uske baad aaisa lagta h ki isko baad lagta h isko baad me kar lu gi kio dusra subject padhlati hu us wajhe se kuch nahi padh pati iska koyi uppay bataye

    • isaka matlab hai ki aapko kuchh subject me interest nahi hai.
      isliye padhai me man nahi lag raha hai.
      aapko jis subject me interest ho usi se shuruaat kare. dailt time badhate jaye. jab padhai karne ki bahut ichcha ho jisame man nahi lag raha hai isaki padhai kare.
      shayad aapne is article ko pura nahi padha hai. fir se padha le.

  86. Sonu

    Padhne bathe h toh mann me vichar aa te h aare nahi woh padlu dusra padhti hu toh dubara aisa lagta h
    Jiski wahje se kuch nahi padhati iska koyi upay

  87. kajal singh

    nice solutions Thank you sir me aaj se hi follow karungi i will try my best.
    But sir mere pas ab only two months hi h uske bad meri final year ki final exam h mujhe dar lg rha h ke etne kam time me meri study ko kaise pura kar paungi or man ko padhai me lga paungi please help me sir .

  88. Himanshu

    Sir kuch nakaratmak vichar Dimagh me apna Ghar Kar Lete h use kaise control kare

    • nakaratmak vichar kyu ate hai , kaise aate hai. isaki list taiyar kar le.
      baad me sabhi point to point ise khud solve karne ka prayas kare.
      kuchh hi din me problem solve ho jayegi.

  89. Chetan sharma

    Sir mai 12 class mai पड़ता hu or exiem yane vale h or mera man nhi lag rha h

  90. Pooja

    Mei kuch din ke liye jab koi mujhe aise motivational batey bolta hai to motivate ho jati hu but fir whi……please hamesha focused kese rahey ye bataye

    • Yes, Yahi Hota Hai. sabhi ke sath. par mai aapko advice deta hu ki daily subah me kahi se bhi Motivational bate sune ya padhe. aapke study room me bhi Motivational photos, images aur Quotas lagaye.
      jab bhi aap ka dhyan kahi batak jaye to in article ko fir se padhe.

  91. rb

    sir pdne bethta hu to kuch glt thought aane lgte h or thode time bad pta nhi konsi duniya me kho Jata hu..pdna chahta hu pr pd rha hu fir bhi glt bate lgatar mind me aane ki kosis kr rhi hoti h…free time me esa hi hota h.. plz help me

    • aap akele mat padhai kare, sath me apane friends, brother ko bhi rakhe.
      galat thought aane ki vajah bhi aapko pata hai. to ise khud dur karne ka prayas kare.

  92. sumant yadav

    Sir pdne ka bhut man krta hai but study nhi kr pa rha hu kya kru sur mera 12th ka exam h feb m

  93. Jitender Kumar

    Sir jab mai padhne ke liye bathta hu to mere man me bahut hi confidece hota hai par jab mujhe padhate padhate 2-3 ho jate hai to mera padhai me man nahi lagta hai sir btaiye mai kya kroo.

    • kisi ek hi subject ko bar bar padhane se aisa hota hai. aapko badhiya study time table banane ki jarurt hai. jab kisi ek subject se padhai me man na lage to dusara subject le.

  94. Sir, mera nam monu sharma h …aur bank ki taiyari kar rha hu…..lekin sir mera padai me dhyan kendrit nhi hota …..yaha tak ki jab jab me exam de rha hota hu us samay v alag alag vichar aate h dimag me dhayan na lagne ke karan exam khrab jati h me.. kya karu sir …jo questions aate h vo v galat kar deta hu exam ….sirf v sirf dhayan nahi lagne ke karan……..please sir kuachh upaya bataye…….me bahot pareshan hu sir apne aap se….

    • Pahle to ye Focus Kare Ki Jab Aapka Man Padhai Me Nahi Lagata hai tab kya Sochata hai. Khud se Sawal Kare Ki Kyu sochata hai ? Isase kya Fayda Hoga? Ek Bar Jahan Aapka man Lag Raha hai Is Kam Ko Pura Kar le. Bad me Padhai me Man Lagaye. Is Article Ko Padhe. Isame Batayi Tips ko Follow kare.

  95. Satyavan singh

    Hello…Sir , mai abhi 11th class m hoo u.p board se…Aur aakash itutor se iit jee ki prepration karta ho..Sir mai apne life m kuch bda karna chahta hoo par mai padai pe apna pura focus nahi kara pata hoo mujhe lagbhag 12 gante padana hai so mai kya karoo sir pls help me …..Pls sir I am very stressed….

  96. Sk

    Sir mera mn padna chahta hai.
    Lekin bahut koshis karta hun.
    Par pad nhi pata.

  97. jb

    Sir maine basic badhia se nhi padha . Ab mai air force ki taiyari kar raha hu . Maera man nhi lag rha hai . Kya karu

    • Agar Aap Shuruaat Me Kisi Courses Me Jate Hai Tab Aisa Fill Hota Hai. Par is Article Me Bataye Tarike Ko Follow Kare. Padhai Me Man Lag Jayega.

  98. Shashi

    Padhai mein man lagta hai lekin sst aur chemistry jaise subject ko padne mein mujhe boring feel hota hai

    • boring feel hona matlab aapko Is Subject ko padhne me man nahi lag raha hai. aap is Subject ka khud analysis kare ki problem kya ho rahi hai. vaise sst aur chemistry jaise subject hard hote hai. Isake liye aapko Jyada Focus karna Padega. kuchh din isi subject par jyada padhai kare, apane aap interesting lagega.

  99. kamlesh

    Sir mai 11th bio grup me padh raha hu mai aapke biology se related sare article padhta hu sir mujhe batane ki kripa kre ki mbbs,bhms aadi me fees kitni hoto hai aur chhattisgrh me medicle collage ke bare me bataye
    Thank you

  100. MD Meraj Quraishi

    Sir.
    Mere ko mechanical engineering karna hai to me kya kru.. …
    Sir..
    Mechanical engineering do prakar ke hote hai
    (1)= junior mechanical engineering
    (2)= senior mechanical engineering
    To btaiiiye konsa aacha hai
    Sir plz.. Reply me..
    I’m waiting for your reply

  101. Dhruv

    bhai abhi Me 10th std. me hu mene 9th me 72% laye the. muje Best ETHICAL HACKER ( WHITE HAT HACKER ) ban na hai to me 10th ke baad kya kru? Me Gujarat State se hu. Or ye bhi batao ki hacker ke lie Muje 10th me kitne percentage lane padenge ?? . or 10th ke baad me kya karu? vo bhi batana..Or mujr aalas Bahut aati hai padhne me to usko dur kaise kru?? pls reply me…… or online study ke liye konsi website best hai??
    i need ur help sir…in sare ques. ka ans dene ke lie Advancr me dhanyawad..

    • 1. Shivani Ji, aap ne Goal Set Kar liya Hai to Jab Bhi Padhai kare Isake pahle 2 Minuts Apane Goal Ke bare Me soche, fir Padhai kare.
      2. Aapko Kis type Ka Content Yaad Nahi Rahata Hai Ye Pata kare aur Isake liye Special Time Set kare.
      3. Jis Content Ko Yaad rakhne me Mushil Ho rahi Hai Isake Short Note Banake revisin karte Rahe.
      4. yoga aur Morning Me Padhai Aapko concentrate karne Me help Karega.

  102. Superb blog! Do you have any hints for aspiring writers?
    I’m planning to start my own website soon but I’m a little lost on everything.

    Would you advise starting with a free platform like WordPress or go for a paid option? There are so
    many options out there that I’m totally confused .. Any tips?

    Thanks a lot!

  103. Ankit

    hello sir mera name ankit
    mene 10th kar liya and ab iti kar raha hoo. Mughe kanha job mil sakti HAI. TELL ME NOW SIR. Thank you

    • Aapko 12th Pass kar lena Chahiye Tha. Abhi bhi aapka Man Padhai Me Lag Raha hai to ap 12th Pass kar sakte Hai. ITI ke Bad Aap Private job Kar sakte Hai Ya fir Kisi Companys me Job Mil sakata hai.

    • Padhai Me Man lagaye. Jyada se Jyada Home work kare. Jo bhi Padhte hai revision karte Rahe. Is Website ki Visit karte rahe apko Best Tips Milegi.

Leave a Reply