Android Mobile Se Deleted Files Photos Recover Kaise kare

How To Recover Deleted Files – photos for Android Mobile ? in Hindi Information. India Me jyadatar Log Android Smartphone Use karte Hai. Mobile Phone Call Karne Ke Alava computer jaisa kam karta hai, aur Ham karte Bhi hai. kai bar Android Mobile Se apane document , Personal Files, Family Photos, Images Galti se Delete Ho jatai Hai. ham Pareshan ho jate hai. is Deleted File , Photos ko vapas kaise kaise laye. delete Memory card data ko recovery kaise kare ? kya ham lost Data Ko Back – Recover kar Sakte Hai ? javab Hai ” YES ” ham Android Mobile Recovery Software Se Free Me ye kam kar sakte Hai. Aap Is Free Software ko Computer me Download and Install Karke Easy Step Follow Karke deleted Files Photos Recover Kar sakte Hai.

Aajkal Smartphone se Photos Lena tread ban Gaya Hai. ham Life Ki Yaaden ko Images Me Sanjoye rakhte Hai. hamare family photos, Office Document, important Files, Address – Password ye sab Android Mobile Me Hi rahata hai. Agar hamari Koi Galati se Ye sab Delete Ho jaye To ?? kuchh time ke liye ham depression me aa jate hai. lekin aap PC recovery software ( TunesBroDiskLab for Android ) se deleted files photos recover kar sate hai. ye best free Software hai. aapko ise Computer me use karna padega.

Kya ham Android Phone se Deleted Files recover kar sakte hai ?

jab Android smartphone se files delete ho jaye to kai user ye saval karte hai. javab hai ” yes ” Android Mobile Se aapki Aankho ke samane Files Delete Ho jati hai but vastav me ye files delete nahi hoti. ye files phone memory ( external internal memory ) me kai na kahi maujud rahti hai. isake liye kai free Recovery software aur tools hai jo deleted files photos recover karne me capable hai. free program download karke Samsung Galaxy, Google Nexus, LG, Sony, HTC, Motorola, Huawei, OnePlus, AUSU and ZTE mobile se bhi file recover ho sakta hai.

Deleted Files photos Recover for Android Mobile

Step : 1

Sabse pahle apane computer me TunesBro DiskLab for Android Software free Download kare.

  • Download Ho jane ke Bad Install Kare.
  • Binary File size : (3.2 MB)

Step : 2

TunesBro DiskLab for Android Software run – open kare.
Isame Sabse pahle Aapko 3 step Dikhai denge.

1. connect phone to PC
2.  Identify your device
3. ready to scan

deleted files photos recover .

  • Aapko In 3 Step Ko follow karna hai.

Step : 3

ab Aapke Smartphone ko Pc se Connect karna hai. Isake Liye Aap Data Cable USB Ka Use kare. USB se apane Mobile ko Computer se Connect kare.

Note :  In order to fully retrieve the deleted files, you need to turn on USB debugging and root the phone. Or the data – deleted files photos recover process can’t be done properly.

Useful Article :

Agar Mobile connect nahi hota hai to ye step follow kare :

how to Allow for USB Debugging ?

  • For Android 2.3 or earlier: Enter “Settings”> “Applications”> “Development” > “USB debugging”.
  • For Android 3.0 – 4.1: Go to “Settings” > “Developer options” > “USB debugging”.
  • For Android 4.2 or newer: Hit “Settings” > “About phone”. Tab “Build number” for 7 times till the dialogue box “You are under developer mode” occurs. Then go back to “Settings” > “Developer options” > “USB Debugging”.

Step : 4

jaise aap Android Mobile Ko computer se connect karenge ye software android device ko automatically. Identify karega. aur aapko start scene ka Option dikhai dega.

files recovery free software

Step : 5

  • ab Aapko Start scene ke Button pe click karna hai. aapka Android Phone scene hona shuru ho jayega.
  • Aapke Smartphone ki sabhi Files  ( with deleted files photos recover ) Scene hone lagegi. is Procces me 5 – 10 minutes ka Time lag sakta Hai.

Also read :

Step : 6

recover your deleted file

  • ab aapko android phone ki sabhi files different categories me dikhai degi.
  • aap left sidebar se bhi files ko open – Preview kar sakte hai.
  • ab aap jo bhi deleted files photos recover karna chahte hai. ise select kare.
  • recovery Files ko select karle aur last me recover Botton pe click kare.
  • deleted files photos recover ho ke aapke computer me save ho jayegi.
  • bad me aap USB cable se in files ko android mobile ya Pen drive me transfer kar le.

Extra Inning :

Is tarah Aap TunesBro DiskLab for Android software se android phone se deleted files photos recover kar sakte hai. ye software free aur premium version me hai. app Free trial version use kare ya fir daily istemal karne ke liye paise deke bhi Buy kar sakte hai. TunesBro DiskLab for Android software program windows aur Supported OS: Android 2.0 – 6.0 and Windows 10/8/7/Vista/XP me Use kiya Jata Hai.

aapko ” Deleted Files photos recover karne ki tricks kaisi Lagi jarur Bataye. jab aap is software ko use kare aur koi Problem aaye to comment me jarur Bataye.

Daily Updates Ke lye ” HindiHelpGuru ” FB Page Like kare.

22 Comments

  1. Nelsan barla

    Sir mobile me ek photos file par password lagye the par file ko hi galti se deleted kar diye or koi photos nhi show kar rha hai , sir recover kaise kare kuch bataye !

  2. Vikiash

    Sir mere pass samsung galaxy j2 phone h isko Maine reset Kar diya ab photo recover Kaiser hongi

  3. Sahzad

    Sir maine kuch pic aur video android file me rakha tha ek sal tak kuch nahi hua ab pata nahi kaha chala Gaya please help me bahut jaruri hai

  4. vikas sahu

    sir mai apni sabhi pic ko hide kiya tha apps se par password bhul jane ki vajah se show nahi ho raha hai mai kya karu phir se apni pic ko dekhane ke liye… pls help me

  5. दिलीप वर्मा

    सर मेरा मोबाइल लेनोवे का है मैं उसके अंदर कोई भी वीडियो डाउनलोड करता हु और और डाउनलोड होने के बाद उसको मेमोरी कार्ड मैं मूव करता हु मूव तो हो जाता है लेकिन वो थोड़ी देर बाद वो वीडियो डिलीट हो जाता या गायब हो जाता सर मैं क्या करू

    • Memory Card Ko Phone Se Nikal Ke Ek Bar Sabhi Folder Ka Backup Computer ya Dusare SD Card Me Le Lijiye. Bad Me Fir Se jaruri Files And Folder Add Kar Dijiye. Shayad Koi Hiden Folder Aapke Card Me Hai.

Leave a Reply