Citibank Net Banking Activation Kaise Kare ?

Ab Sabhi Banks Aapko Online Banking ki services Provide kar rahi hai. Net Banking – Online Banking se Aap wo Sabhi kam Kar Sakte hai jo aap Bank me Jake bhi nahi kar Sakte. har koi Chahta Hai Ki mai Online Banking Ka Use Karu. Hindihelpguru Aapko Is Article me Citibank Net banking Activation karne ke bare me Step by Step Jankari Provide ki gayi hai.

Sabhi Bank ki tarah hi Citibank bhi Apane Customer ko Online banking services de raha Hai. wo bhi Full Security ke Sath. Agar aap chahte hai ki Citibank me Online banking – net banking kaise use kare ? net banking Ke liye apana account kaise create kare ? Net Banking ka User Id aur password kaise generate kare ? ye sab aapko Citibank Net Banking Activation me bataya Jayega.

Citibank Net Banking Activation Step

Sabhi bank online net banking features ki tarah hi Citibank bhi Net banking De raha Hai. Citibank

Citibank bhi ek trusted  hai. ye ek International bank hai jo Citigroup company se related hai. is Bank

is Bank ne apna bank 160 countries me open kiya hai. ye

ye aapko Citibank Net Banking Activation insurance, credit cards and investment products bhi offer deta hai. is Citibank ka online services

is Citibank ka online services bhi bahut successful hai, jis wajah se ismye 15 million users connected hai.

How To Activate Citibank Net Banking ?

Citibank Net Banking Activation ke Liye Aap In sabhi Step Ko Follow kare.

Step : 1 :

Net Banking Ke Liye Aapka Citibank Me Account Hona Jaruri hai.

Sabse pahle Citibank ke kisi nazdiki branch me jaye. Apne jarurat ke hisab se account open kare. ( Saving, currents, credit account ) Aap chahe to online account bhi open kar sakte hai.

Step : 2 :

Jab Aapka Citibank Me Account Open Ho jaye tab Bank apko account number and iPIN dega.

Step : 3 :

  • Jab citibank ka website open hoga. Tab left side me apko ‘Select A Country’ ka option dikhega.
  • Jis country se aap belong karte hai select kare.

Note : agar aap Direct india ki website ko open karte hai to aapko Country Select nahi Karni Padegi.

  • Ab Log In Now Ka Option Aapko Milega. ise click kare.

Step : 4 :

Ek new page open hoga jisme ‘New! User ID based Login’ and ‘First time user? Register’ option hai. ‘First-time user? Register’ option select kare.

Citibank Net Banking Activation
Step : 5 :

Ab Yaha Aapko Citibank Net Banking Activation ke id aur Ipin ke liye kuchh Step Follow karne hai. agar aap User id aur Ipin Pana Chahte hai.

citibank user id aur Ipin

1. select Account type
2. Account Information
3. choose User Id
4. choose ipin
is tarah Aap User Id Aur Ipin pa Sakte hai.

Step : 6 :

Yaha Mila hua IPIN enter kare. Apko ek user iD and password milega.

Also Read : SBI Debit Card – ATM Pin change Kaise kare ?

Step : 7 :

  • Ab Aap Fir se Citibank Website ko open kare.
  • Phir Login to Citibank Online par jaye.
  • mila hua User Id aur Password Add kare.
  • Citibank Net Banking Activation ho jayega.
  • Aap Citibank Net Banking Me log in Ho Jayenge.

Extra Einning :

is tarah aap citinbank online banking ki services ka istemal kar sakte hai. apana Account registation karke User Id Aur Password Pake Citibank Net Banking Activation kar Sakte hai.

  • Aapko Article Kaisa Laga. Jarur Bataye.
  • Koi Saval Ya Problem Hai to Comment me Bataye.
  • Online Banking Information Ko Share kare. hamare Facebook Page Ko Like Kare.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply