how to activate icici mobile banking in hindi ? icici mobile banking registration process imobile Ki jankari Aapko Yahan Di gayi hai. Ham cashless Hone ja rahe hai to UPI App se Mobile Banking Karna easy aut Safe hai. Aap ICICI Ka imobile Application Use karke Online banking Kar Sakte hai. Paise Transfer karna, Bill Paymet, Bank Account Balance Check, Recharge, ticket Booking… Iaise kai kam Aap Ghar baithe kar Sakte hai. ICICI Mobile banking Activate aur Use karne ke bare Me Hindi jankari Padh Le.
Aapko bata de Ki ICICI ne Imobile App Me kai New updates ki hai. Kai aur New Future Bhi available huye hai. aapko In New App Me ICICI Mobile banking Activate karne ka Tarika Bata Rahe Hai.
India Ki sabhi banks UPI Banking Se Judi hai. aur Sabhi bank Apane Customer Ko Mobile Banking Ki service Deti hai. taki aap asani se Android app Ke jariye Bank se connect ho sake. Hamne pahle Bhi SBI Freedom Mobile banking aur HDFC Mobile Banking ki jankari De Di hai. Aaj HindiHelpGuru Aapko Icici Mobile banking Activate aur Registration Process De raha hai.
how to activate icici mobile banking in Hindi
- Download Imobile App
- Default SMS SIM Setting
- Activate Now
- Select Login option
- Login Imobile App
- Debit card Authenticate
- Use ICICI imobile Future
Ab In Sabi Prossec Ko Step By Step Follow Kare.
1. Download imobile App
sabse pahle aapko Google play Store me jake Icici bank ki imobile app Download karni hai.
Download Ho jane ke bad install Bhi Kar le.
2. Default SMS SIM Setting
Jab aap ICICI Mobile activate prosses karte hai tab automatically 1 SMS Send hota hai. aur Wo SMS Aapke ICICI Bank Account Se register Mobile number Se Sent Hona Chahiye. Isliye Default SMS ke Liye SIM Settings kar Le.
- Smartphone ki “Settings” me jaye.
- SIM Card ya fir DualSIM Option Pe tap kare.
- SIM Card or DualSIM settings se aapko Messaging (SMS message) Option pe tap karna hai.
- ab Jis SIM Pe Internet Banking ya Mobile Banking Suvidha activate hai select kare.
Note : Yadi Aap Android 6.0 Marshmallow or Android 7.0 nougat smartphone ya fir aapke pas Samsung ka Android Phone hai to aap Settings me jake More Connection settings pe tap kare. aur fir Sim Card Manager meText Messages option ko tap kare. aur fir ICICI bank Me registered SIM Card ko Select kare.
Ye Bhi Padhe : Citibank Net Banking Activation Kaise Kare ?
3. Activate Now
Default SMS Settings karne ke bad ICICI Mobile Banking Activate karna hai.
- Sabse pahle ICICI IMobile App open kare.
- Activate Now button pe tap kare.
- ab iMobile app aapke register mobile Number pe SMS Send karega Aur Aapka SMS charge ke Liye Kuchh Balance Cut gaya Hoga.
4. Select Log in Option
Icici Mobile banking app me log In karne ke liye Aapko Puchha Jayega. yahan Aapko 2 option milte hai.
Useful : CBI Internet Banking Se Paise Transfer Kaise Kare
1. login with PIN Password ( i want to use 4 digit login pin)
2. login with user ID ( i want to use existing Internet banking User Id )
Note : Agar aap 1st Option Select karte hai to aapko sirf 4 digit PIn enter karna padega. aur 2nd option me Aap pahle se Online Banking – Net banking Use kar rahe hai to isaka User Id Add karna hai. 2nd option ke aapko login karne me bar bar login ID – Password enter karna Padega. isaliye 1st option hi select kare.
- login with PIN Password ( i want to use 4 digit login pin) pe tap kare.
- 4 digit Pin Dono Box me ( 2 time ) enter kare.
- Submit pe click kare.
- ab aapko dusare page me aapka Mobile number verification ka Message Dikhai dega.
- OK Pe Click kare.
- Also read ; How to Activate HDFC Mobile Banking In Hindi
5. Login Imobile App
- ab Aapko iMobile Login Screen Dekhi degi. Isame Login Pin enter karna hai.
- 4digit login PIN enter kare.
- automatecly ICICI Mobile Bankig App logged in ho jayegi.
6. Debit card Authenticate
New Screen Me Aapko ICICI Mobile banking Activate Ke liye ATM – Debit Authenticate karna Hai.
ICICI bank Account Debit – ATM card ke Pichhe Diye 2-2 digit code Box me Enter karna hai.
- code ko sahi tarah dekhkar – samaj kar enter kare.
- Debit Card Code Ko Enter karne ke bad Activate button pe click – tap kare.
- Activation Don ! Notification Aayega.
- Ok pe Click kare.
Activate ICICI Mobile banking Videos :
yahan Aapko jyada jankari Ke Liye Kuchh Simple Screen Shot Videos Diya hai wo Aapki help karega.
Use ICICI imobile Future
Aapka ICICI mobile Banking Activate Ho gaya hai. ab aapko IMobile App Ka Home Page Dikhai Dega. Isame Aap Ko Mobile banking Se Sabhi Future mil jayenge. Ise Aap Istemal kar Sakte hai.
Security Tips : Net Banking Safety kaise Rakhe ? 10 Security Tips Hindi
ICICI App iMobile Se Kya Kar Sakte hai
Agar apne ICICI Mobile banking Activate Kar liya Hai to Isaka Isatemal Kaise kare ? How To Use imobile App ? yahan Aapko ICICI mobile App Se Sabhi Future Diye hai.
Future Of imobile App
- Pay and collect money
- Check your bank balance
- passbook statement
- Transfer funds
- ICICI Bank’s Cardless Cash facility
- mobile recharge or fund transfer
- Track your deliverables
- Open FD – Open FDs, RDs or iWish deposits
- Get personalized offers on your mobile
- Access and manage Life Insurance policies
- order a cheque book
- stop or check status of your cheque
Extra Inning ;
Aapko Ye Article jarur Pasand ayega. Dusaro Ko Bhi Share kare.
HindihelpGuru Facebook Page Like kare.
ICICI Mobile Banking Activate Ke related Koi Saval hai To Comment Me jarur Bataye.
Yadi debit card kho gaya Ho Tab kya kare
Yahan Padhe : ATM card Kho jaye to ?
Mera account open ni ho rha h isme
Jab me 4 digit laga ke open karta hu to 3 option aate h.
1-saving account
2-loan account
3 credit cards
Inke alawa koi option hi nhi aata
Kya karu me…?
seving account select kare.
Icici bank me mera koi account nahi hai par maine icici bank se home lone Liya hai mai jab ye app activation karne jata hu to last me debit card ke piche ke 6 digits mangta hai mere na debit card hai na credit card hai mai activate kaise karu
ICICI Bank Me Account Hona Jaruri Hai. Aapne Loan Liya hai To Isaka Account Hoga par ye Nahi chalega.
hum dusri country me hai to kaise istemal kare registered number to wahan network nahi ayega please help me
Contact For Bank Email Address And Postel Address.
I want little help from you, i have a NRI ICICI account and I’m using imobile app since 2015 but now i can’t add payee on it, can you please help me for this problem, if you can then email me on [email protected]
And one more thing now I’m in india and my all account papers in Canada, so i can’t login on website.
Thank you
Many new policies have come up in the other country accounts.
You will have to follow the bank policy to transfer and accept money abroad.
Go to your nearest bank branch. Here you will be given a form. There will be no problem after filing it.