Government of India ke Prime Minister PM Modiji Ne jab Se Note bandhi ka Decision liya hai. Cashless Ki dishame apane kadam badhaye hai tab se online shopping aur Online Banking , Money transfer ka usage Badha Hai. Paytm Bhi Cesh Less ke Liye Badhiya jariya Hai. Paytm Account – id Kaise banaye Ye Aapko Is Article Me bataya gaya hai.
Paytm Me naye User Add Ho rahe hai. New Account banae ke Bare me yahan Tarika – help di gayi Hai. New User Ke Liye create new Paytm account registration ki Jakari Hindi me batayi gayi hai.
Paytm Kya Hai ?
Paytm india ki Online recharge aur Shopping ki private company – website hai. 2010 me Is website Ki shuruat huyi thi tab only mobile recharge ke liye work karti thi but Jaise Jaise Time Badhta gaya aaj Paytm bahot Sare Future Pe Kam Kar rahi hai.
Paytm Se Aap Kya kar Sakte hai ?
- Apane Bank Account Se Paytm wallet me paise transfer kar Sakte Hai.
- Paytm wallet Ke paiso se Online Mobile recharge kar Sakte Hai.
- kisi mobile number ya bank account me paise add kar Sakte hai.
- Online Shopping Kar sakte hai.
- Paytm Promo code ka Use karke caseback pa Sakte Hai.
- Online Bill payment Kar Sakte hai.
- DTH recharge, Online ticket Booking kar sakte hai.
- In sab Future ka use Karne Ke Liye aapko Paytm Account Banana Padega.
how to create paytm account ?
Step By Step Guide paytm Account Kaise Banaye . Hindi Me Jankari.
- Paytm Website pe ” Login/Sign Up ” Pe click kare.
- Popup windows Me Sign Up Option Pe Click Kare.
- Mobile Number aur Email Address Add kare.
- Paytm Account Password add kare.
- ” I hereby certify that I am 18 years of age ” me tick kare.
- ” Create your Paytm Wallet ” par click kare.
- Aapke Mobile Number Pe OTP aayega.
- OTP aur apana Name Add kare.
- Create your Paytm Wallet Pe Click Kare.
- Aapka Paytm Account Ban gaya Hai.
Paytm Account Ban jane Ke bad Aapko Paytm Wallet me paise add karne Padenge. Apane bank Account Se Money paytm wallet me add karne Ka Tarika Padhe :
Paytm App Mobile Me Paytm Account Kiase Banaye ?
India Me Jyadatar use Mobile Ka Use Karte hai to isake liye Bhi Google Play Store Me Paytm Android Application Available Hai.
- Sabse pahle Aapko Pytm App Downoad – install Karni hai.
- Isake bad Upar bataye Step Ko Follow Karne Hai.
Ye Jarur Padhe :
- Net Banking Safety kaise Rakhe ? 10 Security Tips Hindi
- Voter Id Card Online Name Address change Kaise Kare
- CBI Internet Banking Se Paise Transfer Kaise Kare
Paytm Login Problem Aa raha hai ?
kai Bar user Paytm Account Login nahi Kar pate Hai. To Is problem Ke Solution Ke liye Email Me Dekhe. Login problem Ki Vajah User Kis Mobile Number Se Paytm Id Banayi hai wo ya Fir Password Bhul jate Hai. Login Aap Mobile Number aur Email Se Bhi Kar Sakte Hai.
Paytm Account Password Bhul jane Pe kya Kare ?
Kai bar User Paytm Account Ka Password Bhul jate Hai. tab New paytm password generate karna Padta hai. Pytm Password reset – change Karne Ke Liye ye step Follow kare:
Generate – Reset New Paytm Password :
- Trouble Login pe Click kare.
- I forgot my password pe click kare.
- apka Mobile Number ya Email Address enter kare.
- Aapko Mobile Number ya Email Pe OTP Milega.
- OTP add karke Reset Password pe click kare.
- New Password enter Kare.
Extra Inning :
Is tarah Aap Simple Tarike Se Paytm Account Create kar Sakte Hai. Ek bar Account Ban jane ke bad aap SabKuchh kar Sakte hai jo Patm Future me hai.
Aap ye Article Share karke Dusare logo Ki help Kar Sakte hai.
Paytm Account Se related Koi Saval hai to Comment me bataye.
Hindihelpguru facebook Page Like kare.
Sir Maine 2 din pehle paytm acc bnaya h or mere paytm acc mai Bal bhi Hai but mai kisi bhi acc mai transfer nhi kr paa rha hu …ek galati mujhse hui h Jo Maine account credit time Gmail dala Tha us gamil ko Maine open nhi Kiya or ab 78 hours ho chuke ab usko open kr rha hu to expired verification code show ho rha h m Kya kru plz help me
aapko paytm account se fir se verification ode milega. bank me transfer kqarne ke liye aapke account ka kyc karna jaruri hota hai.
Hi sir mere paytm acaunt ka password bhul gya hu…aur forgot password karne par error bta RHA hai
(To reset your password, please call the following number from your registered number and press 1
0120-3888388)
esa likha AA RHA he call bhi nhi ja RHA he
Shayad Aap Apane Paytm Account me Diya Number Bhul Gaye Hai. agar aapane Email se password Reset kare. Is Number Se Call Kare. try karte Rahe call ho Payegi. but Jis Number Par Paytm Hai Isase hi Call Kare. bad Me 1 Press karna Hai.
paytm account bnaya ho bt apka bank account na ho
toh koi agr paytm mein apne paytm wallet se paise transfer kare toh kya paytm chl skta hai?
Paytm Se Paise Transfer Karne Ke Liye dono ka Paytm Account Hona Chahiye.
Sir paytm account kholne ke baad kisi ke bank account me paise kaise bhejte hain
pay Ka Option Diya Hai. aap isake Mobile Number Par paise Bhej Sakate Hai. agar vo Paytm Use Karta Hai to. Ya Fir Paytm Bank Account hona chahiye.
Sir kya paytm ko use krna safe rehta hai
yes, 100% safe hai, Agar Ham Khud Koi Galati Na Kare.
Security Ke Liye Ye Padhe : Online transaction Security
Sir
Mai apna debit card paytm pe kaise jodu
debit card ko paytm se jodana nahi hai. aap apane wallet me paise add karo. jud jayega. ye Padhe : how to add ATM in Paytm Wallet?
Paile usePurane namber paytm kai se chalukare
Agar Aapke Pas Paytm Me Use Kiya Mobile Number Nahi Hai to Aap Paytm Use nahi Kar sakte.
Reset password nhi ho rha he kya kre
shayad app User Name Aur Password Bhul Gaye Hai. aapne jo email address add kiya hai isme Mail check kare.
Sir mujhe paytm account kholne me dikkat aa raha hai problem ye hai ki pAssword jub dalta hu to
ye likh jata hai- password should be 5-15 lenght,at least /1 alphabeat
jabhi mai apna password dalne me nakamyab hu so plz bata dijiye
Aap Dusara Password Use Kare jisame number – word mix ho . Example : Aman#pn@99t
pahle mere 700 rs cut hua bad m request ki to fir 42000 rs or cut hua m pay tm pr case krna chahata hu kaise kru
Aap Paytm pe bad me case kare. pahle paytm bataye ki ye problem hui hai. ticket kare. aapko 2-3 din me javab mil jayega. aap bank me jaye aur ye Problem bataye. 99.99% aapke cut ( debit ) gaye paise vapas mil jayenge. 7 to 15 din lag sakte hai.
Mera Account open nhi ho rha hai kya kr
Aap Login Details galat Dal rahe honge. Aapka Paytm Me Use kiya Mobile number, password Aur Email Check kare. fir se password generate kare.
sir my old Paytm no; videocon compny ka tha .or haryana me videocon ke no; band ho chuke hai .me apna Paytm Account no: kese change karu .
Paytm Mobile Number Change karne Ka tarika follow step
1. paytm login kare.
2.View Profile’ option me jaye.
3.Edit Profile ( Name Ke samane ) pe click kare.
4.Mobile Number Pe tap kare.
5. Add New Mobile number.
6. save kare.
7. New mobile No. Pe OTP sent kare.
8. Otp Add kare.
9. ab Mobile Number Verify Ho jayega.
Sir mene net recharge krna h ek apne no. Pe to kese kru. Paytm se
ye Padhe : Paytm Se Data Recharge Kaise Kare ?
bhaiyo mene 1sim par 2account bna liya h aab 1account open nhi ho RHA h plz my help
Aap 1 Account ko Delet Kardo. Security ke liye.
Patym new account banane ke liye asan tarika btaye
Aapko article padhna Chahiye. Paytm Account banane ka sabse asan tarika Bataya hai.
Sir email address bhul gayi hai uska posword bhe bhul gaye hai sir pytm nhe shinup ho rha hai
Aap forgot password option me jake Mobile Number add kare. aur Password Fir se Setup kar le.