SBI ATM Debit Card Online Apply kaise kare ?

Banking Jab se Online ho jaya hai Costumer ko New Services Mil rahi hai. Online Banking se Hamare kari work Simple ho jaye hai. any Banks Bhi hame New Future Provide kar rahi hai. Is Article me Aap Janenge Ki SBI ATM Debit Card Online Apply Kaise Karte hai.

ATM Debit Card Kya hai ?

Agar Aap Bank Se jude hai To Aap ko Pata hoga Ki ATM Card (automated teller machine card) Kya hai. Dabit card Ya ATM Aisa Card Hai Jisaki madad Se Aap Kahi Se Bhi Apane Bank Account Ki Services Pa Sakte hai. ATM ya Debit Card hame apane Bank Account se Moany transfer, Online Statement , Cash Withdrawal.. any more Work sakte hai.

ATB Debit Card Se kya Kar Sakte hai ?

ATM Cum Debit Card Se ham Kai Work Kar Sakte hai. Iske Liye Hame Bank Me nahi Jana Padta But ATM center Se Bhi ham ye Work Kar sakte hai.

  • Cash Withdrawal : Atm Se Cash Reserve kare.
  • Fast Cash : jyada paise Ek sath ATM Se paye.
  • Pin Change : ATM Card Ka Pin Number Change kare.
  • Balance Enquiry : Apane bank  Account ka  Balance jane.
  • Mini statement : Bank Account se 1 Week ka statement nikale.
  • Card to Card Transfer : paise dusare card – Account me transfer kare.
  • Credit Card Payment (Visa) : payment kare.
  • SBI Life Premium Payment : SBi Life Insorence pa Premium pay kare.
  • Cheque Book Request kare.
  • Trust Donation kar sakte hai.
  • Bill payment kar sakte hai.
  • Mobile Banking Registration kare.

SBI ATM Debit Card Online Apply kaise kare ?

Agar aap SBI internet banking ke user hai to aap ghar baithe SBI branch visit kiye bina SBI ATM Debit card online apply kar sakte hai. aap ATM Kab – Kyu pa Sakte hai. ?

  • Aap SBI internet banking ke user hai par aapke pas ATM card nhi hai.
  • Aapke pas already ATM card hai jo ki lost ho gaya hai ya damage ho gaya hai aur aap ise block karke new card ke liye apply karna chahte hai.
  • Aapko ATM card receive ho gya hai aur aap bina branch visit kiye ATM card activate karna chahte hai.
  • Aapke pas already SBI ATM / debit card hai jise aap upgrade karna chahte hai.

SBI ATM Debit Card Online Apply karna Chahte hai To Is Tips Ko Step By Step Follow kare.

       Step : 1 :     

Online SBI ATM Debit Card Apply karne ke liye aapko sabse pahle onlinesbi.com website par jaakar apne Account me log-in karna hai.

        Step : 2 :    

online sbi account me Login karne ke baad ye Step Follow kare.

  • e-Services option par click karna hai
  • Ab aapko left-side ATM Card Services par click karna hai.
  • ATM Card Services ke andar Request ATM/Debit Card par Click Kare.

atm debit card online apply kaise kare

        Step : 3 :     

Next Step  me Account Validate karn hai. isake liye  “OTP” ya “Profile Password” ke jariye Account validate kare. OTP se validate karna hai to OTP aapke Mobile number par aayega. ise istemal kare.

       Step : 4 :      

Is Step Me Aapko Apane SBI Bank  Account ki Kuchh Details Add Karni hai.

SBI ATM Debit Card online apply step by step

  • Account Number Select kare.
  • Name on the Card me apna Name Enter kare, yahi Name aapke ATM/Debit card par Print hoga.
  • Select Card of Type me apna card Select kare, jisme aap kayi tarah ke Cards Choose kar sakte hain.
  • Ab I Accept terms par tick karke Submit par click kare.

        Step : 5 :       

Sabi Details Check karke “Submit” par Click karte hi aapka SBI ATM Debit Card Online Apply ho chuka hai.  Congratulations aapne  Successfully SBI ATM Debit Card Online Apply kar diya hai.

       Step : 6 :     

SBI ATM Debit Card Online Apply karne ke baad 15-20 din ke andar aapka card aapke ghar par post mil jaayega. but aap ise ab use nahi kar sakte hai. isake liye aapko ATM Debit Card Activate karna hai. Activate karne ke liye aapko Branch jaane ki jarurat nahi hai. aap Chahe to Yah kaam bhi Onlinesbi par hi aap kar sakte hain.

Bad Me Ye Step Follow Kare : SBI Debit Card Online pin Change Kaise kare ?

ATM Debit Card Online Activate Kaise Kare?

Apne Card ko online Activate karna bahut easy hai. Is Steps Ko Follow kare.

Activate SBi ATB debit card

  1. Sabse pahle Apne Onlinesbi Account par Log-in kare.
  2. e-Services par Click kare.
  3. e-services me Left side me ATM Card Services par click kare.
  4. Ab New Card Activation ke option par Click kare.
  5. Next aapko Account Number select kare.
  6. ATM card Number” Enter kar Activate par Click kare.
  7. Ab Aapaka ATM Debit  card Activate ho chuka hai.

Extra Inning :

Friends, Ab Aapke Dono Prosses ho gaye hai. Aap SBI ATM Cum Debit Card Ko use kar Sakte hai. SBI ATM – Debit Card Ki Sabhi Services ka Istemal Kar Sakte hai. Aapko In Prosses Me koi Problem hai to Comment Me bataye. SBI ATM Debit Card Online Apply Article ko Sahre Karna Na bhule. Hame facebook page pe Contact kar Sakte hai.

77 Comments

  1. M K MISHRA

    Sir, l am a defence person. And Defence salary package ke under mujhe two ATM card issue hai jab se ATM card chip wala start hua hai kya mujhe two ATM card ke Lia apply kar shakta hun

  2. Satendra

    Sir,
    Maine 15 din phle online Atm request dalu thi per abi kat mujhe koi courier receive nahi hua h kaise pta kru ki atm ka status kya h

  3. Anjesh Sharma

    Sir Mera ATM block ho gaya h new ATM k liye online apply kar raha hu per allredy ATM essues aisa bata raha h Sir please help?

  4. Jaypal Thakur

    Sir maine online atm ke liye apply krna tha to kya aap mujhe bta skte h ki me kaise kru sir please btana
    Mere comment me reply kijiye

  5. Lalit sharma

    Sir bina internet banking k hum ATM apply nhi kar skte kya online

  6. ATM Ke Liye Apply Karne Aur Card Aane Par Kitna Charge Lagega? Aur Monthly Charge Kitna Hoga? Jo Sbse Simple Card Hai Uske Liye Apply Karna Hai. Please Help

    • apply करने का तो कोई चार्ज नहीं है पर आपका बैंक ATM इस्तेमाल करने का कुछ चार्ज लेती है. जो भी ज्यादा नहीं है.

  7. uma kumari

    sir mera SBI ka ATM card Jo kbi kbi chlta hi ni to muje new card apply krna pr ma HP se hu or Chandigarh ma rhti hu to kya ma online kr skti hu or kya muje ATM Chandigarh ma mil skta ha kya pls baatye ki kase

    • Yes Aap Online SBI Atm Card Ke Liye Apply Kar sakti Hai. lekin bank account me jis Address Diya Hai Usi Address par ATM Mil sakata Hai.

  8. Jiaul khan

    Sir
    ATM Apply korta hu but
    Your praimari account and secondary account is not same.
    Plz meaning in the solution.
    Thank you

    • Online Banking ke do Account Hote Hai. In dono me Same Details Hona chahiye. ye Problem Hai.
      Aap Primary account me login kare. Users tab me jaye. Edit par click kare. Next me jaye. yahan Secondary user’s full name me jake Edit user details kare. User Type me Select Unrestricted or Restricted kare. bad me save kare.

  9. Ajay Kumar jajoriya

    Sir mujhe US mega million lottery ticket buy karni hai.mere pas sbbj ATM card bhi hai. Usse buy jar sakate hai kya

  10. Laxman Karki

    Sir mene chek book aply kiya tha ishu ho gyi lekin ghar nhi pahuchi waps chli gyi mujhe kaha se wo chek book wapas milegi please jrur btana thNx

  11. sir Mera SBI bank account ATM card chori ho gaya
    hai sath Mai Adharcard Mai Jo mobail no.rajistrd tha wo no..Mera Bhut phle mobail ke sath kho gaya tha
    sir plz Mai ghar se Bhut dur hu or muje that apne ATM card ki bhut jrurt hai kyuki meri selleri SBI bank mai jayegi mere pass nikalne ke liye checkbook bhi nhi hai Mai Kya kru!!

    • Oh… Badi Problem Hai. isake Liye pahle Aapko New Mobile Number Bank account Se link Karna Padega. pahle aap Apane Bank Branch Ka Contact Kare. aur ATM card Block Karvaye. registered Mobile Number Ko Diactivtae Karvaye. fir aap dusare Mobile Se SMS alart Dusare Mobile Pe activate karvaye. Isase Aapka Naya Mobile Number Activate Ho Jayega. bad Me app Online SBI Banking activate kare. bad me app Naye ATM ke Liye Online Apply Kar Payenge. fir bhi Aapko ATM Milne Me der Lagegi. aap ke pas paise nahi hai to aap Mobile register ho jane ke Bad Mobile Banking Ka Use kare. Apane Kisi Friends Ke Account me Paise Transfer kare. wo aapko Usake ATM card Se paise le ke Denga.

      Ye Sab karne Ke Liye is Website Se banking Related Article Padhe.

  12. Navina nand

    mai apne registerd number se call karta hu balance check karne ki liye message nahi ata pahle ata tha jab balance nikalta hu tb message ata hai miss call karne pr nhi.,.mai kya karu tell me

  13. Ramchandra s/o babulal

    Sir mere mo.me 4 january ko atm kasma aaya lekin abhi tak mere gar par atm nahi aaya.our bank me bhi nahi aaya. ab kya karna chahiye

  14. sanjay verma

    Sir may bank me duplicate ATM cart Ke ley form bhar chuka hu but muje nai Mela rah hi kya may online SBI.kar sakta hu….muje argint hi….

  15. chandrabhan

    mai chandrabhan hnu mera branch nahi le aspect kar raha hai mai registereation karna chahata hnu sbi me mera account hai mera kafi din ho gaya

    • ho sakata hai aapne jyada din tak bank account ka use na kiya ho to aapko block kar rakha hoga. aap Bank Brach me Jaye aur KYC document submit kare. aapka khata bahal ho jayega.

  16. Jasim Khan

    Sir ATM card activate krne ke liye
    Enter ATM card Number me Last ke 4 Digit daalna he ki ki sbhi 16 number

  17. Jasim khan

    Sir Hmara ATM card abhi aaya nhi h
    Atm card ka status chek krke pta lgane ka koi link hoga plz sir

  18. HARDIK

    By mistake i placed 2 atm card visa and master global from same account. so can you tell me which one i received and what about another one.

  19. ROHIT RAJ

    SIR MAIN SBI NETBANKING SE TRANSACTION NAHI KAR PA RAHE HAI .UNABLE TO PROCSS BATA RAHAI HAI 4 DINON SE

  20. sonal dubey

    Sir maine ek form fill kiya usko payment 417 thi debit card se mera atm net bankinh nahi hai to mera do baar paisa kat gya 834 rs to sir wo wapis milega ki nahi 417rs

    • Kai Bar Hamari Galti ( Ya Banks Ki Galti ) Se Ye Problem Aati hai. Aap pahle ye check kare Ki kahi Aapne galti Nahi ki hai na ? agar aapne Debit Card Use karne Me Koi Galti ki hai to Paise vapas nahi Milenge. Agar banks Se koi mistek Ho gaya hai to kuchh Din Me Aapake bank Account Me Credit Ho jayega.

  21. Jasim Khan

    Thanks Sir.
    Apki Post ke sahare se hmne ATM Card online Registrion kr diya h
    lekin Sir usme Visa card 2 type ke the jisme hmne upar apke screen shot ke anusar Visa state bank global hi choice kr liya.

  22. Jasim Khan

    G ye aap btaiye sir ki ATM card me konsa card sahi hota h. Visaa, Rupay ya aor koi
    please Sir card name bta dena.

  23. Sir ye to hue atm apply or activate karne ke process lekin pin kon sa dalna hai pin kaise pata chalega online ya fir branch me jane ki jarrurat hai agar branch me na jana ho to kaise pin mil sakta hai

  24. Abhijeet

    SBI me Mera 2 account ha. par Mera 1 account ka ATM damage ho gaya ha .To mi net banking sa khasi apply Karu?

  25. bhavesh labnaa

    sir mere pas rupay debit card hai me us se payment kese karu
    cash less payment ke bare me bataye me ke uska use kar sakta hu..me

    • Aap atm, green channel, Online shopping se ATM card Use karke case less payment kar sakte hai. agar apka Rupay ATM card online work nahi kar raha hai to aap Dusara card le lijiye.

  26. gurpreet singh

    sir mere pass SBI ka debit card hai jiski validity 2018 tak hai aur wo bank me swipe karne par chal ra hai but ATM machine. me nhe chal ra hai.
    unable to progress aa ra hai plz help me sir

    • gurpreet ji, ATM Card Not Working Ki 3 reasons ho sakte hai.
      1. ATM Card ka Black colour ka Magnetic stripe kharab ho gaya ho.
      2. ATM machine me koi problem ho.
      3. ya fir security problem ki karan block kiya ho.
      aap Dusare ATM me try karo.
      ya fir bank me jake batao.

  27. Arun

    after activation of My ATM card in online… I can use the same PIN (number) or i will go to my home sbi branch to collect the PIN number..

  28. Neetu

    atm card se paise nhi nikl rhe,, invalid show ho rha h.so plzz bataiye m kya kru??

    • Ho sakta Hai apka Atm Card validity khatm ho gayi ho. ATM card ke date likhi hoti hai, check kare. ya fir aapke bank me jaye aur bataye.

  29. bijit

    old ATM me mobile no online resister kar saktehe kya.
    please reply
    thanks

  30. Hare Ram Prasad Singh

    I have already with me a ATM Debit Card which is slightly broken.May I apply another ATM Card thru online without returning old card ?

    • It does not have any Probeme. But you have to come back in the old bank ATM card. Later you will get new cards.
      ( aap 1 atm card tut jane ne naya atm card le sakte hai, purana atm card vapis karna padega. )

Leave a Reply