Voter Id Card Online Name Address change Kaise Kare

How to Change Address, Name, Photos on Voter ID Card Online ? पहचान पत्र  मैं अपना गलत नाम,एड्ड्रेस , ( पता ) आपका Photo को Online  ( National Voter’s Service Portal se ) चेंज कर सकते है. वोटर ID Card की कोई भी mistake को सुधार सकते है. Change  कर सकते है.

पहचान पत्र ( identity card ) में Voter ID कार्ड बहोत ही अहम् Document  है. वैसे तो अब हम गॉव में भी voter id card आसानी से निकलवा सकते है. किन्तु voter id कार्ड में कई गलतिया होती है. अगर हम चाहे तो ये सब काम हम Online कर सकते है. आप घर बैठे-बैठे सिर्फ 5 मिनट में अपने Voter Id Card की जानकारियों को बदल सकते हैं।

Voter Id Card Online Name Address change Karne ka Tarika :

Step : 1 :

Voter Card की जानकारी बदलने के लिए सबसे पहले निर्वाचन आयोग की आधिकारिक वेबसाइट यानी www.nvsp.in पर लॉग इन करना होगा। इसे Login करते ही आपके सामने निर्वाचन आयोग की Home Page खुल जाएगी।

Step : 2 :

इस होमपेज पर आपको नीचे की ओर वोटर आई डी कार्ड में Change  करने Option दिखाई देगा। आपको ( Correction of entries in electoral roll ) इस पर क्लिक करना होगा। इसे क्लिक करते ही आपके सामने कई ऑप्शन खुल जाएंगे। जैसे नया Voter Id Card बनवाने, वोटर लिस्ट से अपना नाम हटाने, वोटर लिस्ट में ना जोड़ना आदि।

कौन सा Form किस काम के लिए उपयोग में लेना है वो नीचे बताया गया है.

  • Form 6 – निर्वाचक नामावली में नाम सम्मिलित किए जाने के लिए आवेदन ( Inclusion of names for residents electors )
  • Form 6 A – किसी प्रवासी निर्वाचक द्वारा निर्वाचक नामावली में नाम सम्मिलित किए जाने के लिए आवेदन
    ( Inclusion of names for overseas electors)
  • Form 7 – निर्वाचक नामावली में नाम की प्रविष्टि पर आक्षेप या प्रविष्ट नाम को हटाये जाने हेतु आवेदन
    ( Any objection on inclusion of names )
  • Form 8 – निर्वाचक नामावली में प्रविष्टि विशिष्टियों की शुद्धि के लिए आवेदन
    ( Correction of entries in the Electoral Rolls )
  • Form 8 A – निर्वाचक नामावली में प्रविष्टि को अन्यत्र रखने के लिए आवेदन
    ( Transposition within Assembly )
  • Read Also : Free online Computer Programming Courses ki Jankari

Step : 3 :

आपको Voter Id Card में बदलाव ऑप्शन ( प्रारुप 8 – Form 8 ) को क्लिक करना है। इसे Click करते ही Form नं 8 खुल जाएगा, जिससे आप कोई भी बदलाव कर सकते हैं। आप को इस Form में पूछी गई सबी Information को सही-सही भरना होगा।

Step : 4 :

Form को भरते वक्त अपने सामने अपना पुराना Voter Id Card जरुर रखें। ऐसा इसलिए क्योंकि आपसे कई Information इससे संबंधित पूछी जाएंगी। अगर आप अपना फोटो बदलना चाहें तो उसे अपलोड करें और जो भी बदलाव आप अपने Voter Card में करना चाहते हैं उसे लिख दें।

Voter Id Card के लिए जरूरी – Required Document – Information List :

  • राज्य/State Name – विधान सभा/संसदीय निर्वाचन क्षेत्र – Assembly/Parliamentary Constituency
  • निर्वाचक नामावली का भाग संख्या: – Part of number of electoral roll
  • उस भाग में क्रम संख्या:/Serial number in that part
  • मकान/गृह संख्या:/House/ Door number
  • डाकघर:/Post Office – पिन कोड/Pin Code
  • निर्वाचक फोटो पहचान पत्र संख्या:/Elector’s Photo Identity Card Number
  • निर्वाचन क्षेत्र के नाम का चयन करे/Select Constituency Name
  • अपना फोटो/Your Photograph
  • पहचान प्रमाण/Identity Proof ? Voter ID Card – Copy
  • पता प्रमाण/Address Proof
  • मोबाईल नम्बर/Mobile Number / ई-मेल आई.डी/Email ID

Step : 5 ;

यहां आपको ध्यान रखना होगा कि आप उसी Photo को Upload करें, जिसका बैकग्राउंड सफेद हो, वरना निर्वाचन आयोग उसे Select नहीं करेगा। पूरा Form भरने के बाद अपनी ई-मेल आईडी और नंबर भी फिड कर दें और Form को Submit कर दें। पूरी प्रक्रिया पर एक निगाह जरुर डाल दें, ताकि कोई गलती न हो। इसे Submit करने के बाद आयोग आपके Voter Id Card में बदलाव कर आप का नया Voter Card आपके नए पते पर भेज देगा। तब तक  election card online Status Check Karte rahe.

Note :

अगर आपको Voter ID Card के Online Name Change ,Address – Photo Change,, के लावा भी कोई सवाल है तो Comment  में बताये. हम आपको सही Suggetion And Solution  देंगे.

296 Comments

  1. Vipin Madheshiya

    Sir voter id card se district change krna h
    Kaise change hoga?

    • Abhi Jis District ka Name hai, vahan se Delete Karvana Padega. aur jis District me Name Rakhana Chahte hai vahan Form : no : 6 se fir se Apply karna padega.

  2. Ashvini sharma

    Sir, mera voter id me dob change karwani hai kase kare , th. Shrimahopur hai.kase hoga pls tell me

    • gauv ka name means aapka address change karna hai. isake liye aapko pahle isi gauv me se Delete Karvana padega. form no 7 se aur jis gav ka address chahiye vahan form no 6 se add karvana padega.

  3. Varsha

    Sir voter id me name or address change karna h but jab hum online change kar rahe h to dono me se ek he options open hora h dusra nhe.kya ek sath dono option open nhe ho sakte

  4. Harshit

    Sir muze mera surname change karvana hai to kese kar skte hai
    Mera jo real surname hai vo lagana hai but sare document me jo work kr rhe hai usi k releted surname laga diya hai to improve kese hoga ab

  5. Sachin

    Mara vote rajasthan may h or m abi haryana m krwa na chata hu may ray pass haryana ka adhar card bi h or raction card bi may ray ko kya krna hoga

  6. yogendra singh

    Sir agar hum voter id me name correction karte h to voter id sankhya badal jati h ya bahi rehti h

  7. Rahul

    Sir mere papa Ka voter card banke nhi Aaya h thsil me jaane k baad wo bole new bnwana padega jabki phle wale vote card Ka vote number mere paas h Uske liye kya Kiya jaaye

    • Aap apane tahsil ke voter id office me jaye , vhan aap voter id card ka number aur jaruri details de aur bataye ki voter id card kho gaya hai. hame naya chahiye. rs. 20 – 20 dekar aapkp voter id card mil jayega.

  8. kumar shubham

    sir site error bata rha hai submit krne or mera naam galat diya haib kab ta site sh hogi

  9. Rahul Goswami

    Sir
    Part number of electoral roll *
    Serial No. of Electoral Roll *
    )Elector’s Photo Identity Card Number
    In sab me kon detail dalna he voter ID se

    • Ye Sabhi details Aapke village ke Voter list se Mil jayegi.
      Part number of electoral roll – yahan Voter list ka Part Number Add karna hai.
      Serial No. of Electoral Roll – Is List me aapka Serial No kya hai ? wo add karna hai.
      Elector’s Photo Identity Card Number – yahan aapke voter id card No. fill kare.

  10. Jigqr patel

    Sar meri wife surat ki hai our uska id me neme and adrresh cheng karna hai to kya kar na pade ga

  11. Raj gurjar

    Sir mera name chenge karna me kiya karu pliz aap bataye mera name rajaram he raju karna he

  12. Rishikesh

    Mene form 6 bhara tha aaj 70 din Ho gaye he lekin abhi tak ye form field verify bhi nahi hua hai to me ab kya karu ?

  13. Sir Maine Apne voter ID card me name age change kiya hai proof of address k liye marksheet Laga di hai kya wo confirm ho jayega agar ho jayega to kitne din me

  14. OM PRAKASH DANGI

    FORM 8 SUBMIT HONE KE BAD CORRECT ID MUJE KAB TAK OR KAISE MILEGA PLS BATAYE

    • online correction form apply karne ke baad 1 – 2 month me correction hota hai. baad me aap online name check kar sakte hai. agar correct ho gaya hai to fir se voter card nikale.

  15. chandrasen kumar

    sir hummne to correction ko dal diya hai kitne din me net par chad jaiga

  16. Rajesh sharma

    Sir mai apna name voter I card se Hatana chahte hai. Keoki mera voter card dusare jagah bana hua hai.galate se voter card ban gaya.kiya karna hoga or kitne din me name hate jayga.

  17. Ranjesh Kumar Singh

    Voter ID form 8 agar apply karte hai to kitne Dino me update ho jata hai

  18. Kamles

    Sir agar voter id ka address mins jilhe ke sath chenge karna hoga matlab ki pehele thane district me rehete the. To thane ka votter id tha, ab sindhudurg district me hamesha ke liye transfer ho gayi hai. To kya online address chenge ho sakta hai? Our agar ho sakta hai to chenge address ke bad new votter id kaise milega?
    Plz help me sir.

    • yahan address change ke liye online form provide kiya hai. apply kare.
      1 -2 month me voter list me change hoga. baad me voter list check kar lena. agar change ho gaya hai to dusara voter id card nikalva lena.

  19. pooja prajapati

    Sir mujhe form 8A fill krna tha but mene form8 fill kr diya address change krne k liye. to ab kya hoga .please tell me sir.

  20. PARVESH

    Comment Text*Sir mere father ka naam 10.12th ki certicate and domicile me RADHEY SHYAM h lekin voter ID card me bina space ke RADHESHYAM h usko correct kase kare

  21. prakash sah

    Sar maine voter list sudhar karwaya online our of line sare docoment dia magar sudhar nahi hua kya kare

    • 1 month baad pahle voter list me sudhar hoga. par jab voter list update kiya jayega tab aap dekh payenge. baad me aap New voter card nikalva lena.

  22. Sandip

    Dear Sir/ Medam,
    Mere Pass election card hai lakin mera
    Voter list me se Mera naam nikal gaya
    Hai to please help me & mere ko online
    Kaise voter list me Mera naam add Kar
    Sakta hi.
    Thanking you
    Sandip
    Yours faithfully

  23. anil guru

    shir
    viter id me naya name kab tak apllod ho ja ta he place reicwaste

    • Agar aap Voter ID card me Name chages ki bat kar rahe hai to 1 to 3 month lag sakte hai.
      New Name add karvana chahte hai to Isake liye bhi itana time lag jata hai.

  24. anil Sharma

    hello sir mera name chang nahi hua
    mene aplicatiosn id dall ke dekhi
    chanj kiya ko 5day ho gaye

  25. Md Kashif

    Sir hamse form 6 me name galat bhara gaya hai mai is ko cancle krnbana ya is me phir se changing krna chahta hun kaise hoga??

  26. Narendra kumar

    सर मेरा पहचान पत्र गुम हो गया है इसलिए दूसरा बनवाना है तो मेरे को क्या करना पड़ेगा sir help me

    • dusara voter id card pane ke liye aapko apane aria – city me votter id card office me jana hai. ho sake to xerox bhi leke jaye. aapko yahan se dusara id card mil jayega.

  27. sir mera votor id card me fathers ka name aur dob change karna hai to o ho jayega na aur reciving v milega ki post dwra a jayega

  28. नवीन

    मेने नया घर लिया हे तो मुझे अपने वोटर कार्ड पर नए घर का पता डलवाना हे । इसके लिए मुझे क्या करना पड़ेगा

  29. Vijay

    Merit wife ke voter I’d me unke pita ka naam he unki jagah mera naam aad karne ke liye kya kare aur kon se documents dene padenge hum ek hi Gav ke he marriage surety chalega

    • Aapko apane gav ke BLO se Voterid Card sudhar ka Form no : 8 submit karna hai. document me aapka voter card – aadhar card dena hai.

  30. Prakash sah

    Sar mera name prakash sah maine pan adhar driver liecence bank passbook dene k bawjudname age sudhar nahi hua of line bhi apply kiya

  31. Jai Deep Phougat

    Maine apne father ki dob update krwani h but mere pas unki dob ka koi proof nhi h … To kaise update krwa skta hu …

  32. Nitin Tripathi

    Sir hum up. ke rehne wale hai par ab hum mp. main rehte hai mere father ka voter id card up ka hai lekin hame mp ke voter id card ki zarurat padti hai. I Hamare paas yahan ka samagra id bana hua hai toh kya ham yahan ka voter id card ban sakta hai kya aur iske liye kya karna hoga plz… tell me

    • Yes, aap Jahn Rahte hai vahan ka Voter ID card Banva Sakate Hai. Aapko UP se Pahle delete karvana Padega. Bad me MP me add Ho Jayega.

  33. Mahesh bodra

    Sir,mera voter list me naam hai but mujhe voter card nahi mila hai.kyaMai online voter card download Kar sakta hun

  34. Mahesh bodra

    Sir,meri wife ka voter id ,pan card,adhaar card uske saadi k pahle ka hai.ab voter id me online surname,address kaise badle our proof me kiya documents lagega.sir plz tel me

    • Voter ID Me details Change Karne Ke Aapki wife ka Name pahle jahan tha vhan se voter id list se delete karvaye. bad me Aapke voter Id Ke Proof ke sath apane gauv – sity me fir se apply kare.

      Online Delete karne Ke liye Form 7 Apply Kare. Bad Me Fir Se add karne Ke liye Form – 6 Apply Kare.
      ( ek Jagah Se Delete karna hai aur Dusari Jagah Add karna Hai. )

  35. Chandan singh Lodhi

    Namskar sir ji, men’s apke btaye anusar correction vala form summit kar diya hai Ab jayda se jayeda kitne din lag sakte hai correction me sir Ji.

    • Aapne Online form Subit kiya Hai to 1 month me correction ho jayega. bad me online check kar lena. agar ho gaya hai to najdiki Voter id Office me jake New Card Nikalva Lena.

  36. Sir me assam se hu mera voter id card me father ka name bhul aya tha aj mene online correction form8 me form submit kor diya hai.sir kob mera voter id card new milega. Please reply me.

    • Aapko Naya Voter Id Card Nahi Milega. Isase Voter List Me correction ho jayega. bad Me aap Khud Najdiki voter Office e Jaye, aur New Voter Id nikalva le.

  37. Maneesh Singh

    Main nohar tehsil hanumangarh district se hu mera voter id nohar ka bna hua h bt abhi m jaipur rahta hu to m meri voter id jaipur k address par bnwana chahta hu iske liye muje kya krna hoga. M yaha rent par rahta hu..

  38. Dilipsingh Thakur

    Sir ji Mera voter ID card Kahi gum ho gaya he mere pass uski photo copy bhi nahi he mera voter card me kese nikal sakta hu

    • Aap Apane Area Ke BLO ( booth Lavel Officer ) ka Contact Karo. Isake Pas Aapki Voter ID Ki Copy Hoti ha. Isake aadhar se Dusara Voter ID card Nikal lena.

  39. Akash

    Sir meri voter card do banke hai ek sahi address aur ek galat address aur meri family koi alag dikha rahi hai mere papa mammy ki ek family me dikha rahe but mera nam alag family me dikha raha help me sirhttps://ceo.maharashtra.gov.in is website par maine dekha kaise change kare family

    • Aapka Name Kisi Dusari Family Me Add Ho Gaya Hai. Isake Liye Aap Online Form No 8 – A Submit Kar sakate Hai Ya Fir Aapke Area Ke BLO se Contact Kare.

  40. Jitender

    Sir could you tell me that I am a new candidate so in how many days I can collect my voter I’d card… And describe the process to fill form as well….

  41. vijay

    Mene 3- 4 bar form number 8 bhar k submit karne ki kosis ki lekin bad m aag koi infirmation hi nahi dilha ta h kuch bhi nahi aaata h kya karana hoga mere ko name m kuchh badlaw karna h .

  42. Ashish labana

    Sir meri voter id ghar aaye 2 sal ho gye prantu voter list me name nhi aaya eske liye muje kya krna hoga

  43. KAMLESH BISWASH

    DEAR SIR / MADEM
    MERA NAAM KAMLESH BISWASH HAI OR MAIN UTTRAKHAND KE GADARPUR KE RAHNE VALA HU PIN CODE 263152 , SIR MERI WIFE KI VOTER ID ME ADDRES AND NAME CORRECTION KARNA H TO MUJHE KON SA FORM BHARNA H PLZ HELP ME SIR/

  44. pooja gupta

    Voter ID ko kisi others state mai transfer karne ke liye kya karna hoga

    • ye Process Online – Offline Dono tarike se hoti hai. dono me Same Step Hai.
      1. pahle Form No : 7 Apply karo. ( jis state me voter list me name hai to Delete Ho Jayega. )
      2. Bad Me Form No : 6 Apply Karo. ( Jis State Me aapka Name add karna Hai ho Jayega.)

  45. Mahendrasinh CHAUHAN

    Online me kon sa form bhrna hai or ID proof kya submit kerne hai

    • Voter Id Card Me Sudhar Ke Liye Aapko Form – 8 Fill Karna Hai.
      1. lekin aapki wife ka kahi aur voter list me name hai to aapko pahle form – 7 bharana hai. bad me Form 6 bharana hai. ( matlab pahle jahan name hai vahan se remove karna hai aur fir se aapke area me aapke name address ke sath form 6 bharana hai.. ) Isaliye Mai BLO ka Contact karne ko bol raha hu.

  46. Mahendrasinh CHAUHAN

    Hello sir
    Me Gujrat see hu or Meri biwi bhi Gujrat se hai uske voter card se name.address.birth date sab badle k mere name or address per karna hai to online kese kru plz tell me sir is ke lite kon sa form bhrna padga.

    • Online Kaise Karna Hai vo to lekh me Bata Diya hai. lekin aap gujarat se hai to kal – Sunday aapke gav – sity ki primary School me Jye – Vahan BLO Milega, Wo aapka Kam Offline – Turant Kar dega.

      • parimal

        Sir kya is from no 7 fill krne se jo application number milega mai usse Offline from no 6 bhar sakta hu.. mere ko chattisgarh se west bangal voter I’d transfer krna hai

  47. bharat

    Sir ham form no 8 online kar. diyi kitne din me sudhar ho jayega ghar per aayega ya blo ke pas aayega ham apna id kaise Check kare

  48. atiya

    Meri shaadi ko 3 saal ho gye h or mere husband ne abi tk meri phle wali voter ID me pita ki jagah pati ka nam or address change nahi krwaya h.. …me Ye krna chahti hu.. ..plz help me ….mje konse documents ki jarurat hogi online Ye kam k liye

    • Aapko Sabse pahle Aapke Pitaji ke Area Ke Voter List Se Form 7 Submit Karke Name delete karna Hai. vahan se Aapko ek Proof Milega. Ise Aapke husband ke Area Me form 6 Fill Karna Hai. aapko New Voter ID Card Mil Jayega.

  49. Khimendra

    Sir mere voter id card me name change karana he or mere pass khali document me ration card h usme name sahi h dusra voter id card h usme name change h to me kese kru or date of birth ke liye vahi purana voter id card upload kr skta hu kya kyuki iske alava mere pass or koi proof document nahi h to please sir help me

    • Aap Ek Sath 2 Voter id Card Nahi rakh Sakate ya Use kar Sakte. Name Change Karne Ke Liye Koi to Document Add Karna Hi padega. ration card de Sakate Hai.

  50. Rohit mishra

    sir Maine pan card k liye apply Kiya h aadhar card deke lekin mera voter card me mistake h aisa mail aaya h ab main kya kru kb tk thk hoga

    • Aapko Mail aaya Hai Isame Likh Hoga ki kya Problem hai. aur Isake Liye Kya Karna Padega Wo bhi Bataya hoga. Aap status check kare. isame Bhi Bataya hoga. ( voter id Card me Problem Ki Bat Kar Rahe Hai to aapko isake Liye Online Form Fill karna padega. )

  51. shiv

    hello sir ji how ru jab ham online voter id card apply kr ta hai to ham a ara gahr tak voter id card kis tara ayaga

  52. Nitesh Kumar Singh

    Sir mera voter id me Date of birth ,father name or address galat hai usko sahi karna hai or new wala voter card chahiye matlb smart card wala ye sab sahi hone ke baad. mai online form fill kar raha hu isme photo or kuch proof upload nhi ho rahe size bada ho ja raha hai to isko kaise kare jo mujhe kahi bhag daud karna pade koi mail id hai jo mai sara kuch mail kar du or mera voter id aa jaye.kyu ki mai abhi bahar me rahta hu.

    • Voter Is Card Correction Ke Liye Article Padhe. aur Apply Kare.
      Color voter id card ke Liye Online Appy Karne Ki Jarurat Nahi hai. aap Kisi najdiki Voter id Office pe Jaye Vahan se New Id Mil Jayega.

  53. Uday bhan sharma

    Sir mera voter id card kafi purana aur fut bhe gya h jis se kuch bhe pta nhe chalta ush m new card kase bane ga please btaye

  54. Ayaan khan

    Hello sir. Mujhe voter id me dob or adderss krna hai to uske liye koi sahi id proof chahiye hoga..plz batayen..

  55. Vikash kumar tarak

    Sir Mujhe surname lagana hai. apply ke kitne dino me voter card mujhe milega.

  56. akash biswas

    dear sir kya main voter id ko dusre state me transfer kar sakta hu agur ha to kripay batay ki uha ka kya khuch chahiye yha nehi plz sir

    • agar aapko apana voter id card dusare state me transfer karna hai to pahle jahan aap rahte the is state se voter list se name delete karvaye. ( ye kam Apane area ke BLO karte Hai. ) ab Dusare State me apana Name add Karvaye. Isake Liye Form No : 6 aapko dena padega. is form me aapko aapke id proof dene padenge.

  57. Om Prakash

    Namastey Sahab Ji
    mera janam 1982 mey hua lekin josh mey aakar 1995 mey 22 saal umar batakar VOTER CARD banwa liya tab ban bhi jata tha ab aadhar card mey 1982 darj hai voter card kaisey thik karwau kyoki 14 saal mey banwa liya tha police case to nahi hoga ? abhi bhi mey usi card sey vote dal raha hu is card ko kaisey thik karu?

  58. Voter card me mere papa ka naam galat tha jise maine online sudhara aur submit karne ke baad ek number aaya hai iske baad kya kare samajh me nahi aa raha hai koi kahata hai voter card aur aadhar card ko blok lekar jaao aur b l o ke pass aprove karao uske baad hoga app kya kahate hai

    • agar aapka Form Submit Ho Gaya Hai to ab Aap waite Kare. aapke Papa Ka Name Pahle Voter List me Sudhar Ho Jayega. Bad Me Aap aapke area Ke Voter Office Se Dusara Voter ID Card Nikalva Lena. Aapko Jo Number Mila Hai Isase Status Pata Lagega. Ki Aapka Kam Kahan Pahuncha Hai.

  59. shivanand pandey

    sir voter id online updatet karne ke bad new id kitne dino me or kaha se milega.

  60. Sir mera nam chandan kumar hai lekin votar card me Chandan mistri hai esko kaise sudhar kiya jaye kitne bar BLO ko bhi diya lekin kuch nahi huaa plese bataye

  61. Md Sarwar Nawaz

    Sir mera DOB or naam ko change krna h to kya pura form fillup krna hoga ya fir jisme change kerna h whi

  62. monu

    SR mera SBI Bank m account hai usme m mere naam Monu Kumar hai m is naam ko Monu Kumar yadav krvana chata hu to kya krna hoga

  63. satbir lamba

    sir , online fillup krne ke kitne din bad website pr thik ho jata h.

  64. abhimanyu kumar

    निर्वाचक नामावली का भाग संख्या:/Part number of electoral roll* yaha pe kya bharna padta hai

  65. Gagandeep singh

    Sir mera name voter ID card par glat AA gya.. iske liye Mai bank proof ND bijli proof upload kr skta hu.. name Mai correction KRNE ke liye.. reply me sir

    • Voter Card Me Name Correction ke Liye Aadhar Card, driving license, Pan card Use kar sakte Hai. address Ke Liye Bijali Ka Bill Chalega.

  66. ANKIT

    sir mujhe apne mom ke voter id me address ,name aur date of birth change karna chate hai .sir mere mom ke paas sirf aadhaar card hai kya mere mom ke voter id card me name ,address aur date of birth change ho jaiga.

  67. Rukmini

    Sir maine voter id ke liye new application dala h. Almost one month hone aaya lekin jab mai track kr rhi hu to not exist aa rha…
    Sir pls reply mera voter id kb tk aayega

  68. abhimanyu kumar

    Sir,prooph me adhar card aur passport ka photo upload kar sakte hai

  69. Vicky

    Sir mere docoment vicky ke name se Bne hai, or ab Vijay rkhna chahta hu. So kya ye ho skte hain.
    Adhas card, voter, drawing licence etc.

    • yes, Ho sakta Hai. but Process lamba Hai. pahle Aap area ke Mamaltdar Office Jake affidavit Kara Le. Bad me Aap Sabhi Document Me Step By Step affidavit Ke Aadhar Se Name Change Karne Ke Liye Apply Kar sakte Hai.

  70. narendra singh

    mere ek hi village me kuch logo ka sahi pin code hai or kuch ka galat hai maine dobara banane ko diya to wahi pin code aya hai jo pehle tha jo ki galat hai maine voter id office me pata kiya to waha pata chala jo pin code meri id me hai wahi hai jo ki mere post office ka code hai hi nai mai kaise apna voter id me pin code sahi karau please help me

    • aap Kah rahe Hai ki Aapka PIN Hi Nahi hai to aapke Najdik village -sity Ka PIN aapko Use karna Padta Hai. Ise Kyu Change Karna Chahte Hai ?

      • narendra singh

        sir mera sahi pin 249181 hai or meri voter id me 249161 hai jo ki galat hai jiski wajah se mera adhar card sahi address nahi dikhata hai mera post office ka pin 249181 hai mera jo bi document by post ate hai wo galt pin ki wajah se 249161 pe chala jata hai

        • ab Aapko Online voter id card address correction ke liye article me bataye step follow karke apply karna hai. pahle aapka PIN voter list me sahi ho jayega, bad me aap new voter id card nikal lena. jisame sahi PIN aayega.

          • narendra singh

            sir kya koi help no hai jispe coll kar sake

  71. narendra singh

    sir mere voter id me post office pin code galat hai use sahi karwane ke liye muje kya krna hoga

  72. vikas

    1year pahle hi online application kiya ta correction ke liye lekin abi b status underprocessing show kr rha hai?

    Form 8 fill krte tym sbse phle show krta h
    “upload your file” ye kya hai?

  73. Sir mera voter I’d haryana ka ha an me Gujarat me rata hu mujko yaha ka voter I’d Nana Ki leya kya krna chiy ya haryana Wala hi addras basal Santa h ya new bnwana padga

    • Sabse pahle to aap Gujarat Me Hi rahna Chahte Hai to Hariana Se Voter List Se Name Delete Karvade. Delete karne Pe Aapko Isaka Proof Milega. Ise yahan Gujarat Me Voter id Office Me Ya Area BLO ko De. form 6 Submit Kare. ho jayega.

  74. rashid beg

    Sir mene apne blo ko 4 month pehle voter Id card colour mai banvane ke liye diya tha but vo abhi nahi aya hai or mene net per check kara tha usme mera name or DOB galat kar diya hai.

    • Sabse Pahle Aap is Article Ko follow kare aur DOB ko sahi kare. bad me Aap Online check kare ki DOB change Ho gaya Ya Nahi. Agar ho gaya Hai to Bad Me Aapke Area Ke BLO ko Bole. wo Aapka Number Dega. aur Aap Office Se New Voter id Card Le payenge.

  75. Amit kr jaiswal

    Or koi option nhi hai jisse mera voter card ghar pr hi aa jaae

  76. Amit kr jaiswal

    Sir hm voter card offline apply kiya the pr usme wo log address glat kr diya hai jisse mera voter card nhi aaya ab kya krna hoga

    • Aisa nahi Hota Hai. aapne address Galat Kiya Hai to Galat Address Wala Voter ID Card Bhi Milta Hai. Bad Me Ise Online sudhar sakte Hai. aap apane area ke Voter Id Office Me Jaye , vahan se Aapko Malum Hoga.

  77. nidhi keshari

    sir meri mummy ke voter id card me unka name galat ho gaya tha beena keshari ki jagah rani devi ho gaya tha maine correction ke liye form 8 online apply kar diya hai jiska reference no. 15bdbaebe90cdc9 hai isko maine nov. 2016 me apply kiya tha but abhi tak name me correction nahi hua jab status check karo tab reply aata hai – your application under processing. sir, ye kab tak process karega mujhe pan card banwane ke liye voter id ki bahut jarurat hai. please help me.

    • kai bar election time waite karna padta hai. fir bhi aap apane area ke voter id offece me jaye aur pata kare. kyuki aap jab voter id me correction karvate hai to voter list me correct hota hai. bad me jab aap is offece se new id nikalvate hai to aapko correct name wala id milta hai. Online Nahi Aata.

  78. Sunil Pal

    Sir, mere voter id me sur name nhi he. To me use voter id me kese laye. Mujhe iska ans dena.please…

  79. Kunal

    Wife ke gaav me rahi raha hu sir parmanent to voter id address chang karne ke liye ka proof du sir plz

  80. akhilesh mishra

    Maine voter ID card sudharne ke liye form no 8 bhara hai .7 din ho gaye par kuch pata nhi chala mujhe mera card kab tak mil payega aur kaise milega. Pls

  81. Dev

    Sir jashe muze voter I’d m address change karwana ho
    Aur mere pass saare I’d proof same address k h jo muze change karwana ho uska mere pass koi proof nahi h to kya karne plz help

  82. Krishna kumar

    Hii sir mujhe bataeye ki online karne ke baad usko aur kahi jama karna hoga aur fees bhi lagegi.ki sirf online karne se ho jaayega

  83. Uday Shankar Gupta

    Mera voter id delhi ka hai, ab main uttar pradesh men hoon. Ab main yha ka voter id kaise banau.

    please reply

    Thanks
    Uday Shankar Gupta

    • Aap Delhi se Apana Name delete karvaye. aur Up me add karvaye. ye kam offline voter id Office se ho jayega. ab online jyada time lag jayega.

  84. Pramod kamat

    Sir maine apna voter card me name aur address correction karwane ke liye Diya hai aur mujhe Naya correction Kiya hua voter ID card kisi Kam ke liye atyant jaruri Hai Wah kab tak mere address per pahuchega mera ref no- 014cc19a47874cab1 Hai
    Please sir kosis karke mera Naya voter id card issue kare

    • Agar Aapne Voter Id Card correction ke Liye Apply Kar Diya Hai to Kuchh Din bad Aapke Najdiki Voter card Offoce me Jaye yahan aapko Turant New Card Mil Jayega.

  85. कुंदन सिह

    आनलाईन बनाया वोटर कार्ड सुधीकरण के लिए बना नही कारण
    हम सरकारी अस्पताल आदि कार्य
    कैसे करेंगे माता पिता का नाम दर्ज करो (1)अरजुन सिह /भुर सिह
    (2)कैलाश कंवर /अरजुन सिंह
    गांव गुङा देवङा सर नमस्ते
    मु;9001835547
    ऐसमेस धन्यवाद

  86. Prithviraj rajbhar

    sir mera name galat ho gaya hai. use sahi karane ke like kya karana hoga ?

  87. akhilesh kumar mishra

    maine voter id me currection karvane ke liye form no 8 bhara hai par mistake se red background walo photo upload kar di aur form submit kar diya to kya kare

  88. Shivpal Singh

    Sir meri voter id (plastic voter id)wallet ke sath chori ho gyi thi ab me voter id bapis paane ke liye kya kru .website pr abhi bhi meri id registered h jb me uska number dalta hu to details open ho jaati h

    • Aap Apane Najdiki voter id office me jaye. sath me aapke voter id ka xerox copy le ke jaye. aapana home number aur area number bhi le ke jaye. aapko dusara voter id mil jayega.

      • vinesh kumar

        Sir new voter card ke liye address proof me mai apni pass book ya niwaas pramad patra lga sakta hu kya kyonki mere pas adhar card nahi hai ya phir apne papa ka address proof lag sakta hu

  89. shashi kant singh

    sir mera voter I’d card me mere father ka name me kumar ki jagah prasad ho gaya hai our mera DOB 6feb 1998 LA hai or voter I’d me 1jan 1999ho gaya hai sir aap batai kaise sahi hoga

  90. imtiyaz

    Sir hamare pas passport h usse name or date of barth sahi ho jayegi plzzzzz reply

    • Aapne passport ke liye diye document me galat details hone ke karn ho gaya hai. pahle app passport ke liye diye document me sahi kare. bad me ho sakta hai.

  91. sandeep

    Hello Sir
    Mujhe apne father Ka Date Of Birth thik karna hai but mere pass bas unka purana voter id card(jisme Date of birth galat hai) aur Aadhar Card Hai (jisme date of birth thik hai) mere pass aur koi id nahi hai mai kya Karu

  92. Asmaul Shaikh

    Mera aj voter id card aya hai but card me Date of birth nehi to kya karna hoga please bolo sir

  93. JASIM KHAN

    National Voter’s Service Portal IS SITE ME HAMLOG KYA KYA KAM KAR SAKTE HAI PLZ BATAYE

    • is website se apana voter id card details check kar sakte hai, new vater card ke liye online Apply kar sakte hai. status check kar sakte hai. ( maine article me bhi bataya Hai )

  94. umesh

    Sir mera voter id me date of birth galat hai usko sahi karwana hai to ky karna plse help me

  95. junaid

    Sir mera naam junaid hai may form 8 upload kar raha hu usme date of birth me choice hai lakin wo upload hi nai ho raha hai aur dono cheeze bhar bhi nai raha hai aur dono zarori dikhata hai .
    Plz tell me

  96. Deshraj

    Sir online voter id me change karne ke bad muchhe inke office me visit karna hoga kya

  97. manoj singh

    Sir
    Mujhe apni date of birth sahi karni he or name bhi sahi karna he uske liye kiya solution he sir

  98. poonam singh

    Dear Sir

    Voter id correction hokar kitne time tak delivery hoga

    • Aapko New Correct Vater card milne me 1 month se jyada vakt lag sakta hai. aapko ye ghar baithe nahi milega. pahle to aapne jo Voter ID card Me sudhar kiya hai vo ho jaye. isake bad aapke area ki voter id connected office me jaye yahan se aapko mil jayega. online status dekhte rahna.

  99. shahid khatri

    mera neme badlwana he kese onlin from bhare samj me nahi aarahe he sir plzz help

  100. Kuldeep Sharma

    sir,mujhe apna naam voter card me change karna h, form 8 filling k samaye 3 file upload karni h pahle photo,second identity proof, third address prof,mere pass old voter card,aur pradhan se likha huaa letter paid h jisme naam &adress h, kis jagah kon si file load karni h ,agar phooto change nahi karna h to wo bhi upload karna hoga kya

    • address proof ke liye aap aadhar card add karo. ya fir rashan card add kar sakte hai. lekin aapko Aapke Sahi Name ka koi bhi ek proof dena padega.

  101. AZAHARUDDIN SHAIKH

    SIR MERA ONLINE CURRECTION KARTE SAMAY PART NUMBER & SERIAL NUMBER WRONG HO GAYA H TO ISSE VOTER ID BANANE ME KOI DIKKAT TO NHI HOGI YA FIR APPLY KARE PLEASE HAME BATAYE .

    • Bro, Aapka Name find Karne Ke Liye Ye Information Bahot Jaruri Hoti Hai. PART NUMBER aur SERIAL NUMBER dono WRONG hai to Problem Ho sakti hai.

  102. matiullah Ansari

    Gm sir mera voter I’d and passport me dete of birth galat ho gya hai. May is ko kaise sudhar kru plz help me

  103. AZAHARUDDIN SHAIKH

    SIR MERI WIFE DUSRE DISTIC SE HAI UNKA DETAIL APNE DISTIC ME UPDATE KARWANE KE LIYE KYA KARE ?

    • Voter ID card Ke Liye wife Ka Address Change aap Ofline aur Online Kar sakte Hai.
      sabse pahle Aapko apani wife ke dusare district se name delete karvana hoga. isake liye form 7 submit karna hai. aur bad me aap apane district me form No : 6 Submit karna Padega.

  104. sandeep marandi

    Sir baad me jo voter ID card aayega wo original ya duplicate rahega.

  105. pradip dhumak

    Mera address change karna hai & mere bivi ka name change karna hai to kya karu

  106. Chandra Shekhar

    sir , mai abhi apni job k karan MP se Tamilnadu transfer hua hu, aur mere pas local address mai sirf rental agreement hai, to mai kaise voter card mai address change karu?
    mujhe local address ki bahut jarurat hai, please tell me
    thanks

    • Chandra Ji, Aapko permanent Tamilnadu me Shift Hona Hai to Aap Voter Id card Address Change Karva Sakte Ho. lekin Ye process long hai. Aap Article Me Bataye Step Se online From Submit kar Sakte Ho.ya Fir Aap Local Address Ke Liye Dusara Koi Document Use kar Sakte hai. jaise Aap jahan JOB karte hai Is office manager ya Department se Address Proof Nikalva lo.

  107. vijay nandwani

    Sir me apni voter id me address change kr rha hu online
    But sir from 8 me yh
    1 Part number of electoral roll
    2 Serial number in that part
    Puch rha hai to yh mujko apne voter id card me mil nhi rha to me kya kru
    Please help me

    • Bro Voter ID Card ke Liye Part number aur Electoral Serial Number Aapke Aria Ke Booth Level Officer ( BLO ) Ke Pas Se Milega. Jo Aapke Voter Card Ke liye Niyukt kiye Gaye Hai.

  108. MANISH KUAMR

    SIR MUJHE ADDRESS, NAME, FATHER NAME , SUDHAR KARNA HAI KAISE KARE
    AUR POST OFFICE BHI AID KARNA HAI KAISE KARE PLEASE HELP ME

    • Bro, Woter ID Card Ki Koi Bhi galti Sudaharne Ke Liye 2 Option Hai.
      Aap Apane gav – City ke Boot level Officer Se Mile wo aapko jo form dega wo ise submit kar digiye.
      Agar Aap Online Apply Karna Chahte Hai to Article Me Batayi Tricks Follow Kare.

  109. vishnu mahato

    Koi aadmi jo abhi west bengal ka parmanent residence ban gaya hai uska voter id jhatkhand se kaise transfer karein

    • Sabse Pahle Aapko west Bengal se apana name delete karvana hoga. yahan aapko Office me form 7 apply karna hai. isaki aapko Receipt Milegi. Ise aap jharkhand me dena. yaha aapka name add kiya jayega. bad me dusara voter id card Nikalvana. address change ho jayega. isake Liye aap Online Bhi apply kar sakte hai. isaki Link article Me Di hai.

    • Agar aap Voter Id Card Ke Liye Online Apply Karte hai to jald Mil Jayega. lekin aap BLO Officer Ke ye kam Karvana Chahte Hai to 1 Month Se Jyada Time Lagta Hai.
      Aur ek Bat Bata Du agar aapka Voter name Voter List Me check kar Le. agar Isame sahi hai to aap najdiki election office se turant mil jayega.

    • Voter Id card Me Date Of Birth me sudhar Ke Liye Online apply Kar Sakte hai. Jo article me bataya hai. ya Fir aapke aria Ke BLO Officer Se ye kam Karva Sakte hai.

    • jab aap online voter id card ke liye apply karte hai tab aapke gauv ya city me BLO ki niyukti ki gayi hai. wo aap tak id card pahuncha dega.

Leave a Reply