How to use paytm wallet in hindi Jankari ?

India Me NoteBandi Ke Bad PM Narendra Modi ne cashless Payment System – Online Payment Ki cashless scheme chalayi hai. In Sab Me paytm ka Use Jyada Ho raha Hai. Kuchh Log pahle Se Paytm Se Money transfer, Mobile recharge , Bill Payment Karte Hai. Is Article Me New User Ke Liye Paytm Wallet me Paise ksie add kare ? Ki Jankari Hindi me Di Gayi hai.

Agar Aapne Abhi Abhi PayTM Account Id Create ki Hai to Aapko Paytm Ke Sabhi Future Ke Bare Me pata Hona Chahiye. Kyu Ki Koi Bhi Online Work Me Aapki Ek galti Khatre Ki ganti Baja Sakti Hai. Paytm Se Online Payment kaise transfer Karna, Mobile Recharge Karna, Bill payment Karna In sabhi ke Liye sabse pahle apko Paytm Wallet Ke Bare Me pata Hona Chahiye.

Paytm Wallet Kya Hota hai ?

Jise ham Apane Pocket – walet ya Purse me Kuchh Paise rakhte Hai aur Ise Koi Bhi chij Ki Kharid Sakte Hai. vaise Hi paytm ka wallet hai. hamara Pocket Offline Hota Hai. Paytm ka wallet online Hota Hai. isame ham Paise Apane Bank Account Se ( debit card, credit card ya Net banking Se ) add kar skate hai.

ye e-wallet ki tarah work karta hai. Paytm Me add Kiye Paiso se ham Online Shopping, Mobile recharge , Money trasfer via Mobile Number, Bijali aur Any Bill payment Kar Sakte hai. Isake alava electricity Bill, DTH recharge, Ticket Booking  Bhi Kar Sakte Hai. Aap Ek mobile Se Dusare mobile Me ya Fir Ek Paytm wallet Se Dusare Wallet me paise transfer Kar Sakte Hai.

Why should use Paytm ? Paytm Ka Use Kyo Kare ?

  1. 24 ghante customers support & all Problem Solve.
  2. Paytm Computer aur Mobile Dono Device Pe Work.
  3. Add Money Your Wallet Via Credit card, debit Card & Net banking .
  4. No charge For Add Money Your paytm Wallet .
  5. Daily Cashback, new promo code & more discount.
  6. Paytm App Possible to IOS and Apple iPhone User.
  7. Strong Safety and Security.

Next , Aapko Paytm Wallet Me money Kaise Add karte hai wo Step By Step Hindi me bataya gaya hai.

how to add money in paytm wallet in Hindi

Aapko Bata Du Ki paytm ke Wallet me paise Add karne ka tarika Computer aur Mobile Application Dono Me same hai. fark Sir Itana Hai Ki Computer Me Aapko Ye option Large Screen Pe Dikhai Dege. yahan Smartphone Paytm App Se paise add karne ka tarika banata Gaya hai.

Step By Step Guide For add money in paytm wallet :

  • sabse pahale apane Mobile Se Paytm App open Kare. Login kare.
  • Home Page Pe Add money Ka option Aapko Dikhai Dega. Ise Click kare.
  • New page Open Hoga , Isame Aapko Amount Likhni Hai. Jitane Paise add karna Chahte Hai wo likhe.

Paytm Wallet add money

  • Isake samne ” Have a promocode ? ” Likha Hoga.
  • Agar Aapke pas Promocode Hai to Ise Click Kare.
  • Promocode Enter kare Or Apply Kar De.
  • Add Money ” Pe Click kare.

How to Use Paytm Wallet

  • Ab Ek Naya page Open Hoga. isme Paymet Option Hoge.
  • Agar aapke paas debit card hai to ise Istemal Kare. (1st option )
  • debit Card Number Add Kare.
  • Card Ki expiry date aur CVV number Dale.
  • Pay Now” button par click kar de.
  • Ab Paytm Me registred mobile number par OPT MSG aayega.
  • OTP Ko Like aur done kare de.
  • Ab Aapke Paytm Wallet Me Paise Add Ho Gaye Hai.

Ye Bhi Padhe : ATM – Debit Card Aur Credit Card Me Kya Fark Hai ? 

how to add money in paytm wallet using net banking ?

Agar Aapko Net banking Option Se Paytm Ke Wallet Me Paise Add karne Hai to Ye steps Follow Kare.

  1. ” Other payment modes ” Se Net banking Select Kare.
  2. Net banking ka page load hone ke baad bank Name Select kare.
  3. Note : Jis bank ka Net baking Use kar rahe wo Select Kare.
  4. bad me  “Pay Now” par click kar de.
  5. Ab Aap Net baking ke Liye apane bank ke Page Pe Aa jaonge.
  6. Net banking Ka apna username ar password enter kare.
  7. Continue ya Pay now Option Pe click karke payment process pura Kare.
  8. net banking se payment process pura karne ke baad paise aapke Paytm wallet me add ho jayenge.

Extra Inning :

Is Tarah Aap Online Payment , Mobile recharge ke Liye Paytm Use Kar Sakte Hai. paytm Wallet Me Money Add Ki hai Usaka Online Shopping, Bill payment , Ticket Booking ke liye Bhi Use kar Sakte Hai. Aap Kisi Friends Ko online paise transfer karna Chahte hai to Wo Bhi Paytm Se kar Sakte Hai.

Online Shopping Ki Jankari : Information In Hindi>>>

  • Ye Article Aapko Useful Lage to Share Jarur kare, taki Dusare Log Bhi Help pa Sake.
  • Daily New Updates Pane Ke Liye HindiHelpGuru facebook Page Like Kare.
  • Email Se Subscribe kare. aur Daily Updates – Post Padhe.
  • Agar Koi Bhi Saval hai to Comment me Jarur bataye .
  • Thanks To Visit  Article : ” How to Use Paytm Wallet In Hindi. “

104 Comments

  1. Rohit khanal

    Sir mera nam rohit khanal Hai mai assam dhemaji ka nibasi hu mai paytm ka purana user hu mai aapana area mai paytm shoping centere kholna chahata hu kuch jankari de to bahut aachha hota

  2. Diyasingh

    Agar koiii wallet no.mang rha he to kon sa no. Dena he kya hota he

  3. ROHIT KHANAL

    paytm se bank mai paisa transfer karne ka limit kitna hai ekdin mai aur hum bank account se paytm mai kitna add kar sakte hai per day

  4. rohit khanal

    sir paytm se pan card bananeka koi option aayega kiya taki mai logo ka pan card bonuwa saku please help me

  5. Raj

    Kya hum FIFTY vala promocode paytm k recharge k liye use kr skte hai…..???

  6. Rajesh sahani

    Paytm me came care numbar par phone receive nahi karte kyaa karu 1024 mera aya nahi

    • Jab Aap Paytm se recharge Ya Bill payment Karte ahi tab Promo code Ka Option Aata hai. wahan aapko promo code Use karna Hai. Promo code Paytm website se Offer Ke option se mil Jayega.

  7. rohit khanal

    paytm se recharge karne se rose promocode change hota kiya mujhe cash back nahi milta keise pata kare new promo code ka please bataye

  8. rohit khanal

    sir dusure ko Paytm use karna sikhane se kuch cash back Milne ka koi offer hai kiya agar hai to bataye please dusure ko sikhane se benifit milta hai to ham bahut logo ko sikhayenge kuch to hoga bataye comment mai

    • Aap Paytm Website Pe Jaye . Yahn se Aapko Referral Link Milegi, is Link ko friends se share kare. agar aapke friends is link se paytm use karke recharge karte hai to aapko cash back milega. jyada jankari ke liye FB par contact kare.

    • Fir se Aapka paytm transaction check kare . aapne galat Recharge kiya Hoga . Ya Fie Aapka Status Pandding Bata Raha Hoga. to Kuchh der me Ho Jayega.

  9. rohit khanal

    sir promo code ke baremai bataye mobile recharge karte samai koi promocode accept nahi hota dish TV DTH bahut recharge kiya but promo code samaj nahi aane par cashback nahi milraha hai koi easy upaye bataye please

  10. md auon

    Sir mayne ajj tatkal tikect book kiya tha irctc se aur payment paytm se kya but paisa kat gaya aur koe message hume nhi mila plz help me

  11. rohit khanal

    sir mera mobile ghum ho Goya mera Paytm mai bahut amount hai ab kiya karu sir kiya mai dusere ke mobile se mera Paytm ka amount pa Sakta hukiya mera simbhi ghum ho Goya please help me

    • yes, aap dusare ke mobile me pytm log in karke use karo. sabse pahle apana password change kar lena. computer ya Laptop se bhi kar sakte hai.

  12. priyank

    Mujse galti se 1600 RS or no pe dal dia h to wapas kese laya jaye
    Pliz reply me pliz

  13. rohit khanal

    Paytm mai VIP customer ko kya offer milega 20000 thousand ke bad mai VIP kaha jATA hai

    • Aap Paytm KYC process Ko Pura Kare. aap Paytm VIP Customer Ban Jayenge. Paytm VIP Offers, Paytm KYC Offers :-
      1) Transact for Rs 20 or more and get Rs 20 cashback
      2) Transact for Rs 20 or more and get Rs 20 cashback
      3) Book bus tickets and get Rs 100 cashback
      4) Book flight tickets and get Rs 500 cashback
      5) Book hotel and get Rs 500 cashback
      6) Shop for Rs 800 and get Rs 200 cashback

  14. rohit khanal

    sir Maine train ka 4 ticket book kiya succesful huwa but cash back samajmai nahi aaya Maine promo code use kiya hai usmei likha hai hotelt after 24 hours on your next hotel booking to get 500 cashback Kiya mai Jan sakta hu please

  15. rohit khanal

    dear sir mujhe train ki ticket banana hai kiya mai Paytm se bana Sakta hu aur mujhe ticket keise milegi I mean print lene ke liye kiya karna padega flight aur train ke ticket katne ke baremai batai please sir keise

    • yes aap Paytm Se train ticket Book karva sakte hai. Aapko iski ticket print link Mil jayegi , ise Download Kar lena. Bad Me koi Printer se Print Kar lena.

  16. rohit khanal

    maine dth recharge kiya but promo code dhalne bhol Goya kya recharge success hone ke bad offer ko keise prapt Kare help me

  17. rohit khanal

    Paytm pin code keyse set kare customer care ko phone kiya to nahi milraha hai 4 digit pin code magh raha hai keise kare 4 digit pin set help me

  18. rohit khanal

    mera ek item delivery pouch Goya but hamko pasand nahi hai keise returned kare help me soon

  19. rohit khanal

    sir Maine item order kiya lekin usmai prmocode dhalne bhulgoya mera order prossesing ho raha hai mujhe offer chaiye kiya mai dobar usimai mera cashback add karsakta hu help me now please

    • agar aapne order kar diya hai. aur payment bhi kar diya hai to promo code use nahi hoga. but aapne sirf order hi kiya hai to ise Cancel kar do aur fir e karo.

  20. rohit khanal

    mai har saman Paytm se purchase kar raha hu kiya jiyada saman lene ka muje koi offer milta hai kiya

  21. Ankur Singh

    Sir maine apana phone becha to usase paytm uninstal kar diya ab apane naye phone par istall karane ke bad wahi mobile no. dalane par error bata raha hai ki ye no. already use me hai

    • Aapko Mobile Number aur Password pata Hai Na. ? isase login kare. New Account Banane ka try Mat kare. apane jo Email address Use kiya Tha Wo Email aur Password Se Log In karne Ka try Kare.

  22. rohit khanal

    light ka bill pay karne se kitna cashback milega received copy keise milega

    • bijali ke bill ka bhugtan karne ke liye daily new promo code hote hai. aapko 1000 rs. pay karne pe 75 to 100 tak ka cashback milta hai.

  23. rohit khanal

    Maine kahi bar money add kiya but nahi ho raha hai please help me I want to use Paytm I want pay my electric bill and recharge my mobile

    • Aap paytm ko ek bar logout karke fir se login kare. pahle pata kare ki aapke bank account me paise hai ya nahi ? bad me fir se atm card details add kar ke Paytm wallet me paise add kare.
      agar na add hono ho sakata hai security ke karna aapko bank ne block kar rakha ho.

  24. rohit khanal

    sir Paytm mai paisa keise add Kare Maine do bar add kiya nahi huwa mujhe Paytm app ka use karna hai bina money add kiye bagar to possible nahi hai help me

    • Bina paise add kiye aap Paytm se kya karoge. na bomile balance recharge kar payenge. na koi bill pay kar payenge. apko bank se money add karna padega. aap koi step miss ya galat kar rahe hai. fir se try kare.paise add ho jayenge.

  25. rohit khanal

    mai paytm k jariye bahiut Sara material purchase karna chahata hu mujhe cash back kitna milega electric bill pay karne se kitna cash back milega mujhe puri jankari chahiye paytm mai joining hone k liye kiya karna padega please replay soon

    • Agar Aap Paytm cash back Se paise kamana Chahte Hai to Aapko Paytm Account Ka Use Karna Padega. Isake Bad Paytm Aapko Daily Promocode Deta Hai. Ise Dekh Lena. Aapko Kitana cash back Mil sakta Hai wo Likha Hota Hai.

  26. rohit khanal

    paytm mai money keise add kare kahi paytm mai money add karne ke bad apna account mai she koi chori to nahi karlega please if you understand reply I am waiting

    • Bro, all App Security Provide karti hai. koi problem nahi hoga. ( agar Ham Galti na Kare to . )
      Paytm Me paise Add karne Ke Step Article Me diye hai.

  27. rohit khanal

    sir paytm mai direct apana back account register keise kare bhim app ki tarha

    • Paytm aur BHIM app Dono ko aap compare na kare. kyuki Paytm Wallet hai , aur BHIM app UPI app Hai. Aap Jab Paytm me paise add karne ke liye ATM – debit card details add karte hai. Ise Save Rakh sakte hai. aapko bar bar details Add Nahi Karni Padegi.

  28. Abhinav

    sir mera PNB me account hai but abhi debit card nai liya hu…..mere pass passbook hai bs paytm me paisa add ho sakta hai kya…?? aur kaise add hoga paisa passbook se…pls bataiye…??

    • ATM ke Bina wallet app Paytm me paise add nahi ho sakte . agar aapka koi friends paytm use karta hai to wo aapke paytm me paise transfer kar sakta hai.

  29. Sir mai 4 -5 Dino se bank me transfer kar raha hun but jab dalta hun tab error bata kar pending me chala jata hai aur 1 din baad fir paytm me wapas aa jata hai sir mere bank me kaise transfer hoga plz help me sir….

    • Ek bar App Apane Paytm Account Me Add kar rahe hai wo bank Details Check kare. ifsc code jarur dekhe. bad me try kare. na ho to aapko bank banch ka contact karna chahiye. ( aur Aapko paytm Se ticket karne Ko Bola Tha. Aapke Kiya ki nahi ? )

  30. bablu malav

    paytm par mera balance atka huwa hai. maine debit card se paytm wallet me balance credit kiya tha jo ki mere bank account se to balance kat gya lekin paytm wallet me nhi aaya.

    to meri help kare ki iske liye mujhe kya karna padega.
    pls sir help me

    • Paytm Ke kai Customer Ko kuchh Din se Ye Problem Aa rahi hai. Bank se Balance debit Ho Jata hai but Not added Paytm Wallet. aap Paytm me ticket kare aur aapka Bank Balance Debit Hua hai isaka Screen shot bhi dijiye. 2 -4 din me aapko javab mil jayega.

  31. Mohd

    Good morning, please let me know how much amount will be charged from me for the usage of paytm, what is slab, at what amount change is applicable. Detail please. .. .. … …. …. …. ….

    • your Paytm wallet is not charged you can recharge it or pay directly from by using your credit card or debit card details to process the fee payment.

  32. susheel

    accept payment kya h maine usko ok kar diya h a/c no .dal ke vo proccess me sir kuch batao

    • Kai bar hota Ye hai ki aap jis bank Me online paise transfer karte hai wo bank Online service me Koi Problem hoto Transfer hone Me der lagti hai. But mai aapko Paytm se contact karne ko Bol raha hu. aap Paytm me ticket kar ke javab mage.

  33. Hemant Lad

    maine paytm se 1500 Rs Bank main Ttransfer kiya hai lackin woh pending bata raha hai to woh kab hoga . mera money saife hai na pls. reply me

  34. skumar joping

    sir ji mera 4500 rupe bank pr transfer kiye paytm se pesa cut gya or pending me aa rha wo kb tk clean hoga plzzz hemp me

      • skumar joping

        sir ji muje 3 din ho gye abhi tk mere paytm account me mera wo tranjesan pending bta rha h nhi bank me ja rha h nhi paytm aa rha plzz help sir ji pesaa use to hoga
        na faltu me to nhi jahega na

    • yes, Possible USE Paytm Offline Without Internet . Follow Step :
      1. Call to toll-free number 1800-1800-1234
      2. select language option
      3. add Your new Pin for paytm
      4. Next Call to 1800-1800-1234
      5. Follow paytm Option.
      Is tarah Aap Bina Internet paytm Use kar payenge.

Leave a Reply