Protect Your Debit – ATM card Safety Tips In Hindi

-

how to protect your debit card from scanners? Kya Aap Apane ATM Card Ke Liye Security – Safety Tips Follow Karte Hai Ya Nahi ? Sabhi Bank Apne Customer Ko ATM cum Debit Card Provide Karti hai. Lekin Isaka scanners Security Rakhana Hamari responsibility Banti Hai. Bank Chahe Koi Bhi Ho, ( SBI, HDFC, ICICI, IDBI, PNB, BOB, Axis…etc) wo Bhi Hamare Debit – ATM card Safety Ke Liye Security ke Sabhi Step Follow Karti Hai.

Lekin,  Hamari Galti Se Apane Bank account Me Koi Ki fraudulent Ho Sakti Hai. aayiye Aaj Ham Aapko Debit Card Ko Protect Rakhne Ke Tarike, Debit – ATM Card Safety Tips In hindi Me Batate Hai.

ATM – Debit Card Ki Security kaise Rakhe ?

ATM Cum Debit Card Me risk Kahi Bhi hai. Aajkal cashless transaction Jyada Hone Laga hai. Sath Me Kai Online cheating – Hacked Ke Mamale Bhi Samane Aa rahe Hai. ATM Card Chahe Aapke Ghar me Ho, Office Me Ho Ya Fir Aapke Pocket Me Ho ya fir During ATM transactions – Khayal To Aapko Sab Jagah Rakhna Padega. Hindihelp Guru Aapko Debit – ATM card Safety ke Bare Me Hindi me Jankari Provide Kar raha Hai.

Debit – ATM card Safety Tips In Hindi

  1. Sign on ATM Card
  2. Protect your PIN
  3. Safety during the transaction
  4. Tips During The Swipe machine
  5. Online Transaction Security
  6. Any Problem Contact Bank

1. Sign on ATM Card

  • Aapke ATM Cum Debit Card Ke Pichhe Ki Or ( Backwards ) Aapke Hastaxar Yani signature karne Ki Jagah Hti Hai.
    Debit - ATM card Safety tips in hindi
  • Jab Aapko Naya ATM Card Mile, Sabse pahle Ye kam Kare.
  • permanent marker pen se signature Kare.

2. Protect your ATM PIN

ATM Card Me Sabse Jyada Security Pin Number Ke Liye Rakhni Padti hai. Sabse badi galti Log ATM Pin Ko Jahan Chahe Likh Dene Me Karte Ha. Debit – ATM card Safety For PIn Number Ke Liye Ye Step Follow Kare.

Change your ATM PIN regularly.

  • – Samy Pe Pin Change karna Bahot Jaruri hai.
  • – Kai bar ham Apana ATM Card Dusaro Ko Use karne Ke Liye Dete hai. Agar Kisi Ko Diya Hai to Kuch Hi Samay Me Pin Chahge kar Le.
  • – Agar Aapko doubt hai Ki Kisi Ne Aapka ATM – Debit Card Ka Pin Dekh liya hai to PIN Number Change Kare.
  • – Aapka ATM Pin Number Kisi Ko Na Batayae. Chahe Vo Bank / IBA / RBI / Government Agency / friend / family member Ho.
  • – Good PIN Choose Kare.
  • Debit – ATM card Safety ke Liye PIN ko  card pe ya Isake Cover pe Pin Na Likhe.
  • – Diary ya kisi Book Me bhi ATM Pin Na Like. Ise Yaad Hi rakhe.
  • Ye Bhi Padhe : ATM Card kho Jane pe kya Kare ? Lost ATM Safety Tips

3. Safety during the transaction

  • – Jab Aap ATM Room Me Jaye. tab Bhi Aap Akel Hi jane Ka Agrah rakhe.
  • – Agar Aapka transaction Pura Nahi Hota hai tam tak Kisi Anjan Vyakti Ko Andar na Aate De. aur Nahi kisi Anjan Ki Sahayata le.
  • – ATM / POS terminal me PIN type Karte time keypad ko Chhipa Le.
  • – Aapka Koi Videos Nahi Bana raha hai na Wo Dekh Le.
  • – Buna Security security guard wale ATM Me Jane Se bache.
  • – Transaction slip ko ATM Room Me Na Fenke.
  • – transaction Pura Hone Ke Bad hi ATM Room Se Nikale.
  • – Jab tak ATM Machine Me Geen light na Ho tab tak intjar kare.
  • Also read : How to Generate SBI ATM PIN by sms & ATM In Hindi

4. Tips During The Swipe machine

Aajkal ham Online Transaction Jyada karne Lage Hai. Hotel / shops / malls me Jab ATM – Debit card Use karte hai Tab Debit – ATM card Safety ke Liye Kuchh Tips KoFollow Kare.

  • – Aap Khud Swipe machine ka use kare.
  • – PIN Kisi No Na Dalne De, Ya kahe.
  • – Aapka Swipe machine se Trasaction Ho jane Ke Bad Bank Account Balance Ki Janch karle.
  • – Anjan temporary stalls Pe rakhi POS machines Pe cards Swipe – Use na Kare.
  • Useful : SBI ATM Debit Card Online Apply kaise kare ?

5. Onnline transaction Security

Jab bhi Aap online Money trasfer ya Fir Online Shopping karte Hai tab bhi ATM Card Ka Use Karte Hai. tab Bhi Kuchh Debit – ATM card Safety Tips Ko Follow Karna Padta hai.

  • – Jis Website pe Aap Shopping kar rahe hai Isake address Me HTTPS:// hai ya nahi Dekh le.
  • OTP kisi No bataye , nahi Kisi Ke Sath Share kare.
  • – Online Shopping Ki website Fack To nahi Hai Na Wo check kare.
  • – Jayada Jankari Ke Liye Ye Padhe :

6. Any Problem Contact Bank

  • – jab Bhi Aapko Apane Bank Account Amount Me doubt Ho Bank ka Contact Kare.
  • – Koi Bhi ATM Card problem hone Pe bank Ko Jald Bata De. Bank Customer car me Call kar le.
  • ATM Card Kho jane Pe Bank ko Call karke Ya Fir Net banking – Mobile banking Ke Card Ko Block ya Hotlist Kara De.
  • – Apane Mobile Ko bank Account Se Link Jarur rakhe. SMS Alart bhi Use kare.
  • – Debit – ATM card SafetyA ke liye apko NEW ATm Card mile To Purana Card bank branch Me De.

Extra Inning :

So, Friends, mera Article ” Debit – ATM card Safety Tips In Hindi “Aapako Jarur pasand Aaya Hoga. Aap Ise SOcial Media ( facebook, Whatsaoo, Twitter Pe jarur Share Kare.

Agar Aapko Bank ATM Security Related Koi Saval hai To Comment Me Jarur Bataye.

Email Se Follow Kare. aur Sabhi Article Aapke Email Inbox Me Paye.

Daily Updates pane Ke Liye HindiHelpGueu Facebook Page Like Kare.

 

Recommended for You
You may also like
Share Your Thoughts

10 comments

  • Sunny kumar

    Mera to ATM card se 256000 ruppees kisi ne nikal liya tha…samjh main nahi aata hain kya atm card vi mere pass or atm pin vi main hi only jaanta tha…ek din hum ATM.se paisa nikalne gye..the…us..din hum paise nikal..liye… the…koi vi.aadmi nahi tha..us waqt…to hum ghar chle aai…tab mera…karib raat ke…11 baje
    ..sabhi..paisa..nikalne..ka msg aaya… hum to…short..ho..gye…yrrr..paisa kese nikal gye….ek baar..main 10000..or phir..10000..phir…5600 ka nikal…l😪😪😪😪😪 Abhi tak mera Paisa ka pta nahi chla sir….😪😪

    • HindiHelp Guru

      Aap Bank Branch se Contact kare.

  • sonali singh

    Koi aur meta atm card use lr rha h gaise ki mera friend to kya wo iska mis use kr sakta h ???
    And mera koi loss

    • HindiHelp Guru

      Agar Aapko Friends Par Barosha Hai to Nahi Karega.

  • Rajani

    Comment Text*Kya card par jo digit hota he usse bhi tranjection ho sakta he??

    • HindiHelp Guru

      Yes jab Ham Online transaction Karte hai to ATM – DEBIT Card ke Number aur Security Code ka Use Hota Hai.

  • vikash kumar

    mera gmil code bhul gaya hai kaisa patha karea

  • tinku

    hotlist kya h

    • HindiHelp Guru

      Isase aapka card to chalega, but koi bhi transaction nahi hoga.

Leave a Reply