Google Allo App ki Puri Jankari Hindi Me : Review

-

Aap Ye Name ”  Google Allo ”  pahli bar sun rahe honge. kyuki do din pahle hi ye name Lunch hua hai. Google allo messenger application  hai. google ka hi  Product hai. whatsapp ko ye takkar denewala hai. Bhale hi aaj aapko ye name naya lage, but kuchh din bad whatsapp ki tarah Google allo app bhi  Famous ho jayega.

Aapko Is Article Me is New Application ki Sabhi JanKari Hindi me Milnewali Hai . jaise…

  • Google allo Kya hai ?
  • Google Allo Account kaise banaye ?
  • ye Google Allo Se Masseges kaise kare ?
  • Google Allo Group Kaise Banaye ?
  • Application Google Allo Download Kaise Kare ?
  • Google Allo ke Future kya hai ?
  • Google allo app  vs whatsapp difference
  • How to Use google allo Multiple accounts.

Google allo Kya hai ?

Google Allo Jo Google ke dawara banai hai, Jiska name bhi bhi Google ke name se hi suru hoti hai, Google Allo . Sabse Badi bat Ye bhi Whstaspp ki tarah Hi ek messaging app hai,Isme bhi hum message kar sakte, Hai but ye whatsapp Se Bahut advance hai, HindiHelpGuru aapko Bataunga Whstaspp aur Google Allo me kya Deference hai. ( Deference between Google allo app  And Whstaspp )

Google Allo Account kaise banaye ?

google allo app kya hai how to use

Google allo me bhi aap apane mobile Number se apana Account bana Sakte hai. jaise aap whatsapp me Apana Account banate hai Usi Tarah Aap Google allo Me bhi account bana Sakte hai. ye step Follow kare.

1. sabase pahale google allo android application ko download kare.
2. apane mobile me install kare. Open kare.
3. Apana Mobile Number add kare.
4. aapke mobile number pe ek SMS aayega, Isame Verification code hoga.
5. Is Pin ( Code ) Ko add kare.

… Lo Ban Gaya Aapka Google allo app Account .

Google Allo Se Messages chat  kaise kare ?

Aap Ab To Smaj Gayae Honge ki Google allo Application whatsapp Ki tarah Messages app Hai. Isase aap Friends Ke sath Chat kar Sakte hai. stickers bhej sakte hai. isake alava aapko Google allo kai Latest Future bhi De raha Hai. Aap Dairect Videos chat Bhi Kar Sakte hai. Google Allo facebook, WhatsApp, hike se better hai,Kyuki Only 13 MB ka app me aapko all messaging app ke feature Mil jayenge. Aap Google allo app Ke Future Dekhenge tab Aap ko malum ho jayega.

Google allo App Future :

Shout Or Whisper:

Ab apko Font Size Change karne ke liye bar-bar Smartphone Keyboard ka use nahi karna hai. Bus aap Simple Text Type kariye aur baliye “Louder”, apke Message ka Font Size large aur Bold ho jayega. Isi tarah agar app “Quieter” bol kar bhi Font case Change kar sakte hai.

Google Personal Assistant kya hai ?

Google Personal Assistant ka use karke aap Self Chat kar sakte hai. @google se kuch bhi search kar sakte ha. Direct Web par ja sakte hai. Google allo app ke ye extra future hai.

Incognito Mode :

Agar aap Koi Personal ya Important Information Send karna chahte hai to us Information ko Hacking se bachane ke liye aao Incognito Mode ka use kar sakte hai.

Smart Reply :

Smart Reply ke bare me mai apko uper bta chuka hu . Ye Artificial Intelligence par kam karta hai. Smart Reply se aap apna Time bacha sakete hai.

Ink :

Ink Feature apke Photo ko Special bna dega kyoki har kisi ki iccha hoti hai. uska Photo Google Doodle ke sath dikhe agar aap Ink Feature ka use karte hai to aao apne Friends ko apni Photo Google Doodle ke sath send kar sakte hai.

Sticker :

Aap kis tarah ke Sticker chahte hai. Google Allo App me apko Duniya ke sare Sticker milegne aur sath bahut se Sticker banane wale Editor bhi milenge.

Google Allo Group Kaise Banaye ?

  1.  ji Ha Aap Whatsapp Ki tarah Google allo Me group Bhi Bana Sakte hai.
  2. group banane ke liye aap sirf apane mobile number ke contact select kare .
  3. ( Jo Aap Group Me add Karna Chahte hai. )
  4. Next ” pe Click Kare.
  5. Avatar ( Group Images – Logo ) Select kare.
  6. DONE ” Kare. aapka Google allo app me Group Ban Jayega.

Google Allo App Download Kaise Kare ?

Aap Google Allo application Use karna Chahte hai to Aapke Pas Android Mobile Hona Jaruri hai. aap Is Smart Application Ko Google Play store Se Download Kar Sakte hai. Play Store Me Jake ” Google Allo ” type kare, Search kare. aapko aap Mil jayegi. 13 MB APk File Aapko Download Karni Hai. Aap Google allo app  Latest Version Download Kare.
Aap Google Allo App Ios Aur Iphone me Bhi Use Kar Sakte hai.

Google Allo vs whatsapp

Agara mere se ye poccha jaye ki WhatsApp aur Google Allo me kaun best Messaging App hai to turant jawab dunga Google Allo. Kyoki iske bahut se reason hai jo Google Allo ko WhatsApp se best bante hai.

Google Allo App aur WhatsApp me sabse bda difference hai. Security Allo App ko koi kabhi Hack nahi kar sakta hai but WhatsApp ko Hack Kiya ja sakta hai.

How to Use google allo Multiple accounts ?

1 Mobile Me 2 Google Allo account kaise banaye ? Kaise Chalaye ? agar ye aap Soch Rahe hai to whatsapp Ki Tarah Aap Parallel Space Android Application Ko Use Karke multiple accounts bhi bana Sakte hai.

Extra inning :

abi ye new massenger aap hai. bad me bhi kai future is me add kiye janewale hai.

aapke friends jab tak Google allo app  istemal nahi karenge tab tak aap isaka maza nahi le sakte.

Google allo application ki sabhi hindi jankari ke Liye HindiHelpGuru website ki Visit Karte rahe.

Koi Saval hai To comment me bataye ham Isaka Javab Deke Aapki Help Karenge.

Google allo answer and question ke liye ham ek naya article bhi share karenge.

Recommended for You
You may also like
Share Your Thoughts

1 comment

Leave a Reply