Get Jio SIM Option MyJio App me Nahi Aa raha ?

-

Reliance Jio 4g Lunch hone ke bad sabhi Is Free internet Data Offer ka Use karna Chahte hai. but Kuchh na kuchh problem Aa rahe Hai. isame jyada problem Get Jio SIM option Na Aane Ka hai. Kai Friends comment Me Puchh rahe Hai Ki Get jio SIM ka option Kyu Nahi Dikhai De raha ? Isake Liye Kya Kare ? What problem For Not Show Get Jio SIM option ?

shuruat me Jio SIM Card preview Offer only reliance Jio Company ke worker Ke liye Hi tha. Isake bad LYF Smartphone ke Liye Available Kiya Gaya. bad Jio SIM Card Supported Phone List updates ki gai. Isame Kuchh Aur mobile Phone ke Liye Jio Sim Card available Kiya gaya. ab Ye Jio 4g Offer jyadatar Mobile Phone Me mil raha hai. fir bhi kuchh smartphone me ” Get jio SIM option ” nahi Aa raha hai.

Jio Sim Card Kahridne ke Liye apko Ek Code milata hai. Agar Code na ho to jio sim card nahi mil pata. ye Code Myjio App me Open hota hai. aur Aapko Milta Hai. but kuchh Mobile Aise hai ki jio sim ke liye Supported hone ke bavjud Get jio SIM option nahi Aa raha hai. ab kya Kare ?

aapke Liye hindihelpguru ne Is Article Me Isake Liye Tricks Diya hai. is Simple Step ko Follow Karna Hai. isase aap Get Jio SIm option Aapko Mil jayega.

Get jio Sim option My Jio App Me kaise aayega ?

get jio sim option my jio aap noe show

Get Jio Sim ka Option na aane ka Resonce Aapka Smartphone Hai. jis Smartphonr Ke reliance Jio 4g Offer de raha Hai. isaki sabhi details reliance Company rakhti hai. Jio Supported Sabhi Mobile ko wo registered karti hai. company ne Jis Smartphone Ko jio offer diya hai , in sabhi ke IMEI Number se reliance jio 4g Offer provide Karti hai.

Useful : CALL & MY JIO APP SE RELIANCE JIO SIM CARD KAISE PAYE ?

agar reliance ke Pas aapke Mobile details nahi hai to Aapko Get Jio SIm option Nahi mil raha hai.
ab apko IMEI Number Reliance jio Ko Provide Karna Hai. bad Me Aapka Mobile registered hoga. aur Aako Get jio Sim option Provide Kiya jayaega.

Myjio App me Get Jio SIM option ko available karne Ke 2 option hai.

Option : 1 :

1. Aapko Get jio SIM ka option MyJio App se milta hai. Myjio App ke Sath Aur bhi jio Apps hote Hai. Aapko In Sabhi Apps ko Install Karna Hai.
2. bad me Mobile Ko restart Karle.
3. Fir Se My jio App Ko open Kare.
4. Is tarah Bhi Aapko My Jio App Me Get Jio SIM Option Mil akata Hai.
fir bhi Agar Get jio Ka option na mile to kya karna ? Dekhe option 2 …

Ye Bhi Padhe ; RELIANCE JIO 4G SIM 3G MOBILE ME KAISE USE KARE ?

Option 2 :

  • phone Settings Me Jaye .
  • about Phone Me jaye .
  • ab Yaha IMEI number likha Hoga.
  • agar nahi Mil rah hai to Status Me Jaye.
  • Status Me aapko IMEI Number Mil jayega. Ise Likh le.

Note :
(Agar Aap Dual Sim use Kar rahe Hai to Dono Sim Ka IMEI number Likh lena Hai. )

Problem Solve : JIO SIM NOT WORKING NO SIGNAL PROBLEM SOLVE KAISE KARE ?

  • ab Aap Is IMEI number ko reliance Jio Customer Care Me Batana Hai.
  • 1800-889-9999” ye Jio Customer Care No< pe Call kare.
  • care me Bataye ki Mere Mobile Me Get Jio SIM Option nahi Aa raha hai.
  • Aapko IMEI Number Puchaa jayega. wo Bata De.
  • reliance Jio Aapka Mobile register Kargi .
  • bad Me Aapko My Jio App Me Get Jio SIm Option Mil jayega.

( Not : Agar Customer Care Me Number Nahi Lag raha hai to aap Mobilr Ka IMEI number Email bhi Kar Sakte Hai. Get jio SIm ka option Nahi Aa raha ye Batakar Mail Kare. Email Address : [email protected] )

Next Get Jio SIm Prosses :

  • Reliance Jio Aapka Mobile Number IMEI se Verify Karega.
  • is Prosses Ke Liye 2 to 4 gante Lag Sakte hai.
  • is Samay Aapka inernet On rakhna Jaruri hai.
  • 2 -4 gante bad Mobile data ko Clear kare. mobile Ko register  kare.
  • Fir Se My jio Aap Open Kare.
  • aaoko Get Jio SIM Option mil Jayega.
  • KISI BHI MOBILE NUMBER PORT KARKE JIO SIM KAISE PAYE ?

Extra Inning :

– Apane Dosto ko bhi ye article Share kare.
– Daily updates – New Jio 4g Tricks pane Ke Liye Email Se Subscribe Kare.
– Koi Bhi saval hai to Hindihelpguru facebook Page Pe Puchh sakte hai.
– Get jio SIM option Ka Saval Comment karke bataye.

Recommended for You
You may also like
Share Your Thoughts

35 comments

  • Tarun yadav Shikohabad

    Sir g mere adhar k pincode pr jio sim activate nhi ho rhi hai. kya kru ?

  • ajim

    hello sir mere pass
    micromax 4g e455 ke mobile h
    to us me 4g ke network nahi aate h
    kahi call bhi nahi hote h
    plz help kare

  • ROHIT KUMAR

    To sir aap mujhe jio ka customer care number de de or vo vala number de jisse ki vodafone operator call kar sake…………..THANK YOU

  • ROHIT KUMAR

    Hiiii Sir mera naam Rohit Kumar hai or me ek 4g LTE phone use kar raha hu lekin my jio app me Get jio sim ka option nahi aa rha h.Sir mene sb kch try kr lia h lkn fir bhi nhi aa rha hai or jaisa aapne bataya ki phone ka IMEI no. jio ke customer care me batao lekin sir vo number lg hi nhi rha h or agr email karoo to udr se koi response or koi reply hi nai aata h to sir me kya karoo plz hlp me………………….THANK YOU.

    • HindiHelp Guru

      sabhi tricks try kar li hai to fir aap mobile change karle. kyu ki isake siva koi option nahi hai. customer care me call kake bataye ?

  • Dhakad ShamSherSingh

    sir ek 4g phone se kitni Jio sim ke barcode le skate h please helpe

    • HindiHelp Guru

      vaise to 1 phone se 1 jio sim le sakte hai but 2 sim leni ho to aap 1 sim buy karne ke bad mobile ka imei number change karke dusari jio sim le sakte hai.

  • Rakesh Dhar yadav

    My mobile is Micromax canvas nitro E455 4g hai but verification ho gaya but abhi tak koi message nahi aya na hi koi network aa raha. 10 days ho gaya. Please help me.. .. ..

  • Abhishek

    Bhai mere pas mere dost ka jio sim hai kya mai apne 3g phon me mtk app se chala sakta hu

  • Prashant

    Get jio sim ka option ni aaya email bhi kr diya h ab kya kru

    • HindiHelp Guru

      kya aapne is tricks ko use kiya ?

  • Nazir

    Sir mene customer care par call ki bit WO kah rahe hain ki 3G phone me bar code general nhi hoga plz ab mujhe bataiye me kya karu
    Mera phone lava iris atom2 3G phone hai plz help me sir

    • HindiHelp Guru

      aap koi friends ke 4g mobile se code generate kare. aur tricks se 3g mobile me chala sakte hai.

  • srishti kumari

    Sir mere me ek get jio ni àa rha plz help me n hi code aa rha kya kre

    • HindiHelp Guru

      fir se sabhi step follow kare. sabhi myjio app remove karke.

  • surendra kumar

    Sir
    maine offer code apne dost ke nam se banaya
    Aur sim lene k liye maine apna id proof diya hai to kya sim activation me dikkat hoga?

  • Mahesh

    Sir Maine geo sim liya baarcod cod dikhake .
    Agle din my Gio ka app uninstall ho gya galtise Maine phirse app download kiya but mera barcode nahi dikha raja hai . sim lene ke baad activet hone par barcode ki jarurat padti hai kya

    • admin

      aap sirf aapke myjio sing in details se login ho jaye. aur kuchh nahi.

  • abhi

    Sir kese bnau get Jio ka option hi nhi as rha

  • abhi

    Sir mere m get Jio ka option bhi aa gya thaa or barcode bhi fir barcode ka mene screenshot bhi le liya fir mene app exist kr liya. Pr puri there se I’d nhi Bnai is she koi problem to nhi hogi pls reply

    • admin

      Fir Se Try kare.. User Id To aapko Banani Padegi. but abhi koi problem nahi hai.

      • abhi

        Pr sir ek msg aaya h(Dear Customer,Thank you for choosing Jio. We have received your application for new connection. Your order number is xxxxxxxxxx. Thank you,Team Jio
        )

        • admin

          ab Aapko activation – verification prossec karni hai.

  • vishal

    Customer care mai call ni lag raha aur email ka bhi koi reply ni aaya hai
    Ab mai get jio sim ka option kaise laau
    Help me

  • vikash

    Code ni ha raha or mera phone 3g h kya kre plz help

Leave a Reply