Mobile Se Bank Balance Check Kaise Kare

how to check bank balance By Phone Number? Mobile Phone Aane Se kai Work ham Ghar baithe hi Kar Sakte Hai. aisa Hi ek impotent kam hai Bank Balance Check Karne ka. Aap Miss Call Dekar Bank Account Balance Check kar Sakte Hai. Is Useful Mobile Number Se Aap kisi bhi Bank ( SBI, HDFC, ICICI, BOB, PNB, axis, Union, SBh ..Etc..) Se Aapke Account Ka Bank Balance Check kar Sakte Hai.

Mobile Phone Number Se bank balance Check karne Ke Liye Aapka Mobile Number bank account Se Register Hona Jaruri Hai. jab aap bank account Open Karte Hai tab Jo Number application Form me dete hai vo kai Bank register kar leti hai. kai banks Ke Liye mobile Number Registration process Karni padti hai.

kisi bhi bank ka balance kaise check kare

Digital Payment System or cashless transaction ko government Of India Badhava De rahi hai. aise Me Mobile Banking, USSD SMS Service, UPI Mobile Banking aur Net banking ka Use badhta  Raha hai.

agar aapke pas Simple Phone Hai to Aap USSD SMS Se bhi Bank Balance Check kar Sakte Hai. Paise transfer kar Sakte hai, Mini statement Dekh Sakte hai. adhar Number bak Account Se Link Karna Ho ya Fir Bank Account Se Mobile Number register karna Ho . Aap ye Sab kam Mobile Number Se kar Sakte hai. yahan apko kai banks ke Mobile Number Diye hai. Isake aap Apane Khate Ki Jama Amount Ke bare Me Balance Enquiry kar Sakte hai. Ghar baithe bank Balance Check karne ka ye Best Tarika Hai.

bank account check karna

 

1. sbi balance enquiry toll free number miss call

State bank of India me miss call se balance inquiry ke liye aapko pahle apna mobile number SBI quick service ke liye register karna hoga, register karne ke liye msg box me jakar type kare

  • REG<space>Account number aur  send kare 9223488888.

SMS bank account se jude mobile number se kiya jana chahiye, uske baad aapko activation ka MSG aayega. Click : SBI Mobile Banking Activation Freedom

Service activate hone ke baad aap SBI Bank Balance Check Kar sakte hai.

  • SBI Balance Check : Mobile Umber : 09223766666 ( Miss call ) ( Updated )
  • Balance Check by SMS :   is number par‘BAL”likhkar SMS Kare.
  • SBI Mini statement: Mobile Number :  09223866666

Useful Article : Net Banking Safety kaise Rakhe ? 10 Security Tips Hindi

2. Punjab National Bank Ka balance Check

SMS Service registration :

PNB me balance inquiry ke liye aapko pahle customer care (18001802222) me call karke misscall se balance check karne ki service ke liye registration karwana padega, uske baad aap 01202490000 par miscall dekar apna bank account balance jan sakte hai.

  • Panjab National Bank  – 18001802222 or 01202490000

3. ICICI Bank Balance Check kaise Kare

  • Bank Balance : Mobile Number : 02230256767
  • ICICI Mini statement : 02230256868

Ye Bhi Padhe : Net Banking Kya Hai ? Isse kya kar Sakte hai ?

4. Axis Bank Balance

  • Bank Balance : Mobile Number : 18004195959,
  • Mini Statement  ke Liye :   18004196969

5. Andhra Bank Balance Check

Agar Aapka Account Andhra Bank Me hai to aap Miss Call Se Bank balance Check kar Sakte Hai.

  • Balance Check Mobile Number : 09223011300

6. Bank of Baroda check Balance by Misscall

Agar Aapka Account BOB ( Bank Of Baroda ) Me hai . aur aapne Mobile Number Ko register Kiya hai to Balance Check kare.

all bank missed call balance number Latest – New

bank balance check karna tarika

7. HDFC Bank

  • Balance Check karena Mobile Number : 18002703333
  • Mini Statement Pata karna : 18002703355

8. State Bank of Bikaner and Jaipur (SBBJ)

SBBJ me Mobile Number registration Kaise Kare ?

SMS kare : REGSBBJ <space> Account Number Likhkar  09223488888 Pe SMS Send kare.

  • SBBJ Bank Balance Check :  09223766666
  • Mini Statement: 09223866666

9. Yes Bank Ka Balance check karne ka Tarika

  • Is Mobile Number Se Miss Call kare : 09840909000
  • Mobile Number register Hona Jaruri hai.

10 . Union Bank of India

  • check Bank Balance : 09223920000,
  • Mini Statement  – 09223921111

Ye Bhi Padhe : CBI Internet Banking Se Paise Transfer Kaise Kare

11. UCO Bank

  • Miss call To :  09278792787

12. Vijaya Bank

  • Balance Inquiry Number :  18002665555,
  • Mini Statement : 18002665556

13. IDBI Bank :

  • Balance Check :  18008431122,
  • Mini Statement – 18008431133

14. Canara Bank :

15 : Karnataka Bank

  • Account Balance Pata kare : 18004251445,
  • Mini Statement Dekhe : 18004251446

Isake Alabva Bhi Kuchh aur banks hai > Isame agar aapak Account Hai Aur Aapne mobile Number bank account se Link kiya Hai to aap Bank balance Check kar Sakte hai.

Ye Bhi Padhe : Citibank Net Banking Activation Kaise Kare ?

  • Allahabad Bank – 09224150150
  • Dhanlaxmi Bank – 08067747700
  • Bank of India– 09015135135
  • Syndicate Bank – 09664552255 or 08067006979
  • Kotak Mahindra Bank – 18002740110
  • Bharatiya Mahila Bank -09212438888
  • Central Bank of India – 09222250000
  • Indian Bank – 09289592895

Extra Inning :

Is Tarah aap apane Mobile Number Se Kisi Bhi bank ka apane account Ka bank balance Check kar Sakte hai. Mini Statement  Bhi Dekh Sakte hai.

aapako Ye Hindi information” how to check bank balance By Phone Number “ Kaisi lagi Jarur Bataye. Apane Friends, family Se Share Kare. Daily New Updates Pane Ke Liye HindiHelpGuru Facebook Page Like kare.

126 Comments

  1. Dharmendra Kumar

    Sir Mara balance check karna mobile sa kasy key btadijya web side bta dijya UCO bank

  2. Jugendra singh

    Mobile number nahi lga ho khate me to Aadhar card se baink balance kaise chek care

  3. Dinesh kumar

    Sir hamara khata indian bank me ha kya ham aadhar nambar se rupye nikal sakte hai.

  4. Mahesh chandra

    sir hamara account Allahabad up gramin bank me khata khula hai kaun se number se mai apana ballance check karu

  5. Ratan lal gurjar

    sir bank blance servis activate karne se account se koy charj to nahi catega

  6. arshad alam

    SBI me mobil number register nahi ho raha hai likh raha hai ki your mobil number is not registered please help me sir

  7. shivam verma

    Sir.Allahabad bank account number se mobile member kaise register kere

  8. Kaushal rajpoot

    Sir aryavert gramir bank bignour lucknow ka ussd code or chek bank balance no. Ha kya

  9. sir sbi me online moblile no. reg. ho sakta he kya
    Jab paytm use karta hu to vaha to mera mob. No otp ke liye likha hua aata he but it nahi aata he. Iske liye kya karna padega

  10. ankit

    sir Mai sydnicate bank Hasanpur 8582

    ke r.d account code 1761 ki 1 Tarek de 15 September tak ki daily jama ki entry kaise dekh Sakta hu.

  11. DEEPAK

    SIR HAMARE SBI ACCOUNT ME LINK MOBILE NUMBER KHO GAYA HAI. AB ONLINE LOGIN KARNE KE LEYE KYA KARE..?

  12. Sandeep Gupta

    Sir mera saving and current account dono gramin bank of Aryavart in agra in uttar pradesh me hai
    balance mobile par check kaise kare,,
    Agar koi mobile application hai to please name it

  13. gurjant singh

    Paise niklne K baad msg v ata had but article no par miss call krne K baad ministatement nhi ati

    • to Fir Aapka Mobile Number Bank account se Link Nahi Hoga Ya Fir Bank Ne Services Block Kar rakha Hoga. Aap Bank Branch Me Jaye aur Pata Kare.

  14. Gurjant singh

    Mera Mob no sbi bank me diya hua hai Miss call krne par minnistatment nhi ati kya kre

  15. laxminarayanbhil

    sir mera hariyana geramin bank me khata he to paise kese dhek seket he ji

  16. mera no.reg.nhi hai bank me …iski wajah SE mujhea mera account detail v PTA nhi chal PA rha hai … Union Bank me hai mera account

  17. chandan kumar

    mera account canera bank ke hai
    mai mobile number 9122***465 ko bank me diya hu ye av judh hai ki nahi hame pata nahi hai ye hame kaise pata chlega

    • Agar Aapke Is Mobile Number Par Bank Ke SMs Aa rahe Hai ya Fir Koi aur Notification aa Raha Hai to Samaje Ki Bank account Se Number Juda Hai.

  18. Santosh more

    sir mera a/c maharashtra gramin bank me hain balance kaise cheak kare

  19. palak

    sir mere sbi ke account s kisi ne 20000 transafer kr liy ah to kya wo paisa return ho jayega

    • oh.. Aapke Mobile Ke OTP Ya ATM Ke Bina Koi Aapke paise Transfer Nahi Kar Sakata. kya aapne Kisi ko ATM Details ya Mobile Me Aaya OTP Diya Tha. ? aur ha Kya Aapane Bank Brach Me jake Check Kiya Ki Sach Me paise Transfer Ho gaye Hai ? kai Bar Account Balance MOD Me chala Jata hai to Nahi Dikhata Hai. aur Ham Samaj Lete Hai Ki Kisi Ne Transfer kar Liye.

  20. Manoj

    sir,mera account rajasthan marudhra gramin bank main he main apna balance kese check kru

    • Aap Galat Use Name Aur Password Use kar Rahe Hai. aap apane registered Mobile Number par ya fir Email par Aaye MSG ko check kare. aapko Sabhi Login Details Ka Pata Lag Jayega. ya fir Password Fir se Reset Kare.

  21. Thank you so much for the wonderful information .This is really important for me .I am searching this kind of information from a long time and finally got it.

  22. somya yadav l

    Kya esme.kese.bhi branch se pata chal jai ga
    Sir mera account BOB me hai .

    • Ratanlal

      Sir mera.account Sbbj.me he menu.account.open.kraya.tab
      ..mobil.number.from.me.lekhe.te.lekin.mera.mobil.number.add.nhi.liya..aab.me.kiya.kru.mobil.number.add.karna.he.Atm.se.kar.sakta hi kiya

      • Aap Is Article Me batayi Tricks Follow Kare. Shayad Aapka Mobile Number liya Ho aur Activate Na Hua Ho to Ho Jayega. isase Na ho to Bank Branch me Jana Padega.

  23. chunni lal

    Sir. Mera Ac SBI grahk seva kendra ka hai uska balence kaise chek karun ?

  24. sir mere acount sbbj me hai our mere mobael no.ragistar nahi hai bank branch jao to waha wo kahte hai ki kuch nahi ho sakta our nahi form de rahe hai mene apna bahut balenc in no.09223488888 par apne no.rag. ke lie sms beja par kuch nahi hua ab aap hi kuch kijia
    branch neme sbbj bank mushroli jhalawar rajsthan

  25. Anndy. Sue

    Anndy.Sue
    Diplometic Press Reporter
    Hindi Help Guru Naam H Hindi M Rojgaar Ke Aate Naven Yojnao K Spl Govt Ke Aie Latest Uplabheto Ka Bus Yeh Kehna Chauga Ke Aap Jis Schame ke Bhe Jaankare Day to usper Ukt Soarce Company Ka Deposit Rakhnay ka .weh bhe Guideline Anusar or Jo Aapka yeh tree best system H
    Gd Bttr. Bst******* 5 + no compaire etc
    Anndy
    Corsp

  26. rohit khanal

    sir online bank account keise open kare kya ham bank account open kar sakte Ghar bayethe

  27. shiva chauhan

    Mere SBI account se kisi ne ₹ 68997/- kisi ne online purchase 000429 pos switch cen me oxigenwallet ke madhyam se kar liye . bank aur police wale koi bhi help nahi kar raha h. apna ballence recover hetu kya karu.

    • Sorry Bro, bank se Ab Balance Recover Nahi Hoga. Aap cyber cell india contact number Pe contact karke Dekho. google me search karke aape area ke cyber call ka contact kare.

  28. pradip kumar

    Allahbad up gramin bank me mera mobile number add hai mai mobile se ballence check karna chahta hu kya karun

  29. Amresh kumar

    Sir account balance kaise check kre mobile se jo number register kiyea the bank me o number kho gya hai to

    • Aapko pahle Bank Me Jake Kho Gaya Hai vo Mobile Number deactivate karvana padega. aur dusara Number bank account se link karvana padega.

  30. Chandan Kumar

    Sir agar mera account number koi dekh leta hai to kya wo mere account ka blance nikal sakta hai

  31. kumkum

    sir mujhe balance check krna hai meri paas book pe kitna balance hai kyese check kre branch me jo myene apna numbrr diya tha bo number abb band ho gya hai

    • isake alava Do option Hai. Agar Aap Mobile Banking use karte hai ya Fir Internet Banking Ka Use Karte Hai to pata Kar sakte hai. Is Article Ki Tricks Se bank Balance Pata karne Ke Liye Bomile Number Bank se link Hona Chahiye.

  32. pradip kumar

    Bank of Baroda ka bailens no. 09223011311 pe chak nhi ho hra hai koi dushra numbre hai kya

  33. Birsa Hansda

    Sir, mera BOI me account he or me mobile number and email vi add karna chahta hu to me kaise kare?

  34. HARENDRA CHAUDHARY

    Sir mera account gramin bank of aryavart me h balance kaise chek kre

    • Sorry Bro, sabhi Gramin Bank Ka Balance mobile se check karna possible nahi hai. kuchh bank apane customer ko ye suvidha provide karti hai.

  35. Indal Kumar

    Hello
    Sir mera.account boi me hai .Mobile number se nahi jura hai balance Kaise Chen kare.

  36. vishal mahto

    Jharkhand Gramin Bank me mera passbook hai. Balance check kase kare

  37. dipak baviskar

    Hello. .mera account bank of india ka h…Jo mp me h..or me ab gujrat me hu mera atm card block ho gya h. ..kya me gujrat ki koi bank of india ki branch se pese nikal skta hu

    • corporation bank balance enquiry missed call number : 09289792897 (For Domestic Customers) : 919289792897 (For customer residing in abroad)

Leave a Reply