WhatsApp sabse popular social media, messenger app hai. india me sabhi smartphone me balance ho ya na ho WhatsApp app jarur hogi. ab WhatsApp ko facebook handle kar raha hai. aap WhatsApp ko use kar rahe hai to whatsapp security ka bhi khyal rakhna chahiye. is article me ” How to Hide WhatsApp Profile Picture ” ( Profile Picture Hide) ka tarika bataya gaya hai.
boys to apani profile picture sabhi ko share kar te hi hai. lekin girls apani security ke karn koi personal photos ko share karna nahi chahti. ahar whatsapp profile photo ko chhupana ho to kya kare ? Whatsapp me profile picture hide karne ka tarika Is Article Me Bataya gaya Hai.
How To Hide Profile Picture ? Hindi
agar aap Whatsapp Profile Picture Ko hide Karna Chahte hai To, is step ko Follow Kare.
Whatsapp Profile picture hide karne Ka Tarika :
Step : 1 :
Sbase Pahle Whatsapp Open kare Aur settings me Jaye.
Step : 2 :
Settings Par click karne ke baad Account Par click kare.
Step : 3 :
Account Par click karne ke baad Privacy Par click kare.
Step : 4 :
Privacy Par click karne ke baad Aap Profile photo Par click kare.
Step : 5 :
Profile Photo Par click karne ke baad No Body Par click kare.
Step : 6 :
Don..!! No Body Par Click Karne Ke Baad Aapke Whatsap Profile Picture Hide Ho Jayegi.
Fir Bhi agar Aap Samaj Nahi rahe Hai to Yahan In Sabhi Step Ka screenshort Images Diya hai Ise Bhi Folloew Kar Sakte hai.
Extra Inning :
- Is tarah Aap Whatsapp Profile picture Hide Kar Sakte hai. apane Photos Ko secure rakh sakte hai.
- Whatsapp Se related Koi Saval hai To Comment Me Bata Sakte hai.
- Article Ko Share Kare Aur dosto ko bhi Bataye .
- HindiHelpguru Facebook Page Like Kare.
Mera WhatsApp profile dostke WhatsApp me show nahikarr Raha hai q
whatsapp app ko updates kar lijiye, ya fir app ko delete karke fir se install kare.
Blogger blog or wp blog k liye them alag alag hote h kya
Yes, blogger me template hota hai, aur wordpress me theme hoti hai.
Bro aapka blog kisme h blogger pe ya wordpres m
wordpress pe hai.