Agar Aapka Koi Bhi Smartphone touch – tap karne per unlock hone ke bajay Bolane lage to Samjo ki Aapke Mobile Me talkback Anable ho gaya hai. muje bhi is future ke bare me jankari nahi thi, but kal ek friends Ka WhatsApp pe massage aaya, ” yaar mera Phone Kuchh Bhi Work nahi kar raha hai, Unlock nahi Ho raha Hai. mujase kya galat option select ho gaya hai ki touch karne pe speaking kar raha hai. password enter nahi ho raha hai, scroll down – Up nahi ho raha. aur lock bhi unlock nahi ho raha hai. kya kare ? ” maine ye Smartphone Problem pahli bar suana tha. lekin google pe search karne pe pata chala ki ye Accessibility Settings Se talkback activate ho gaya hai. Disable talkback Mode Karna Padega.
koi aap Aisi Hoti hai Jisake download aur install karne se ye hota hai. App open karne pe Ye aapko talkback option pe le jati hai. aur Ise Activate kar dete hai. bad me pata chalta hai ki maine galat option select kar diya. bad me ham phone ko unlock nahi kar sakte. koi app use nahi kar sakte. talkback mode bahot pareshan kar deta hai. redmi note 3, Mi4i, samsung j5, samsung grand prime, Micromax… in sabhi Phone Me ye Problem Aati Hai tab Disable talkback Ka Option Use karna Padega.
Problem : My Android phone is in talkback mode… I double tap all over the phone and swiped all over the phone, but it just would not unlock so I can take it off.
Talkback mode Kya Hota Hai?
Mobile Ka Talkback Mode Google’s Android application ka Hi Part hai. is Future Ko low vision logo ke liye Banaya Gaya Hai. matlab agar aap Mobile Screen ko achhi tarah dekh Nahi Sakte aur aapko Mobile Use karna Hai to Aap Is Fiuture Se kam Kar sakte hai. Talkback Mode activate Karne Pe aapko Smartphone Ki Sabhi Notification Sunai Deti hai. Jaise Time kitana Hua, SMS Kiska Aaya, WhatsApp me kitane Message Aa gaye, Aapne Kya Touch Kiya., Kisaka Call Aaya .. etc.
lekin jab Low Visit ( Aankho Ki kam drashti – कम दृष्टि ) ka Option agar ham activate kar de To Badi Problem Ho jati hai. agar aapko malum Bhi ho jaye Ki galti se talkback mode Activate Ho gaya hai. fir ise disable nahi ho sakta. kyuki Mobile Unlock Hi Nahi Ho Pata. how to Disable talkback Mode in Smartphone?
- Ye Bhi Padhe : Android Mobile Format Kaise Kare ? Hard Reset Tricks
Kisi Bhi Android mobile ko unlock kaise kare ?
how to scroll down in talkback mode android?
Disable talkback Mode Ke Liye Pahle Phone Ko Unlock Karna Padega. Mobile Ko Unlock Karne ke Liye scroll down – Up Karna Padta Hai. lekin aapne Try Kiya Hoga. Kuchh Nahi Ho Raha Hoga.
Follow this Tricks:
- Use TWO fingers and swipe the screen. ( separated )
- Do ungali karna Hai. Dono ek Sath Touch Na kare. aur Swipe Kare.
- Is Tarah Aap scroll down – Up Kar sakte hai.
- Lock Screen Open Ho Jata hai.
Lekin Problem Tab Hota hai, Jab Aap Lock Me pattern lock ya Number, password Use karte hai. Kyuki talkback mode me Koi Number type – enter hi nahi hota Hai.
- Useful Tricks : Android App PC Software me kaise chalaye
how to password unlock phone in talkback mode?
talkback mode Future Ki ek bat Yaad rakh Le. Isake Koi Bhi key ka Use karne ke liye Pahle ise Select karna Padta hai. bad me Ise Double Click – tap karna Padta hai. ab aapko Smartphone Password Se unlock Karna Hai, Disable talkback Mode Karna Hai to,
- Pahle Number pe tap Kare. Number Select Ho Jayega.
- Fir Double Tap – Click kare enter ho Jayega.
- Password wala Lock unlock Ho Jayega.
Mobile Phone Unlock Ho Jane Ke Bad aapko Sabse Pahle Accessibility Settings Se Disable talkback Mode karna Hai.
How to disable talkback mode in Android Mobile In Hindi
Follow This Step:
- Short Way : Settings > Accessibility > TalkBack > Settings.
- TWO fingers Ka Use karke Top Me se Notification Bar Ko Open kare.
- yahan Aapko Setting Ka Option milega. Ise Tap Kare.
- Double tap karke Settings Open kare.
- Fir TWO fingers Use Karke – scroll down Kare.
- Aapko Settings Me Accessibility Ka Option Mil Jayega.
- Ab Ise Tap karke Select kare.
- Double Tap karke Open kare.
- Ab Talkback Mode Ka option Aayega.
- Talkback Option On Button Pe tap Karke Select Kare.
- Double Click Se Off Ho Jayega. ” Ok ” Se DON kar De.
- Disable talkback Ho Gaya Hai.
Ab Aapke Smartphone Me talkback mode Disable Ho Gaya Hai. aapka Mobile pahle Ki tarah Work karne Lagega.
I hop Aapko ye Article Jarur pasand Aayega. English Me Article Videos the, But hindi me Nahi Tha Isaliye maine Post kar Diya. Kai Smartphone User ko Help milegi.
Kya Ye Article ” Disable talkback ” Aapke kam Aaya ? Comment me Bataye.
Social Media Pe Share karna Na Bhule.
hamara HindiHelpGuru FB Page Jarur Like Kare.
Thanks….
sir,opera mini me video downlod karne par (attention device your update) likhat hai aur direct play karne per (playback is device me samrthit nahi hai kaya kare help
Sabse pahle To Opera Mini Browser Ko Updates kar lo. bad me Phone se Sabhi app Ka Data Clear kar do. Phone ko ek bar bandh Karke Shuru Karo. downloading ke liye koi Downloader App Ka Istemal Karo.
Sir GNM NURSING last year me hu Kay me DMLT kar sakta hu
yes, Minimum Qualification for Admission Matric, 10+1, 10+2. B.Sc., B.A., B.Com. or any equivalent qualifications
Thanks a lot sir.
apne mobile se sim nikalkar settings me jakar reset kr diya.Ab dobara sim lagane par sim show nai kr raha kya karu
settings me check kare.
Bahut hi achhi jankari diye hain sir sabse pahle to hindihelpguru.com ke reader ko holi ki dher shubhkamnae