NIOS DELED FAQs By HindiHelpGuru [ Daily Updates ] 2018 – 2019

This Article providing diploma in elementary education NIOS Problem related Frequently Asked Questions, DEled Course For all these teachers of India who are studying in Class I and Class 5. but, it is Untrained. HindiHelpGuru Website. read daily NIOS DELED FAQs.  Daily New Updates And DELEd – PDPET related Perfect News Portal. Read All NIOS DELED FAQs .

[su_highlight background=”#c26b42″ color=”#fff”]NIOS DELED FAQs By HindiHelpGuru [/su_highlight]

NIOS DELED FAQs By HindiHelpGuru

Q – 1 : SIR MERA PRINCIPAL VARIFICATION NAHI HO PAYA HAI ME KYA KARU?

DEled  Admission ka sabhi kam – Process pura ho gaya hai. ab Isame Principal verification nahi ho sakata hai. Fir Bhi NIOS ka Email Se Contact Kar Lena chahiye.

Agar Baat Bridge Course – PDPET ki hai to Abhi Isame Registration aur Principal verification ho raha hai. yaha se Aapko Bataya Hai ki Principal verification kaise Karna hai.

Q – 2 : Mera DELED Study Center Kahan Hai – Kaise Pata Kare?

Aapke Study Center Ki Jankari Aapko Mail se Mil Jayegi. ya fir mobile me SMS se. Aapke State Ke Nodel Officeer Is Par Kam Kar Rahe Hai. Aur Study Center Ki Jankari NIOS ko Online de Rahe Hai. aap Yahan se Bhi Pata Laga sakate Hai.

  • Aapke area me Aapse Najdik hoga vo aapka Study center Rahega.
  • Aapko Kis Study Center me Jana Hai Ye Jankari Mail – sms ya letter se milegi.
  • Find Your Study Center – Click Here 

Q – 3 : There is no DELED study center of My state and My district?

NIOS Website Par Study Center Updates Ho rahe Hai. Aapke State me Jab Study Center Ban Jayega Tab Ise List Me Updates Kiya Jayega.

Ye work aapke state ke Nodal officers ko diya hai aur wo Updates Bhi kar Rahe hai.

Q – 4 : Jis  DELED Teachers ne DD DISH TV nahi liya hai Ise Kya Karna Hai ? Side Effect?

NIOS DELED Ka Sabhi courses Aapko Online hi Karna Hai. Isake Liye kai tarah ke Prayas NIOS ne Kiye Hai. koi App ka Use Kar Raha Hai, koi NIOS Website Se Padh Raha Hai. koi swayam par reading Kar raha hai to koi dd dish tv me dekha raha hai.

  • isame se Koi bhi method se aap deled ki padhai kar sakte hai.
  • DD Dish TV nahi liya hai to abhi to koi Side effect nahi hai.
  • Nahi Liya hai Isake Liye”  NO ” ka Option diya hai.
  • Aur koi Updates Aayega to NIOS DELED FAQs me bataya jayega.

Q – 5 : Swayam par course open nahi ho rahe hai? kai Problem Aa Rahe Hai? 

Swayam website Par Kai courses Ka Online Study Hota hai to Website Bar bar Down ho jati hai. server bhi loww ho jata hai. aapka swayam progress bhi block ho sakata hai. login me bhi Problem aa sakata Hai.

But, No Problem. NIOS ko Bhi Isaka Pata Hai.

Aap chahe to swayam ki PDF File Aur videos Yahan se dekh sakte hai : click Here

Q – 6 : DELED Or PDPET Ka registration cancel Ho sakta Hai? Fees Vapas Mil sakti hai.?

Sure, Aapko DELED aur PDPET Ka Registration Kar Liya Hai aur cancel Karvana chahte Hai to Kar sakte Hai.

lekin Abhi DELED Ka Sabhi work ho chuka hai to Shayad Nahi Ho sakata Hai. Fir Bhi aapko Yahan do Email de Raha Hu Isase contact Kare.

PDPET Me Abhi registration ho raha hai to Isame cancel ho sakata Hai. aur fees Bhi wapas mil sakti hai.

Q – 7 : Hamane Deled Registration me Email Id Galat de Diya Hai. kya Kare? 

sir i filled wrong email id how can i correct it ?

Aap chahe to Is Galat email id ka hi gmail id Bana Sakate Hai. ( agar kisi ne is Address Se Bana Liya Hai Hai to.)

Agar Aia Nahi Hota Hai ya Fir Kisi Aur Ka Email id De diya Hai to correction hone ki Abhi to Koi sambhavana nahi Hai.

Fir Bhi Aap Jab DELED 15 Day PCP me Jaye Tab Aapki Problem Bata Sakate Hai.

Q – 8 : DELEd Assignment Kab aur Kahan Jama Karna Hai? 

Isake Bare Me NIOS Ne Jyada Koi Jankari Abhi Tak Nahi di Gayi Hai. Par NIOS guide Book Me Bataya Hai ki Aapke Study center Par Jab 15 Day PCP Hoga tab Aapko Assignment Ke Bare Me Bataya Jayega.

Sabhi sahi Jankari Vahan se Milegi. isaka Ek Last Det News Me Aaya Tha ki Assignment 14 January to 31 January tak Study Center Par Jama Karna Hai.

To abhi waite Kare. kuchh din bad PCP shuru Ho raha Hai.

Aur Koi Updates Aayegi To Yahan NIOS DELED FAQs By HindiHelpGuru me Bataya Jayega.

Q – 9 : Assignment Kis Language Me Likhana Hai? Exam ka Language Kya Hoga? 

Vaise To Ye koi Mushkil sawal Nahi Hai. Aap Jis state Me Rahte Hai vahan ka regional language  me ( Example : Gujarat Me Gujarati, Maharashtra me Marathi… ) Assignment Likhna Hai.

Aapke  regional language  me hi Aapko Exam Paper Likhna Hai. aur Isake Liye hi NIOS website Ne sabhi Study Materials Ko  regional language  me taiyar kiya hai.

Fir bhi shayad exam ke liye Apply karna Hai tab Isake Alava koi aur language select Karne Ka Option mil sakata Hai. ( not sure )

aur koi Updates Aayega To NIOS DELED FAQs By HindiHelpGuru me diya jayega.

Q – 10 : what will be the effect if any teacher changes school during bridge course?

– DELED Karne wale Teachers School change kar sakate hai?

Yes, kai bar aisa hota hai ki hame School change karna padta hai.  isame Teachers transfer ke government rules hote hai. aur hame school change karna padata hai. to kar sakate hai. deled par isaka koi effect nahi padega. but.

ye jankari aapko apane state – disctrict ke NIOS – DELED Nodal officers ko batani padegi. aur ye aapko suggest karega ki aapko kab kya karna hai.

Q – 11 : DELED ke liye CSC verification kya hai ? kya ye Jaruri hai? 

NO.

Kai Friends sawal kar rahe hai ki CSC verification jaruri hai. ye Koi NIOS ne Nahi diya hai. lekin NIOS ka website DATA CSC se Link hai. CSC walo ko NIOS ne Bataya tha ki agar kisi ka Principal verification nahi ho raha hai,  to Aap Ise Help Kar sakte hai. Isake Badale aapko per verifiction 20 RS milenge.

CSC walo ko ye to chahiye tha. unhone Sabhi ko is line me laga diya aur apana Business sharu kar diya. sabhi ke mail address to NIOS candidate list me the. to sabhi ko mail karna bhi shuru kar diya.

ye sirf afavah thi. jaruri nahi hai. NIOS ne news paper aur videos ke madhyam se bhi bata diya hai.

Q – 12. DELED Assignment Kis Colour Pen se Likhana hai ? 

Aapko DELED Assignment kis Colour ki Pen se likhana hai isaki koi koi jankari NIOS ne nahi di hai matlab aapko blue pen se ( jo aap daily Use Karte Hai ) likhna hai.

agar aur kisi Colour pen se likhna hota to NIOS ne guidebook me bata diya hota.

ha, ye baad sahi hai ki kuchh study center Black pen se likhane ka bata rahe hai. leki9n ye faisala sirf us Study center ka hai. sabhi ko lagu nahi hota.

Jab aap PCP ke liye jaye tab puchh sakte hai.

so, aap Blue pen se Assignment likhe. Question Black pen se aur answer Blue pen se likhna achha rahega.

Q – 13. Assignment ka Front page kaise Add Karna hai? 

abhi aapko 501, 502, 503 course ke Assignment Submit karna hai. matlab Sabhi course ke liye 1 front Page chahiye. ( aap 3 files bhi istemal kar sakte hai. File ke upar Front page laga sakte hai. )

ab ek file ke andar 1 course hai aur is course ki 3 assignment hai. to ye 3 assignment ke bich partition ( vibhajan ) karna padega. taki 3 assignment ki pahchan ki jaye. to isake liye aap extraa paper rakh sakte hai. isame sirf Assignment – 1 , Assignment – 2 , assignment – 3 likhana hai. aur kuchh nahi.

sabhi Question ke bichh kuchh rakhana nahi hai. par aap naya Question New Page Par likhe.

Yahan Se Assignment Front Page Download Kar sakte hai : Click Here 

Q – 14. Mera Name Kisi Study Center me kyo nahi bata raha hai ?

NIOS Website Par Aapka Stud center kaun sa hai, ise search karne ke liye special Option Diya gaya hai. Isame Aapko apana refferance Number Dal ke Search karna hai. to aapke study center ke sath puri details show hoti hai.

Agar Aap refferance NO se search karte hai fir bhi koi study center find nahi ho raha hai to isaka matlab hai ki Aapka Data NIOS ke paas Nahi hai. ya fir Aapne Principal verification email se ya Offline Karvaya hai.

Agar Aapka Study center nahi mil raha hai to Aapke Paas 3 Option hai.

  1. Apane Najdiki kisi Study ceter par jaye. Admission application form sath me le jaye. apani problm bataye. Aapka Name Darj kar diya jayega.
  2. Aapke Area ke main Deled Center ( DIET ) me jaye aur Aapana Problem bataye.
  3. Apane status Ke NIOS Nodal Officer Ka Contact kare.

Q – 15 : How to Change My Nios DELED Study center ? 

kya Mai mera DELED Study center change Kar sakata hu ? 

Yes, Aapka Principal verification ho gaya hai, Aapko Study center Mil gaya hai Aur aap Study center change karna chahte hai to kar sakte hai. kai baar aisi Situation aati hai ki hame study center change karna hota hai.

Isake Liye NIOS ne koi Guidelines nahi di hai. but, Study center related koi Problem ko Solve karne ki Accountability ( javabdehi ) State Nodal Officer aur Study Center Co-ordinator ko di hai. to aap lekhit svarup me aapka Problem bataye. Aapka Study center change kar diya jayega.

 

250 Comments

  1. Nitesh Kumar thakur

    NIOS से जो प्रशिक्षू प्रशिक्षण कर रहें है
    तथा वे सरकारी विद्यालय के शिक्षक है
    तथा ऊनकी बहाली अनुकम्पा के आधार पर हुई है
    तथा वे GENRAL CAST के है एवं बारहवीं मे 50%मार्क्स
    नहीं है
    ईस स्थिति में उन्हें कैसे क्या करना चाहिए
    ऊचित मार्गदर्शन देने की कृपा की जाए

  2. MD. MONOUR HUSSAIN

    Sir, Maine jo Nios me Email id. Login kiye the uska password mai bhul gaya hu jiske karan mai apna assignments aur SBA ka marks nahi dekh pa raha hun. Please. Sir kuch solution batayien jisse mera nidan ho sake. Thanks

  3. Mantosh Kumar

    Mere hall ticket par photo and signature galat hai.mera nhi hai kya kiya jaye

  4. Md jalaluddin

    Sir nios ka exam date kia hai aur exam centre kab se denge aur admit card kab se net par milega

  5. मो.सलीमुल्लाह खान

    मैं जिस विधालय मे पढा रहा हूँ।उस विधालय के प्राचार्य के द्वारा अपने सगे संबंधी एवं दूसरे अन्य लोगों सेपैसा लेकर Nios में नामांकन कराया ।जब कि वे कभी भी विधालय मे नहीं पढाया।जिसका प्रमाण मेरे पास प्रयाप्त मात्रा मे है मेरे करने द्वारा शिकायत करने पर Nios किस प्रकाकाकारकी कार्यवाही करेगा।

  6. मो.सलीमुल्लाह खान

    मैं एक प्राइवेट शिक्षक हूँ। Nios के द्वारा Deled कोर्श कर रहा हूँ। मै दूसरे विदयालय में जाना चाहता हूँ।दूसरे विधालय मे जाने से Deled कोर्श पर कोई असर तो नहीं पड़ेगा।कृपया मार्गदर्शन दें।

  7. Priya sinha

    Sir mera assignment study center me jama nahi le raha hai mera 100/% attendance bhi hai aap bataye mai kaya kare help me

  8. डीएलएड एग्जाम के लिए पेमेंट 4 मार्च को ही कर दिया था पर आज तक पेमेंट नॉट मेड लिख रहा है क्या करें

  9. Bhaktula Pawan kumar

    Sir,
    Improvement course ka form bharte vakt fees 2 baar kat gaya online. To ek bar ka fee refund kise ho sakta hai ?

  10. रचना कुमारी

    सर मेरा जिला गलत भरा गया है इसको सुधारने के लिए क्यआ
    करु

  11. Bhupendra kr.Suman

    Good morning sir,
    Sir mere study center par assignment ka RECEIVING NAHI DIYA JA RAHA HAI
    , hamlogo ko center se reciving milane Ka koy parabdhan hai ki nahi ? Trainer sir hamlogo ko kahate hai ki RECIVING MAHI MELEGA JAU JAHA JANA HAI , JISASE KAHNA HAI KAHO , YAHA RECIVING NAHI MILEGA.
    KIYA KARE SIR , bataye,

  12. Imran ahmad

    Please sir
    Kis month mai ayega admit card bridge course ka please inform me

  13. Shabana Parveen

    सर मैं अपनी पत्नी का डीएलईडी एग्जाम फॉर्म 25.02.2018 को भरा पेमिन्ट कॉन्फोर्म लिखा लेकिन बैंक के नाम के जगह NIOS लिखा हुआ है। बैंक का नाम नहीं आ रहा है अब मैं क्या करूँ सर

  14. Ganga kumari

    Sir mera d.el.ed.registration ke samay cyber cafe me typing mistake se mera d.o.b.17.oct.1988 ho gaya hai jabki actual d.o.b.07 feb 1988 hai .aur class 12th ka marks percent 36%type ho gaya hai jabki actual me 48.2%hai .isko kaise sudhar kiya ja sakta hai bataye sir please

  15. shazma begun

    Mene apni friend ki fees 4.3.18 ko summit ki thi bank se balance KT gya PR for bhi payment not made likha h 48 hrs bhi ho chuke h. Or ab late bhi ho gye h late fees bhi deni hogi kya ya abhi wait kru

  16. Rinku Kumari

    Registration form filled karne ke time category sc ke jagah par genral filled ho gaya hai 12th me 49% Mark s hai kya kare please help me

  17. Shubham Mishra

    श्रीमान ,
    हिन्दी हेल्प गुरू ,
    नमस्ते !
    मैने अपनी छोटी बहन का परीक्षा शुल्क (501,502,503 का) 26-2-2018 को 11:25 में अपने डेविड कार्ड (SBI)से किया ।पर तुरंत network site, busy रहने के कारण payment नहीं हो पाया ।तदुपरांत 1:25 बजे उसी दिन मेरे मोबाईल पर बैंक का sms आया कि payment हो चुका है 750 रूपया ।पर शाम तक nios के साइट पर कुछ details नहीं आया। फिर अगले दिन सुबह 4:00बजे मैने चेक किया तो PAYMENT NOT MADE लिखा दिखा। फिर मैने Customer care को call किया पर बहुत जतन के बाद call लगा। उन्होंने 48 घंटे के बाद सुधरने की बात कही पर उसके बाद भी नहीं सुधरा। मैने अपने zonal office पटना भी call किया पर किसी ने phone nhi उठाया। आज 7वें दिन call किया तो उन्होंने 6200267515 पर call करने को कहा पर call काट दी गई और मोबाईल बंद कर दिया गया है।
    मैने फिर student support portal NIOS नोयडा call किया पर किसी ने call receive नहीं की ।
    अंत में मैने आपके बारे मे net पर देखा कि आपने सभी समस्या ग्रसित लोगों का उपाय बताया।
    अतः श्रीमान से पुनः निवेदन है कि मुझे इस समस्या से निजात दिलाने हेतु मार्ग प्रशस्त करें । मैं बहुत ही परेशान हो गया हूँ ।
    आपका आकांक्षी
    शुभम् मिश्र
    हाजीपुर (वैशाली) बिहार

    • कई बार ऐसा होता है की server की problem की वजह से पेमेंट नहीं हो पाता है. पैसे बैंक से तो कट जाते है पर nios का server एक्सेप्ट नहीं करता है. जब server पैसे एक्सेप्ट नहीं करता है तो आपके बैंक account में वापस भेज दिया जाता है. कई बार पैसे वापस आने में 2 -7 डे का समय लग जाता है.
      ( शायद आपके साथ ऐसा हुआ है – आपका बैंक account check करे. पैसे वापस क्रेडिट हुए है या नहीं ? ) अगर नहीं हुए है तो ?

      अभी भी कल शाम तक wait करे. PAYMENT NOT MADE का status कई बार 5 -9 दिन तक अपडेट होता है. अगर कल शाम तक भी अपडेट न हो तो फिर से पेमेंट कर दे.

      बाद में बैंक में जाके आपकी request करे की बैंक से पैसे कट गए है पर NIOS को मिले नहीं है. वो आपके बैंक account का status check करके आपको बताएँगे.

      • Prashant kumar

        मैं पहिले दूसरे school में पढ़ाता था ।अब मैं अपना स्कूल खुद खोल लिया हु। मैं transfer होकर अपना स्कूल आना चाहता हू ।क्या करना परेगा udise update का option नही आता अब तो क्या करे

  18. Sharvan kumar

    Sir Maine form bhar diya h. But muje improvement exam Dena hai. Kaise form fill up hoga.

  19. rajan kumar dwiwedi

    Subject: आदरणीय श्रीमान मेरा भुगतान हो गया परन्तु Payment not made आ रहा है मै क्या करू

  20. JAY PRAKASH SONI

    Kya Examination fee bharne ke smay 12th ka Jo rexam ke liye jo option diya hai yes/no ka agar 50% se Kam jinka ho aur vo no Kar diye ho to kya vo firse yes Kar sakte hai

    Please help me sir

  21. Submit kumar

    Sir mera Nam me mistake ho gaya h Mene sugar nhi kerwa gaya h iska koi upay btawe

  22. Mohd Sabir Alam

    Sir!
    Examnation form bhar kar aaya hun fees complete show kar raha hai, magar BHASA clear nahi hai, jis ne exam form bhara hai wah bata raha hai BHASA ka apption nahi tha, main kiya karun

  23. Yogita Dahiya

    Sir jinhone B.ed k base pr bridge course k liye aplayi Kiya h una .study center kb allot hoga

  24. Brijnandan prasad

    Sir 12th improvement me per subject kitni feec hai kab form bharna hai

  25. Md ghulam rabbani

    Sir mera principal verification kisi karan se nhi ho paya tha fir date28/02/2018tak kiya gya mene principal verification kar liya to ab mujhe study center net se abhi nhi bta rha he ike liye alag se time niklega kiya btae please

  26. MD.SSALIMULLAH KHAN

    NIOS पटना आफिस का email addressबताएं।

  27. santosh kumar jha

    Sir payment direct mang raha hi medium nahi aata hi kya kare

  28. Md.Salimullah khan

    Xllth इम्प्रूमेंट कोर्श में उर्दू विषय है या नहीं।

  29. MD.SALIMULLAH KHAN

    सर Xllth मे इम्प्रूमेंट कोर्श के लिए किस स्टीम मे नामांकन लेना होगा ,यह नामांकन कब कब होता है

  30. Ranjeet Kumar Sharma

    R/sir
    Maine exam form me No ki jagah Yes type kar diya hu jabki mai graduate pass hu aur meri inter me 50 se jyada percentage hai so mai kya karu and payment v hi gai hai
    Percentage in XII me galt ho gai hai
    Plzzz help

  31. Priti Sharma

    Sir mera study center aa gaya hai Lakin abhi admition nahi mila hai kab attendence lagging kab collage jana hai main kya kru plz

  32. सुमन लता

    सर जी मैंने अपनी फीस जमा कर दी है लेकिन उसका print नहीं निकल पा रहा है केवल payment completed status में आ रहा है subjects एवं परीक्षा माध्यम भी कुछ clear नहीं हो पा रहा है कृपया समस्या का समाधान करे।

  33. Ramu pandey

    Dear sir,
    Form reg. Karte wakt mera mob. No. Galat ho gya h aga study center pe mai apna personal no. Likwa deta hu jis se wo log koi b information muje dete h… to age koi provelum to nahi hogi…

  34. Mohammad Khalid

    Sir mere inter aur B.A.dono me 50% se kam marks hai to study senter pe mere koi bhi documents aur assignment jama nhi kar rahe hai kya kare.mai general category se hu.

    • aapko pahle sebata diya gaya tha ki agar 12th me 50% se kam marks hai to aapko improvement ka exam dena padega.
      ab study center walo ko batao ki mai jab fir se 12th ka exam admission shuru hoga. apply kar dunga.
      agar fir bhi koi problem aaye to nios ko mail karke bata de.

  35. Dalia Mahapatra

    Dear Sir, kya kisi candidate ke graduate hone per bhi intermediate main 50 percent must hai.

  36. Tarkeswar kumar

    Mere school ka registration abhi tak nhi huaa hai.kya mere school se bhara gya form reject ho jayega.please koi idea de.

  37. MD Naushad Alam

    Maine 15th feb 2018 ko http://www.nios.ac.in me jakar 501 502 aur 503 ka examination fee apne debit card se kiya tha.transaction successes full bataye.ab jab bhi check karta hu to status me payment not made batata hai .please guide me sir kindly….

  38. Shamshad khan

    SHAMSHAD KHAN
    Lauriya PO+PS lauriya w.champaran
    Sturdy center- code BRC LAURIYA – 471001025
    Sir meri problem ye hai Ki mai apni exam from fill kiya Jo Ki conform bats raha hai but mai language nahi chuna Jo Ki mera language Hindi hai
    An malum nahi Ki Hindi hai ya English please help me
    Mera language Hindi hona chahiye agar update ho to please mera language Hindi kara se please kindly request

  39. Ravina Tamrakar

    Sir agar kisi woman ka first year complete ho jae or second year m pregnancy ki vjh se coplete nhi kr pae to kya vo bad m ise continue kr skte h.ya fir is xindition m kya hoga ….kya use ise chhodna padega…sir plz rly on my id i m waitingfor u r ans sir….thank u..

  40. Anita Sharma

    Enrollment no.10270000290001 Ref.no.D102704795 ka do bar exam fee galti se payment ho gaya hai . Mere account me refund kar Diya Jaye.

  41. Raghunandan Kumar

    Examination payment ke bad koi bhi recipit generation nahi hua sir please provide any receipt

    • Receipt kisi ka generate nahi ho raha hai.
      ( shayad ye NIOS ki galati hai, ho sakata hai baad me sudhar kar diya jaye. ya fir aapke email par bhej diya jaye. )

  42. Kumari Namrta Barnwal

    Sir, school dur hone ke karan, school change karna pad rha hai. Agar UDISE code change kar de to aage koi pareshani to nhi hogi?

  43. प्रवीण कुमार

    सर हमारे स्टडी सेंटर पर असाइनमेंट N.I.O.S.के प्रश्नों से अलग प्रश्न देकर लिखवा रहे है जो की हम लोगो ने पहले से ही N.I.O.S.की साइट से लिख रखा है अब क्या करे ।अमर सिंह स्नातक महाविद्यालय गौरा डीह अमेठी ।

  44. Rubina Yasmin

    Sir. Form filp krte wakht father name ke jagh pr mother ka nam likha gya hai ab mai kya kru

  45. Md afzal kausar

    Sir mera school pehle elementary tha jo ab tag hochuka hai jiski wajah se UDise code bhi aur head Master bhi change hogya. ab jo mai examination form online krunga toh koun se school ka details dunga

  46. Ranjan kumar

    Sir mere identy card per dukandar ke galti she dusre aadmi ka photo as gya hai kiya Kare?
    Name-Ranjan Kumar
    Ref.no.-D101209674
    Enroll.no.-10120301906001
    UDISE-10120301906
    [email protected]
    Study center-USS Mahpura
    Study code-471012011
    Roll no.-174

  47. Ankul

    Sir Mera 12th me 50% se matr 1 num km hai kya d El ed me problem hogi aur kya kru

  48. Jaleswar Mahto

    Sir keya is cource ko karne ke bad anya vacency form apply kar sakte hain. Jaise TET vagairah

  49. Nishakar kumar

    Sir hamare study center me kuchh padhai nahi hoti hai. Trainer v nahi Aate hai. Hamlogo ko vapas laut jana padta hai.
    Sk+2 high school chakai

  50. Umesh

    Deled counselling main application form ki Xerox mangi jaa rahi hai use Paise dubara download karien link de

  51. Md Hassan

    Sir mera mobil no jo registered h wo sim hi close ho gya h to ab kya kren?
    Plz koee solution batiye

  52. Vijay singh

    Ager koi govt teacher dled course kar raha h lekin ush ke 12th me 50 % nahi h to kya hoga

  53. Shrimati Bhatp

    Sir,I am Shala Mata in karmataka Govt primry school.I was appointed NTC Nursery Training 1 . Is it necessary to under go D el ed course?
    2. I registered. in sept-2017 only.But it is. canceled due to non verification.
    3. Now again I registered but not received any ref no. or document proof.
    4. Is it possible for me to appear for this forth comming exam?

  54. Nidhi kakkad

    Sir
    Mere id me photo ki jagah sign hai
    To koi Change Kar sakte hai ? Exam me koi prblm Hoga to .. pls .. Reply ..

  55. Md Barkat Ali

    Mera study centre to mil gaya hai lekin centre chalu nahi hai ye baat Aurangabad(Bh) ka hai jaha ek bhi centre chalu nahi hai to ham logon ka ka kya hoga

  56. Madhu verma

    Sir deled 2018 ki exam date kya ho gae hai kya ab may me paper hoga .plz give the information

  57. Sayeedul Hassan

    Sir mera category GENERAL hai but form fill karte waqt OBC ho gya hai aur address me P.O +P.S- BHABHUA hai lekin Bhagwanpur ho gya hai kaise sudhrega sir plz koi solution btaye aage koi problem hogi ya nhi

  58. Manish

    Sir maine registration me intermediate ka udise code diya Hai Mera pcp bhi chal rha Hai koi problem to nhi hogi

  59. g.p.sharma

    siksak praman patra manga jaa raha he study centre me kaha se download karen

  60. Anamika Shukla

    Please change my study center code 1471001015 Bairiya. I want BRC Madhubani Study center code 471001043 BRC Dahava, nearest block Bhitaha West Champaran.
    KM. ANAMIKA SHUKLA
    DAUGHTER OF- MANAGER SHUKLA
    VILLAGE-RUPAHI KHAIRA TOLA POST BINAHI PASHCHIM CHAMPARAN
    REFERENCE NO- D100107343
    ENROLLMENT NO- 10010000662004
    SCHOOL NAME- BHUDHA PUBLIC CHILDREN ACADEMY HATHUAHWA KHAIRA TOLA
    UDISE-10010000662

  61. Sir mai 1 thi 5 padhata hu.meri janaral category cast hai.std 12 me 49.50% hai to kya mai PDPET kar paunga?maine b.ed pass kiya hai.49.50% ko 50% samthing gin shakte hai kya.

  62. Parul patel

    Parul patel sir maine{b.p.e}kiya hai aur mai{1&5}mai study karvathi hu mai pedpat course kene ke liye jo{b.ed}valo ki website open hu i thi is me registration krvya hai kuki {b.p.E)} valoki dusari koi website open nahi hui chelaga {b.ed}{b.p.e.d}{b.p.e}sabne pedpat course mai {b.ed}valo mai registration krvya hai chelaga please sir answer

  63. psm

    Agar hum ne abhi tak assignment submit na kiya ho toh kya Hume exam mein entry nahi milegi… Iske bare mein plz koi information deje…

  64. Atiya Naaz

    Mera address PhulwAri Sharif Patna Hai .Mai Jhanabad school me teacher Hun .Maine deled ka form bharte time address school ka daala Tha .Mera study centre Jhanabad dediya Hai .Mai Patna me apna study centre chahti hun.lske liye Kya karna hoga?

  65. ASHOK KUMAR CHAUDHARY

    Hi I am Ashok Kumar Choudhary I am teacher of Saraswati Shishu Mandir Station Road BARH but my Study Centre in BIHTA it is not possible for me to appear in My Study Centre so please change my Study Centre near Barh My reference no is D102807248

  66. Devendra kumar

    Sir mera study centre na ghar ke paas hai na school ke paas. School se 65km or ghar se 80km hai. Pahle se jo tha school se 13km tha. Mai sursand me hi rahta hu. Yahi school vi hai. Please mera sursand me hi kahi kar diya jaye. Mera reference no D100400334 hai. Enrollment no 10041304204002 hai. Please help me. I am in tension for this.

  67. Sudhir chandra Mahato

    Sir mera deled I card me dist galat hua hai kaise sudhar hoga?

  68. Mai summy kumari hu. Sir mai ramraj public School me padhati hu. Sir mera study senter patahi school me hai jo mere yha se bhut dur hai jisse Mai wha jane me asamarth hu. Aapse anurodh hai ki mera study senter kudhani prakhand me karne ki kripa kre. Mera enrol no -10140001386004 or reference no-D101411573 hai

  69. Neha kumari

    Good morning sir, Mai bihar se hoon. Mujhe study center change karna hai kyonki mera study center mere ghar se bahut hi door hai. Please koi solution bataiye sir please .
    Reply jarur kijiyega please.

  70. ashok kumar

    Mai ashok kumar siswan prakhand ke ghurghat Panchayat ke prathmik vidyalay jailar ke mathiya panchayat teacher hu. Mera study centre basantpur me ho gya hai. Dur hone ke chalte mai wha aane jane me asmarth hu . Mera study centre siswan prakhand me karne ki kripa kare . Mera enrollment no.- 10161405605001 aur reference no. – D101601826

    • pahle to aap apane study center me jaye jahan aapaka name hai. vahan jake aapaka problem likhkar bataye. aapka study center change kar dya jayega.

  71. Neha kumari

    Hello sir,mera study center aa gya hai lekin mujhe change karna hai,
    uske liye maine nios dled ke toll free no. Par call kiya tha but meri baat nhi ho payi.
    Mujhe bahut tension ho rhi hai .
    Koi dusra process bataiye please sir please.

    • neha j,call karne se kuchh nahi hoga. aap apane study center par jaye. aur vahan jake study center change karne ki baat likhkar bataye.

  72. Abdul Malik

    Sir, mera admission conform bata raha hai aur mera admit card bhi aagaya hai.lekin mera study centre ab tak show nahi kar raha hai.ref.no. wrong bata raha hai .jab ki hamare block me sab ka study centre clear ho gaya hai.sir ab aap hi bataiye mai kiya karu. Mera ref.no.D100500063 hai

  73. Nagma Shahi

    Hello sir,
    Mera study Center to aa gaya h but mera ghr se lagbhag 140km dur h jiske karn me Class nhi kr skti iske liye mjhe kya krna H pls help

  74. Bhupendra kr. Suman

    sir,
    Mai Identity Card me sudhar krana chahta hu-
    1) Mother name – RAMPYARI DEVI – (Rampayari Devi, P ke bad a EXTRA ho gaya hai).
    2)Address – KHARKHURA – BAIRAGI, GAYA(BIHAR) – (Esme word Eksath or ulta ho gaya hai.)

  75. Prabhat kumar

    Sir mera id card nahi nikal raha hai
    Mai password bhul gaya ho aur forgot password par click karane par email id sahi hone ke wavjood galat bata raha hai.help me

  76. RAM NARESH

    SIR
    HAME PDPET KE COURSES 521, 522, 523 SWAYAM PAR NHI MIL RAHE (JABKI 501, 502, 503) COURSES MIL RAHE HAM KYA KAREN

  77. NEERAJ KUMAR

    Sir , swayam par mera do account ban gaya hai. Ek mobile number se dusra email id se
    Ek account ko kaise deactive karenge. Ya nahi band kiye toh Kya problem hoga???

  78. Ravi

    Mai b Ed kar liya hu bridge course karna chahata hu anudeshk hu course ka new addimison date 2018 ka Janna chahta ho

  79. Deepak

    Sir kya mai assignment ki language english kr sakta hu…aur exam me hindi me likh sakta hu.

  80. sir Maine PDPET me rajistration nahi kar paya hu ab mai kya karu?abhi to rajistration karne me sarvar error ata hai. b.ed kiya hai maine

  81. kailash Das

    sir registration ke samay jo password daala tha wo maine vula diya hai aur password badalte samay mera otp us sim card par jaa raha hai jo maine kho diya hai bahut pahle kya karu plz bataye

  82. Haresh Patel

    Sir,
    I am B. Sc. B.p.ed. I was appointed as P. T. Teacher in secondary section 9th & 10th since 2003. Now Is it compulsory for me to join Nios-Bridge course.

  83. Javed ansari

    Dear sir/. ..
    D.el.ed ke teacher section me registration krte waqt year of passing 12th me 2012 ke jagah graduation ka year 2015 ho gya h by mistake …ab ye kese solve hoga??

  84. Sunita kumari

    Mara principal verification nahi huaa hai kaise hoga . Yupay btay.jaldi my request .

  85. sanjana kumari

    Mera study center milne ke baad bhi study center ke teacher kah rahe h,hame nios ke taraf se koi information nhi h

  86. Ritu vemuri

    What is the difference between D.el.ed course and bridge course??

    • deled course 2 year ka hai. 1 to 5 th me padhane wale untrained teachers ke liye hai.
      bridge course 1 to 5th me padhane wale sirf bed teachers ke liye hai. ( only 6 month )

  87. Tabrez Khan

    Sir mujhe intermediate karna hai 50%marks ke liye online admission kra sakte hai
    Ho jayega

  88. HAMIR P RADA

    SIRJI,
    12TH KA RESULT IMPROVE KARNE KE LIYE FORM BHAR DIYA LEKIN ISKE BAREME AUR KOI JANKARI NAHI DI GAI, TO YE KAISE PATA KARE?

  89. Jyoti

    Sir, assignment me dono side lining wale page ka istemal krna hai ya sirf 1 side lining wale pages ka

  90. Priyanka Singh

    I have already created an account in swayam portal and enrolled in all study materials of Nios D.el.ed.but i forgot my username and password. So what i have to do?

  91. Sir humne admission ke time medium of examination English liya tha par ab hum Hindi medium me exam dena chahte hain kya aisa ho sakta hai

    • Agar Aap DELED Exam ki bat kar rahi hai to ho sakata hai. ab kuchh din baad DELED Exam form fill ( 1 semester ) karvaya jayega. tab language ka option milega.

  92. bhupesh

    Sir assignment study center me submit karna Hai ya kahi or ???

    Plzzz help me

  93. MD SADDAM HUSAIN

    502,502,503 me total kitne asighment likhna hai please batae

  94. kanchan jha

    sir. maine jis school. se. ragister krwaya hai. wh. bht. distance pe. hai jbki mai usi school k branch me. hu to kya study center. mera mere ghr k nazdiki center pe nai ho sakta.

  95. Study centre ke kiye v koi form principal se certification krwana hoga mtlb unhe district study centre ke kiye koi form flip Krna hoga

  96. Mojmmil husain

    Sir ,हमारे पैरेंट के नाम मे speaing मिस्टेक हो गया है ।उसे कैसे सुधारें ?

  97. suman prashar

    what will be the effect if any teacher changes school during bridge course

  98. Shubha das

    Sir, DD dish Liya hai per us per koi serial number nahi hai to kya kare

  99. Sunita

    Sir Ji pdpet ka syllabus abhi bhi tyaaar nhi hua kya……… Or swayam main Id tbhi banaye jb humy inform karygy nios vaally

  100. Arvind kushwaha

    SIR
    CSC VERIFICATION KE LIYE NAME SHOW NAHI KAR RAHA H
    ISSE KOI PROBLEM TO NAHI HOGI
    NAME KESE SHOW KAREGA KYA FALLS HO SAKTA H

Leave a Reply