Reliance Jio Ka Free Plans Pahle welcome Offer aur Ab Happy New Offer 2017 se 31 march tak Free Internet 4G data, Voice calling, SMS free Mil rahe hai. kai logo ne comment me muje bataya ki Jio SIM Number check kaise kare ? Usage Internet DATA kaise Pata Kare ? Jio SIm Ka Balance Check karne ka Number Kya Hai ? kya Tarika Hai. In Sabhi Saval Ke Javab Ke Liye USSD codes Diye hai.
Yahan Aapko Reliance Jio SIm Ke Liye Sabhi USSD Code, SMS type or Number Diye Hai. Isaki Help Se aapke Jio SIM Number ka Sabhi problem solve ho Jayenge.
Updates: Jio Offers – Click
- Jio Phone Online Kaise Buy Kare – Jiophone Booking Start
- Jio Free Caller Tune Kaise Set kare – Hindihelpguru
Jio Ka Main Balance Kaise Check Kare ?
Jio SIM Number Ka Main Balance Check Karne Ke Liye Aapke Pas Do Option Hai.
- 1. aap *333# USSD Code Dial kare.
( Balance MSG Screen Pe Dikhai Dega. )
- 2. MSG me MBAL type kare. 55333 pe send kare.
( Massege se Jankari Mil jayegi.) - Also Read : Reliance Jio SIM Online Kaise paye – Home home delivery of jio sim Registration
Jio Prepide Balance or Validity Check Karne Ka Tarika :
- MSG me BAL type Kare. ise 199 Pe Send kare.
- Prepide Balance Ki Jankari or isaki validity ka pata Lag jayega.
How To Check Jio Postpide Bill Amout ?
Agar Aapka Jio SIm Number Postpide Hai aur Isaka Bill Payment Amount check karna hai To ye Step Follow Kare.
Useful : –Jio SIm Se Computer – Laptop Me free Internet Kaise Chalaye ?
– facebook Videos Download Kaise Kare ?
- MSG Me Jaye aur BILL type Kare.
- 199 Number Pe Send kare.
check Jio SIm Number Subscribe to tariff plans :
Agar aapko subscribe kiye huye tariff Planns ki jankari nahi hai to Ye Step Follow kare.
- MSG Me jaye Aur MY PLAN Likhe.
- 199 Pe send Kar De.
Jio SIM Number ka Pata Kaise lagaye ?
yadi aap Jio Number Bhul gaye Hai or Iska pata lagana Hai to ye Option Use Kare.
1. Aap Koi Dusare Number Pe Call karke Pata kar Sakte Hai.
2. Apane Phone Se *1# USSD Code Dial Kare.
isase Aapka Jio SIM Number Pata Lag Jayega.
Also read :
- Jio 4g SIM Ki Internet Speed Kaise Badhaye ?
- Jio 4g SIM Card kaise Kharide aur Activate kare
- Reliance Jio wifi – Router – Plans ki Jankari Hindi Me
Reliance Jio All USSD Code List In Hindi :
yahan Aapko Reliance ke Sabhi USSD Code ke Bare Me Bataya hai. Apane Jio SIM Number Se is Code Ko Dial Karne Pe Info Ka Pata Lag Jayega.
Note : Agar Mobile Me USSD Code Na Dikhai De To rotate phone screen Kar Ke Dekhe.
DESCRIPTION | USSD CODES |
CHECK MAIN BALANCE | *367#, *306#, *402# |
CHECK YOUR NUMBER | *1# |
CUSTOMER NUMBER | *333 OR *369 |
CHECK GPRS OR INTERNET BALANCE | *333*1*3*# |
CHECK FREE SMS BALANCE OF RELIANCE | *367*2# |
CHECK LOCAL CALL MIN | *367*2# |
CHECK LATEST BALANCE | *333*1*2*1# |
CHECK VAS BALANC | *333*1*4*1# |
ACTIVATE MISSD CALL ALERT | *333*3*2*1# |
DEACTIVATE MISSD CALL ALERT | *333*3*2*2# |
ACTIVATE CALLER TUNE | *333*3*1*1# |
DEACTIVATE CALLER TUNE | *333*1*2*2# |
SPECIAL DEALS AND DISCOUNTS | *789# |
SERVICE PACKS | *123# |
HOT NEWS, MY TUNES, RING TONES | *999# |
RECHARGE WITH SCARCH CARD | *368# OR *305*<14 DIGIT PIN ># |
SPECIAL PACKS | *777# |
SELECT CALLER TUNES | *999# |
PACKS | *123# |
FREE NET | *123*099# |
Note :
Ye Sabhi USSD Code Reliance ke Liye Use Kiye Jate Hai. Reliance ne Jio SIM Card ke Liye Bhi Isame Se Code use Kar raha hai. ye Man na le Ki Sabhi Code Working Hai. Kyu Ki Sabhi telecom Companys Samay Smay Pe Apane USSD Code Change Karti rahti hai.
Aapko Yahan Sabhi Saval Ke Savab Mil gaye Honge. Aap In Information Se Reliance Jio SIM Number, Offer, Balance, Internet DATA check kar Payenge.
Daily Jio New UpDates Ke Liye Hindi8Helpguru Facebook Page Jarur Like Kare.
Mere phone me 100rs belance Hai par
Phone nhi lagta
balance kis type ka hai wo check kare.
Used code dailer me connection problems bata hai aur network full rahata tabhi hi
aapka Plan – recharge date check kare.
Sir Jio distributor le na he
Kia kar na pade ha
Sir email kar na
Email [email protected]
Jio Website Par Jake – direct Jio Se Contact kare.
USSD code dalne par connection problem bta raha hai kya kru
I HAVE JIO DATA CARD. HOW TO CHECK THE JIO NUMBER IN DATA CARD
read this article and use ussd code
Apna number prepaid hai ki nai kasy jany
please read article
Ussd code dailar me daalta hu to connection problem bata Raha hai Kya karu
Mobile Network Connectivity check kare. ( Kai Bar galat USSD Code Dalne Pe Bhi aisa Hota hai )