Friends Computer ki madad se ham kabhi na soche hai vaise kam karne lage hai. ab koi work impossible nahi raha hai. ye bat Hard Copy to Soft Copy Convert ka ye Article padh ke Aapko samaj me Aa jayega.
hard Copy or Soft kopy kya hai ?
isase pahle mai aapko hard Copy or Soft kopy kya hai ? Isaki Only basic information Deta hai. Hard Copy wo hai Jisame ham Koi changes Nahi kar sakte .
Example :
1. koi Images me kuchh likha hai To ham In Likhe Word Ko Copy nahi Kar Saktea.
2. agar Koi PDF Format File hai To ham Isme Kuchh Edit , change nahi Kar Sakte.
Soft Copy Wo hai Jisame ham apani marji se koi bhi badlav kar Sakte Hai. jaise text File, word Document .. Etc.
Also read : ANDROID MOBILE FORMAT KAISE KARE ? HARD RESET TRICKS
How To Convert Hard Copy Into Soft Copy ?
Option : 1
Hard Copy to Soft Copy Convert karne Ke liye iske Liye Special Software Bhi Hote Hai. Agar Aap Chahe to is Software Download karke Bhi Istemal Kar Sakte hai. but wo Koi Free mil raha hai to koi premium – Charges me Bhi hote Hai.
Option : 2
Kisi Acche Brand ka scanner Ya MMD (Multi-function device ) Buy karte hai to Uske Sath Ek Software Milta hai . Jiska Nam hai – Optical character recognition ( OCR) Aam tor par Hum Scan Kiye File / Documents / Image ko Computer Me Save Kar dete hai. sath me Is Software ki OCR Servisec se Hum Unhe PDF , TEXT , DOC file me bhi convert karke Save Kar sakte hai. isame Hard Copy to Soft Copy Convert easily Ho jata hai.
Information : LED TV AND LCD TV ME KYA DEFERENCE HAI ?
Option : 3
Isake alava Aap Chae to Google Drive ka bhi istemal Kar Sakte hai. google Drive Bhi aapko is kam Me help kar Sakata hai.
option : 4
Hard Copy to Soft Copy Convert Online
lekin HindiHelpguru Is Article me Aapko ek Simple tarika Hard Copy to Soft Copy Convert ka Bata raha hai. isme Aapko Ek Online Services ka Use Karna Hai. Isaki Madad Se aap kisi Bhi hard Copy Document ko soft Copy Me Convert kar payenge. Kisi Bhi PDF File me edit kaise kare ? images Me Likha hua Copy kaise Kare ? Kisi bhi PDF and images (JPG, BMP, TIFF, GIF) file ko Word, Excel and Text file me Kaise Conver kare ? agar aise koi Saval Aapke pas aaye to ye tricks – tarika aapki Help karega. Isase aap Hard Copy to Soft Copy Convert online Kar Sakte hai.
Useful tricks ; YOUTUBE VIDEOS KO PC ME SAVE KAISE KARE ? SIMPLE TARIKA
In Step ko Follow Kare :
1 . Sabse Pahele www.OnlineOcr.net Website open Kare.
Hame page Se Ki aapka Step Shuru Ho jata hai.
2. ab Aapko Select File ka Option Dikhai Dega Ise Click kare,
3. aap Apane Computer File Se koi bhi Images, PDF, JPG, PNG, JPEJ File ko Select Kare. (Jo Aap Word – text File Me Convert karna Chahte hai.
4. Aap Kis Language Me Conver karna Chahte hai. wo Select Kare.
5. kis Document me Convert karna hai ? ( Text – word- Exle ? ) Select Kare.
6. Enter Captcha Code me Dikhai De raha hai wo Code Add kare.
7. Convert ke Button Pe click kare.
8. Convert Button Pe Click kar se Hard Copy to Soft Copy Convert ho jayegi.
aap ise Download kar Sakte hai. text File Aapko Box Me dikhai Degi. Ise copy kar Sakte hai.Ab Apko Use Text file ko Open karna hai Aur Jaise Chahiye Vaise Changes kar ne hai.
popular Website for Convert File ( hard Caopy into Soft Copy ) :
- http://www.pdfconvertonline.com
- http://www.ocrconvert.com/
- http://www.free-ocr.com/
- http://www.myfreeocr.com/
- https://finereaderonline.com
- http://www.i2ocr.com/
Friends, Aap Chahe to in website ki help Bhi le Sakte hai. isase aap kisi bhi pdf File Ko text file me Convert kar sakte hai. Online Hard Copy to Soft Copy Convert work Simple hai.
Extra Enning :
Friends, Aapko ye Article – Tips kaisi Lagi jarur Bataye.
Agar koi saval Hai to Aap Comment Box me puchh Sakte hai.
Article Ko Social Site Pe Share karna mat bhule.
HindihelpGuru Facebook page ko like Kare.
Daily New updates Tricks Pane ke liye email Se Subscribe kare.