NIOS DELED Admission me Principal Verification Kaise Kare

 standard 1 to 5 me padhane wale Teachers Ko agar wo un-trained in-service Teacher hai to DELED Exam Ke liye registration karna hai. Principal Verification Karna hai. Isaka Syllabus – Study Materials Aapko Online Milta Hai. ghar baithe Ye Courses Karna Hai.

अगर आपने NIOS DELED के लिए Registration नहीं किया है तो आज ही कर दे. Admission – Registration की सभी जानकारी हमने दे दी है. ये पढ़े : How to Registration NIOS DELED Exam 2017

  अगर आपने already पहले Registration कर दिया है तो अब आपको आपके School के Principal द्वारा इसे verify करना है. Principal Verification की सभी जानकारी step by step Hindihelpguru द्वारा इस आर्टिकल में बताई गयी है.

DELED Admission के लिए Principal Verification बहुत  जरुरी है. जब तक Principal के द्वारा Verification नहीं होता है तब तक आपका Admission Conform नहीं हो पायेगा.  इसलिए इस Step को follow करना बहुत जरुरी बन जाता है.

Principal Verification करने के लिए सबसे पहले Principal का account बनाना पड़ता है. अगर आप खुद चाहे तो Principal का account बना सकते है पर इसके लिए आपको Principal ( Head Teacher) के इस Document की जरुरत पड़ेगी.

क्या आपको DELED NIOS Exam देना पड़ेगा या नहीं ? जानने के लिए यहाँ क्लिक करे. 

Required For Principal Verification

Principal का mobile Number

आधार card या फिर voter ID Card

D.EL.ED Admission Principal Verification in hindi

D.EL.ED Admission Principal Verification

अब हम आपको step by step Principal Verification का Process बताते है. इसे follow करे और आपका Admission Conform करे.

Step: 1

सबसे पहले आपको NIOS website के Principal Verification page पर जाना है.

यहाँ क्लिक करे : Principal Verify by NIOS DELED

ये page open होगा.

principal verification kaise kare

इस images में बताया है इस लिंक Click Here पर क्लिक करना है.

Step:2 

अब और एक page open होगा. इसमे एक Form खुलेगा. इस पुरे Form को Principal की details डालकर fill करना है.

principal verification kaise kare jankari

इस Form में आपको ये सब Principal की डिटेल्स ऐड करनी है.

  1.  UDISE code – school का UDISE code ऐड करे.
  2. Type of School – आपकी school किस type की है ये select करे.
  3. school name लिखे.
  4. Principal का name लिखे.
  5. Number Of Untrained Teachers में कितने Teachers अप्रशिक्षित है ये लिखे.
  6. School या Principal का Email address add करे.
  7. Principal का mobile number लिखे.
  8. school Principal का Voter id Number लिखे.
  9. 6 characters का password दोनों box में लिखे.
  10. last में Submit पर क्लिक करे.

Step:3

submit पर क्लिक करने पर आपको और एक page दिखाई देगा. इसमें आपकी school का name , address के साथ आपका name आ गया होगा.

nios deled ragistration verification check

आपके name के सामने  last बोक्स में Conform Admission पर tick करना है.

बाद में Conform Admission for Selected Record पर क्लिक करना है.

अब Principal Verification हो गया है. और आपका NIOS DELED Admission Conform हो गया है.

Step:4 

आप चाहे तो अपना NIOS DELED application Status check कर सकते है. इससे आपको Sure मालूम हो जायेगा की आपका NIOS में admission हो गया है.

Status check करने के लिए यहाँ क्लिक करे. आपको Email Id / Mobile Number और Password से login करना है.

Extra Inning: 

अगर आप किसी वजह से Principal Verification नहीं कर पा रहे है तो हमें आपकी problem comment में बताये.  हम आपको इसका solution बताएँगे.

इसके आलावा NIOS DELED Courses Study Materials Hindi, Gujarati, English, Marathi और Other Language PDF में पाने के लिए इस website की visit करते रहे. 

इस आर्टिकल ” Principal Verification ” को Whatsapp – Facebook पर शेयर कर सकते है.

धन्यवाद…..!!!

431 Comments

  1. RAJABHAI PATEL

    PATEL RAJABHAI VAGHABHAI
    REF NO-B240200307
    SIR MERA HALL TICKET NHI MIL RHA HAI OR MERA ENROLMENT NUMBER BHI NAHI HAI.
    KYA AB PRINCIPAL VERIFICATION KAR SKTE HAI?

  2. Amrita kumari

    500 rupes fees jma nhi kiya hu 504 ,505 ka isliye hall ticket nhi nikl rha hai Aur exam dena chahti hu Kya kre

  3. Ram Nivas Shukla

    Sir Mera Principal Verification bhi ho gya hai par maine principal Verification ki receipt nhi nikali thi .to ab kaise nikali jaa sakti hai…
    Plz help me

  4. Sudha.verma

    Sir.maine.6.month.wale.me.november.me.rajistration.krwaya.tha.but.abhi.tk.uske.study.material.aur.practiol.date.ke.baare.me.kuch.pta
    Nhi.hai.kuch.samajh.nhi.araha.kya.kre

      • Minakshi

        Sir mene registration Kara diya tha.. But computer wale NE bola ki principal se aap Khud verify karane h.. Isiliye verify nahi ho paya.. Isiliye mujhe enrollment no. Nahi mila and ID card bhi nahi mil PA raha h.. Kya Karu…

          • Sumit sharma

            Nios exam center ban jata hai toh uske aage ka jo procedure kya hai please detail mein batayen

  5. VINISH

    SIR MERA ID CARD LOSS HO GYA….. MAIN KYA KROOOOO…PLZZZZ HELP ME SIR…..

  6. Mera UDISE code galat he to sir me kese karu
    abhi to principal verification b so nehi kar raha he site me.
    sir help me.

  7. zaid siddiqui

    sir meri nios ki book nahi aaye hai mai al jamia al islamia me padhta hu plzz meri book jald se jald bhej dooo

  8. Shailee sahu

    Sir registration kisi aur school se h school chang kar liya hai ab old school principal verification ni kar rai hai jaha resent m job karte h waha k documents study centre par le ja k verification ho sakta h kya

    Plsss solve my problem

  9. Sir mera principal verify v ho gaya hai reference no v hai lekin id card ke liye login kar rahi hun to invalid going bta raha hai sir pls help me

  10. Rajeev kumar sharma

    Comment Text*sir mera d.el.ed ka principal verification nahi hua hai kripya koi solution bataye

  11. Surendra kumar meena

    Sir mera principal verification nhi huwa h to sir nios me kese contact kare sir

  12. Toran Lal sahu

    Mera online registration ho Gaya hai principal verification nahi hua hai aaj kar Sakta hu kya sir ,please bataye sir..

  13. Patel Vishnubhai shankarbhai

    Patel Vishnubhai s
    Sar me nios ka birjkosh ki sari Proses ki Lekin aacharya verifikesan Nathi thatu to pliz help karva vinati B240200314

  14. Galsar Govindbhai d

    Mene principal verification nahi karaya bhul gaya Hu ab mera password bhi yad nahi to Kya karu

  15. RAVINDRA KUMAR MAURYA

    SIR MERA NAAM RAVINDRA KUMAR MAURYA HAI MAIN PRINCIPAL VERFICATION KAR RAHA HUN ID PASSWORD MERA SAHI HONE PAR BHI INVAILID LOGINE LIKH RAHA HAI SOLUTION BATAYEN

    • Aapke kisi aur teachers ne pahle Principal registration nahi kiya hai na ? agar kiya hai to isake pas se user name aur password leke use kare.
      fir bhi INVAILID aa raha hai to aapke state ke NIOS officer ka contact kare.

  16. Jitendra kumar

    Sir mera principle verification nahi hua hai mera rreference no D102205297 hai koi solution bataiye

  17. SURENDRA DAHERIYA

    SIR MERA PRINCIPAL VARIFICATION NAHI HO PAYA HAI ME KYA KARU PLEASE HELP ME

  18. samirah parween

    sir mera principal verification me problem horha h application status me payment completed show kr raha h kese pta karu k admission confirm hua k nahi please reply

  19. Murlidhar Nayak

    Sir mai apna udise code mobile no password sab Sahi dal rha hu fir bhi login nhi kar pa rha hu aur forgot password karne se bhi koi reply nhi aa rha hai…. Aur mujhe principal verification details nikalna jaruri hai…. Kya kru??

  20. zafar Iqbal

    Sr mari registration complete hai but principal verification nhi hoi plz help me

  21. kamal

    Maine principal verification toh kr diya c.admission conformed show ho rha hai….but application status show nhi ho rha hain..

  22. Manoj

    Sir mera ragistration to ho gya h bt principal verification nhi kr paya hu sir m ab kya kru plzzz help me

  23. Sir me principal verification I’d ka mobile number or password bhul gya hu mujhe sirf email I’d pta hai
    Please mujhe btao
    Jise me teachers verification kr pau
    Mera mobile number 8894933643 hai

    • kya aapne jab Principal registration kiya tha tab admission conform nahi kiya tha.?
      agar nahi kiya tha to Ab NIOS ka Aapke state ke NIOS officer ka Contact karna padega. via email se.

  24. chhatrapal

    sir , jis school se maine apply kiya us school ka account already create hai , but principal ko id aur password pata hi ni hai . to sir is condition me kya kre …………

  25. DANGAR JAYSHREEBEN

    PRINCIPAL VERIFICATION IS NOT DISPLAY MY NAME.
    SIR, I AM DANGAR JAYSHREE
    MY SCHOOL DIES CODE IS 24091108901
    MY MOB. NO IS 7621963929
    MY PRINCIPAL MOB. NO IS 8140786484
    OUR SCHOOL E-MAIL ID IS [email protected]
    PLS GUIDE ME FOR THIS……….

  26. raihan

    i am a primary teacher. i also passed b.ed. so i take admission 6 month bridge course .may apna schhol ka principal verification log in kor nehi parahu. password reset korne cha rahe hu to ye massage dikha raha he :The Reference No. is Invalid. Password Cannot be reset.
    help me.

    • agar aapka Principal verification aur admission conform ho gaya hai to aapko Principal account open karne ki jarurat nahi hai. agar admission conform nahi hua hai to aapke state ke NIOS officer ko principal ka sabhi details mail se send karo.
      Login me problem aa raha hai matlab aap User name aur password galat dal rahe hai. ya fir is principal ka account kisi aur ne create kar liya hai.

    • Sandhya singh

      Sir principal verified nhi kr rha h to hm kya kr sakte h………. Pahle Mai puchi bola aapka ho jayega ab nhi kr rha h…. Plz help me

  27. Kiran

    sir i have heard that we can not apply for deled because we are teaching in public school from start of this session, is it right, is applicant should teach in school before 2017 session

  28. Manisha sharma

    Sir last date kab tak hai principal verification ki?Please help.Thank you

  29. chhatrapal

    sir , registration karne ki date abhi bhi active hai kya………

  30. chhatrapal

    sir ,principal verification ke turant baad hi ID CARD download kr sakte hai ?

    • Admission conform ho jane ke baad id card download kar sakte hai. teachers login karke check kare. agar print option diya hai to print kar le.

  31. deepak

    kisi se hmare school ke udise code me already details registered hai sayad. isliye principal varification ke liye hm apne name se id create nhi kr paa rhe hai.. kya kre..

    • Aapke state ke NIOS officer ko Email se Princiapl ka sabhi details Bheje. sath me Offline principal registration karne ke liye aur aapki Problem bhi Bata de.

  32. rajesh purviya

    sir..mera nios me ragiseded ho chuka hai or payment bhi hogaya hai but mera pasvard kya hai mujhe pata nahi hai to mujhe pasvard ke liye kya karna hoga sir..plese riply…

    • yaar aise kaise ho sakata hai. bina user name aur password banaye. registration aur payment hi nahi hota hai. sshayad aap bhul gaye hai. to teachers login me forgot password ka option hota hai ise use kare.

  33. Ravindra

    Hello sir
    Kya 30 November tak princple ko verification ka bhi last date hi please reply.

  34. manish

    sir mere school me ek log 2 years wale me admission krwa liye hai. mai b.ed. ke 6 month wale me kraya hu bt jb principal verification kr rahe hai to already email id udsai code aur phone number already exist dikha raha hai.ab kaise krwaye principal verification plz help me sir

    • Jisane 2 year DELED ke Liye Principal Registration kiya hai usi se principal login karo. isame aapka name aa gaya hoga. yahan se aap apana admission bhi conform kar payenge. dusari bar principal principal registration karne ki jarurat nahi hai.

    • jab aapne registration kiya tab. ya fir Kisi dusare teachers ke liye Principal ne registration kiya hai tab use kiya password ki jarurat hoti hai. isase login hone ke bad pata chal pata hai ki problem kya hai.

  35. Riya

    Sir mai pehle school mei pdhati thi,,but ab ni pdha rhi hu,,kya mai apply kr skti hu??

  36. amrita kumari chowdhury

    mera v registration ho gya hai bs principal verification baaki hai plz help me

  37. sir ,mera Naam-komal kumari
    udise-20060000443
    principal name-vinay Kumar verma
    …………….
    ………..
    …………

  38. Vikash Kumar

    Abhi tak mera principal ka registration nahi hua hai aur nahi teacher ka principal verification hua hai kya money refund ho shakta hai

  39. Prachi raghav

    Sir
    Registration ho gya hai or payment bhi ho gya h lakin school se verification nhi ho pa raha h plz help me

  40. Neha Soni

    Sir, Agar principal registration nahi karwaya or payment Kar diya to ab principal registration ho skta Hai Kya???? Agar nhi to ab Kya hoga?

  41. Neha Soni

    Sir,agar principal registration nahi karvaya ho or payment ho gya ho Kya ab principal registration ho sakta Hai Kya? Or agar nahi to fir ab Kya hoga?

  42. Deepa

    Sir mera registration and payment ho chuka h but principal ke nios registration pe name nhi aa raha h ,udise code search karne pe udise code had changed batata h,hum logo ka registration ka kaya hogs sir,ab change kaha par hoga sir

  43. Rahul gupta

    Nios bridge course principal verification ki last date kab hai?

  44. Deepa

    Sir principal nios par registered ho Chuke h,but usme kisi bhi teacher ka status show nhi kar raha h,teacher status click karne par error batata h,to teacher verified kaise hoga sir .plz help

    • shayad aapke sabhi principal ne galat UDISE se registration kiya hai ya fir principal registration me galat UDISE use kiya hai. aap NIOS ka Mail se contact kare.

  45. Aktar hussain laskar

    Dear sir,pichle 07 November mai Dled registration karke principal verification kia tha,abhi tak verification nahi hua.kya koru,kuch help kijiye.Thank you

  46. Nitu kumari

    Sir mai ek untrained shikshak hutatha principle ke post par ek shikshakiye gov vidyalya me hu .mai apna verification khud kar sakti hu?

    • Yes, Khud kar sakti hai. sirf Principal aur teachers ke liye alag email – Mobile Number ka Use kare Jisase Login ki koi Problem na aaye.

  47. Nirmal Singha

    Sir principle online apply kiya last 7th November but amount not paid kiya. Kiya batayenge principle verification hogs ki nehi. Thank you sir.

  48. Deepa

    Sir ek school ka two udise code ho sakta h.kuki mere school ka udise code tha aur humlog usi code se dled me registration karaya but ek teacher se galti se nios me udise code ke liye request send ho gaya aur udise code generate ho gaya h ,ab principal verification ke liye kis code ka use hoga sir

  49. Neelam

    namakar sir/mam,
    mera deled bridge principal verification nhi ho rha hai. jb mai verification ke liye udise code,principal email id, phone no. daal rhi hu tb submit karne pr yh accept nhi kr rha hai. plz reply as soon as possible.

  50. SHARAD KUMAR

    sir maine ek nios bridge course ka registration kiya tha uska verification kr rha hu to alraidy registerd bta raha h principal se puch raha hu lekin principal email id nhi bta raha hai ab main verification kaise karun koi dusra tarika ho to bataye .. please sir

  51. rani

    Sir Mera principal verification nhi ho pa rha h Mene sari details dal ker dekh liya h but submit kerne ke baat udise code already registered bta rha h what can I do .
    Sir please help me

    • Ab Principal verification Offline karna hai. aap Principal ki sabhi details Likhkar Apane state ke NIOS Nodel Officer ko mail kar de,

  52. Dharmistha patel

    D.ei.ed me ADMISSION glti se leliya tha MUJE bridge course me ADMISSION leya hai.. Magar principal verification NY horha hai.. principal verification vo D.ei.ed ka bata Raha hai.. bridge course ki fees bhi bhar do hai.. pl.. ans dijye..

    • 1. Aapne jo Galat Admission liya hai ise cencel karva sakte hai. frees bhi wapas milegi. Isake liye Mail kare : [email protected]
      2. Fees wapas lene ke liye : [email protected]
      3. Bridge course principal verification offline karna hai. isake liye principal ki sabhi details ke sath aapke state ke NIOS officer ko mail karna hai. officer list NIOS website par di hai.

  53. Yadvendra

    Humara schooll registesan link nahi de raha hai.
    mail bhe send nahi ho raha hai.
    Kya kae?

  54. tapaslaha

    sir principal login ke time wrong mobile number and invalid e-mail dal de Diya hai ab na SCHOOL login ho raha hai aur nahi admisssion confirm. kindly kindly help

  55. Kanak dave

    Sir agar payment complete hai but principal verification nhi ho paya kuch problem ki wajah se to sir after payment abhi bhi ho jayega principal verification 18 nov. Aaj date ho gyi hai kya abhi bhi possible hai verification part agr open karke ek bar aur kre to… Plz reply fast sir

  56. Sir apne jo step Di ha uske anusar principle verification ker diya ha per kase pta chalega ki Nios per principle verification ho gya ha

  57. Sudheer raj

    Sir principal verify nahi huwa hai aur registration ho gaya hai principal ka pas ward mobile par nahi aaya hai aur 10 tarikh ko patna main office deled nios me principal ka all detel jama kiya gaya hai ab samagh nahi aa raha hai email ke dawara bhi detel diya gaya fir bhi password nahi aaya kaya kare sir please reply jarur kare

  58. सर,
    30सितम्बर 2017 रजिष्ट्रेशन करके डी इ ल एडी का भुगतान इ मित्रासे कर दिया पर प्रिंसिपल वेरीफाइव नही हो रहा समाधान करे

  59. Sir mere school me three New admission teacher apna verification nahi kar pa rahe hai.would u help us

      • Talat Afreen

        Offline kaise sir…plllz help.me…mai me ne 7 nov ko form fill ki th…mera school unaided pvt school hai…registratiin hu chuki hai par ab tak principle verification code nahi ayi hai….ab mai kia karu sir..plllzzz help

        • Aapke Principal ki sabhi details likhkar aapke state ke NIOS nodel Officer ko email karna hai. wo principal login details aapko bhejenga.

  60. Renuga

    We are from smkn nursery and primary schoolwe can not do the principle verification since fifteen days passed we had sent the mail but no reply we have already paid the amount

  61. sir we are facing problem in principal verification . we try alot for registration by principal of the school but we do not get success in registration for the verfication . sir please we need your kind guidence and information

    • कृपया रजिस्टर करने के लिए निम्न लिंक का उपयोग करें

      नए Principal Registration के लिए, Principal से अनुरोध किया जाता है कि वह निम्नलिखित विवरण Respective State Coordinator को भेजें (सूची के लिए क्लिक करें)
      विवरण के पास प्रिंसिपल नेम, यूडीआईएसई कोड ऑफ स्कूल, प्रिंसिपल ईमेल, मोबाइल नंबर, आधार नंबर, स्कूल का प्रकार (सरकारी या प्राइवेट) होना चाहिए।
      नियत सत्यापन के बाद प्राचार्य के लॉगइन विवरण मोबाइल पर भेजे जाएंगे
      ya fir apane state ke Nodel Officer ka Contact kare.

  62. RAJ

    Hi,
    SIR COMPLETE FORM FILL KAR DIYA HAI PAYMENT BHI HO CHUKA HAI BUT PRINCIPAL VERIFICATION ID NAHI BAN PA RAHA HAI. AUR EMAIL KARNE PAR KOI RESPONSE NAHI AA RAHA HAI

  63. SUNITA

    SIR HOW TO DO PRINCIPAL VERIFICATION . E MAIL HAVE BEEN SENT TO COORDINATOR E MAIL ID BUT NO RESPONSE TILL NOW. WHAT TO DO FURTHER.

  64. adesh kumar kshatri

    Agar principal email id use nahi karta hai to verification ke liye kiska email id dalna hai

  65. safayat ansari

    sir mera principal id fill nhi ho pane ke wajah se principal verification nhi ho paya h aur mera registration bhi confirme nhi ho paya h aur payement complete ho gya h to kaise kya hoga

  66. Arjun kumar

    Sir mene apna bridge course ka form to fil kar diya hai but principal varification nhi ho rha hai kiuki kiuki unka school registered nhi ho rha hai website nhi khul rhi hai school registered ki bataye kaise hoga principal varification

  67. jibendra kumar yadav

    sir hamara principal verification nahi hua option nahi aa raha hai ab kaise kare plese

    • ab aap offline verification kar sakte hai. aapke state officer ko principal ka details bhej do. jyada jankari ke liye dusare comment padhe.

  68. Dear Sir , I have registered for D.E.L.D. program and payment is completed. Please help me…..i cannot verification of principal details

  69. Mohd Azhar

    Sir.
    ab date bhi khatam ho gyi hai to kya ab new registration principal ho jayega ya nahi

  70. HARIKESH KUMAR

    Sir principle verification me register account banane ka option nahi a raha . Is liye verification nahi ho pa raha hn. Aur principle ki sadri detail hone per bhi.
    Help me today is last date form fill karne ki thi. Air form fill ho gaya hn.
    Verify ki date nahi di to kab tak hogi.

  71. Karan

    Sir verification option me “click” nahi aa raha hai state Co ordinator ko derails mail kar diya par koi help nahi mila
    Kindly help me sir please

  72. Abhay

    College ke used code air password has mobile no Buhl gaye his to invaded login Batista his jab in teacher is racist action air fees bye mama ho gai hai login Kaiser kare

  73. Mohd Azhar

    Sir ….new registration for the principal nahi ho raha hai.. option hi gayab ho gya hai….aaj last date bhi hai to kya sir date khatam hone k bad principal verification registration ho jayega…

    • Ab Principal verification me Problem aa rahi hai par Sath me Likha Hai ki Aap Principal ki sabhi details apane NIOS State Coordinator ko mail se bheje. baad me Principal ke Mobile number par Login ho payega.

  74. parul

    Dear Sir
    I have registered for D. E. L. E. D program and payment is completed.
    Please help me…i cannot verification Of principal Detail
    Yours sincerely
    Parul

  75. Vinay singh

    Sir principal verification nhi ho rha h unka password banana h kaise bnaye

    • कृपया रजिस्टर करने के लिए निम्न लिंक का उपयोग करें

      नए Principal Registration के लिए, Principal से अनुरोध किया जाता है कि वह निम्नलिखित विवरण Respective State Coordinator को भेजें (सूची के लिए क्लिक करें)
      विवरण के पास प्रिंसिपल नेम, यूडीआईएसई कोड ऑफ स्कूल, प्रिंसिपल ईमेल, मोबाइल नंबर, आधार नंबर, स्कूल का प्रकार (सरकारी या प्राइवेट) होना चाहिए।
      नियत सत्यापन के बाद प्राचार्य के लॉगइन विवरण मोबाइल पर भेजे जाएंगे

  76. Md azim alam

    Sir. Koi v principal apne form me maximum number of untrained teacher kita rakh sakta hai. Agar principle ne no of teachers 7 rakha hai aur 8 teacher apply krte hai to kya savi ka principle verification ho payega?

    • isi school me jitane untrained teacher hai itane number add karne hai. isase jyada teachers ko conform karne par admission cancel ho sakta hai.

  77. Md azim alam

    Principle verification ho jane k baad isske aage untrained teacher ko kya krna padega iskebaad v koi process hai kya jo baki hai.?

    • Verification ke baad aapko swayam website par registration karke Account banana hai. baad me isi website par Study Materials Diya hai Ise download karke read karna hai.

  78. soniya

    Teacher’s registration karne ke baad,mere school ke principal ye kah rahe hai ki hum apne school se apka/kise ka verification nahi karenge jabki me yaha continuous padha rahi ho.
    Apna Aadhar number nahi de rahe hai. Ab mujhe kya karna hoga?

    • Aap Government ki guidelines bataye aur samjayegi kisi bhi teachers ka registration conform karne ki javabdehi principal ki banti hai.

  79. Susomam Bagh

    Dear Sir
    I have registered for D. E. L. E. D program and payment is completed.
    Please help me what can I do further?
    Yours sincerely
    Susoma Bagh

  80. monika

    Sr humare principal verification nhi ho rha kyunki pehle kisi ne verification kiya toh toh pta nhi kya id paswaord wo hume pta nhi h toh kya kre

      • राजकुमार

        Sir जी

        प्रिंसिपल महोदय अपनी ईमेल id और फोन no एवम पासवर्ड सब भूल गए है
        फीस कट चुकी है
        अब ऐसी स्थिति में प्रिंसिपल वेरिफिकेशन कैसे करें

  81. Deshant kumar kushwaha

    mere school ke savi teacher Ka registration ho gya h but teacher verification principle dwara nhi ho paya h
    server problem ki wajah se
    orr date v khatam ho gyi h
    kya kru enrollment number v nhi mila h

    • abhi koi date khatam nahi huyi hai. fir se try kare. fir bhi verification na ho to school principal ke letter ko NIOS ko email kare aur bata de.

  82. Aruneshwar singh

    Sir mera admission confirm show kr rha hai Ur enrolment no b mil gya…
    Bt hmre district m Jo list aayi hai ABSA k pss usme mera name ni aaya..kya kru..
    Plz help me sir

  83. kailash kumar

    Sir me bridge course ke liye apply kiye or payment bi ho gaya he but principal verification me mera school ka login nahi ho raha he .jabki sabi id,code,or password correct dal raha he mere principle ke dvara plz help me.

  84. CHUMKI Das

    SIR mere principal ne apne form me no of untrained teacher 1 kar diya. Lekin hum 2 teacher hay Jo dled Karna chahte hay. 1 teacher already kar chuka hay. Ab mere registration confirm korne ke liye keya Karna hay?

  85. kamna

    Sir, mera bridge course k liye principal verification ho gaya hai lekin mera status payment completed he aa raha h. Kya mera admission confirme ho gaya h. agar nahi hua hai to main kya kar sakti hu…

  86. Raj

    Sir nios bridge course m payment kr diya h par principal verification ka link hat gya h nd deled wali site pr id bna chuka hu…..pr vo id bed wali site invalid batata h jabki deled site pr khul rhi h …..ab kaise principal verification kru…..7599036670 btaye kuch

  87. D.s.bisht

    Pdpet mai registration ho gya h bas principal verification rah gya h

  88. Komalgarg

    Sir mera pass principal ki verification ki sari detail ha tab bhi nahi ho Pa rha ha kya kra kuch bta dijiya

  89. Kalpna dehare

    Sir maine pdpet me registration kiya hai aur principal verification d.el.ed ke school login me kiya hai kya mera admission confirm hoga

  90. poona.

    Hello sir
    this side poonam jadoun
    hmara principal verification ho gya tha..but neeche jo likha hai confirmed addmission for selected record ..us pr click nahi hua hai shayad..But abhi hmne apna atatus chk kiya to addmission cnfrm aa raha hai..btaaiye kyaa hmara addmission cnfrmd hai

  91. vinay

    princpil ka berifiction code kisi ne pharji bana liya h. jis se school kekisi teacher ka berifiction nahi ho paya h.ab kya ho sakta h.

  92. surbhi jain

    sir hamare principal sir password bhul aye hain n password reset b nahi ho pa raha hai plz help me sir.

  93. Mohd.Haroon

    Mere principal sahab teachers ka verification nahi kar pa rahe hai kyunki woh apni email id ka password bhul gaye hain .please help kariye

      • KIRAN SHAW

        Sir I have registered for PDPET for B Ed six months bridge course. And paid amount ₹5000 for course fee. Now my principal didn’t able to register in this site. So he didn’t /Varify. Whenever he opening the site and putting his mobile number & password. It’s showing ‘Invalid login’. Whereas the same number /password, opening the nios D. El.Ed system (Two years). PLEASE HELP ME.&GUIDE ME.

  94. Dimple verma

    Sir my school clerk is not ready to fill the details.and one problem is there I m ad hoc teacher from 2014 but its a 10 months contract can I change my 2014 to 2017

  95. Dimple verma

    Sir mere school clerk verify karne main problem kar Rahen h and principal is out of station he’ll come back after diwali please help me sir. I have to do this course,

  96. prashant sahu

    Forget password karne par mail me rest karne ka link AA Raha hi rest karne par bhi inviled id bole Raha hi please help

  97. prashant sahu

    Sir
    Principal verification me inviled id ka massage a Raha hi
    Jabki udise code mobile number aur password sahi hi
    Password reset kar Chuka hu please help

  98. Amit kumar karn

    Hi sir,
    I have already registered for d.el.ed but have not got confirmed by principal. I applied without udise and I do not know how to get it verified by principal.

  99. Rahul

    Sir principal ne apna aadhar no. dene se mna kr diya h ki ye meri personal details h ye mai nhi dungi. Maine usme apna aadhar no. Dal kr submit kr diya.conformed to ho gya h.
    Sir mera form cancel to ni hoga. Plz tell me sir.

  100. Akash pal

    I have fill worng adhar number of principal then how to correct this.
    Please guide.

  101. sir
    jin teacher ka 50% se kam marks hai wo ek ya do subject me admission kaise le sakte hai?
    please link bataiye.

    aor jo B.ed kar chuke hai unka d.el.ed me registration kaise hoga isks bhi link dijiye

    • 12th me kisi 1 to 4 subject ka exam de sakte hai, par abhi registration closed ho chuka hai.
      bed ke liye bridge course karna hai. aaj admission shuru hona tha par shuru nahi ho paya hai.

  102. Salman khursheed

    Hello sir good morning.

    Sir Maine already form online registration kar diya hai but sir pricipal verification bhi ho gaya hai admission confirm bhi ho gaya hai.

    But sir hum ne principal ka details nahi dala hai apna details dal diye. I.e. a adhar no. & mobile no. Waise hum be principal ka naam dal rakha hai. Sir kindly advise.

  103. surbhi jain

    gud afternoonn sir ,
    meri problem ye ho rahi hai ki pahle mne without udie code wale option se regiister kardia to nios ki site se udise code auto generate hua n principal sir ne b wai udise code se registration kardia . registration k just baad to login hua tha or mra nam show nahi hua waha lekin ab to principal login b nahi ho raha ahi sir even 2 3 bar password b reset kar chuke hain . plz sir help.

  104. Preeti

    Gdaftrn sir.. M frm dehradun ..my princi is not giving me her aadhar card id nbr..She said its prsonl nd i cant give it to anybody.. I had done my registration on 30th sept..bt still princi. Verification is not accomplished.. M very depressed..wat to do.. Kindly suggest me

  105. Sir, hamne teacher registration to kra Liya…… lekin principal verification pe atke hein…… Ab principal out of station hein aur contact nahi ho pa raha he……. kya karein hum…… humme doubt he ki principal ko v is bare m thik se pata nahi….. kyunki unhone kaha tha ki last year hi registered kia tha, jo ki dusre principal ne kia hua tha to unhe v email id or password nhi pata…… to hume kinly koi rasta batayein. ….thank you

  106. surbhi jain

    sir mera registration and payment complete ho gayi h lkin principal sir ka login nahi ho para jabki registration b karlia n 2 3 bar password reset b karlia hai……

    • Aap Galat details Use karte hai to Aisa Hota hai. Ya Fir server Error Ki Vajah se bhi aisa Ho sakata hai. Kya Problem – error aa rahi hai ye aapane nahi bataya.

  107. Gdevng sir.. M frm dehradun ..my princi is not giving me her aadhar card id nbr..She said its prsonl nd i cant give it to anybody.. I had done my registration on 30th sept..bt still princi. Verifucation is not accomplished.. M very depressed..wat to do.. Kindly suggest me

    • Aapke Principal ko Bataye Ki Muje Aapka Aadhaar Number Nahi chhiye. Aap Khud Mera Admission kar do. apane teachers ka verification karne ki javabdehi Principal ki bhi banti hai. aap DELED Ka Contact karke bhi aapka Problem Bata de.

  108. sir me principal v. par atak gya hau salect all par clic karata hau or confrom record par clic karata hu to kuch nahi hota hai

  109. Dhrubajit Das

    Sir thanks for your kind information, mai ne bahut kosis kia, koi bhi response nahi mila , NIOS mai kis tarah se inform kia jayega app kuch jankari dijiye.My name is Dhrubajit Das, School UDISE CODE 18240000110, Reference number D182400908

    • Aap Sirf Apane State Ke NIOS Officer aur NIOS DELED ko mail karke Bataye Rakhe. Jo bhi hoga Abhi turant Nahi hoga. Isame Time Lagega.

  110. Dhrubajit Das

    Comment Text*Sir mai job principal verification ke Liye submit karta hu to dikhati hai “Your UDISE CODE already registered” password or mobile number ke bare me malum nahi, isliye login nahi kor payi, kya karu koi upay dijiye.

    • UDISE already registered bata raha hai to Isaka Koi Solution Nahi Hai. Kisi ne Ye UDISE Use Kar Liya Hai. Ab Aapke Paas 1 option hai ki aap NIOS ko Bata de ki principal verification nahi ho raha hai. Bad me kisi ne bhi Aapka UDISE Use kiya Hai Isako Delete Kar diya jayega aur aapka Verification ho payega.

  111. Aditya

    Principal verification desk ka email galat ho gaya aur password bhi pata nhi hai toh abhi kuch upai chahiye.

  112. Sir hum 3 log the gaye hai principal varification to 1 teacher ka bhar kar use lock kar diya gaya hai sir hamara form bhi jama nahi huwa hai bina pri

    • teachers Kitane Bhi Ho Principal verification ek sath ho jata hai. principal ke registration ko login karo. aur sabhi ko conform kar do.

    • Principal Ko Ek Latter Bhejo. Isame aapki Application ki sabhi details Add Karo. Application ki copy bhi sath rakho. Latter me Principal verification ke liye Batao. aisi 3 copy taiyar karo. ek Principal ko do. dusari me principal ka signature ( OC ) lelo. Tisari ko Deled ko bhej do. ( line par Aa Jayega)

  113. Muktesh

    Sir main us school me 2011 to 2013 ke experience cetificate ke adhar per Bina daise ke form bhara hai,.

      • Sir Maine palhe padaya tha 2011 to 2013, me abi nahi pada raga hu. Ye my online bale NE bharba diya KI ho jayga
        Fer Kaya karoo. Plz sir mere paise chale jayga kuch to uppay batao

  114. Rosy

    Sir meri shadi hai or maine D.El.Ed. ka form fill kar diya hai per school k principal verify ni karke de rahe hain toh verify kaise kiya jaaye

  115. Jayanta brahma

    Our principal forgot the password for principal verification .And the mobile number and email provide during in register is not matching. When try to login it says email and mobile number not register.How do we solve please help. My email is [email protected].

  116. Safwan

    Principal Verification 3 option hai. name box main kiska name likhna hai

    • Name Me Principal ka Name Likhna Hai. ( agar aap Login karne ke 3 box ki bat kar rahe hai to Isame Pahle UDISE code, Mobile Number aur Password dalana hai.

  117. Prakash

    Hu (1)Bsc Bped su 1to5 bhanavu su
    (2)std 12th ma 40%se
    To mare su karavu padase sir

  118. RAJ KUMAR

    sir UPS rehi ka UDISE code allredy ragister bata raha hai jab hamare dvara ragister kiya jata hai school ka data , lekin jab ham dusre linkpar jakar pradesh name district name choose karate hue school ki list me pravesh karate hai to usame hamare school ka name nahi so kar raha hai to hamare school ka UDISE kod allrady ragister kaise ho skarta hai plz sujhav de

  119. Sir…. registration k waqt shool ka nam golot dala tha…sudar ne k qosish ki nahi huwi….q k registration already ho suka tha….registration application me school k nam golot aya hain por udise code sahi aya hain…..lekin principal vverification k baad mera admission sahi udise code se huwa hain…..sirf registraion application me shool k nam golot hain….so sir school k nam sudarne ne ki koi rasta hain.keya…….pls reply sir…..

  120. Shail mani choudhary

    Es course ko karne par government job me tet ke exam me shamil ho sakte hai ya nahi.kya ye de.l.ed course sirf private school tak hi simat ke rah jayega please details me jankari de.

  121. Muktesh malvi

    Udaise code ke Bina register Kar Ilya hai. 2011 se 2013 ke experience ke aadhr per kiya, school ke name per registration kiya to sir me principal verification ke liye use school me Jao to verification ho jayga

  122. Zakir

    Sir mere principal ka aadhar no. Galat ho gya hai usse koi problem nahi na hogi. Verification me admission conform ho gya hai

    • Abhi Koi problem nahi hai par principle ka aadhaar galat hai to baad me problems ho sakti hai. Aap Abhi Nios ko ek mail Karo aur ye problem bata do.

  123. ALOK MANDAL

    Mera registration address ke pin 732123
    ki bajay pin 723123 huva hai
    aur admition conform ho gaya hai
    to muze koi dikkat to nahi ayegi
    n??

  124. prerna public school korba c.g.

    sir hamary school ka rej. nhi ho rha hi sabhi teacher ka rej ho gya hii

  125. vinay

    kisi ne principal ka verifiction code bana liya h our baki teacher ka verifiction ho nahi pa raha h.to kya kare.

  126. Kangkana Das

    Sir mai galti se principal ki jagah mera voter id no. and mobile no. Dal di, problem hoga kya? Kya iska solution hai? Plz reply

  127. DEEPAK PATIDAR

    What is last date for verification by principal office for d ele ed registered student

  128. saloni

    Sir mera principalverification process complete ho gya h ab ye form kha post krna h pls tell me the correct address Of nodal office.. i m frm U.P

  129. Ramratn

    sir maine princepal verification me apna mo.no.aur email dal diaya hai kya vah reject ho jayega.
    help me sir please….

  130. raj

    agar aj sam tak registration ho jata h or payment bhi lakin principal verify aj ke date me nhi ho pata h to kya nhi hoga success

  131. ranjeet kumar

    sir registration ke kitne din ba principal verify krna hota h agar principal verify phle se h to fir kya krna hoga

  132. sir principal verification ki last date kya aur iske bad kya process hair.
    mere father name main ek letter ki mistake ho gayi hai kya edit ho sakta hai

  133. Santosh kumar

    Sir mera principal verification me mobile no aur udise code dono already registered bta rha jabki Maine Aisa kabhie bhi Kiya h to batayei ab kya kare.

    • Apane Principal se Bat Kare. Principal Mobile Number ke SMS check Kare. Email check Kare.
      koi aur Student Jo abhi Teachers Nahi hai wo fraud tarike se registration kar lete hai. to ye problem aati hai.

  134. ARVIND KUMAR

    Sir,maine all teachers ka registration kar diya h,payment v kar diya hai,lekin principal verification nhi ho rha h…UDISE already registered bta rha h…jabki mere koi teacher ne PRINCIPAL ka reg. Nhi kiya h…usme 3 teacher ka admisn. Confirm ho gya h..lekin 4 ka nhi hua h…kya kare plz reply….aur NIOS OFFICE ka call v nhi lag rha h.

    • UDISE already registered bata Raha Hai matlab Kisi Aur Ne Principal details Add karke registration kiya hai. ye Kam Aapke Siva kuchh fraud karnewale bhi kar sakte hai. jab 3 teachers ka Admission Conform hua matlab ye kam kisi aur ne kiya hai. Aap NIOS ke Nodel Officer Se turant Contact kare. ye sabhi baten bataye.

  135. ABDUL QAIUM

    DEAR SIR MERA NAME HAI ABDUL QAIUM SCHOOL NAME SHAKUNTALA NEW IDEAL ACADEMY MERE SCHOOL ME 6 TEACHER HAI 6 TEACHER HI D,EL,ED PER APPLY KIYE HAI LEKIN 3 TEACHER KA PRINCIPAL VERIFICATION HUWA HAI AOUR 3 TEACHER KA VERIFY NAHI HO RAHA HAI KIUN ?PLEASE DETAILS ME BATAYENGE PRINCIPAL LOGIN ME INVALID LOGIN BATA RAHE HAI……..WE ARE VERY CONFUSE FOR THIS PLZ SOLVE ME

  136. Munmun chetia

    Sir. Meri principal verification ke bad roll no bhi aa giya lekin shool ki head apna mobile no and pass word bhul giya.ab kiya koru?

  137. iliyas

    Dear sir registration ke kitani der baad principal verification karna hota hai??mera school 1-5 tak manyata prapt hai to kitane teachers dled form bhar sakte hai? Filhal mere school me 6 teacher ka staff hai jisme teen teacher ko sarkar maandeya deti hai.?plz tell me.

    • Registration karne ke bad principal verification ka koi Time Nahi hai Par 30 October se pahle verify karna hai.
      1 to 5 me padha rahe un trained teachers ko Registration karna hai.

  138. prati

    Sir,
    Mujhe principal verification me dekkt aarhi jb mai register kr rhi to udise code already registered de rha pr mere school k kise bhi teacher ne register nhi kiya.plz meri help kijye sir.maine teacher registration me can’t know udise no dala tha to system ne auto generate kiya tha udise no vhi no Mai principal verification me dal rhi to already registered de rha

    • ho Sakata hai kisi ne Aapka Udise Use Kar liya ho. ya fir kisi dusare teachers ne principal account banaya ho. NIOS Ka Contact karna chahiye.

      • prati

        Sir,
        Mere school k kise teacher ne registration nhi kiya h q ki adhar no sirf mere pas he h principal ka maine nios me mail kiya h abi tk koi reply nhi aya

  139. sanjay kumar

    sir i have registered application form without udise code. and when very it .there asked udise code. what would we do?

  140. Julee

    Kya is principal id. Me teachers ki sankhya bada skte h kya usme edit ka option h

  141. Kanu s patel

    Sir mera registration ho gaya lakin payment ke bad Jo print nikali isame photo nahi aaya to……?

  142. Mukesh kumar Mandal

    Comment Text*sir mera principal varification nahi ho raha hai. bata raha hsi ki THIS UDISE CODE AND MOBILE NUMBER IS USED. sir isse pahle mere skol ke ek teacher ne jis code se apna admission kiya mai usi ko daal raha hu. please kya karu bataiye.

    • Jisane Principal ka Registration kiya hai Usase Usaka User Name aur Password Pata Kare. Sirf Ek Bar Principal verification hota hai, bad me Isame hi kai teachers registration kar sakte hai. bar bar Principal registration nahi karna hota hai.

  143. KAPIL GANGWAR

    सर प्रिंसिपल verification के लिए जब प्रिंसिपल की ID बना रहे हैं तो school का UDISE कोड already ragisterd बता रहा है प्रिंसिपल की ID नहीं बन पा रही है सर प्लीज मदद कीजिये ।
    धन्यवाद्

    • ye Bada Problem hai, kai logo ne jo abhi teachers nahi hai, unhone fraud karke apana Registration kiya hai. isaka ye Natija hai. NIOS me call kare, aur apana Problem bataye.

  144. Baldev Makwana

    Sir Maine registration kar liya hai lekin principal verification ke liye school registration nahi Ho raha hai
    Error hi aati hai bahot baar tray kiya
    4500 fees bhi conform Ho gayi hai

    School udise 24330500901 hai

  145. Baldev Makwana

    Sir Maine registration kar liya hai lekin principal verification ke liye school registration nahi Ho raha hai
    Error hi aati hai bahot baar tray kiya
    4500 fees bhi conform Ho gayi hai

  146. SUNIL KAVAR

    MENE 27 SEPTEMBER KO REGISTAION KAR DIYA… PAYMENT BHAI KAR DIYA HAI…..LEKIN MENE BYMISTAKE 10 STD KE % LIKH DIYE ……AB EDIT HO SAKTA HAI OR HO SAKTA HAI TO KESE KARNA HAI ….PLZZZZZZZ REPLY

  147. Manisha singh

    Kya school me original mark sheet submit krni. H principal bol rhe h

  148. Vinay Singh

    Sir principal verification nhi ho rha hai server busy bta rha h do din se btao kya kre

  149. Hirani Nitin

    mene b a b ed kiya hai aur 1 to 5 me padha raha hu to muje 30 supt. se pahele regi. karvana jaruri hai ya 7 octo. ki date batate hai to uske bad 6 month bridge course ki regi. karvani hogi ?

  150. Manisha singh

    Kya bsa office me jb mera nam school ki tarf se hogs tbi principal verification ho payga kuiki jha main teaching or rho hi waha Bola h principal ne kch logo ka nam ni h office me

  151. vaibhav Kumar mishra

    vaibhavkumarmishra school udise code 09700300749 hai. 7985099122 mo.no. hai principal verification nhi ho rha hai..

  152. Rajesh

    Sir principal verification me application status me kya krna hai 3 options me se.

  153. prashant sahu

    Server Error in ‘/’ Application.

    Violation of PRIMARY KEY constraint ‘PK_School_1’. Cannot insert duplicate key in object ‘dbo.School’.
    The statement has been terminated.

    Description: An unhandled exception occurred during the execution of the current web request. Please review the stack trace for more information about the error and where it originated in the code.

    Aisa error dikha Raha hi please help

  154. Udit Narayan Sarma

    Hi sir
    Hamare school ke principal ne jab principal verification kiya that tab sabhi teacher’s ka registration neki huwa tha ,ab sab teacher’s ka registration ho geya he…kya ab principal sir fir se baki teacher’s ke liye verify kar sakta he…..??? Please help me sir

    • Agar Pahle Principal ne Verification kiya tha. to Isaka Account Ban Gaya. ab sirf Login karna hai. bad me Sabhi untrained teachers ki list dikhai degi. samne verify ka Option hoga. click karke Verify kar lena.

  155. dev karsh

    this dev karsh
    sir ji principle verife nhi ho rha hai kaise kare ?????

  156. vikrant kumar

    mera payment deduction hogaya hai principal verfication me submit karne par server error aa jata hai please help me

  157. ranjana tiwari

    sir mujhe ye corse karana hai kuch batayiye
    mai teaching kar rahi hu per mere form keval bina udise ka vairification kaise hoga
    sir plzz… tell me

  158. ranjana tiwari

    sir mai do sal se padha rahi hu par mere school ka udise code 4 mahine bad milega quki is time mai jis school me padha rahi hu july me usko puri manyta prapt hua h code abhi ne mila h
    to mai kaise pincipal vairifiction kru plzz…..tell me sir

  159. Arif mansuri

    Mera registration school ke udies ki bajay block ke udies se huva hai aur admition conform ho gaya hai to muze koi dikkat to nahi ayegi n??

  160. Dervaliya Arvind jadavbhai

    Hello sir
    Maine vikalp liya hai.mai ptc.ba hu.6 to 8 me padha raha hu.to eske liye koi news hai kya abhi.konsa course karna or kab form bhrna.please inform me.

  161. Kishan

    Hum 12th pass hai… Magar hum koi….school me nhi padhate hai to hum kya kre

  162. Arif mansuri

    Mera degree atd hai me school me principal hu to muze verification kaise karna padega??

    • Agar Aap Khud principal Hai to Apane main School ( Pay center Principal Se Verify Karva Sakate Hai. ya Fir
      Aap khud Dusara Email – Mobile Number aur principal Name Me kuchh change karke Verification kar sakte hai.

Leave a Reply