Jab Bhi Koi New App Lunch hota hai. kai tarah ke Problem aa jate hai. PM Narendra Modi ne BHIM app Digital Transaction ke Liye Lunch Kiya Hai. UPI BHIM app Sabhi Android Mobile Ke Liye Use kiye jane wal Simple UPI app Hai. Bina internet ( *99# services ) Bhi chal sakta Hai. BHIM Aap Activate Kaise Kare ? API Bhim Aap UPI – MPIN Set Kaise Kare. Payment Address kaise Banaye aur kaise Change Kare ? BHIM app PIn – Password Pata Kaise Kare ? kaise BHIM app se Paise Transfer kare ? QR Code kaise Find kare aur kaise pay kaise kare. paise kaise le ? in sabhi Jaruri savalo ke Javab Aapko Is BHIM App FAQ In Hindi me Mil jayenge.
BHIM App FAQ in Hindi
yahan BHIM app ke related Kuchh importent saval ke javab Diye gaye hai. aapko BHIM app Use Karne Me Koi Problem Aaye to Is article Ki Help Le sakte hai. ya fir aap BHIM App FAQ article ki comment me bhi bata sakte hai. ham isako Solve karne ka Prayas karenge.
BHIM App Kya Hai aur Kaise Use kare ?
BHIM App Mobile banking Ke liye Use Hone wala UPI App Hai. is App ke Jariye aap kisi or se paise le sakte hai. kisi ko paise transfer kar sakte hai. cashless Bill payment kar sakte Hai. Balance check kar sakte hai. wo sabhi bina kisi ke bank account number, ifsc code se
- Puri Jankari : how to Activate – Use BHIM app ?
BHIM App IOS Download Kaise Kare ?
Bharat Interface for Money ( BHIM ) Aap Abhi Only Android Mobile Me Use kiya Ja Sakta Hai. ipone Use Ke liye IOS app abhi available Nahi hai. but kuchh DIn Bad Apple iPhone user bhi ise Use kar Payenge. isaki jankari 4th January ke din CEO NITI Aayog ke Amitabh Kant ne di hai. BHIM app IOS jab available hoga aapako yaha itunes download Link di Jayegi. Is Article Ke BHIM App FAQ me bhi aap dekhte rahe. Aanewale dino me BHIM app for windows version bhi aa sakta hai.
BHIM app Se Money Transfer Kaise Kare ?
UPI app BHIM se Paise transfer karna Bahot Hi simple hai aapko sirf UPI Pin – MPIN Setup karna hai. bad me aap Payment Address se kuchh Simple step follow karke paise kisi ko pay kar sakte hai.
- Ye Padhe : BHIM app se paise kaise Transfer kare ?
BHIM app UPI PIN Setup kaise kare ?
- Sabse pahle BHIM App ke Main Menu me jaye.
- usake bad Bank Accounts Option ko Select kare.
- Set UPI Pin, Option pe tap kare.
- bad me aapke ATM/Debit Card ka last 6 Digit Number add kare.
- ATM – debit card Card ki Expiry Date add kare.
- aapke Mobile Number pe SMS se OTP aayega.
- OTP ko add kare. Aapka UPI Pin Ban Jayega.
is Step by Step Procces me Koi Problem Aaye to BHIM App FAQ comment me bataye.
BHIM App Supported Bank List : Updated
Allahabad Bank, Andhra Bank, Axis Bank, Bank of Baroda, Bank of India, Bank of Maharashtra, Canara Bank, Catholic Syrian Bank, Central Bank of India, DCB Bank, Dena Bank, Federal Bank, HDFC Bank, ICICI Bank, IDBI Bank, IDFC Bank, Indian Bank, Indian Overseas Bank, IndusInd Bank, Karnataka Bank, Karur Vysya Bank, Kotak Mahindra Bank, Oriental Bank of Commerce, Punjab National Bank, RBL Bank, South Indian Bank, Standard Chartered Bank, State Bank of India, Syndicate Bank, Union Bank of India, United Bank of India, Vijaya Bank. jab bhi koi New Bank add ki jayegi aapko HindiHelpGuru BHIM App FAQ article me bataya jayega.
- Ye Bhi Padhe ; ICICI Mobile Banking Kaise Activate Kare ?
BHIM app Transaction Limit Kitani hai ?
Kya Aapko Malum hai BHIM app se jyada se Jyada Kitane paise Transfer kiye ja Sakte Hai. Aap 1 Day 9 24 gante ) me RS. 20000 rupaye Transfer kar sakte hai.
BHIM app Se Transaction ka kitana charge Lagega ?
BHIM app Se Money Transfer karne ka Koi charge Nahi hai. app Is App Ko feee use kar sakte hai. but, aap Money transfer karte hai to Aapka bank Transaction charge le sakta hai. sabhi bank ka Transaction diferaqnt hota hai. SBI me 50000 tak ke Transaction ke liye 5-10 rs charge lagata hai.
- Ye Bhi Padhe : Pan Card Ke liye online Apply kaise Kare ?
Ek baar me Kitana amount tak money send kar sakate hai?
Up to rs. 10,000 ham ek baar me kisi bhi valid account me money send kar sakenge. Baad me isame kuch aur plan aaye.
Kya ham ek NON UPI bank account me Paise trasfer ka sakenge?
yes, agar koi bank UPI ya BHIM app Supported nahi hai aur app Is Bank me paise transfer karna chahe to kar sakte hai. Lekin usake liye aapke pass us account ka pura details hona chahiye. Jaise IFSC code, Account number, and MMID such information aapke pass agar hoga to kar sakenge.
Useful : Kisi Bhi Bank Ka IFSC Code kaise pata Kare ?
BHIM App Me Language Kaise Change Kare?
- Sabse pahle aap Apne App Ke Top Right Option Par Jaye,
- Uske bad Aap “Chose Language” Par Tap kare,
- Ab Aap next Par Click kare,
- Ab Aap Apni Language Change Kare,
BHIM App Me Payment Address Change Kaise kare ?
- Sabse Pahle Aap payment Address Badalne Ke Liye BHIM App Ke Profile Par Jaye.
- Ab Aap Par “Add Payment Address” Click kare.
- Naya payment address add karna Chahte hai, Wo add kare.
- Ab Aap “Confirm Payment Address” Par Click kar De.
- Ab Aapke New Payment Address Aapke Default Address Me Add Ho Jayega.
koi Bhi saval Hai to BHIM app FAQ comment me bata Sakte hai.
BHIM app Tall Free Number – Customer Care contact :
Kai UPI Banking app Use karte Vakt Kuchh Na Kuchh Problem aate hai. example ; bank se paise cut jaye aur payment na ho. koi BHIM app ko hack kar le. aur aapko pata bhi na chale. aapke BHIM app ki details koi dusare tariko se chura le. aapka Mobile chori ho jaye aur koi Problem aaye. Aapka UPI PIn Setup na Ho raha Ho. aapko Mobile number ya devise Change karna ho . in sabhi Situation me aapko BHIM app Website ka Contact karna ho ya Customer care Me call karna ho to kya kare. shayad in BHIM App FAQ me sabhi savalo ke javab aapko na mile to ? Hindihelpguru aapko kuchh TIPS de raha hai.
- Koi bhi Problem ho to aap ko sabse pahle aapke bank ka contact karna chahiye.
yahan aapko sabhi bank tall free Number, Email, Customer care aur Website Link Di Hai.
- Click : all Bank Contact Number
agar aap BHIM app FAQ ki jyada Jankari Chahte Hai to yahan click kare :
- visit : BHIM UPI FAQS
- BHIM app Saval Ke Javab in Hindi Ke Liye : click : BHIM app FAQ In Hindi
- BHIM app Devloper Email [email protected]
Extra Inning ;
yahan Di gayi Hindi Information ” BHIM app FAQ in Hindi ” aapko jarur usfull banegi. kisi friends ya family ko bhi koi BHIM app Problem hai to Ye article jarur Share kare ? BHIM App FAQ in Hindi me agar aapke koi saval ka javab na mile to comment me jarur bataye.
‘ BHIM App FAQ ” Article Social Media Me share Kare.
Daily Updates Pane Ke liye Hindihelpguru Facebook page jarur like kare.
Sir ji mob no verified nahi ho rua kia kru procedure btaie
Aapka Mobile Number Bank Account se Link karvao.
Bar bar password galat bata raha hai jab k Maine Wahi password dala the zyada Koshish karne par 30mint k liye block kR deta hai app our Khud band ho Jata hai Kya Karun
Password – PIN ko Fir se Set Karo.
Sir net banking Kiya hua hai lekin me jab BHI bhim app me alna account banana Chahta hu to Suri see lekar bank select Karne take HOTA hai lekin bank select Karne me bad multiple account joint owner
Shayad Aapke ek se Jyada Bank Me account Hai aur Isame Diya Mobile Number Same Hai.
Sir maine bhim app me pascoe set kiya tha jab me pascode login karta hu to wrong pascode aa rha hai jabki me write pascode enter karta hu
Aap PIN change Karne ki Koshis kare aur Mobile ko ek Baar Restart kare. App Data Clear kare.
Mere account se money transfer Nhi ho raha he, or beneficiary account is facing some issues aisa dikhaya ja raha he
aap Jise paise Bhej rahe hai usaka account kisi vajah se payment accept karne ke liye block hai.
SIR BHIM APPS SE TRANSACTION HISTORY KAISE DELETE HOGA
kuchh samay baad automatically delete ho jayega.
kya bhim me statement bhi dikhata hai?
pura statement nahi dikh sakte hai.
Balance check karte h to error updating balance likh kar ata h
kuchh samay baad fir se try kare.
Sir bhim app se paise sbbj me transfer nhi hote he kya.
kyaa error aa raha hai ye bataye. to mai kuchh bata sakata hu.
Me upi pin set nahi kar pa raha hu otp atta he lekin auto detect nahi ho pata he
Sir Maine 29.1.18 ko 4840ka transection kiya agb.me but mere ac se paise deducted ho Gye hai aur us ac me nhi pahucha,maine iski complex bhi kr di hai
wait karo. kuchh din me paise wapas aa jayenge. ( agar aapane khud koi galti nahi ki hai. )
SIR MENE EK GRAMIN BANK ME PESA BEJ RAHA THA OR USME IFCE CODE OTHEAR BANK KA DALL DIYA PHIR BHE PESA CHALA GYA OR MERE ACUNT SE KAt GYA OR USKE ACUNT ME NAHI GYA HAI O PEASA KAB TAK MERE ACUNT ME AYE GAA PLESSS SIR JALDI SOLB KIJIYE
agar dusare account menahi jayega tab apke account me vapas bhej diya jayega.
Kya Sir uttar bihar Garmin bank me paisa send kar skate hai please bataea
yes, kar sakte hai. agar gramin bank ka option aapke liye available hai to.
Hello sir mene axis bank se central Bank of India me 500 rupees transfer kiye the pr axis bank account se to paise kat liye gye lekin central bank account me transfer nhi huye. Or me iski complent bhim customer no. 022 45414740 pr de chuka hu lekin abhi tq balance wapis nhi aaya h.
Mera Tran. Id no. 731321802410
Date- 09 November 2017
Time 21:54:07
BHIM aap se paise vapas aane me 3 to 7 din ka time lag sakata hai. ( agar aapne koi galti nahi ki hai to paise wapas aa jayenge. )
Sir please help me…. Mein Rs. 5000 bhim upi se sbi me transfer kiya par transfer hua nahi…balki transfer pending ho gaya aur fir bhi mere account se paise deduct ho gaya…sir ab mein kya karoon mere paise return kaise milega.
koi problem nahi hai. Aapke paise 3- 7 din me wapas Aa jayenge. ( agar aapne koi galati nahi ki hai to )
Sir ifsc code galat ho gaya ac no sahi hai pause kat gaye chale jayege ya much problems hogi
paise cut gaye hai to 1 to 7 din me vapas aa jayenge. ( aur koi galti nahi ki hai to )
Sir a/c no aur a/c holdar name me agar a/c no mach karega tabhi transfer hoga .ya galat name aur a/c no par Paisa Chala jayega
Account Number sahi hona chahiye.
Sir ,me money transfer kr rha tha TB mere se wrong account number type ho gya only one word ,or money cut ho gyi lekin Mene name me mere friend Ka name dala tha to kese money Kisi or ke account me ho skti h …..or agar ho gyi to pehle 2 din pending kyu btaya fir 3 rd day transgection success btaya kyu ….jabki Mene response me meri quiry likhi thi to meri quiry solve huye Bina kese money cut huyi……. government app ESA krne lgi to grib kha Jayega muje money refund Chahiye nhi to
yahan koi government ka website nahi hai. sirf aapki help karne ke liye hai.
1 week tak wait kare. agar aapki koi galti nahi hai to paise wapas aa jayenge.
Sir Maine 2500 rs ka fund transfer kiya h
Ifsc and account no. Sahi h
But Account holder ka name galat h
Mere mere pause kat gye lekin waha paise nhi pahuche pls help kya karu
BHIM app me agar me agar koi galat transaction hona hai to Aapke paise wapas mil jate hai par 1 week ka time lag sakata hai. ( so, agar aapne kuchh galti kar di hai to wapas nahi aa sakte . )
Sir maine 10000 rupe account main transfer kiye the galti se account no galat ho gaya paise galat account main pahuch gaye ab main kya karu
galati aapne ki hai to ab kuchh nahi ho sakta.
Sar maine sbi me paise transfer kiya hai jisme ifsc cod galat dal diya lekin ac.no shi hai transfer bhi ho gya hai to kya khate me paisa chla jayega.
Agar Aapne IFSC code galat dala hai to transaction nahi hoga.
Sir
09-11-17 ko mai apne SBI account se 10000=00 central bank ke account men me BHIMapp ke dwara bheja paisa transfer nahi ho paya or panding ka option aa gaya
Please upay bataya jay
2-phir Maine apne bete ke aadhar number per 200=00 rs apne SBI account se 09-11-17 ko bheja wah BHI pending ho gaya.lekin mere account se deduct ho gaya hai.
Sir please help me
isaka sirf ek hi upay hai, aap wait kare 3-4 din me sabkuchh sahi ho jayega. ( agar aapne galti nahi ki hai to..)
Sir mera UPI pin block ho gya hai iske new UPI pin bna RHA hu to nahi ban RHA hai kya kare
is aap ko delete kar de aur fir se install karke try kare.
sir, maine 27th october bhim app se 10000/-rs dusre acount no.ko transfer kiya tha, mere acount se bi paise cut huyi thi, dusre acount me jama nahi huyi thi, bhim app me process batha raha tha, fir 30th oct. ko bhim app me success batha di fir bhi dusre acount me paisa jama nahi hua tha, main ne jake bank pucha tho bank vale batha diya ki bhim app ka problems bank ka mamla nahi. tho maine dusre acount vale ko bank me puchne ke liya kaha, us bank vale ne check kiya tho paise jama hokar usi samay vapas jaa chuka hai. mere acount me bhi jama nahi hua hai. ab main kya karu, kise complaint karu
dusare ke account me jama ho gaye hai to aapka kam ho gaya. fir aap Kya chahte hai. Isake account se cut gaye wo Isaka Mamla hai. ( agar isake account se Vapas BHIM app me chale gaye hai to 2 – 3 din me aapke account me aa Jayenge. )
Sir Mera balance transfer karte Samy transfer failed hone per bhi balance cut Gaya h
2 – 3 din me wapas aa jayega, agar aapne koi galti nahi ki hai to.
Sir maine kal 10000+5000 rupye transfer kiye lekin pending ho gya aur acount se balance bhi kat gya. aur agla ke account me paisa bhi nhi gya. kya kre upay btaeye plz
2 -4 din me problem solve ho jayega.
Sir jo bank Nani juda hai uske liye kya Kare
isake liye abhi koi option nahi hai.
Sir ji mai bheem aps say paise trancefer kar raha tha 5000 paise Uske account pe gaye niii mere account say kat chuke hain failed aa raha hain sir ji mujhe apne paise bahut arjent hain my ac nm 20293329439 time 12.24 date 13october 2017 traction I’d 728612275012 mujhe complain closed wali msg aayi hain plz help me urjent plz
agar paise transfer karne me aapne koi galti nahi ki hai to 3 – 4 din me wapas aa jayenge.
Sir mene kal 1850 rupeye bHim app se transfer kiye te..or mere account se cut Bhi gye or failure btaya &dusre ke account me phucha bHi nhi
agar aapne koi galati nahi ki hai to 2 3 day me wapas aa jayenge.
Sir me bhim app me debit card details sahi fill kr rha hu fir bhi debit card details wrong bta rha he…
Me apna upi pin hi set nhi kr pa rha hu
Kahi Aapka debit card expired nahi ho gaya hai
Sir mera account PNB me h..Bhim app download Kiya sare steps follow kiye..bt upi pin JB dalta hu to wo show krta h ‘ card expired’ jbki 9/18 mere ATM card ki validity h..is Karan se upi pin set nhi ho rha
Aap Bank Branch me Contact kare.
Sir maine 2000 repays transfer kiye the. Jo wahan pahuche nahi transaction Id 7270099773** date 72septembe 2017
Time09:05:37 my account number is 39759159** Raju Patel cbi please refund my balance in my account urgent please
3-5 day wait kare ho jayega, agar aapne koi galti nahi ki hai to.
Sir bhim aap se ak bar me ak hi account se or ak hi din me kitne pese transfer kar sakte he
20,000 rs. transfer kar sakte hai. ( 10,000+10,000)
Sir Maine Paisa transfer kiya dusre account me Paisa Kat gaya transfer nahi hua Mera transaction id 725418842630
Hai
Agar Aapne Khud Koi Galati Nahi Ki hai to Vapas Aa Jayega,
Sir maine 6.9.2017 ko dusra ke a/c me 10000 transfer kar raha tha lekin paisa nahi gya fhir bhi paisa kat gya. Maine do a/c me paisa dala tha 5000 -5000 kar ke. Ek Tran ka paisa return hua hai lekin dusra 5000 Abhi tak return nahi hua hai. Joki Mai sab sahi dala tha .please help me.
waite Kare, Vapas Ho Jayega. agar Na Ho to Customer Care Ka Contact Karna. Dusari Comment Me Isaka Link Diya Hai.
Sir me 4 sep ko apne bhim aap se paisa transfer kar rha tha paisa transfer nhi huaa aur paisa kat gaya mai jiske account me transfer kar rha tha us naam galat ho geya tha
Par 3 din ho geya he abhi tak paisa nhi aaya h help me
maine Pahle hi Bata Diya Tha Ki apane Koi Galti Ki hai to Paise Vapas Nahi Aayenge. sirf Name Galat Tha To ab bhi chances hai. but jyada nahi.
Sir
06-09-2017 ko bhim aap se dusara ke a/c me paisa bheja lakin nahi gaya per mera a/c se 10000 kat gaya abhi tak paisa vapas nahi aaya h jis ka tran l’ d 724912***614 h sir please help me
aap Dusari Comment Padhe. Isame Maine Bata Diya Hai.
Sir aaj bhim app se dusare ke a/c me paisa bheja lekin paisa nhi gaya ,par mere a/c se 3000 kat gay abhi take vapas nhi aya jiska tran I’d 724911981843 h please help me
ok… 2-3 day waite kare. agar apane kuchh galti nahi ki hai to vapas credit ho jayenge.
Dear sir
Galti se dusre ke a/c me transfer ho gaya ab bataiye kya karna chahiye pleas kuchh bataiye
BHIM app Me agar galti se Dusare ke account me Paise chale gaye hai to kuchh nahi ho payega.
Comment Text*sir mera 2000 ka transaction feild ho gaya hai par fir bhi amount Kat gaya 2 din ho Gaye Paise mileage ya nahi
abhi bhi 1 -2 day wait karo. fir bhi na aaye to Bank Brach me Jaye aur Bataye. ya Fir BHIM Customer Care Contact kare.
Sir aaj mai bhim app se central bank me 10000 rs send kiya to fail btaya phir bhi mera a/c se paisa kat gya hai aur jha send kar rha tha wha paisa nhi gya hai sir ab mai kya kru plz help me sir
Isaka Javab Comment Me de Diya Hai. Dusari Comments Padhe.
KIYA SIR MAI USKO FIR SE REFERRAL BANA NAHI SAKTA KIYA KOI OPTION TO HOGA NA SIR REPLAY PLEASE
AApko Isaka Javab De Diya Hai, ki kisi ko ek hi bar REFER kiya ja sakata Hai. pahli bar reffer karne ke bad aapko Isaka Fayada Nahi Mila Hai to Fir se try Kare.
sir maine kisiko bhim app inttall karowwake usko puritaraha sikhaya lekin refferal code bhi dhala maine refferal code save karna bhol gaya kiya mai fir se uski mobile mai refferal code dhal sakta hu bhim app ke andar please sir replay kare
agar aapko ek bar referral code ka fayada mil chuka hai to fir se nahi use kar skate hai.
Sir maine 3000 rs. Transfer kiya bhim app upi pin se but transaction failed ho gaya money refund kab tak hoga ….Sir very Argent
is sawal ka javab maine comment me bata diya hai. sabhi comment padhe.
Hello sir main bailance bhej raha tha lekin mera bailance nahi giya aur mere mere account se bailance kat giya wapas nahi aaya 4/5din hogaya please hdlp kare shukriya
Dusari Comments Padhe Isaka Javab Mil Jayega.
namaskar sir mere transaction Rs4800 time 19:51 04/08/2017
ko key the transaction to nahi hue aur mere account se delete ho gaye abhi tak wapis nahi hue hai please halp
my BANK OF BARODA
my account number 52418100000***
my mobile number 9313596***
abhi 2 – 3 day wait karo. fir bhi vapas na aaye to bayate.
2 ya 3 Dino ki bat nai hai pure month ho gaye .transaction sahi hai AC bhi sahi hai but AC me show nai kar raha ise bhim app se kaise Jane ya shikayat Karen?
Comment Me Maine Customer Care Link Di Hai.
sir
mera bhim apps me 5 se jyada transfer ek hi din me nahi ho pa raha hai uska ku6 solution dijiye urgenly
bahut hi important hai.
Nahi Honge, transaction ki Limit Hoti hai.
Sir mera pesa galti se galt upi id par chala gaya h ab me us se kese samprk karu uski detail kese lu like mo no . Brance etc
ye Possible Nahi hai. aap chahe to BHIM app Customer Care me Call kar sakate hai.
Sir 4/8/17 ko bhim app se apne dusare account me paisa transfer kar rahe the to name/mob no./aadhar no. Ka option aya to mai apna nam likh diya aur send but dabaya to paisa kisi dusare ke api me chala gaya sir mera paisa kaise refund hoga?
agar aapane galati ki hai to vapas nahi aayenge.
Sir, maine 17 jully ko 2000 rupay bheje te par transaction fail dikha raha hai our mere a/c se paisa kat hua hai maine sab barabr likha ta koi galti nahi ki bank gaya to o bolte hai ruko tode din kitne din rukne ka aaj 20 din ho gaye mai ky karu.
kyaa aapane transaction fail dikha raha tha to Isaka Screenshot Liya Tha. ? agar liya tha to http://hindihelpguru.com/wp-admin/edit-comments.php?comment_status=moderated#comments-formBank Me Jake Dikhaye.
sir mai bhim app se money transfer kiya mera a/ c no sahi h par ifsc code galat h.paisa mere a/c se kat gaya h jise bheja use bhi nahi gaya. transaction me failoure dikha raha h.kya paisa return hoga.
aapake paise Vapas Aa Jayenge. agar failoure dikha raha hai to. wait 3-4 day.
Sir mera 10000 rs. Bhim app se bank of baroda me transfer kiya tha likin wo fail ho gaya rupya bhi kat gaya wapas nahi aaya
Aap or Comment Padhe. sabhi ke sath kaibar aisa hota hai par 2-4 Din me vapas aa jate hai. ( agar aapane Koi Galati Nahi Ki Hai to )
Sir my name is deependra kumar my mobile no is 971***3238 sir mine 1340 rupe bhege the vo send nai hue or ballance be account se cut gya transfer I’d 7214***44620 h my account no 2018***9522
2/ 8/2017 ko send keye h plz return my money
Aapane Transfer Kar Diye to Vapas Nahi aayenge. ho Sakata Hai jisako transfer kiye hai vo aapko vapas kar de.
Hello sir mere acunt se paise cut gye h or failed as RHA h paise gye v ni kya karu
Agar Aapne Koi galti Nahi Ki Hai to 2 Din Me Vapas Aa Jayentge.
Sar bhim app ke dwara mera paisa kisi aur ke account me chala gya
Use wapas kaise mangayagae
Chala Gaya ? Kya Aapki Galati Hai to Paise Vapas Nahi Aayenge. But Koi App Ya Software problem Hai to 2 Din Me vapas Aa Jayega.
sir main galat account me paise transfar kr diya hai vapas kaise milenge.
Agar Aapne Jise paise Galti se transfer Kar diye Hai wo pata hai aur Wo vapas de Sakata hai to . Isake Alava Kioi Option Nahi Hai.
Rs 5000 ka transaction krna tha sir but Mai Rs 5 ka kiya check krne ke liye ki transaction ho rha hai ki Nh
money transaction process Ban ke liye hai. aap status Check nahi kar sakte. jab Transaction ho jayega. tab malum hoga. jis vyakiti ko transfer kiye hai isase bat kare.
Sir mane kal 10000/- 10000/- alag alag account mai dale
Lakin aaj kavale ek var hi dalne par dubara dal hi nahi rage masege aa raha h limint puri ho gai
Pls reply
yes, BHIM aap Me Ye hi Limit Hai. do Din Bad Try Kare.
bhim app se paisa galat upi pr chala gya kya kru
oh.. Ab Kuchh Nahi Ho Sakata.
5 din ho gaye sar ab kitne din lagge
5 Din Ho Gaye Hai to Bank Me Jaye.
Bank wale bole ki ham kuch ni kar sakte hai jo karna hoga aapne aap karna hoga to kya kare bhim app ka koi no hai jis se ki bat kiya jaye
BHIM app Contact : Customer Care Number :
BHIM APP Customer Care Number : 022 – 4000 9100
BHIM APP New Customer Care Helpline Number: 14444
BHIM APP Customer Care Email ID: [email protected]
BHIM APP Website address : http://www.npci.org.in
Registered Office
National Payments Corporation of India
1001A, B wing, 10th Floor,
The Capital, Bandra-Kurla Complex,
Bandra (East), Mumbai – 400 051
Phone – 022 – 4000 9100
Sar pese bhim rifhand karta hai ya bhenk karta hai
Agar Bank se Koi galti hui hai ya to bank refund Karta Hai.
Sir mai sbi bhim app se id 70067172366 pe 700 rupya transfer kiya hu avi tak pahucha nahi h plz.. refund kar dijiye
kai bar bank me paise transfer karne me der lagati hai. aap 2 wait kare. agar koi problem hogi to vapas bhi aa jayenge.
Sar mere bhim app pe 6235 rs kat gaya or dusre ac me jane pahile fheld ho gaya or 2 din ho gaye hai abhi tak ni 6235 rs ni aaye Ese me kya karu
Pahle To Ye check kare Ki aapne Galti se Koi Dusare Account Me Paise Transfer Nahi Kiye Hai Na. agar aisa Nahi Hai to aur 2 Day Ka wait Kare.
Sir mujhese kisine dhokhe paise apne account me dalwa liya wapsh karne ke liye bol rha hu lekin wapsh nhi kar rha hai maine apna transfer rok diya hu fir bhi paise mere nhi wapsh arha hai 2 .8 2017 ko hua tha abhi tak nhi aya please help kijiye sir
agar Aapko Mlum Hai Ki Kisane Aapane Paise Dhokhe se Le Liye hai to Aap Turant police complaint karo. sabhi Proof Provide Karo.
sir mera sbi ka account hai mai bhim app me id bna rha hu to nhi bn rha usme could not match number likhr aa rha hai
aap Koi lagat details Add Kar Rahe Hai.
Sir maine 13 apr 17 ko 10000 rs bhim se transfer kiye the vo 16 apr 17 tak pending show kar raha tha lekin uske bad transaction fail show kr raha h but amount abhi tak mere account me refund nahi huwa hai. Mere transaction id 710308052952 h
Agar Aapke Bank Account Me Credit nahi Hua Hai to wait kare.. 2-3 din se 1 week tak Ka Time Lag Sakta Hai. fir Bhi Na Aaye To Bank branch Me Jaye.
sir mai apne account se paise transfer kr raha tha.lekin transaction failed ho gaya or mere account se paise bhi kat gaye the.sir transaction id 7102111579** hai or date 12/4/2017 hai.sir mujhe mere paise refund kb tak milenge.sir plz help me
agar aapne koi galati nahi ki hai to 2-3 din me ho jayenge.
Main upi pin set karta hu to OTP aata hai par pin set karne par your card has expire please tuch in your branch likha hua aata hai ya phir upi reset fail likha hua aata hai main kya karu
agar aapka card expire aa raha hai to dusara card – account use karna padega. ya new card lena padega.
Sir mene 22.3.17. Ku 2000 rupees transfer kia tha.txn id 7081113959**.paisa mera account se debit hua hai but transfer nehi hua.mera OBC bank a/c no.065321930000*** mein pls sir paisa bhej dijiye.
kuchh din wait karo. credit ho jayega. but agar aapne galti se kisi aur ke ac me transfer kiye hai to nahi hoga.
3000 hajar rupaye transfer kiye the sir .
Sir mera name harendra hai mene
26march 2017 ko bhim app ke jariye canara bank me pese transfer kiye the lekin vo pending me dikha raha hai or mera balence kat gaya hai. Traction id
1785178372** sir me apse ammed karta hun
Vo regand kardo sir very urjent
Sir Maine upi se canara bank me 20/3/17 ko do bar money transfer kiya pahLi bar 5000 jiska traction I’d 707913555989 or dusra 1000 rupee jiska traction I’d 70791941463 hai dono hi pending so kar raha hai 1000 rupee to chala gaya but 5000 rupee abhi bhi nahi gaya hai ab me kya Kru consumer Forum jau ya abhi wait kru
abhi waite karo. agar transfer nahi huye to wapas mil jayenge.
Sir transfer 1000 by bhim app transaction I’d 70791941463 but amount is debited and transition is show pending please refund my balance my account no. 5037249815 Alhabad bank very urgent
ye problem Kai Logo Ke sath huaa hai. balance vaps Aane me time bhi lagata Hai. 3 to 7 day tak wait kare. agar aapne Koi galat number pe money transfer kar diye hai to nahi milenge.
Sir transfer 5000 by bhim app transaction I’d 707913555989 but amount is debited and transition is show pending please refund my money my account no. 50372495815 alhabad bank very urgent
pending status bata raha hai matlab aapne jise paise transfer kiye hai isake account me transfer nahi huye hai. aap waite kare refund ho jayega. 1 week.
Dear
Sir
Mera 3 bank account hai no. Ek hi sab me to account change karne ke baad vapas fir old se paisa tonsfer karna ho to vapas vaise hi karna hoga kya ya koi aur options hai
vaise hi karna padega.
Sir l transfer 9000 by Bhim app. Transaction ID 70541732196 but amount is debited and transaction is show pending please refund my balance my account no.332301000359 Bank of Baroda. Please very urgent
You have to add the pending false details will appear. A few days later will be credited to your account. please wait.
Sir Maine 3000 rupaye transfer kiye the Jo wahan pahunche nahi transaction id 7080136775** date 21march2017 time 13:05:32 my account no 355700991** Ajeet singh sbi please refund my balance in my account urgent please
Agar Aapne Khud Koi galti Nahi Ki Hai to aapke Account me Credit Ho Jayenge.