Youtube Number 1 Videos Website hai. Ye ek Social Website hai. Google Ki Product hai. Youtube pe Daily kai Videos Upload hote hai aur Dekhe Jate hai. Youtube Videos Sabse jyada Dekhe jate hai.
Kai Bar Aapko Koi videos Pasand Aa jaye to Ise Save karne ka Man Karta hai. but Youtube me kai Download ya Save karne ka Option Nahi Milta hai. Youtube videos Owner ke Copyright ki Policy ke karn Videos Download karne ka Option Nahi Deta hai.
Fir bhi ham Chahe to Youtube Videos PC me Save kar sakte hai. Mobile Me Videos Save karne ke Liye Kai Application Maujud hai. Is Tarah PC me bhi Videos Ko Simply Save ya Download Kane Ke Liye Kai Youtube Videos Downloader , Downloader Software , Addons hote hai. Ham Isaki Help Se 1 Click Me kisi bhi Videos Ko mp3 mp4, 3gp, hd , full HD Format me Download ya Save kar sakte hai.
mai Aapko Is Article me Firefox se PC Browser me Videos Ko Save ya Download Karne ki tricks bata raha hu. ise Step by Step Follow kare.
Step : 1 : Install 1-click Video Download Add-on
Firefox par kai Youtube Videos Downloader add-ons , Extensions available hai. in me sabse popular add-on hai 1-click Video Downloader.
ye aapko kisi bhi videos ko easy Download – save karne ka Option deta hai.
sabse pahale aapko is Add-on ko Firefox me install karna hai.
Add-on Ko Install kaise kare ?
- Firefox Browser me option (right sidebar se ) open kare.
- Add-ons par click kare.
- Get Add-ons par click kare.
- Ab search bar me 1-click YouTube Downloader ko search kare aur install kare.
- Install Karne ke bad ” Restart Now “ ka Link Dikhai Dega. Click karke Firefox Ko restart kare.
- Add-on ko install karne ke baad ab aap ready hain youTube ke kisi bhi video ko direct download karne ke liye.
Step : 2 : YouTube Videos Download kaise kare ?
Agar Aapne 1-click Video Downloader ko install kar liya hai to ab Aap Youtube Videos Download – Save kar sakte hai. in Step ko Follow kare.
- YouTube.com open kare aur apna favorite video search karke open kare.
- Video ko open karne ke baad kuch seconds me hi aap video ke below (neeche) side red colour me Download Button dekh sakte hain
- (see below image)
- Download button par click kare.
- click karne ke baad aap kayi format me video download options dekh sakte hain with size.
- Aapko jis format me video ko PC par save karna hai uske upar click kare aur computer par download kare.
- Also read : Simple Video Calling Application Google Duo.
Extra Inning :
Dekhana , kitana Easy – Simple Way Hai Youtube videos Download karne ka. is Tarah aap videos Ko Apane Computer me Save kar Sakte hai.
Agar Aapko Ye Download Tricks Pasand Aaye yo comment me bataye. daily new Updates pane ke Liye Hame Follow kare.
Facebook Page like kare. Article ko Share kare.
sir plz help me, kya mai apne blog ko google absence me add kar sakta hu url is digitallerningpoint.blogspot.in
Yes, Agar Blog Traffic 500+ hai, copyright nahi hai to kar sakte hai.
sir computer chalu karraha hun to chalu horrha hai lekin jaise hi start windows logo tak jata hai waise hi restart hojarha hai sir kaise thik hoga
Aap Ek Bar Apane CPU se RAM Nikal Ke Saf Karke Fir se add kare. agar nahi hota hai to startup file Missing – ripper ka Problem Ho sakta hai. Kisi Shop Me Dikhayte.
very good sir