Google Se Paise Kaise Kamaye In Hindi $ 2020 *

Google Ko Aap Sirf Ek Search Engine Mante Honge. But, Google Isake Alava kai Services provide Kar raha hai. Blogger, Play store, Google Drive, Google Site, adsense, chrome Browser, adwords… etc. isame ek khas chij ye Hai ki ham Google Se Paise Bhi kama sakte hai. kai log google se daily 100 – 200 se jyada dollar paise kama sakte Hai. Per Month 1 lak se jyada Online earning kar sakte hai. Online internet aur Google se Per Day hajaro Rupiye Kamana Possible Hai. Online Paise Kamane Ke Best tarike search karne Walo ke ye 4 Saval Jarur Hote Hai. Google se Paise Kaise kamaye ? Blogger Se Paise Kaise kamaye Jate hai ? Adsense Ads se paise kaise kamate hai ? aur Youtube Se paise kaise kamaye ? Aapko 2018 me paise kamane Ke Latest tariko – tricks Ke Bare Me bataya gaya Hai.

Agar Aapko Online Paise Kamane me Interest hai to Ye Article Pura Padhe.  Online Paise Kamane Ke kai Tarike Hai. Isame Google Se yani Adsense – Blogger, Se paise Kamane Ka Tarika Sabse Popular hai. Aap Isase Ghar baithe Unlimited Earning Online Kar Sakte Hai. Aap Mobile se Bhi Paise kama Sakte hai, computer – Laptop Se Bhi Paise Kama Sakte hai. khas bat ye Ki Aapko Ye Sab ke Liye jyada Paise Bhi Kharch Nahi Karne hai. ab Dekhte Hai Ki Google aur Blog Se paise Kaise Kamaye Jate Hai. Ye Rahe Short Step.

Google Se Paise Kaise Kamaye In Hindi

  1. Gmail Account Banaye
  2. Free Blogger Blog Banaye.
  3. Post Publish kare.
  4. Youtube Account Create Kare.
  5. Videos Upload kare.
  6. Adsense Account Banaye aur
  7. Google Se Paise kamaye .

Is Tarah Aap Kuchh Simple Step Follow Karke Blog Bana Sakte Hai. Youtube chanle Bana Sakte hai. Blog Aur YouTube Videos Ko Adsense Se Connect kar Sakte Hai. advertising Se aap Google Se Paise kama Sakte Hai. ab Aapko Kuchh Khayal Aa gaya hoga Ki Google Se paise kaise kamaye jate hai.

Option : 1

how to earn money from google blogger

Google Se Paise Kaise Kamaye

Blogger – Blogspot Google Ki Free Website – Blog Banane ki Services hai. Isme Aap Free Blog bana Sakte Hai. Aap Koi Bhi Subject Ka Content Is Blog Me Publish kar Sakte Hai. Jab Aapke Blog Pe traffic Yani Visitor Badhe,. Aap Adsense Account Bana Le. Adsense Approval ho jane Ke bad Google Adsense ke Ads Blog Me Show Honge. Per Click Aapko paise Milenge.

Google Blog Se paise Kamane Ke Liye kya Chahiye ?

  • Gmail Account
  • Hindi ya English Language ka Knowledge
  • ek Computer ya Badhiya Smartphone
  • Internet Connection
  • Kuchh 2-4 gnate ka Free Time aur
  • HindiHelpguru Ki Guide

Blogger – Blogs Pot Blog Kaise banaye ?

Aap Kuchh Information Pake 5-10 minutes Me Blogger Free Blog bana Sakte Hai. Blog banane Ke Liye Aapko Kuchh Bhi Paise kharch Nahi Karne hai. Aapko Pahle Kuchh Taiyari Kar Leni hai. Jaise Ki…. Content Ke Liye Aap Blog banana Chahte Hai. Blog Ka Title Kya Rakhna Chahte Hai. etc.

Ab Aapko Blog Banane Ke Bare Me hindi Me jankari Chahiye To Aap Yahan Click Karke Padh Le :

Blog Banane Ke Bad Aap kuchh Badhiya – popular Post Blog Pe publish Kare. Social Media Pe Share kare. Aapke Blog ke Visitor Badhte Jayenge. Jab Aapko Lage Ki ab Blog Traffic Badh gaya hai. Google Adsense Me Account Bana Le.

Adsense Kya Hai Aur ads Kaise paise kamaye ?

Adsense Bhi Google Ki Product hai. ye online Advertising karti hai. Aapne Akhbar ( News Paper ) Me Kai Product ki advertisement Dekhi Hogi. Isase Hi News paper aur kai News Channel Kamayi karti Hai. Isi tarah online advertisement Adsense Se hota Hai. adsense Customer – marchant Se adword Se ads Leta Hai. aur ye Ads Kai Blog Aur Website Me Show Karata hai. Per Click Blog ya Website owner ko Paise Deta Hai.

Adsense Kya Hai ?
Adsense Me Account Kaise banaye ?
Blog me Adsense Add kaise lagaye ?

In Sabhi Saval Ke javab Ke Liye , Adsense Ki Hindi information Ke Liye Ye Article Bad Me Jarur Padh Le

Aapka Blog Bhi Jyada Traffic layega To Adsense Aapke Blog Pe Ads Show karayega. bad Me Aapke Blog reader Is Ads Pe Click Karenge to Aapko Per Click paise milenge. Ab Aapko malum Ho gaya Hoga Ki Google Blog aur Adsense Se paise kaise kamaye Jate Hai.

Option : 2

Youtube Ke Bare me to Aapko Pata Hi Hoga. ye Bhi Google Ki Hi Services hai. Youtube Pe Aapne Kai Videos Bhi Dekhe Honge. To Isame Aapne ek khas bat Note Ki hogi Ki YouTube Videos Paly Hone Se Pahle aur Bhich Me Ads Dikhai Deta Hai. Friends ye Adsense ka hi Ads Hai.Ab Aap Socahte Honge Ki Youtube Se Google Se Paise kaise kamaye Jate hai ?

YouTube Se paise kaise kamaye ?

  1. Sabse pahle To Aapko Youtube Me Account banana Hoga.
  2. Youtube Me Apana Ek Channel bana lijiye.
  3. Ab Aap Badhiya Videos Banaye. Aap Mobile Se Computer Software Se Videos bana Sakte Hai.
  4. Videos Ko YouTube Pe Upload kare.
  5. Uploaded Videos Social Site – facebook, Whatsapp, Twitter Pe Share kare.
  6. Youtube Videos Ko Adsense Account Se Jode.
  7. jab Viewer Aapke Videos Me Show Hone Wali Ads pe Click karega. Aapko Isake Per Click paise milte Rahenge.
  8. Ab Aapko Malum Ho gaya Hoga Ki YouTube Se paise kaise Kamaye .

youTube earning Ke bare Me Sabhi Jankari Ke liye Ye Article Jarur Pade :

YouTube Videos Se paise Kamane Ka Tarika .

Extra Inning :

Dear Friends, Agar Aapne pura Article Padha hai to Aap Jarur Online Paise kamane Me Kamyab honge. HindiHelpGuru Ka ye Article Kai Friends Ki life Badal Sakta hai jo apana Online Earning Me career Banana Chahte Hai. Aap Bhi Aaj Se Hi Shuru Kar do Apana Blogging Career. HindiHelpGuru Aapke Sath hai. Aapko Jab Bhi Koi Problem Aaye , Koi Saval Ho to Comment Me Jarur Bataye. ham Sath Milkar Isako Solve Karenge.

Aapko Ye Article ” Google Se paise kaise kamaye In Hindi ” Kaisa laga ? jarur Bataye.

Social Site Pe Bhi Share kare aur Dusaro Ko bhi Ye information pahunchaye.

Daily New Updates pane ke liye Email Se Subscribe kare. Hamara Facebook Page Like kare.

57 Comments

  1. Prashant Saini

    Sir Adsense Approval ke liye kya traffic lana jaroori hota hai. Aur

  2. Salim Uddin

    Sir.aap ne mujhe andhere se bahar nikala hai.uske liye main aapka ahsanmand hun.

  3. Kundan Kumar

    Sir aap bahut hi Nek lagte h sir appka smile bahut accha h sir. I like it sir. but there is nothing but known here sir. So, life is hard but not impossible

  4. Sonjoy Lama

    बकहुत अच्छा पोस्ट है। आपने हर एक step को बहुत अच्छे से समझाया है । इससे newbie को काफी मदद मिलेगी ।

  5. SIR ME ARMY SOLDER HUN MERI AGE 26 H
    ME 12TH KE BAD GRADUATE NAHI KAR PAYA SIR ABI MENE ARMY ME RELIGIOUS TEACHER ME EXAM DIYA H
    SIR ME ABI GRADUATE KERNE KE
    KE BAD OBC SE IPS EXAM DE SAKTA HUN
    SIR ME EXAM ATEND KAR SAKTA HUN
    KYA

    • agar traffic jyada hai to ctr se koi problem nahi hota hai. par jab trafic low hota hai tab problem ho sakati hai. example : daily page view 100 hai aur click 90 ya 100 ho hi nahi sakti. CTR 10 se kam hona chahiye.

  6. Really great article hai. lekin mera ek sawal hai hum adsense ke sath or kon-kon se ads network ka use kar sakte hai jisse adsense disable bhi na ho or earning bhi ho sake

  7. Sir apka post bahut acha lagata hai Mai bhi new blogger hu sir Aap guest post accept karte hai please help sir

    • Aap Adsense Account Banae. afdsense Me Site Submit kare. yahan se aapko ek Code Milega. Is Code ko website par lagaye. bad Me Aapki Site ka review Kiya Jayega. agar aapka Content aur traffic achcha Hai to Approvle milega. Bad Me adsense ke Code banake site me Add karna Padega. Fir Bhi Samaj Me Na aaye to Muje FB par contact kare.

  8. अनोज कुमार

    ये सारे काम बंद कर दो क्यों लोगो को बेवकूफ बनाते हो
    प्लीज किसी को परेशान मत करो कोई ये काम करना नही भाई फर्जी है धन्यवाद

  9. aaj bahut se aadmi jo ki ghar baithe hi online paise kamana chahte hain. un logo ke liye aapne vaah kamal ki information aapne diye hain. online paise kamane tarike ko bahut achhise aur detail se bataye hai sachmuch me ye article bahut hi helful post hain.

  10. jassi

    Hlo sir ‘mne apna blog bna lya h wt mujhe usme kuch smjh ni aa rha h…mujhe eh jana h jase ki hm kisi search engine pr jate h 🙂 . To hm apne blog m login kse krte h pls tell me. Thanku.

  11. hello sir
    sir mene youtube pe apna account bana liya hai pr video uplod nhi ho rahi jab mai uplod pe click karta hu to loding hi aata hai video seclkt nhi ho raha uske bare me bataye sar me kaise uplod karyu

  12. yuvraj

    Sir muje koi aisi app ka nam batayiye jisse mei daily 100 rupye tak kama saku.

  13. AJAY

    Sir please help me.
    Kya blogger par bina domain buy kiye bina Google ka subdomain use karke AdSense approval Lena chahen to kya AdSense approval dega.
    Sir please give me your answer…I’m waiting

    • Agar Aap Domain Use Nah Karna Chahte Hai aur Blogspot.com se adsense approve karana chahte hai to ho jayega. but aapko 6 month wait karna padega. jab aapka blog 6 month old ho jayega. blog pe traffiaayega to iam 100% sure approve ho jayega.

Leave a Reply