how to create a blog for free and make money? Free Me Blog – website Kaise Banaye aur Paise kamaye ? Agar ye saval Aapke Dimag me Hai to Aap Sahi jagah Aaye hai. HindiHelpguru ne Is Article Me ” How to Create Blog In Blogspot ” blogger Me free Blog banane ki Jankari Ke bare me, Free Website Banane Ka Tarika Bataya hai.
Blogger aur wordpress me Blog Banakar Aap Online Kamai Bhi Kar Sakte hai. adsense aur other advertising karke Aap Daily RS. 100 se 100000 tak ki kamai kar sakte hai. sir aapko daily 2-4 ghanta Work karna hai. Koi bhi paise kharch nahi karne hai. Free me Create Blog , website 2020 ka ye article jarur Padhe.
How To Create Blog In Hindi
Follow Step By Step
- Go to www.blogger.com.
- Sign in using your Google Account.
- Confirm Your Profile
- Enter a blog Title and Set Address
- Select Blog template
- Click “ Create Blog ”.
- Write and Publish Blog Post
Blogger.com Website se Blog Kaise Banaye
Sabse pahle aapko blogger.com Website Pe jana hai. aap yaha Click karke Ja Sakte Hai.
Blogger.com open karne se Aapko ” Create Your blog ” Ka Button Dikhai Dega. Ise Click kare.
Login Gmail Account
Ab aapko Google Account Login karne Ko Kaha Jayega. Blogger ( blogspot ) google Ki free Services Hai. Ise use karne ke Liye aapko Gmail Se log In Karna hai.
- Gmail account Nahi Hai to ye Padhe : Gmail Account kaise banaye ?
- Gmail account email aur Password se sigin kare.
Blogger Profile
Gmail Se Login Karne Ke Bad Aapko Create Blog Ke Liye Blogger Profile Banani hai.
Blogger Profile Ke Liye Aapko 2 option Milenge. 1. Google+ Profile 2. Blogger Profile
Note: agar Aapne Pahle se Google + Profile – account bana rakha Hai to wo hi select kare. agar nahi hai to yahan Blogger profile banane ki Jankari di hai.
- Create Limited Blogger Profile Pe Click Kare.
- Display Name add kare.
( blog Me aap Jis Name Ko Show Karnana Chahte hai wo Name Likhe. ) - Continue to Blogger Pe click kare.
-Ab New page Open Hoga. Ismae ( GOT IT Ko Do bar Click Kare. )
Is page Me Niche Ki taraf Create New Blog Ka option Hoga. Ise Click Kare.
Enter a blog Title and Set Address
Ab Aapke Samne Popup Windows Open Hoga. Isame Create Blog Title aur Blog Address URL set Karna Hai.
Title : Aap New Blog ka Jo bhi Title Name rakhna Chahte hai wo Likhe.
Address : Blog Ka Link yani URL set karna Hai.
Aapke blog Ke name Ke Pichhe Blogspot.com ( free Domain ) aane wala hai. aap Aage Ka Name select karke add kare.
Example: maine SupporttoBlogger name Add kiya Hai. to mere blog ka address supporttoblogger.blogspot.com Ban jayega.
Note : agar aapko error ! Dikh rahi hai to Isaka matlab Aapne jo Name Select kiya hai wo kisi or ne rakh Liya Hai aap Dusara URL Name Select kare. jo sabse alag ho.
Template : New Create Blog Ke Liye aapko Blog Ka Design Select karna hai. aap yahan se Koi bhi Design template Select kar sakte hai. bad Me Ise Change Bhi kiya jata hai.
- Ye sab Ho Jane ke bad create Blog Pe click Kare.
Congratulations…!!! aapka Blog ban gaya hai. ab aapko Jo page Dikh raha hai ise Blogger Dashboard kahte hai.
Aapka Blog Dekhne Ke liye ” View ” Blog Pe Click Kare. Blog Me Content – Post Add karne Ke Liye ” New post ” pe Click Kare. ( scree short Dekhe. )
Write and Publish Post
Aapne Create successfully New Blogspot Free Blog bana liya Hai. Ab Aage kya Karna hai wo Aapko Is Article Se Malum Ho jayega.
Blog me Post Kaise Likhe : Click here
Blog Design – Template Change kaise kare : Click Here
Website – Blog ke Liye logo Kaise banaye : Click here
Aapka Blog Kitane logo ne Dekha kaise Check kare : Click Here
Blog Se Online Paise kaise Kamaye ? Click here
Adsense Kya hai ? adsense Se Paise kaise kamaye ? Click here
Ye Bhi Padhe :
Google Se Paise Kaise Kamaye – 2018 Ka Tarika hindi Me
Extra Inning :
Friends Agar aap Blogging se Paise Kamana Chahte hai to Mujse Connect rahiye. Koi bhi Problem ya Saval hai to Muje comment Me jarur bataye. Mai aapki help karunga.
Aapko Free Create blog – website In Blogger ka Article jarur Pasand aaya Hoga. apane Dosto ke sath Share jarur kare.
Hame Email Se Subscribe kare, aur updates – article Aake Inbox me paye.
Hindihelpguru facebook page jarur like kare.
blogger per blog banane ke bad yisme https:// ho sakta hai kya free me ??
yes, Ho jayega. Blogger setting me isaka Option Diya hua hai.
Sir isme bhasha ka chayan kaise Kare English me translate kaise Kare itni English ati nhi Hy.
Or Hindi ki typing bhi nahi ati he
Plz answer me.
google translator ka istemal kar sakte hai. blog post hindi me bhi likh sakte hai.
Bahut achha website hai. Bahut achhi achhi jankari ispr diya gaya hai. Mai admin से request krta hoon ki koi aisa post bhi dalen jisme. एक puri website banane aur adsense ke liye approve karaane ki saari prakriya fully hindi me ho.
Thanks in advance
Sandar, Bahut sundar , aap ne achha likha he . Aapko dekhkar me bhi likhna aarambh karta hu.
Ati sundar.
naye blogger ke lie .
Sir mujhe bhi blog bana hai pls help me muje kush smj nahi aah rahi hai
yahan aapko simple tarike se samjaya hai. ise padhe aur Follow kare. koi bhi problem hai to muje bataye.
Bhai mera blog check kare kesa hai koi kami hai kya
हैलो प्रिय,यह ब्लॉग पोस्ट नए ब्लॉगर्स के लिए बहुत उपयोगी जानकारी है, आपके ब्लॉग पोस्ट को पढ़ने के बाद बहुत सी नई शिक्षाएं मिलीं,
कृपया इस तरह के एक सूचनात्मक ब्लॉग पोस्ट करना जारी रखें। इसलिए, हमारे जैसे लोग वास्तविक जीवन में प्रेरित होंगे।
आपके ब्लॉग यहां बहुत उपयोगी हैं और विशेष रूप से इस ब्लॉग के लिए, जो इस बिंदु की जानकारी प्रदान करते हैं, मुझे इस ब्लॉग पोस्ट को पढ़ने में बहुत मदद मिली है, कृपया इस तरह की जानकारी साझा करना जारी रखें।
धन्यवाद।
Bsc nursing ka entrance exam kis bhasha me hota ha ans me please
local language with hindi and english.
Superb sir..
I m learn more & more from your blog.
And please help me in my creation
Hey there I am so grateful I found your webpage, I really found
you by error, while I was researching on Yahoo for something else, Regardless I am
here now and would just like to say thank you for a marvelous post and a
all round enjoyable blog (I also love the theme/design), I don’t have
time to look over it all at the minute but I have bookmarked
it and also added your RSS feeds, so when I have time I will be back to read much more, Please
do keep up the fantastic work.
thanks dnanyawad.
blogspot blog mein page navigation kaise lagaya jata hai ?
hamari dusari website hidihelpguru.net par padhe.
blogspot par custom them rakhne par, kya seo par bura effect parta hai ?
agar Theme SEO rules ke aadhar se Custom ki gayi hai to koi problem nahi hai.
waah bhai ye paost padh ke bahut khushi hui mujhe bahut kuchh sikhna hai aapse.
Ok, U Are Welcome.
sir maine apna ek blog banaya hai aap please isko dekhkar bataye ki iski designing kaise hai aur main kab adsense ke liye apply karu please reply me
Blog Design Se jyada Content Par Dhyan Do.
सर मेने एक ब्लॉग बनाया है क्या आप देख कर बात सकते है की में जो कर रहा हूं वो सही है मेने एक पोस्ट लिखा है क्या आप बता सकते है कि सही लिखा है।
vaise badhiya hai. Koi problem Nahi hai. Shuruaat hai.. baad me content par dhyan dena.
blog blogger mein footer credit ko kaise remove kare
yahan se Padhe : click
Sir mere blog Ko check karke bataiye ki is par ads placement Sahi hai kya. Adsense disapproved to nhi hoga na.
Blog http://www.hinditecharea.com
apane ads placement sahi tarike se nahi kiya hai. Jyada jankari ke Liye Yahan Click Kare : Blogging
Maine bhi blogging start ki hu please meri site check kariyega ek baar aur kuch kami he kya batana
http://www.hindimeseeken.com
abdhiya hai. blogging ki jyada kjankari ke liye hindihelpguru.net par visit kare.
sir hum blog me kya -kya post kar sakte h ?
-jaise./ apni vo videos jo already youtube me h h kya hum un videos ko ya unke link ko post kar sakte h
aur koi bhi esi news ya aur bhi jo kuch ……
matlab jo sirf maine likhi h, jaise ki koi news ,joke , kahani , koi though, ya fir kuch bhi jiska original copyright sirf mere pass ho
kya hum use post kar sakte h
Blog me hame jo bhi interest hai wo dal sakte hai.
Sure, Link Add kar sakte hai.
Blogging Ki Jyada jankari ke liye is website par contact kare : HindiHelpGuru.net
sir blog create karte vakt
jo titel aur address dalte h use bad me change kar sakte h ka
aur ye titel aur address ka kya use hota h ,
aur blog me mai kya-kya post kr skta hu
Baad me change kar sakte hai.
Blog Ka URL hai. Isase hi Blog Open hoga.
Bahut badiya post hai sir ji
aapki ideas bahut acchi hai hidi me blog ko hit karne ke liye, maine kaafi sare blog ko study kia hai par aapne jitna clarity se chijo ko samjhaya hai aisa kahin nai mila padhne ko..
thanks sir, aur bhi aise post karte rahiye
thank you for providing this usefull information in hindi language.
Thanks for sharing with us
hello sir Maine pc par blog banaya hai blog pc par dikhta hai par mobile par sirf image hi
dikhte hai text itne chhote dikhe hai ki najar nahi aate please sahayta kare
Aap Blogger dashboard Se Theme option Me Jaye yahan Aapko Mobile view Ka option mil Jayega. blogging ki Jyada Jankari Ke Liye HindiHelpGuru.Net ebsite par contact kare.
Mera blog serch karne par
“This blog is not hosted by Blogger and has not been checked for spam, viruses and other forms of malware.
Yes No
Asa likha hua aata Hai
Help me please
Aapne Blog Ko redirect Karne Me Galati Ki Hai. jayah se Blog Domain Setup Kiya Hai Vahan Setting Check Kare. Blog Domain Settings Bhi Check Kare. Jyada jankari Ke liye Hamari website : HindiHelpguru.net Par Contact kare.
can i earn posting my poetries or shayaris in hindi
Yes, Agar Aane Khud Shayari aur Kavitaye likhi Hai to Kar sakte Hai. No Problem.
hello sir
mai bhi blog likhnaa chahtii hu prr kaise bnauu bn hi ni rahaaa h please help me
Aap Muje Facebook Par contact kare. aur Aapka Koi Bhi blog Probem Hoga mai Samaja Dunga.
Sir jb 1st blog post hum krte h to usko Maine search kiya pr vo google pr dikhai bilkul bhi ni diya aesa kyu?
Aapke Blog Ko Google Search Rngine me Submit Karna Padta hai. Daily Post Karna Padta hai. SEO rules Ko Follow karna Padta hai.
Jyada Jankari Ke Liye Ye Padhe : Blog Post Ko Search Engine me Kaise Laye ?
hello sar.
me hindi Language me blogging karta hu .. aur usme kuch english artical bhi likhta hu . kya Adsence ke liye ye sahi hoga.
mera blog paar 175+ Aartical likha hu. Aur usmese 15 Aartical english me likha hu.
please Guide me .
Hindi aur English Dono language Adsense Allow hai. koi Problem nahi hai. kuchh article english me likhe hai to ye to Isase bhi Best hai. Bas ab Unique Article Likho. traffic badhao. Bad me Adsense ke liye apply karo. agar approvel na Mile to fir Se muje contact karna. mai kuchh Suggeton dunga.
Sir thank you for the telles web
Sir aapka phone number kya hai batayee
Muje Facebook Par Contact Karo.
sir
mene blog banali traffic kese badana setting me kese kya change karna bahor sari jhankari chahiye please help me
thank you
Aapne Blog Banaya .. welcome. aap hamari HindiHelpGuru.net website par jaye. Blogging Ki Sabkuch Information Mil jayegi.
admin sr Kay aap mera help kr sakte hai ?? main jb template ke html me jata hu upar ye msg swo karta hai-Editing your template so it mixes HTTP and HTTPS may affect the security and user experience of your blog when it is viewed over HTTPS.(jabki maine seting me https yes kar chuka hu plz sr help kahin help nhi mil raha,,,eske vajah se bahut achha bnaya blog ek delet ker chuka hu
Pale To Batadu Ki isase koi Problem Nahi Hai. Sabhi Blog Template Me Ye Error Show Hoti Hai. aap settings me yes kar de. aur is error ke Pichhe Hide ka Option ise click kare.
Thanks you so much it’s really helpful post
sir aapka Email address djiye to
muje fb pe contact karo. deta hu.
आपने बहुत ही सरल भाषा में ब्लॉग बनाने की जानकारी दे दी.
Aaj kal hindi blogging karne me bahut fayada he kyunki hindi blogging me jyada competition nahi he aur yadi aap pure lagan se blogging me dyan denge to apka blog hit ho sakta he aur phir aap Google adsense se acche paise kama sakte he.
U are Right.. Rohit.
Kya mai hindi blog ko english formate me likh kar google adsence ka approval pa sakta hj
Aap Hinglish Me blogging Karna Chahte Hai, To aapko adsense Approvel Mil Jayega. Hindi Me Bhi Milata hai. No Problem.