Reliance Jio India Me Free 4g Internet Provide Kar Raha Hai. Pahle welcome Offer Me Free internet , Free Voice Calling , SMS , videos Provide Kiya Tha. Ab Jio Happy New Year Offer Se 31 March tak 4g Internet Data Free Dega. But Ye Sab Android 4g Mobile User Ke Liye Hai. aap Jio SIM Se Free Internet Computer – laptop Me Kaise Chalayenge. How to Connect Mobile Data For Computer And Laptop. Isake Bare Me Aapko Is Article Me BBataya gaya Hai.
Jio 4g Internet Sirf Kuchh Selected android Mobile Ke Liye hai. PC ke Liye jio wifi Router Bhi Hai. fir bhi aap Android Mobile Ko PC se Connect Karke Jio SIM free internet computer Laptop Me chala Sakte hai. Isake Liye sabhi Method – Option Aapko Yaha Diye Hai.
How to Use Jio Free Internet computer or Laptop ?
Jio High Speed 4g Free internet De raha Hai. Isaka Use Computer Aur Laptop Me Kaise Kare. HindiHelpGuru Me aapko working 4 Option Yahan Diye Hai.
1. Use Dongle And Modem
Computer or laptop me jio sim se internet chalane ki sabse best trick hai modem and dongle ka Istemal se desktop me internet chalana. Aap 4G support dongle me reliance jio sim laga kar usi se computer me net chala sakte hai.
Wese agar aap desktop user ho or already PC me internet chalate ho to aapke pas dongle or modem to jarur hoga but shayad 3G support hoga. So Jio free internet computer me chalane ke liye aapko 4G support dongle lena hoga.
Also Read :
- Reliance Jio Offer : Daily Updates News : Recharge Plans
- Reliance Jio SIM Online Kaise paye : home delivery of jio sim – registration
2. Net Connect Via USB Data Cable
smartphone ke charger ki cable charger se alag ho jati hai, yahi USB Data Cable hoti hai. Isse aap apna mobile charge kar sakte ho, phone ko PC se connect kar internet chala sakte ho.
Data Cable Se Mobile Data Ko PC se Connect kaise Kare ?
Jio free internet computer me 4G speed use karne ka tarika – Steps niche bataye hai. aap follow kare.
- Apne Jio mobile ka 4G Internet data ON kare.
- USB Data Cable ke through mobile ko PC ya Laptop se connect kare.
- Mobile Settings me jaakar Teathering & Portable Hotspot ko open kare.
- Ab USB Tethering ko enable kare. PC se jio 4G internet Connect ho jayega
3. Use Wifi Portable Hotspot
Sabhi Android phone me wi-fi portable hotspot ka ek feature hota hai jiski help se aap laptop ya computer ko apne mobile se connect kar sakte ho. Aap chaho to smartphone me jio sim laga kar apne laptop ko mobile se jod sakte ho or Jio SIM free internet computer Laptopt me chala sakte hai. how to connect portable wifi hotspot
how to connect portable wifi hotspot ?
Agar Aake Dimag me saval Hai ki Wifi Portable Hotspot ko kaise shuru kare ? to Ye Step Follow Kare.
- Sabse pahle Smartphone ka 4G data connection ON kare.
- Settings me jakar Tethering & Portable Hotspot ko Open kijiye.
- Portable Wi-Fi Hotspot par click kar ke enable kare.
- Ab apke mobile ka Wi-Fi ON ho gaya hai aur laptop ke Wi-Fi option me jakar connect kare.
- Wi-Fi connect karne ke liye password ki jarurat hogi. Iske liye Mobile ke Wi-Fi Settings jaye. password apko mil jayega usko note kare.
- Laptop ke wifi me password daal kar connect kare. Laptop me Jio sim se internet chalne lagega.
Useful :
- Reliance Jio SIM Important Saval ke Javab Hindi Me
- Call & My Jio App se Reliance Jio Sim card Kaise Paye ?
4. Turn on your Bluetooth
Ek phone se dusre phone me Song, Image, File or Internet share karne ka Bluetooth sabse top feature hota hai. Iski Help Se Aap Jio Free Net Koi bhi 2g , 3g Mobile Me Chala Sakte Hai. Isase Aap Jio SIM free internet computer Laptop me Chala Sakte Hai.
how to connect bluetooth to pc ? In Hindi
- Sabse pehle Jio 4G wale smartphone ka Internet ON kare.
- Settings me jaa kar Tethering & Portable Hotspot par click karo.
- Isme Bluetooth Tethering function ko enable kar de.
- Agar mobile ya PC me Internet chalana hai, to us device ka Bluetooth ON kare.
- Ab apke phone or Device ko pair kariye.
- Ab paired device par click kijiye aur Internet access button ko ON kar de. Divice me
- internet kaam karne lag jayega.
Also Read :
- Mobile Me Idea Free internet Kaise Chalaye ? 100% working
- Airtel Free Internet Kaise Chalaye : Working Tricks
Extra Inning :
Is tarah Aap Mobile Net Data Ko Pc – Laptop Me Easy – Simple Step Se Chala Sakte Hai. Jio Abhi 31 March Tak Happy New Year 2017 Offer se Free Plans De raha Hai to ye tricks Use kare. Jio 4g Free Internet Ka Sahi Isatemal Kare. aur Jio SIM free internet computer Laptop me chalaye. Best Of Luck…!!!
mere jio fi 3 se mere pc me speed bahut kam hai kya karu
Ye Padhe : Jio Speed kaise Badhaye.
mai computer me net ke liye jio router use kar rahi hu but wo speed nahi de raha hai ….kya karna hoga..reply fast……..
is website se Jio speed aur Settings ke article Padhe.
HAM AMAZON .IN SE COMPUTER MAGAIGE TO COMPUTER CRAKE TO NAHI AAYEGA FAST REPLY PLLSSS
I’M REQUEST YOU
No Problem. Amazon aapke Dhoka nahi karega. Isame Replace Bhi Kar Sakte Hai.
Mujhe apne 3G phon me jio 4G sim chalana hai mujhe iske liye kiya karna hai
Aap Dusare Article Padhe Isame Jio 4G ko 3G me chalane ka Upay bataya hai.
Ok data card se
sir mene kya esa h ke jio sim jis phone me dalo uske baad hum jab march 31 me jab uske charges lagenge tab nikal den to mene suna h phone lock ho sakta h ya usme koi dusri sim use nhi kar sakte plzz fast replay
No Problem , aisa Kuchh Nahi Hai, Ha But Jio Ke bad Dusari SIm Use Karne Ke Liye Aapko Mobile Ka Imei Number Change Karna Padega.