Best Age For Marriage – Shadi Kab kare ?

Jab Hamari Age 20 + hone Lagti hai hame Marriage ke Khayal Aane lagte Hai. tarah Tarha ke kai Vichar bhi Aane Lagte Hai. ham Sochne Lagte Hai ki Shadi kab kare ? Shadi Ki Sahi umar Kya hai ? kis Age Me Marriage Karni Chahiye ya Nahi ? Best Age For Marriage kya Hai. ? Aapko Is Article Me ye bate Sahi tarike Se batayi gayi hai.

government rules Ke Hisab Se Dekhe To Girl ke Liye 18 + aur Boy Ke liye 21 + Year Shadi Ke liye mane Gaye hai. but Is Age Me Shadi se kuchh problem Bhi Aa jate hai. Aaj ke time me har roz shadi hoti hai or tut bhi jaati hai. Apni marriage me steadiness (calmness) ko maintain karna bahut jaroori hai.

Useful : professional success pane ke 10 Thinking’s : Hindi Tips

Hum me se bahut se log iss cheez ko denies (nakarna) karte hai. but, kuch point me hum yahi soch rakhte hai ki ache se settle ho jaye or aapni khud ki ek family banaye. Par kya marriage ek easy deal hai? No! Researchers ne recently ek survey kiya hai ki marriage karne ki ek sahi umar hoti hai. Unke hisaab se 28-32 Year Best Age For Marriage ke Liye sahi hai. fir bhi hamare yahan 25 + year me bhi shadi ko Sahi mana Gaya Hai.

Best Age For Marriage : Hindi Me Jankari

Best Age For Marriage

Doston upper jo trend ke baare me baat ho rahi thi usse follow na kare kyuki shadi ke jo fayde sahi umar me aapko mil sakte hai usse aap chunk jayenge. Bilkul doston ……. shadi ki sahi umar 22-25 saal correct age hai. Jisme aap shadi se related kahi fayde utha sakte hai or sath hi sath life ko ikthe enjoy bhi kar paate hai. Best Age For Marriage di gai hai jisme aapko dono nuksaan or fayde ke baare me jankari milegi.

Also read : 11 Tips For Personality Development Hindi me

Marriage age Calculation Of 22-25 year :

Doston jaldi shadi karna koi galat decision nahi hota hai. Iss age me to double energy hoti hai, har kaam ko karne ka double maja aata hai, life ko ache se enjoy kar paate hai. but kya ye Best Age For Marriage ho sakti hai ?

  • Ese me dekha jaye to couple ko bache paida karne ke liye koi dabav bhi nahi diya jata hai.
  •  bache ki planning bhi aaram se kissi ke roke toke bina  se kar sakte hai.
  • doston ladies ke pregnant hone ka sahi time 22-25 age me hota hai.
  • Jisme vo bina kissi kamjori ke healthy baby paida kar sakte hai.
  • Iss age me shadi karne par aap ek dusre ko emotionally support hi nahi karte balki education me bhi support karte ho.
  • is age me to doston aapko pta hi hoga ki romance, love kuch jyada hi upper hota hai.
  • Jaldi shadi karne se married life ko enjoy karne me kaphi time milta hai.
  • Sahi time par shadi karne se career se related or family se related jimedari kam uthani padti hai.

loss of this age marriage :

  • Kya hum 22 ki age me khud ko jaan paate hai, kyuki abhi abhi to iss age me hum college life khatam karte hai.
  • ye Hamara Education ke bad Career – business joine ka Time Hota hai.
  • College life enough hai khud ko jaane ke liye? Nahi doston. Jab tak hum khud ko na jaan sakenge to shadi jaise relation ko kaise sambhal payenge
  • Nuksaan iss cheez ka hai ki hume shadi ka to pata hai but career ka pta nahi to aise me nuksaan to humara hi hai.
  • new generation 22 to 25 year Best Age For Marriage nahi man Rahi Hai.

marriage age calculator : 25-30 Year

  • Apane Aap Me Decision Power Aa Jati Hai. – khud ko jaan paate hai.
  • Specially ladkiya iss age me khud ko sundar dikhati hai. Almost career set kar chuki hoti hai.
  • mind me already shadi se related baate dimag me ghum rahi hoti hai.
  • is age me aap khud ke liye ek perfect match dundh sakti/sakte hai.
  • aap Decision Le Sakte Hai Ki aap kaise hai or aapko kaisa partner chahiye.
  • Ese me aap ek family me ache se adjust ho sakte hai.
  • Aapka Education Khatm ho Chuka Hota hai. Aapne Cereear ko settle kar diya hota hai.
    Halaki Is Age Me Shadi Karne Se ,

Halaki, Is Age me Kuchh Nuksan Bhi hai, but ham Ise Planning karke Solve kar Sakte hai.

  1. love romance vala interest kam ho jata hai.
  2. baby ke time thoda bahut complication ka samna karna padta hai.
  3. Financially jitne bhi hum thik ho but physically maintain karna mushkil hota hai.
  4. Hame apane Business Ko improve Karne Me me Bhi Dhyan Dena padta hai. Business work me family ko Kabhi Ignore Karna Padta Hai.

Shadi Ke liye 30 + year Sahi Time Kyu Nahi hai ?

Aapne Dekha Hoga Ki actor & actress ki shadi 30 + age Me Hoti hai. Ham Isaki Doublet – Mime nahi Karna Chahiye. Kyu ki ye Celebrities life Hamari Social life se deference hoti hai. Esi age me hum independent hote hai jo ek beautiful career ko enjoy kar chuke hote hai. Life Ka Kafi Time Ho gay Hota Hai. Aur family Planning Achhe se nahi Kar Pate. isaliye Best Age For Marriage ke Liye Ye Sahi Time Nahi Mana Jayega.

Example : 1 : 

Man Lo Aapne 32 Ki age Me Shadi ki. 3 year tak life Ko Enjoy kiya. Ab Aap 35 Year ke ho gaye. Family Planning Kiya. aapko ab Boy ya girl milta Hai. Aapka children 30 + Age Me Shadi Karta Hai. tab Aapki Age 65 + ho gayi hogi. kya Aap Is Umar me Aapke childern ke Marriage Ko sahi enjoy kar payenge. ? ( Aapke Aaspas Se 65 + ke Logo Ki life ko Dekh Lo, Malum Aa jayega. isaliye 30 + age Best Age For Marriage nahi Hai. )

Example : 2 ;

aur ek Bat Note Kare : kya Aap ek daughter ke father hone Ke nate Apani Daughter ki Sadi 30 + hone Ke bad karna Chahenge. ? nahi na ? to kya 30 + Age Me Shadi Karne ke liye aapke pas Koi sahi ladki ( Girl ) bachi hongi ?

Extra Inning :

–  Yad rakhe , Shadi Ka Age Socile, family ki soch pe Bhi Depend karta hai.

–  City aur Village ke Logo me Shadi ki Sahi Umar ke Vicharo me deference ho Sakata hai.

– Aap Khud Ko 22 + kisi bhi Umar Best Age For Marriage Bana Sakte hai. vo Aapke Life Planning Pe Depend karta Hai.

–  Aapko Article Kaisa Laga. Jarur bataye. Dosto ko Bhi Share Kare.

–  Aapka Koi Saval hai to Comment Me Jarur bataye .

 –  HindiHelpguru Facebook Page Like Kare .

5 Comments

  1. Ali Haider

    Aaj kal ki jo generation hai mtlb jaisay yh hamara touch mobile aaya how’s hai is ny to hamari naslain tabah kr di hai aur kr raha hai phr is sy to behtar hai na jitni jaldi hosakay shadow karlaini chahiye aapka kiya khayal hai is baray main

  2. Taimoon

    Interesting information he Bhai meri bi yehi soch he lekin aj kal ke muashree ko samjana bouhat katin he…

  3. Jvaideep Chaudhary

    Sir , meri age 20+ ,hai aur mai abhi sadi nhi karna chahta lekin meri gf abhi shadi karna chahti hai , kya karu.

    • dono sath milkar isake bare me pure dil se baat kare. aap ise puchhe ki ise kyu abhi shadi karni hai. aap bhi bataye ki aap kyu abhi shadi karna nahi chahte hai.

Leave a Reply