PC , Laptop Ya Mobile me ham koi Na Koi Antivirus Download Install Karte Hi Hai. kyuki Internet use karne wale – Online work karne wale virus se bach nahi sakte. vise hamari Cyber security strong nahi hai. market me hajaro antivirus available hai. but kaun sa free antivirus Download kare ? ye saval sabhi me dimag me aata hi hoga..
windows 7 , windows8 yo ya 10 ho hame kai antivirus product me se buy karna hi padta hai. aapko yaha best Popular Free Antivirus Download karne ke Liye Tips aur List Di Hai. jo aapke kam aayegi.
which free antivirus download is best ?
Jab Bhi ham Koi Antivirus Download ya Install Kare tab kuchh khas bato ka dhyan rakhna padta hai. kyuki kabhi aisa hota hai ki computer mese ham virus – malware delete karne isaka Use karte hai. but delete hone ki bajay kuchh antivirus software virus pc me add karne lag jate hai. prosses slow ho jati hai. aap best antivirus review Hindi ya English me padne ke bad hi koi Free antivirus download ya install kare.
vaise to kun sa antivirus behtar hai isaka review karna mushkil hai. kyuki kisi antivirus software ki pahchan karne ke liye bhi antivirus hi chahiye..!! fir bhi isaka saral upay hai ki ham kisi antivirus review Professional website se padh le. yahan kuchh Popular Antivirus ki jankari Hindi Me Di Hai.
Popular Free Antivirus ki jankari Hindi Me :
1. Antivirus :
- Antivirus Windows XP, Windows Vista, Windows 7 aur Windows 8 aur Linux / Unix me available hai.
- aap ise personal use kar sakte hai. free antivirus Download bhi kar sakte hai.
- Computer storage ki custom scanning aap kar sakte hai.
- Download File ki Monitoring karta hai. ye anti-virus Auto Download aur update hota hai.
- Spyware and Rootkits ko Detect karne me Help Karta Hai.
- isaka Detection rate kafi acha hone ke karan personal use ke liye achcha antivirus mana jata hai.
- aap chahe to ye free Antivirus Download kar sakte hai.
Also Read : 10 Tips For Keep Your Gmail Account Safe and Secure Hindi
2. Avast :
avast antivirus bhi kafi popular mana jata hai. vindows me chalta hai. smartphone ke liye bhi isaka version time to time update mil jata hai. daily Updates ko Retrieving karta hai. isaka Web filter kafi achcha hai. Mail, chat and P2P ko security deta hai. ise ab tak ka sabse halka antivirus mana jata hai. aapki speed ko kam nahi hone deta hai.
3. AVG Antivirus :
Prearranged tarike se daily updates ki ijajat deta hai. apane pc ke database ka Manual updates karta hai. Complete drive Analisis aur Custom scene isaki khasiyat hai. AVG ki android app bhi google play store pe hai. aap ye Free Antivirus Download kar sakte hai.
- Ye Bhi Padhe : Free online Computer Programming Courses ki Jankari
4. Microsoft Security Essentials :
- Apane Online Business ko real-time protection deta hai.
- PC that guards against viruses, spyware, and other malicious software ko Scene karta rahta hai.
- MSE User ko Bina Pareshan kiye Free Download kiya jata hai.
- iska use karna simple hai. auto updates hota rahta hai.
- Online User Ko Koi pareshani kiye bina apana work karta rahta hai.
- jab koi security problem hone wala to tab ye Warning deta hai.
5. Windows Defender :
Windows Defender wo hi hai jo windows 8 me Microsoft antivirus software ke nam se pahchante hai. ye antivirus Microsoft Security Essentials ki tarah hi work karta hai. Real Time Protection deta hai. Windows 8 me by default Install ho jata hai. lekin tab ye diactive rahta hai. jab tak koi tisara antivirus install na kiya jata. agar aap windows 8 use kar rahe hai to ye Free Antivirus Download kare.
- Problem Solve : Server Not Found Error Solve kaise kare ?
Antivirus Testing Professional sites :
1. Anti-Malware Test Lab
2. AV-comparatives
3. light speed systems
4. AV-Test.org
5. TopTenREVIEWS
ye jo top 5 Professional sites hai jo aap antivirus ko select karne me aapki help kar sakti hai. isame testing tools, review bhi diye jate hai. jo aapko free antivirus Download karne me helpful ho sakte hai.
Extra Inning :
Aapko Ye ” Free Antivirus Download ” article Kaisa Laga ? hame comment Me Jarur Bataye. apane friends Group me Bhi Share kare. Online Internet Useful Article Aur tips and tricks Ke Liye
Online Internet Useful Article Aur tips and tricks Ke Liye Hame Follow kare.
HindiHelpguru Facebook Page Like karna Na Bhule.
sir
mere pas dell optiplax520 cpu hai
sir usme jb bhi me pan drive ya usb ka use karta hu to vh cropt ho rhi he sir uske liye kon sa antivirus download krha hoga aor kesd
pls jld zavab dijiye
thankx
aap sabse pahle to CUP ko Format kar de baad me McAfee AntiVirus ya fir Avast Pro Antivirus use kare.
sir ji koi esa antivirus bataye jo ki life time ke liye free ho sirf home computer ke liye internet nhi chalana hai sirf Movie aur game khalne ke liye mera email [email protected] hai ess email par link send kar digeya
sir,kisi bhi site ka video download karne per mera (Andi 3 .5f Grabit) अपना डिवाइस को नवीनतम संसकरण से अपगरेड करे kaun sa app ka use kare help
ho Skta Hai Aapke Mobile Me Mp4 Videos Player Na ho. kyuki ab Jyadatar Videos Hd, Mp4 Me hote Hai. koi downloader App Install kar Lo.
bro gaudian netsecur antivirus kaise hai eske bare me batye
agar aap Online Jyada work kar rahe hai to best hai.. premium version ka prize bhi kam hai.
mera pas samsung gts5282 hai usme bini wifi ke software kaise update kare
Google Play Store Se Koi App Install Kar Lo.
Mera phone micromax e311 hai barcode nikal gaya pr sim work nhi kr rhi hai….chipset bhi mediatek hai kaise chalega pls help
aap Jio Related Dusare Article Padhe > Isame Tricks Di Hai.