Jio 4g SIM Ki Internet Speed Kaise Badhaye ?

-

Jio SIm card kai User Ko Mil chuki hai. activate Bhi Ho chuki hai. kai User Aise bhi hai jisi Jio SIM nahi Mil payi hai. Jise Jio 4g SIM Card Mil chuki hai wo Internet Speed , free Calling Ki Problem Ho rahi hai.

Jio Preview Offer Me 20 to 25 MBPS Speed Dene ka Wada Kiya gaya Tha. but kai User Ko Sirf 3.5 mbps ki data Speed Mil rahi hai. aap Is Slow Internet Speed ko Kai Tricks Se Boost Kar Sakte Hai. Is Article Me HindiHelpGuru ne  ” How To Increase Jio 4G Speed upto 40Mbps Speed ” tarike Ke Bare Me Bataya Gaya hai.

Jio Internet Speed Kaise badhaye ? 5 tarike

Jio 4g SIM Ki Internet Speed Kaise Badhaye

Tricks : 1 : Change APN Settings

Sabse pahle apne phone ka Settings open kare. Phir more >> Mobile networks option me enter kare. Ab reliance JIO SIM ke access point settings me jaye. Right hand side me menu ka option par jaye. Phir NEW APN select kare. Niche bataye gaye settings ko dekhe aur apne smartphones me set kare.

  • Name – HindiHelpGuru.com
  • APN – jionet
  • APN Type – Default
  • Proxy – Not Set
  • Port – Not Set
  • Username – Not Set
  • Password – Not Set
  • Server – www.google.com
  • MMSC – Not Set
  • MMS proxy – Not Set
  • MMS port – Not Set
  • MCC – 405
  • MNC – 857 or 863 or 874
  • Authentication type – Not Set
  • APN Protocol – IPv4/IPv6
  • Useful : Reliance Jio 4G SIM : Questions And Answers Hindi

Tricks : 2 : rooted phone Tricks

  • Agar Aapke Pas rooted Mobile Hai To ” 4g speed optimizer pro apk ” Download – Install Kare.
  • Isme Network Speed Select Kare.
  • Vahan Aapko 12/28/7 Select Karna Hai.
  • Isake Bad Apply pe click kare.
  • Mobile ko Restart karke Network on Kare.
  • Ab Jio Internet Speed badh Gai Hogi.
  • Also Read : Kisi Bhi Mobile Number Port Karke Jio SIM Kaise Paye ?

Tricks : 3 : Use VPN APK

  1. Google Play Store Pe jaye.
  2. snap vpn Android Application Download kar.
  3. Install karke Open Kare.
  4. Open Kare. Isme Aapko Country List Aur Signal strength Dikhai Degi.
  5. Sabse Jyada Strenght wali Country Ko Select Kare. or connect kare.
  6. connect ho jane pe Jio internet Speed Boost Ho jayegi.

Tricks : 4 : Change LTE Band

Agar Aapka Mobile Qualcomm, MediaTek chipset supported hai To ye Tricks Use Kar Sakte Hai. Band 40 aapko jyada speed denewala hai. band 3 or 4 Coverage deta hai. band 40 me aapko 50 Mbps ki download speed milti hai. aap kud LTE Change Kar Sakte Hai. ye Option aapko MediaTek chipset me mil jayegi. Change Karne Pe Jio Internet Speed Badh Jayegi.

Tricks : 5 : Server Name Change

Server Name Bhi Net Data Speed Badhane Me Help Karta Hai.
Ye Option Aapko 1 st Step Me Bhi Bata Diya Hai.

  1. Aap Network Settings Se APN Settings Me Jaye.
  2. Ab Server pe Jaye.
  3. yahan Aapko www.google.com type karna Hai.
  4. Last Me Settings Ko Save Kare.
  5. Internet Connect Kare, or Speed Check Kare.
  6. Jio internet Speed Boost Ho gayi Hogi.
  7. ye Jarur Padhe  : Reliance jio 2gb to Unlimited Data Me Convert kaise kare

Extra Inning :

–  yahan Aapko 5 Tricks Internet speed Increase karne Ke Liye Batiyi gayi hai.
– ye Tricks Aap Dusare SIm ( Idea , Airtel, Vodafone, BSNL, telenor ..etc. ) Me Bhi Use Kar Sakte Hai.
– 5 Tricks Me Se 1 by 1 try karke Dekhe. Jis tarike Se Aapke Mobile Ki Speed bad rahi Hai Wo Istemal Kare.
– Jio internet Speed Aapke Area ke sim services tower Pe Bhi depend Hoti hai.
– Hamara HindiHelpGuru FB Page Jarur Like Kare.
– Internet Speed Boost Article Ko Share Karna Mat Bhule.

Recommended for You
You may also like
Share Your Thoughts

74 comments

  • Hema

    Sir Apne Post me Apne Sabse Best Jankari Share ki Hai. Aap Apne Article me Bahut Detail Se Samjhate Hai Apka Article Likhne ka Tarika Bhi Sabse Best hai. Mujhe Apke Helpful Article se bahut Achi Jankari Mili

  • Ritesh Shrivastava

    sir mera bahar net chal rha hai ghar or nhi kyu koi solution de

  • ARUN

    aap mujhe please ye batay jio ki sim mere xolo q1010i 3g me kaise chalega tarika batana guru ji

    • HindiHelp Guru

      isake liye aur article hai ise padhe.

  • Sunil Raikwar

    Mera jio net slow chal rha hai

    • HindiHelp Guru

      Network setting check kare. LTE select kare.

  • saroj

    Mera jio4g Sum men net slow chal reha Hei

    • HindiHelp Guru

      is Article Me Batayi Tricks Ko Follow Kare.

  • Anuj kumar

    Sir ….ye MediaTek chipset ka options fon m kha pr milta h ….plzz btaiye

  • Anuj kumar

    4G speed optimizer se related bhot sari apps aati h to usme se kon se app download krni h plzzz help me

    • HindiHelp Guru

      Internet Speed Badhane ke Liye Ye App Use kar sakte hai.
      Internet Booster & Optimizer
      Faster Internet 2X
      Internet Speed Booster
      Internet Booster (Root)

  • Sayan Debbarma

    Mare 3g mobaile pe jio sim support nehi horaha he

  • Lalit.raj.

    Sr mene 309 recharge bi kra Liya wt agr me network ke pas chala jata hu to achi speed deta h or network se 3km door ho jayu to mere fonder me net speed nhi aati h mere dosto ka net acha chalta h PR mera kyu nhi

    BHAI……..
    PLZ MERI HLP KRO
    samj me nhi avatar ki fone me kami h ya six card me or airtel nhi chalta (idea)
    Acha chalta h pr idea mere yaha network bahut km h bhai me ky karu meri to kuch samj
    Nahi as rya AP ho jo meri feeling ko samj sakte ho bhai plz reply jarur krna

    or me set chla raha hu Micromax Q465
    mene yr 7500 so ka liya mere bahut moot kharab h bhai plz help m

    • HindiHelp Guru

      Jio Ka Yahi Problem Hai. Kai Mobile Me Speed Nahi Milti Hai. Aap ek bar Settings Change karke Dekho. apane Friends Ke Phone Settings me Check Karo. aur Same Settings Use karo.

  • atinder

    Thankss mera net speed me chal rha gain

  • Aman Gupta

    hello sir mere pass jiofi3 hotspot hai to ous me se me otp kaise nikalu

  • Abhishek

    Kya Jio 4G 3G mobile
    me Chala sakte hai

  • zuber khan

    Jio me tower to pure milte he but speed Nahi milti or na to vedio calling bhi Nahi ho rahi he

    • HindiHelp Guru

      Internet Settings Check kare ya fir Change Kare.

  • satyam

    Mera jionet bohot slow chal rha h
    Sab trics try kr chuka

  • ajeet pandey

    Phir v nai aa raha hai bhaiya netwark bahut kam so karta hai ghar ke andar no service ho jata hai ghar ke bahar 1 khuti pakarta hai or more bhai ke Mobile me ghar ke andar v pakarta hai uska phone life wind7 hai

    • HindiHelp Guru

      to Aapke Area me Jio Network ki Problem hai. aur koi nahi. wo to tower ke bina nahi solve ho sakti.

  • jadav vijay

    jio ki speed kaise badhai please sir batai

    • HindiHelp Guru

      Article Me tricks Batayi Hai. Padho aur Follow Karo.

  • ajeet pandey

    Bhaiya mere Mobile gionee f103 2 gb ram wala hai mere Mobile me networking ka problem bahut hai Wo v jio4g Ka but dusre handset me nai hai kya kare

    • HindiHelp Guru

      Aapko Jio Settings check karni hogi. myjio sabhi app install karna hai. bad me ek bar mobile ko restart kar le.

  • aryan

    my jio speed not fast

    • HindiHelp Guru

      Follow This Article And Change Internet Settings.

  • ramesh

    Jio sim me 2g ki speed bhi nahi
    he

    • HindiHelp Guru

      aapke aria ki jio network problem ho sakti hai. ya fir network settings check kare.

  • Shubham Singh

    Mera sim ka speed pehle 20kbps tk hi aata tha lekin ab aapke tricks follow karne par 400 kbps tk aa jaata tha

  • surinder

    Mere jio sim ki speed bhout hi kaam h es se aacha to 2g ki speed h

    • HindiHelp Guru

      Article Me Batayi Tricks Follow kare.

  • Syed masoom

    Bro Wi-Fi hack kese hoga plz help me

  • Vikash kumar yadav

    Bhaiya mere Jio 4g baHut slow chal raha hai fast chalene ke liye koi upay bata doh

    • HindiHelp Guru

      article me batayi tricks use karo.

      • sweta gour

        sir my name is sweta sir mei online work data entry ka karti hu but jio device wi fi jo free hai waise to speed ok but jab online work karti hu to to very slow speed so please tell me kaun sa fast net use kare work ke liye

        • HindiHelp Guru

          Aap Jio Ke alava – Idea, Airtel 4g – 3g Use karo. Plan Bhi Saste hai. ( Jio Me Speed Milta hai Lekin Network Problem Hota Rahata Hai. )

  • ak4360165

    sir agar hamara network tour door hoga toh hamara net slow chalega…………………….

  • Anish

    Mere pas jio ka sim hai use ham. Server ko badlkar http://www.google.com kar dete haai to bhi net ki speed 500 kb/s ki rahti hai .
    Maine ‘vpn proxy by snap vpn’ naam ka snap vpn download kia usme kai contry ke flags hote hai. Connect bhi ho ta hai.speed test me 1mb/s hota hai jab download karte hai to speed kam hotihai…

  • rakshansh

    download speed kaise badiye

  • Shyam Singh Bhati

    Itne din speed bohut Jada achi thi 4G ki ab do din se 2G se b Kam ho gai ye trick b Kia h sub

    • HindiHelp Guru

      aap is tricks ko follow kare.

  • thamesh kumar

    mera jio 4G bahut solo chal raha hai kya karu ki mera net ka speed bad jaye Maine aapke dawra dataya Gaye sare all tricks ko kar chuka hu

    • HindiHelp Guru

      to fir aapke area me network ki problem hogi.

  • arvind

    kaise pata kare ki hamara jio net kis speed me chal raha hai

    • HindiHelp Guru

      aap Google play store se net speed test ki aap download kare.

  • suyash singh

    I have used all tricks Bt not getting that speed. Bass 10 ya 12 kbps ki speed aati h..or kabhi kabhi 123 ya 154 bss use zada ni aati kya karen????

    • HindiHelp Guru

      kya reliance connectivity – tower aapke najdik hai ?

      • suyash singh

        Nahi h…sirf ek signal aata h..or kabhi kabhi wo bhi nai aata…

  • vipin

    My jio sim net speed very slow

    • HindiHelp Guru

      is article mae batayi tricks try karo.

  • Ramesh soren

    Jio sim me internet data bahut sulo chal raha hai please help karo kaise internet data super fast chale

    • HindiHelp Guru

      bro, article me batayi tricks ko use karo.

    • Jii

      Jio.net.bohut.silo.charaha.he

      • HindiHelp Guru

        Article me batayi trick try kare.

    • Teekaram

      Jio-Complaint
      Jio sim me Internet data bahut silo chal raha hai please help karo kaiser Internet data super fast chale

      • HindiHelp Guru

        Article Padho. aur Network setting me Changes Karo.

  • Badri prasad

    जब जियो सिम से कॉल करते हैं तो इस रूट की सभी लाइनें व्यस्त बताया जाता है क्या करें जिससे की फ़ोन कर सकें।नेट चल रहा है बस कॉल करने की दिक्कत है।कृपया सुझाव दें।Thanks

  • bejnath

    meri jio sim se cell nahi ho rahi hai

    • HindiHelp Guru

      aap fir se try kare. kuchh time waite kare. ye problem reliance network ki hai. solve ho ane ke bad call ho payegi.

    • Anish

      Pehle jio 4g voice download karo fir open kaeke call karo ho jaega

    • pankaj kuntal

      Jio 4g app download kar lo

Leave a Reply