Bank PO Exam Preparation or syllabus Jankari In Hindi

-

bank po exam ki tayari kaise kare in hindi ? syllabus, Qualification aur Eligibility ki jankari. भारत में Banking और Education दो ऐसे क्षेत्र है जो सबसे ज्यादा रोजगार – Employment  देने में कामयाब रहे है. ये दोनों Government Job प्रोवाइड करने वाले क्षेत्र है. आज हम Banking Career की बात कर रहे है. Bank में कई तरह की नौकरियां होती है. इसमे से एक है ” Bank PO ” ( Bank PO – Probationary Officers ). अगर आप भी Sarkari Naukari ढूंढ रहे है. और आपको Banking Career में Interest है तो यहाँ आपको Bank PO Exam के बारे में बताया गया है. इस Article में Bank PO Exam कौन दे सकता है. इसके लिए Eligibility क्या है. ? sbi po age Limit क्या है ? Exam कैसे होता है ? Bank po Exam syllabus क्या है ? Exam की तयारी कैसे करे ? वो सब बताया गया है.

शानदार Career की निर्माण की दृष्टि से Bank PO युवाओं के लिए बेहतर पद है। Public and nationalized Bank में प्रोबेशनरी ऑफिसर (PO) Career, वेतन और प्रतिष्ठा तीनों रूप में एक बेहतर Career Option है। Bank में भर्ती की Examओ में बड़ी संख्या में Student हिस्सा लेते अहि और इसमें सफल होने के लिए कड़ी Competitions से गुजरना पड़ता है | Banking कार्मिक चयन संस्थान (IBPS) रुपया एक पृथक संस्था की स्थापना S.B.I. को छोडकर सभी राष्ट्रीयकृत Banks के लिए योग्य एवं कुशल मानव शक्ति प्रदान करने के लिए हुयी है | यहे तीन Exams C.W.E. (P.O. ), C.W.E (लिपिक ) और C.W.E (Expert technical management official , C.A. तथा कानून आधारित रोजगार के लिए ) आयोजित करता है .

Bank po Exam Eligibility Details In Hindi

Bank PO Exam Taiyari jankari hindi

Bank po age limit

राष्टीयकृत और सार्वजनिक Bank में प्रोबेशनरी ऑफिसर पद ( Bank PO ) के लिए 21 से 30 वर्ष तक की आयु सीमा निर्धारित है।

Educational Qualification

Bank PO के लिए न्यूनतम Educational Qualification स्नातक डिग्री है। बीए, बीकॉम, और बीएससी के अलावा प्रबंध, कृषि और Engineering Graduate भी बड़ी संख्या में इस Exam शामिल होते हैं।

Ye Bhi Padhe : 12th Science Pass Karne Ke Baad Kya Kare ?

Format of the Examination and selection Process

Exam एवं चयन प्रक्रिया का प्रारूप

C.W.E. (P.O. – Bank PO Exam )  की Exam तीन चरणों Tier-1 , Tier-2 (वस्तुनिष्ट आधारित Online Test ) और साक्षत्कार – interview  के तहत ली जायेगी . 20-30 आयु सीमा वाल कोई भी ग्रेजुएट यह Exam दे सकता है .

  • Tier-1 में एक घंटे की अवधि में mathematics और Reasoning के 35-55 Queastion और English से 30 questions सहित कुल 100 questions होंगे . यह सेक्शन Cut off के साथ Qualifying rounds होगा और Tier-2 के पात्रता के लिए इसे पास करना अनिवार्य है .
  • Tier-1 में Reasoning (50) , General Awareness (40), Quantitative Aptitude (50) , English (40) और Computer (20) के कुल questions सहित पांच सेक्शन होंगे | सभी questions के अंक बराबर होंगे | questions हल करते हुए याद रखे कि Negative Marking से बचना होगा .
  • And साक्षत्कार – interview

Exam Related :

BANK PO Exam Syllabus will include the topics such as

  • Reasoning
  • Quantitative Aptitude
  • General Awareness
  • English
  • Computer Knowledge

Bank PO Exam का पाठ्यक्रम

  • Bank PO Exam का English भाषा syllabus मूल English ज्ञान की Exam है. इसमें सामान्य English, Comprehension और Spelling सेक्शन है.
  • Quantitative Aptitude syllabus Students की गणन क्षमता और साथ ही समस्या सुलझाने के कौशल की जांच करने का प्रयास करता है .
  • General Awareness में Current Affairs के बारे में Latest Information – 6 महीनों की घटनाये ,Awards and Recognitions, sports, finance, Indian and international Arthwvystha, the United Nations, the marketing, the Indian Constitution, Banking का इतिहास Banking नियम , भारतीय रिज़र्व Bank ,राज्कौशिक मौद्रिक नीतिया आदि विभिन्न विषयों को शामिल किया जाता है .
  • Computer syllabus में बेसिक Computer, टर्मिनोलॉजी ,सॉफ्टवेर एवं हार्डवेयर , इन्टरनेट आदि के मूल ज्ञान को लिया जाता है. Reasoning सेक्शन में Verbal Reasoning एवं non Verbal संबधी questions शामिल है .

Useful :

जरुर पढ़े : SBI Bank Exam Interview Question And Answer  HindiHelpGuru

-SBI Bank PO Exam Question Paper with Answer Key PDF Free

bank po exam interview

  • इन  Bank PO Exam में सफलता पाने वाले Students को IBPS द्वारा आयोजित interview से गुजरना होगा . में भी स्कोर मिलता है. अंतिम स्कोर Tier-2 के स्कोर और interview के स्कोर का योग होता है . इस Exam के पैटर्न में हाल के वर्षो में कुछ बदला है. कुछ परिवर्तन इस प्रकार है अंकगणित -Arithmetic के शब्द समस्याओ पर अधिक ध्यान , गणित के questions की कठिनता में वृधि ,प्रोबबिलिटी का वैटेग बढाये जा सकते है questions अधिक तार्किक और पहले से भी कही ज्यादा मुश्किल है.

Tricks For All Exam : Exam me Good handwriting ka mahatva

Bank PO Exam Ki Taiyari Kaise Kare

  • इन Bank PO Exam पेपर में questions objective होते हैं। बीच-बीच में कई questions ऐसे दिए जाते हैं, जिनसे प्रतिभागी को दुविधा हो।
  • पेपर हल में इस बात का ध्यान रखें कि जो questions आपको सरल लगे, उन्हें हल करें.
  • कठिन questions को बचे हुए समय में हल करने का प्रयास करें। गणित में दसवीं के questionss का हल होता है.
  • प्रोबेशनरी ऑफिसर Bank PO Exam में सफलता के लिए objective Exam, समूह चर्चा और interview के लिए समुचित तैयारी जरूरी है.
  • विभिन्न प्रकार के questions की तैयारी के लिए अच्छे से अच्छे संदर्भ, पिछले वर्षों के हल questions Paper और Competitor Exams की Monthly magazine की मदद लें.
  • General Knowledge की तैयारी के लिए Daily News Papers पढ़ें.
  • English की तैयारी के लिए Grammar Books पढ़ें। कक्षा 6th से 10वीं तक की NCERT की गणित की किताबों से तैयारी की जा सकती ह.
  • कभी भी Short Tricks पर फोकस ना करे.
  • किसी भी फोर्मुले को याद करते हुए सुनिश्चित करे कि उन्हें दिल से सीखे.
  • आर्थिक समाचार और English के उपयोग पर अपना ध्यान केन्द्रित करते हुए रोज अख़बार पढ़े.
  • interview में अच्छा स्कोर करना भी जरुरी है जो अपनी पसंद के Bank में नियुक्ति करने के लिए आवश्यक है.
  • interview में मुख्य रूप से आप और आपके परिवेश पर ध्यान दिया जाएगा.
  • अपने पर आत्मविश्वास रखकर और हंसमुख होकर साक्षात्कार कर्ता को जवाब देना चाहिए.
  • दुनिया के आर्थिक और Banking परिदृश्य को समझे.
  • खुद को सामान्य रूप से पूछे जाने वाले ऐसे questions के लिए तैयार रखे जैसे कि “अपने बारे में बताओ ?” या “आपके शोर्ट टर्म और लॉन्ग टर्म Career लक्ष्य क्या है ?”
  1. Also Read : Online Career
  2. Google Se Paise Kaise Kamaye ?
  3. Free Me Website – Blog Kaise Banaye ?
  4. Extra Inning :
  5. सख्त परिश्रम से कोई भी एग्जाम में हम सफलता पा सकते है. जरुरत है सिर्फ दृढ लगन और संकल्पशक्ति की.
  6. Aap Bhi aaj Se Exam ki Taiyari me Lag Jaye. aur Kamyab Bane.
  7. Bank PO Exam Related Koi Saval hai to Comment Me Bataye.
  8. Daily Latest Educational aur Exam Ki Jankari Ke Liye hame Email se Follow Kare.
  9. Aapko Email se Free Me Hindi Information Di Jayegi.
  10. HindiHelpguru FB Page Jarur Like Kare.
Recommended for You
You may also like
Share Your Thoughts

168 comments

  • Yogendra Singh

    Bank po ke baare me jaankari kam thi jo ki aapne puri kar di.

  • Amit Kumar

    Sir mai 12th ke baad Bank PO main job lene ke liye konsa syllabus le

    • HindiHelp Guru

      bank po ke liye 12th me baad 3 year graduation karna jaruri hai. kisi bhi subject ke sath aap graduation kar sakte hai. lekin commence ka koi subject hoga to achcha raehga.

  • kuldeep suthar

    thankyou sir for help. mera question hai ki bank po sllyabus ke anusar jitane subject sllyabus me hai unaki hindi medium ki books kon se author ki best rahegi ? please suggetion me

    • HindiHelp Guru

      Meri Ray se koi Book best nahi hoti hai. but aap Kisi coaching classes ne taiyar ki book ya fir Note ka use kare. aap Yahan se Daily current affairs padh sakte hai.

  • Deepak yadav

    Sir mai abhi 11th commerce mai hu kya mai b. Com kar ke ya exam de sakta hu

    • HindiHelp Guru

      12th ke baad hi aap B.com kar sakte hai.

  • Tanisha Dhingra

    Sir …. graduation ke sath preparation KR skte h Kya??? ….or xams de skte h …Kya ???

    • HindiHelp Guru

      Graduation ke sathpreparation kar sakte hai par exam nahi de sakte hai. graduation ke baad exam de sakte hai.

  • Savita

    Sir kya exam k question paper me me Hindi and English dono language k question ek paper me aaenge

  • Rajdev kumar

    sir ..main..commerce leye hu mera banking mai ..job ho jayga na

    • HindiHelp Guru

      commerce ke baad graduation karna padega. baad me bank exam ki taiyari karna hai. fir job mil jayega.

  • BHARTI

    Sir. Maine abi b. com last year k exam diye hai ..or phale 3 sem Mai ree bi ..Sir Mai bank ki line Mai jaana cahhti hu Mai kya kru. sir. plz suggest me

  • Deepansh gupta

    SBI po ka exam only english me hota h ya fir hindi or english dono me se kisi bhi ek language me de skte h.

    • HindiHelp Guru

      vaise to english me hota hai par kuchh bank ke liye hindi Me bhi Hota hai.

  • sir po, clerk se chota hota hai ya bada.

    po cleark se bada hota hai ya chota

  • Yogesh Bhalse

    Sir banking ki books english me hogi ya hindi me

    • HindiHelp Guru

      english me bhi hoti hai aur hindi Me bhi hoti hai.

  • mohitmittal

    sir abhi hmne b.com 3 year ka exam diya hai to sir hm bank ki tyari ki liya kiya kare

    • HindiHelp Guru

      yes, aap padhai ke sath sath bank exam ki taiyari kar sakte hai.

  • sandy

    Sir kya mai gradation ke second year me bank po ka form daal skti hu?

    • HindiHelp Guru

      nahi aapka graduation ke binaa apply hi nahi kar payenge.

  • Shivam Bharti

    sir po ke liye koi computer course bhi computer course bhi compulsory hota hai kya

    • HindiHelp Guru

      yes, aapko computer ka knowledge hona chahiye. but sabhi bank me aisa nahi hota hai.

  • Mangal Singh

    Sir RRB PO banne k liye graduate ke baad computer diploma jaroori hona chahiye kya

    • HindiHelp Guru

      yes, kuchh post me Bank Job ( RRB PO ) ke liye computer ka knowledge ya fir koi course jaruri hai.

  • Rachit Kumar Arya

    Sar ma BBA 4 semester m hun kya bank clerk or po dono ki preparation ek sath kar skte hai clerk or po m diff kya haii

    • HindiHelp Guru

      sure, kar sakte hai. no problem.

  • Shaikh ismail

    Sir ibsp pi ki exam ke liye graduvation ke minimum kitne % jaruri hai form apply krne liye

    • HindiHelp Guru

      vaise to 50% jaruri hote hai, jyadatar exam me. fir bhi job vacancy par depend hai.

  • sadhwi tiwari

    Sir thanks a lot you giving me alot of knowledge but Sir I have query kya aapke pass koi aise website hai jo mujhe goverment vacancy ke bare me bataye.

    • HindiHelp Guru

      Abhi to nahi hai. par aap google par search kar sakti hai. mil jayega.

  • gourav sharma

    Sir I am student of 12 th class
    I want to became po so, after 12th what should I do …..my subject is pcm,I help your idea

    • HindiHelp Guru

      12th ke baad aapko graduation karna padega.

  • Giridhar Gopal

    Po ka vaicanci nikla he pata kaise lagega net par

    • HindiHelp Guru

      Google Me Type Kare. Search kare. Mil jayega.

  • shivangi

    hlo sir mai 12 th cls ki student hu commerce se but mujhe samjh nhi aa rha mai kya kru mai government job krna chahti hu pls suggest kr dijiye

    • HindiHelp Guru

      12th ke baad ba, bed kar lijiye. tet exam de dijiye. aur teachers ki job pa lijiye.

  • Sonoo

    Sir mere nam me aage sirname ki jagah XXXX PAVAN RATHOR likha he kya issue mujhe bank po/clerk ki exam ya job me koi dikkat to nahi hogi kya please reply

    • HindiHelp Guru

      aapne surname ki information nahi di hai to nahi aayega. abhi koi problem nahi hai.

  • ARCHANA

    Thanks sir kya hm ghr bethye praperstion kr sakte hai ap hme books k name or writer bta sakte hai

    • HindiHelp Guru

      yes, aap ghar baithe bhi padhai kar sakte hai. books ki jankari Aapko Online mil jayegi.

  • Shivendra

    सर मै polytechic कर रहा हू क्या मै polytechnic से ग्रेजुएट हो सकता हू जिससे मुझे bsc ba…. ना करना pade और ज्यादा समय न गवाना pade PO बनने के लिये|
    और मै किस तरह से तैयारी करू pllz reply

    • HindiHelp Guru

      grdguation ke baad bank exam ki taiyari karni hai.

  • Khusbu sinha

    Sir Kay mai BCOM 50% number ane par v bank Po ka exam de Sakti hu our sir mai SBI or PNB jaise bank ka from apply karna chahti hu sir Kay mujhe in bank mai kam number par koi Dekht hogi please mujhe batayi sir

    • HindiHelp Guru

      De sakte hai.
      kam % par koi problem nahi hai. kyuki bank job ke liye exam liya jata hai. isame jyada % lane ka Prayas kare.

  • varsha

    Hello sir,
    Maine 10th me 45% and 12th me 51% aaye the , and main under graduate hu, kya main bank po ya clerk exams ke liye apply kr skti hu?

  • Bhawna

    Hlo sir! myself bhawna.. i m doing bcom hons final year under pbi uni patiala. Without coaching from now, is it possible to clear the exam?

    • HindiHelp Guru

      Yes, Possible. Agar Aap Ghar Baithe exam ki taiyari karti hai to koi Problem nahi hai.

  • Mahaveer Jain

    Sir IBPS ka paper Hindi Me Aata hai ya English Me aata hai. Mujhe confusion hai Please help Me ??

    • HindiHelp Guru

      IBPS Ka Exam Hindi aur English Dono me hota hai. Par jyadatar English me hi hota hai.

  • HindiHelp Guru

    Aap ye article ko padhe

  • smriti

    sir mai bank ki taiyari krna chati hu math bahut weak hai kaise taiyari kru

    • HindiHelp Guru

      Aap ghar baithe practice kare. Kuchh din me improve Kar payegi

  • Khusbu sinha

    Sir Maine BCOM mai bahut Kam percentage hai Kay mai bank ka from Bhar Sakti hu 55percentahe hi number hai Mera Kay mujhe kis tarha ki koi dikt ya problem ka samna karna padega future mai Kay bank ya Kise v job mai mujhe koi psresani hogi please mujhe batayi sir

    • HindiHelp Guru

      Yes, Agar 50% + Hai To Bank Exam De sakti Hai. Koi Problem Nahi Hogi.

  • Priyanka singh

    Sir….bank clerk m interview hota hai ya nhi?? ??

    • HindiHelp Guru

      Yes, Hota Hai. (but, kai Bank Me Nahi Hota Hai )

  • Akash kumar

    Bank p.o. ke qualification me 10th,12th,or graduate ki kam se kam kitni percent honi chahiye….
    But mera to 10th me 56%
    12th me 60%
    Or graduation me 60% h
    All exam commerce
    Kya mera bank po nikal pana sambav hai…please bhaiyaa jawab dijiyega

    • HindiHelp Guru

      percent ( % ) ki Jyada Jarurat Nahi Hai. 50+ hona chahiye.

  • mohit goyal

    Sir bank po ka exam online hote hai kya or exam hindi me hote hai ya english me ager hote hai to kon kon se subject me

    • HindiHelp Guru

      Bank PO Exam Online Nahi Hote hai. Jyadatar Exam English Language me Hote hai.

  • Aakash Gurjar

    Hello sir mera naam Aakash Gurjar hai main SAHARANPUR (UTTAR PARDESH)se hu main bank po bnna chahta hu mne 12th (PCM) 75.20% se pass ki hai ab main B.com 1st year me hu main bank po bnna chahta hu to mujhe B.com ke sath sath Bank coaching krni chahiyye

    • HindiHelp Guru

      Aap Pahle B.com Pura Karlo. sath Me aaj se Hi Bank Exam ki Taiyari shuru karo. bad me koi Bank coaching ki jarurat nahi rahegi.

  • Uka Ram

    Sir bank me job ke liye vacancy aati hi ya ese hi form bhara jata hi

    • HindiHelp Guru

      Bank Job vacancy Aati Hai Isake Bad Form Apply Kiya Jata Hai. Bad Me exam hota Hai.

  • laxmi mishra

    Hello actually MRA question y tha ki bank job ki tyari k liye kon kon se books best rhengi jinme s question aane ka jyada chances ho to please aap MRE email p bta skte h books name ….

    • HindiHelp Guru

      Ok Bank Job Exam Ke Important Hindi – English Books List Ham Aapko Provide Karenge. Isake liye Is Website Ki visit Karte Rahe.

  • MOHIT AGGARWAL

    Hello ,
    Mera sawal ye hai ki kya bank ke exam pattern me kuch badlav aya hai kya ,…
    clerk or po dono ke liye ,…

    • HindiHelp Guru

      Abhi To Nahi aaya hai. Baten Chal Rahi hai. dekhte Hai kya Hota hai.

  • V.k.sinha

    Sir.bank p.o. Ki job ke liye kon kon si digress chahye sir

  • ankit pandey

    graduation main kitna%hona chaye

    • HindiHelp Guru

      Graduation Pass Hona chahiye.

  • rahul

    Sirji me 11th commerce student hu me po exam ki taiyari kr sakta hu

    • HindiHelp Guru

      Yes, Exam Ki Taiyari Koi Bhi Kar sakata hai, but Exam graduation ke Bad De Payenge.

  • Jogesh

    Final year student Po Ki exam de sakata agr one subject me kt Ho to

    • HindiHelp Guru

      Result Aane tak wait Kare, Bad Me de Bank PO Exam De sakate hai.

  • Ruby Yadav

    Sir Maine av 12 PMC sepass kia h aur mai es time bhu k ek college Ampg se ba art kr rhi hu kya mai banking job pa skti hu

    • HindiHelp Guru

      Graduation pura kar le bad me bank exam de sakti ho.

  • Zarqa

    sir iski trainng hoti h fhir exam hota h kaise kya hota h sir plz bta dijiye

  • Zarqa

    sir mera B.Sc biology se comlete hogya h kya mai ibps ka form bhar skti hoon

    • HindiHelp Guru

      Yes, No Problem. IBPS Exam Ke Liye Apply Kar Sakte Hai.

  • Gautam kumar

    Sir, Maine board-2009(56%),Isc-2012(49.2%)&BA-2016(52%) mein pass kiya hai Hume bank po job ki taiyari karne mein aage koi problem to nahi hoga na.

    • HindiHelp Guru

      nahi Koi Problem Nahi Aayega. But age 36+ Na Ho Jaye Ye dhyan Rakhna.

  • nitin jaiswal

    sir ye bank ke exam hindi me hote hai ya english me

    • HindiHelp Guru

      Isaka Javab Mai Kai Bar comment Me de Chuka Hu. Jyadatar exam English Me hote Hai. Kuchh Bank Exam Me Hindi Bhi Hota Hai.

  • Bhagirath Paliwal

    Sir ,Sbi PO Jobs Ke liye Graduation (BA) Me 55%-60%ka Score Hona jruri Hai .
    50% se kam marks wale Apply Nhi kr skte kya .
    And 10 aur 12 ka Score 75% Above Hai .
    Only Graduation me Kam marks hai.
    To Apply kr skte Hai Ya nhi.
    Full details ans.plz.
    Necessary hai ya nhi Graduation Marks .
    Koi other options.

    • HindiHelp Guru

      Sabhi Bank Exam Notification Me Merit Ke Bare me Kya Batate Hai, vo aap Jarur Dekhle. kuchh Bank Exam Me Graduation % Necessary Hote Hai to Kuchh me Nahi. Aap Apply Kar sakte Hai. Apply ke Time Bhi Pata Chal jayega.

  • dharmendra yadav

    Sir me b.sc (cs) se last sem ki exam di jisme mujhe 1 subject me atkt aa gayi hai aur mujhe bank po ki tayari karni hai aur hindi medium hu please kuch guide line bataye

    • HindiHelp Guru

      Pahle Aap B.sc Me ATKT Solve kar de. bad me Bank Exam Kitaiyari kare.

  • Chandresh kumar

    Sr mane bca ki h or 50% marks h
    kya m bank po ki teyari kr skta hu
    plz help…

    • HindiHelp Guru

      Yes, Ab Aap Bank PO exam Ki Taiyari kar sakte hai.

  • jainul

    Hello sir kya yah har saal exam aayojit hoti h kya? Interview me kya pucha jaata hai

    • HindiHelp Guru

      Yes Bank Po Exam Per year Hota Hai. Interview me Banking Related Kuchh Question Hote hai.

  • sanam dabra

    main 12th pcm se kar rha hu .bank po me noukri ke liye mujhe 12th ke baad kya karna hoga

    • HindiHelp Guru

      12th ke Bad Sabse Pahle to Aap Graduation Kar le. bad Me aap Bank PO Exam De sakte Hai. Isase Aage master Digree Kare to Bhi Aapke Liye bank Job Me best Rahega.

  • Radha sharma

    Bank exam hindi and english dono m hota h. Ya sirf English m.

    • HindiHelp Guru

      Jyadatar English Me hi Hota Hai. Kai Local Bank Hindi Exam Bhi Leti hai.

  • Radha sharma

    Bank exam ke liye kon si coaching best h.. Jha se hme jyada knowledge gain kar sake.

    • HindiHelp Guru

      Sorry Bro, Aapke Area Ke Coaching Class Ki Details Mere Pas Nahi Hoti hai.

  • Bittu

    Sir I am bittu wicketkipper my math is very weak but English is very strong Mai bank clerk ki taiyari karana chahta hu Mai ICom kiya hu mujhe bank ke bare me Kuch jankari de

  • manu sharma

    bank p.o. ke exams graduation complete hone ke baad hi de sakte hai kya abhi mera b.com final year hai or mujhe apne career ki bahut chinta hai or haan graduation complete hone se pehle bank p.o. ko chhod kar bank ka koi or exam nhi hota h kya or haan agar main exam mein pass ho gayi or interview achha nhi hua to fir kya hoga

    • HindiHelp Guru

      Bank ke Kai Tarah ke Exam Hote Hai. jaise Bank PO Exam, Specialist Officer CWE, RRB, Clerk CWE, Specialist Officer Exam, Assistant…Etc. 12th ke bad Clerical Post ke liye exam de sakate hai. jyadatar exam graduated ke bad hote hai. interview me bhi pass hona jaruri hai.

  • Mridul Upadhyay

    Mera nam mridul upadhyay hai mai bank po ki taeyari karna chahta hu abhi mai 2016 me 12th pass kiya mai apana ek sal taeyari me bita diya
    Lekin kuch nahi ho paya mai esk aage kya karu jisase meri bank po ki taeyari achi ho jaye
    Mai 12th math group se pas kiya hu

    • HindiHelp Guru

      Try karo. Old Question Paper ko Follow Karo. Sabhi Bank Previews Year Bank recruitment aur Merit Ko Dhyan Me rakhkar Eaxam Kitaiyari karo.

  • parvej alam

    Sir maine b.sc kiya h lekin do subject me grace h aur teeno yr milakar46% h to kya m bank po ka exam de sakata hu sir please bta dijiye

    • HindiHelp Guru

      yes, de sakate hai, bank ke liye kai type ke exam hote hai. 12th pass se leke sabhi student koi na koi exam jarur de sakate hai.

  • dhirendra chauhan

    Sir mere 12th me 44 percent hai or me b.com graduation final ka exam diya hu isme bhi 45 percent aane ki aasa hai.
    Kya me kisi govt sec me or koi short term course kr skta hu plz reply me..

    • HindiHelp Guru

      Aur Koi To Nahi Par Aap0 Koi Short Term Computer courses Kar Lo. aap B.co hai to Bad me job ke liye bahot kam aayega.

  • vikas

    PO ki taiyari me B.com best hai ya BCA best rahega

    • HindiHelp Guru

      mere Hisab se B.Com Best hai. kyuki agar ham bank Me Job Na Mile to other option bhi mil jate hai. is type ke job ke liye.

  • ajay

    Sir PO ki taiyari ke liye 12 baad -b.com BCA BSc me kaun sea karna sabse achha hoga jisase aage PO ki taiyari me fayada ho.

    • HindiHelp Guru

      B.com aur BCA Best Hai. Bank Job Ke Liye.

    • bharti

      Sir bank po k.liye distance degree chal skti h Kaya,must reply me

      • HindiHelp Guru

        Yes, Chal Sakti Hai but Sabhi Bank Job Me Nahi.

  • ajay

    Sir bank po ki taiyari me kaun kaun sa subject ki taiyari karna hota hai

    • HindiHelp Guru

      apko Article Me Bata Diya Hai…

  • pankaj kumar

    Sir mai abhi 10th pass kiya hai aur mai bank ka tayre karna chhata hu mujhe batye ke mujhe kis tarha se tayree karne mai samay de

    • HindiHelp Guru

      10th ke Bad Aap 12th tak Padhai Kare. sath me Banking Related competitive exam ki Tayari Kare.

  • poonam kaushik

    Sir, kya bank job ke liye computer knowledge jaruri h or h to kitna
    Plz give me answer in hindi

    • HindiHelp Guru

      Yes, Computer ka knowledge Banking Me Jaruri Hai, but Kitana jaruri Hai ye Nahi Kah Ja Sakta. Kyuki Sabhi Bank ke Diferance rules hote Hai.

  • Rashmi Gayakwad

    Sir thanks for giving information about banking career.which books I should refer for reasoning.apptitude.and also provide name of magazines which would be helpful.sir reply soon.after 1.5 year I m starting my studies again which I dropped due to health issues.

    • HindiHelp Guru

      Thanks, ok, i am provides banking Knowledge Books and Other Materials. wait .

  • sonal kumar

    Sir me b.sc (physics) se kar raha Hu abhi part -1 me hi Hu kya me abhi se bank po Ki teyari kar sakta hu.

    • HindiHelp Guru

      Kyu Nahi agar Banking Filed me Jan hai to Aaj Se Hai taiyari Shuru kar do.

  • jaya shankar

    sir mera inter me 246 number hai bank po/clerk me form bhar sakte hai graduation karke inter me number kam isse koi dikkat nahi hoga

    • HindiHelp Guru

      Bank Po Exam Me graduation ke Bad Apply Kar sakte Hai. no problem.

  • md waqar

    sir bank po/cleark me form bharne ke liye inter aur graduation me kina kitna parsent chahiye ple ple help

    • HindiHelp Guru

      Kis bank Ke Liye Exam hai. aur Isaka Notification Dekhe. tab aapko Malum hoga.

  • Shikha

    Sir mene final yr ka exam diya hai abhi and me hindi medium se hu aur Mujhe es exam ki taiyari bhi Karni hai mager Mujhe kuch samjh nhi aa rha ki kha se taiyari start Karu…. Plz help me

  • Piyush kumar

    Sir, मैं नालंदा ओपेन यूनिवर्सिटी में BCA 1st semester में हूँ।क्या मैं BCA पूरा करने के बाद बैंक में नौकरी पा सकता हूँ?
    साथ ही यह भी बताए कि मैं 12th pcmसे 66.40% मार्क्स से उत्तीर्ण हूँ तो मै अपनी न्यूनतम आयु 18 वर्ष पुरा करने के बाद 12th के आधार पर बैंकिंग की परीक्षा दे सकता हूँ या नहीं?

    • HindiHelp Guru

      Yes, Aap BCA Pura Karke Bank Job Ke Liye Apply Kar sakte Hai. Kai Bank 12th Ke Bad sabhi Student Ko Bank Exam ke Liye Allow Karti Hai to Aap Bhi de Sakte Hai.

  • md alam

    sir mai i.com me 45% numer hai iske bad B.A me admistion karaunga inter me number kam hai bank po/cleark me dikkat hoga kiya sir bataiye agar dikkat hoga to phir se inter exam denge

    • HindiHelp Guru

      nahi Koi Pareshani Nahi Hai. Bank Po me Exam Li Jati hai. isame Jyada Number Lana.

  • md sajjad husain

    sir mai md sajjad husain
    i.com pass kiya hua mrea man hai mai bank po banna chahta hu ek bat bataiye B.A/ B.SC/B.Com me ko bhi subject se honerse karnre par bank me bhar sakte hai po /cleark ke liye ple ple help

    • HindiHelp Guru

      yes, graduation ke bad Apply Kar sakte Hai.

  • Umesh Kumar sahu

    Sir
    Hindi mediuam k liye PO ka kon sa books lu or kon se writer ka
    q ki aaj kl market mai bahut share books aane Lage hai.to best kon sa rahta hai pta nai chal pata .

    • HindiHelp Guru

      Umesh Ji, 1 – 2 Din Wait kare.. Ham Sabhi Po Exam Book Information Dene wale Hai.

      • Niwas jha

        12th ke bad exam de sakte hai bank po ka English me

  • Umesh Kumar sahu

    Sir
    Bank PO ka exam English language mai hota hai ya Hindi language mai

    • HindiHelp Guru

      vaise to ye English Language me hota hai. but Kuchh bank apane area ko dyan me rakhkar hindi Language bhi rakhte hai.

  • khushboo jaiswal

    Sir maine ..M.sc( physics) kiya h ..to kya bnk prepration mere liye best option rhega

    • HindiHelp Guru

      yes, But ye Bank PO vacancy par depend Karega.

  • jyoti

    Kya bank po ka course 12 ke base par kar sakte h aur isme english speaking ka hona compulsary h

    • HindiHelp Guru

      sabhi bank ke liye shayad Possible nahi hai. but kuchh bank exam ke liye kar sakte hai. english knowledge to jaruri hai.

  • Harish kore

    Sir Ye exam Hindi me hoti hai Kya Mai Hindi Me paper de sakti hu bank po. Clerk ki exam

    • HindiHelp Guru

      Bank Po Exam kai Tarah Ki Hoti Hai. Sab Me Hindi Nahi Hota Hai.

  • Arti kumari

    I am arti
    sir isc pass hone ke bad bank p.o ka exam de sakte hai taiyari jar sakte hai plz help me

    • HindiHelp Guru

      Sure Kar sakte Hai. Bank me Isake Alava Bhi Kai Job hai.

  • pradumn

    i am pradumn kumar shukla
    mera b.com second complete ho gya kya ma bank ki tayari kar skta hu

    • HindiHelp Guru

      sure Kar sakte hai. aapko ye taiyari sirf bank me hi nahi other competitive exam me bhi kam aayegi.

  • karan

    Sir mujhe bank line me Jana he but graduation hone ke baad kya karu jisse bank line me ja pau…..please suggestion dijiye… Clear

    • HindiHelp Guru

      Bank Me Job pane ke Liye aap competitive exam ki taiyari kare. aap exam me pass ho jaoge to job mil jayega.

  • aashna

    kya po ka test 12th ke baad de sakta hai

    • HindiHelp Guru

      12th class pass Bank PO exam Ke Liye eligibility nahi hai.

  • Anil sharma

    Me gk me bilkul nil hu or mujhe pdai chode 7sal Ho chuke he me kinhi pristhitiyo ke karan
    Us time apni pdai pr fokas nhi kr paya jis bjh se mere high school inter and bsc me prsent km he kya bank po ke liye prsent ka bhi koi rol he or yh bhi btaye gk kese theek Ho mene kafi try kya me kuchh bhi pdta hu dimag me nhi rhta es time me ek privet fectry me kam krta hu me bank po ki teyari krna chahta hu krapya mera marg drshan kre apki ati krpa hogi

    • HindiHelp Guru

      Aapne Padhi chhod Di hai, aur Kafi Time Ho Gay Hai. Isaka Matlab Ye Nahi ki Aap Fir se Shuru Na Kar sako. Aap bank PO exam Ki taiyari Kare. aur Pura Dil lagake Padhe. pahle se jyada Aapki Memorry Power Boost Ho jayegi. Aap Gk ki Tayari 1 month Me Bhi Kar sakte Hai.
      Ye Padhe : Exam Ki taiyari Kaise Kare ?

      • Nitin Kumar Nirbhay

        M graduation kr rha hu last yr h is br or maine steno sikh rkhi h pr steno sikhne se phle hi mera bank sector m jane ka mn th or ab bhi h jb bhi apni steno ki practice krta hu t usme mn nhi lgta h bs bank ki job k bare m hi sochta rheta hu ap mujhe y btao m ky kru pr mera math weak h jyda hi isliye m bank ki tyri krne se drta hu m ky kru m kis cheej pr focus kru ky kru ky nhi kuch samaj nhi aa rha ap btao plz… help me?

        • HindiHelp Guru

          bank me job pane ke liye aapko competitive exam me pass to hona hi padega. isaki taiyari shuru kare.

    • Hariom Singh

      Aaap yafi ek bar padhai chhod chuke h to apko apne past ko bhulkr apne future ka dhyan rkhte huge banking po ki taiyari krni chahiye,aap yadi factory me kam krte h to time bachkr news paper pdhne ki ad at dale jisase apka gk bilkul balance ho jayega aur aapki banking k liya v useful hoga

Leave a Reply