Pen Drive Se Hote Hai Ye 10 Kam Kya Aapko Pata Hai

-

10 Smart Uses of Pendrive in Hindi information. Pen Drive Aajkal Computer Use Karne walo Ke Liye Jaruri Devise Ban gaya Hai. isake alava Bina Computer – Laptop wale Log Bhi Pen Drive Rakhne Lage hai. Is Chhoti si Chij Ko Pahle To Data Save karne Ke liye Banaya gaya Tha. Lekin Isake Kai Different Uses Aaj Hone Lage hai. Aaj Tak Aapne Is Chij Ka Use Data Save karne, Data transfer karne Ya Fir Kuchh Personal File – Document Ko Save karne Ke Liye kiya Hoga. Isaki Prize Kab Hai but Isake Upyog Bahot Ho sakte Hai. Aaj Ham Isake Kai Amazing Uses Aapko Batate Hai.

10 Best different uses pen drive In Hindi

Friends, aaj ke jamane me hamare pass ek Pendrive hona bahot chhoti si Bat ban gaya hai. Amazone , Flipcart aapko kam prize me ye Product Provide kar rahe Hai. Ab Ham Aapko Pendrive Ke Kuchh aise upyog Batate Hai Jise Padhkar Aapbhi Pen Drive Kharid lenge.

1. Security Code

Security Ke Liye Ham Apane Computer ya Laptop Me Password Rakhte Hai. kyuki Koi hamare Bina Apane Computer Ka Use na kar Paye. Kya Aapko Malum Hai Pendrive Bhi Security key – Password Ki Tarah Kam Kar Sakti Hai.
Isake liye Aapko online predator Software Download Karna Padega. Isaki Kuchh Settings Karke Aap PC – Laptop Ko Secure Kar payenge. Aap Pan Drive Add kiye Bina Is Software Wale Computer Ko open Nahi Kar payenge.

2. App Data Storage

Aap Mobile Me Android App Use karte Hai. Lekin jyda App Install Ho jane Pe Mobile Hang Ho Jata hai. Tab ye Saval Hota hai Ki Dusari App Kaise Download – Install Kare ? Isake Alava Computer Me Bhi ham large Size Game App ka Use karte Hai. Ram Data na Ho to Computer me Bhi problem Ho jata hai. Tab Aap Is Extra App Ko Store karne ke liye Pendrive ka Use kar Sakte Hai. Portable apps, utility aur games Run Kar Sakte hai.

Agar Aapne koi Games Ya App Pen Drive Me Store rakhi Hai to Jarur Padne Pe USB Cable Se Mobile Me Transfer kar Sakte hai. Direct USB Slot se Computer Me bhi Desktop App Run kar Sakte Hai.

3. Use as AntiVirus:

Antivirus Software Sabhi Computer User Use karte Hai. Antivirus Online ya CD se install Karna Padta hai. Aap Pen Drive ko Antivirus Software ki tarah use kar Sakte hai.

Aap Jo Bhi Ativirus Use karna Chahte Hai Ise Antivirus Website Se Download kar Lo. Bad Me jab Bhi Aapko Computer me koi File ya Memory Card ko Scen karne ki Jarurat pade to Pen Drive laga Dijiye. File Ko Scene kar lijiye.

Ye Bhi Padhe :

4. Use Pen Drive as Ram

How can I use pendrive as RAM? Agar Aap Computer ya Laptop Me Ram badhana Chahte Hai. aur Extra Kharcha Karna Nahi Chahte hai to Aap Pen Drive Ko RAM ke Liye Bhi Istemal kar Sakte hai.

Iske liye aap sabse pahle pen drive ko apne PC me USB se connect kar format kar le. Uske bad pendrive ki properties me jaye. Iske bad aapk oready boost par aana hai. Yaha aapko use this device ka name dikhayi dega. Is par click kare or apply kar ok par click kar de.

Ab aap ek bar apne PC ko restart kar le. Uske bad aap dekhenge ki aapka pen drive ram ki tarah kaam kar raha hoga.

5. Personal Data Storage

Computer ya mobile me Sabse jyada Storage ham Personal Data ko Store – Save karne Ke Liye use kar Dete Hai. Isame kai Tarah ki Files hoti hai. Mobile me Save Documnet to ham Sath rakh Sakte Hai. But Computer Me Save ki File , Personal Data, Document ko Sath leke nahi ja Sakte. Is kam me pan Drive Aapki help kar Sakti hai.

Pen Drive Me Aap…

  • Music – Mp3, Videos File Save kar Sakte Hai.
  • Office Ke jaruri Data Save kar Sakte hai.
  • PDf Book library Ban Sakte Hai.
  • Personal ID – DOcument File Save rakh Sakte hai.
  • Family Photos Album bana Sakte Hai.

6. Use pendrive in mobile

Agar Aapke Mobile me jyada Spec nahi hai. RAM kam hai to Aap PenDrive Ko Mobile Se Connect kar Sakte Hai. Aapke Mobile Ki Raam Ka Problem Aapko Nahi rahega. kai Files , Games, Application Aap Use kar payenge.
Isake liye Aapko OTG cable Se Pen Drive Ko Connect karna Padega. Mobile Me StickMount App Install karna Padega.

Bad Me Pendrive Ki Sabhi Files Ko Aap mobile Se Hendle kar payenge. Jitane Chahe Videos Movies Dekh Payenge.

Also Read :

7. Backup Storage

Aap Online Work karte Hai to Aap Kai Website Ke Cloud Storage Ka use karte honge. Example : Google Drive aur Dropbox. Isame Aap Personal File Rakhna Secure Nahi manenge. to Isaka Vikalp hai hi Aap In Cloud Storage Ko Pen Drive Me Backup Karle.

Isake Alava Aap Whatsapp, Facebook, Blogger… etc Ka Data Pen Drive Me Backup kar Sakte Hai.

8. Make your data confidential

Aghar Aap Koi public Coputer Use kar rahe Hai uar isame Aapki File Ya Document Nahi Rakhna Chahte Hai to Aap Pendrive Aapko Protection Degi.
Pen Drive Me Save Data Ko Aap Password lagake Secure kar Sakte Hai.

Agar Aap Ki Digital Information Pendrive Se Kisi ko Bhejana Chahte Hai to ye Password Aapki Information Ko Secure Rakhega. ab Kisi Ke Sath Document Bhej do Koi Problem Nahi.

9. Use as Bootable device

Booting Operating System Ke Liye CD – DVD ka Use kiya Jata Tha. Ab Isaka Sthan pendrive Ne le liya Hai. Agar Aap Computer Ko Format Karna Chahte Hai. Computer Me Dusara Software Add karna Chahte hai to Pen drive Se Aapko kahi Se Mil jayega.

Isi Tarah Bootable device Version Ke liye Bhi pen Drive Use kar Sakte Hai. MacBook pe easily windows 7 Boot kar Sakte Hai. But Isake liye technical Knowledge Ki Jarurat rahti hai.

See Also ;

10. Run a website

Agar Aap Website Devloper Hai aur Aapko Server Ki Jarurat Hoti hai to Aap Online Server Use karte Hai. But Aapko Kuch Minutes Ke Liye Hi website Testing Ke Liye Server Chahuye To Pen web Server ke Liye Bhi Use Ki ja Sakti hai.

Isake liye Aapko Server2Go Software Ki jarurat Padegi. Bad Me Aap Koi Bhi Apache, PHP, Perl and MySQL Script Site Ko Run Kar Sakte Hai.

Extra Inning :

Is Amazing Information Article Ko Social Site Pe Share kare.

Isi tarah Aap Letest Hindi Information Pane Ke Liye Email Se HindiHelpguru Ko Subscribe kare.

HindiHelpGuru FB page like Karna Na Bhule.

Recommended for You
You may also like
Share Your Thoughts

14 comments

  • Vinod shinde

    Bootable pen drive se kya computer ka password crack ho gaya to aap computer ko open kr sakte h kya

  • Rahul Kumar

    Sir mene pen drive ko bootable bna Liya command se window 7 copy kr Li Lekin meri boot menu m ok karne ke bad bhi boot ni kar rhi.. . Please btaye kya kre format krna h computer

    • HindiHelp Guru

      ek bar fir se bootable karke try kare.

  • vivek gour

    sir me meri 64gb pendrive jab computer or TV me lagata hoon to no band ho jate hai sir aap koi bata sakte ho to please bataiye

    • HindiHelp Guru

      Aap Computer Me Use Karke Dekhe. Ise Khud Open Na Kare, Auto RUN Kare. Bad Me Isame Se Jarurat Ke Bina Jo Bhi Files Ho Ise Delete kar De. Anti Virus Se Scen Kare. Bad Me TV Me Use Kare.

  • ajay

    Sir kaya 3g mobile me otp cable support kar shakta h mere paas glaxy core 2 h. ? ? ?

    • HindiHelp Guru

      i am 100% not Sure. aap Try Karke Dekhe.

  • ROHIT KUMAR

    Hii Sir mera nam Rohit Kumar h sir agr hm pendrive ko ram bana lnge computer me uske bad jb hm pendrive ko nikaal lnge to bhi ram bni rahegi yaa fir pehle zitni ho jayegi…….or kya hamari pendrive kharab to nhi hogi………………………….THANK YOU.

    • HindiHelp Guru

      Aapko Pen Drive Ko Daily computer cpu me add rakhna padega.

  • karan

    sir ap mujhe detail me samajhayenge ki ss7 flaw kaise use kiya jata hai

    • HindiHelp Guru

      mai isake liye ek article publish karunga.

  • Mohammad kaif

    blustakes kese download karen laptop par superfast tareke se 2g se batae jaldi

    • HindiHelp Guru

      bluestacks jyada size ka software hai. aap 2g se download karne me bahot time lagata hai. ap chahe to kisi friends se Pen drive se le sakte hai jo bluestacks chalata ho.

Leave a Reply